Yes ye sara treatment ham le chuke 6 months ka complete course bhi chal raha he aapne har cheez ko bahut achche se explain kiya thank you but abhi corona ki vazah se koi bhi specialist nahi mil pa rahe he 4months complete ho gaye he medicine lete hue dard me aram nahi hua pl suggests kare ki kya dr ko check karvana jaroori he ya 6 months ke bad relief mil jayega🙏
@haridwarnishad88003 жыл бұрын
Very very thank you sir. आप कहा बैठते हैं।
@news24viral314 жыл бұрын
GOOD knowledgeable sir thanks
@sritamishra53044 жыл бұрын
Hamne sal bhar treatment liya theek bhi ho gaye but after 2 years chest pain hone laga or lungs me infection fir six months ka course le rahe he 5 months ho gaye lekin ab khansi or pain ho raha ek bar pus bhi remove karvaya dubara fir aa gaya dr ka kahna tha medicine se control ho jayega but kuchh nahi hua
@dilpkumarkumar3284 жыл бұрын
Very Nice sir
@npharmacist39624 жыл бұрын
Sir g abg blood test report ke bare me perameter ko explain karke btao And If PH value less And more From normal Kya deasise indicate krta he Pls replie Sir g
@SurajSingh-ox7tw3 жыл бұрын
Sir nimoniya kitne din mai thik ho jata hai
@npharmacist39624 жыл бұрын
Nice
@qclaborganization90064 жыл бұрын
# be your best doctor supab vedio sir myself Ganesh jaiswal medical students sir anca test and p-anca test and C-anca test par vedio banaye sir
@MukulKumar-gp7xi4 жыл бұрын
Sar paracetamol injection aur dexa injection yek syringe me lod kar ke de skate hai please bataye sar
@SachinKumar-en8ur2 жыл бұрын
Mere doctor ne meri chest se pus nikla h but abhi bhi thoda thoda pus nikl raha hai kalchar ki koi dawai sut nhi kar rahi please bate me kya karu
@bawa209 Жыл бұрын
Bhai mere papa ke chest se syringe se puss nikala tha... Uske bad kitne din me thik ho jate
@PriyankaSingh-he4gs Жыл бұрын
Sir mere papa ko lungs me pani hai 2 month se nikl rha hai kaise theek hoga