Earthing do stand ko Maine bhi 2kw same pannel liya tha November me Amazon se Mera sahi hai Koi sound nhi Na hi koi or problem Or mujhe waree 575W topcon ka single pannel ke hisab se 10,000 ka mila tha Us time big billian day chal rahaa tha 😂😂
@mylife4you5 күн бұрын
Great...You are a lucky man!!👍
@vaibhavjaiswal83424 күн бұрын
Reply kigyea
@shariqkhan13435 күн бұрын
Bhai saab itne jhanjhat se to achha hai pm suryaghar yojna me solar install karwao jisme sab kuch dealer karwa ke dega aur jab chahe on grid inverter ki jagah hybrid laga lo.
@mylife4you5 күн бұрын
@@shariqkhan1343 Esme kam jhanjhat hai..Usme bahut time lagta hai..Install hone k baad bhi. Waise same KW ka hybrid inverter rahega tabhi lag payega warana har mahine penalty hai.
@mylife4you5 күн бұрын
@@EMADTECH kya miss guide kar rahe hain bhai..Or sharm kahe ka..Aap khila rahe ho hume?
@akhilpatel15094 күн бұрын
Maine yahi karwaya hai 😂
@akhilpatel15094 күн бұрын
@@mylife4youaisa nhi hai bhaisahab Mai 6kw pannel lagwaya hua hu Or inverter 10.2 kw hai Net meeting 4kw ka hai Sb mst chal raha hai Infact 3kw or add karunga 3-4 months ke andar Uski inverter pr Or usi meter pr
@vaibhavjaiswal83424 күн бұрын
Kitna paisa lga hai Aur subsidy kitni ayi hai aap ki Full detail me btayea please aap Mujhe bhi lagwana hai aise hii@@akhilpatel1509