Agar possible ho to ek video is par jarur banaye ki constant aaya kyu aur uska prayog kyu jaruri hai Agar constant ka prayog nahi kare to kya hoga
@Goodwillinstitute7Күн бұрын
Ok
@priyeshkumargupt9877Күн бұрын
Sir ji ye clear nahi ho paya ki kyu is constant ka use Kiya aur ural constant kaha Mujhe aaj bhi nahi samjh me aata ki log me iska kya kaam hai
@Goodwillinstitute7Күн бұрын
'e' ki khoj 17vi shatabdi mein hui thi, aur Euler ne is constant ko apne kaam mein bahut upyog kiya. Unhone e ki definition aur properties ko samjhaya, aur is constant ko mathematics aur science mein ek mahatvapoorn bhoomika nibhane ke liye upyog kiya. Isiliye Euler's constant (e) kaha jata he