Assalamwalaikum wrb faiz bhai bataye ki beti ki shadi ke liye fix me rakhi hui rakam pr zakat dena hoga jabki niyat sirf yahi h ki beti pr hi khrch hogi wo rakam
@muhammad53874 жыл бұрын
جزاک اللہ خیر
@AliRaza-nq4oj9 ай бұрын
Sir daery k janwaroon pr zkaat nhi is ki dleel me riwayat byan kr do g ya kis kitab me ha hwala dain plz
@quransunnath63263 жыл бұрын
Most important is gold jewellery plz clarify all purposes of jewelry
@drminato65482 жыл бұрын
if you have 7.5 tola gold saved for the whole year then you have to give 2.5% of zakat from that saved gold. when the zakat time comes then at that time you have to find out the current price for 7.5 tola gold and then divide that total price of 7.5 tola by 40 and you will get the answer and that much amount you have to give away as a zakat . dividing by 40 is a simple rule to find out 2.5% of any amount.
@drminato65482 жыл бұрын
aslam o alaikum
@GE18013 жыл бұрын
Assalma-0- Alaikum Sir Agar Koi Galti Say Zakat Lay Lay Jis Ko Pata Hi Na Ho Kay Yah kaya hay Toh Phr Us ko Kaya Karna Chahiya
@nashrakhan76143 жыл бұрын
bhai yh btaye ki cometty dali hui h us p zakat h..
@rehanqurashi74723 жыл бұрын
Clear samjhaya bilkul
@yumnahazizaziz88212 жыл бұрын
Kia gold Jo use mai hai and that is above 7 tola ,zakaat di jai gi asay gold pay? . Jo gold saving ya sale ki niyat say rakha hai us pay zakaat hai???? Kindly clear
@faizanhome11272 жыл бұрын
Asslamualaikum w rahmtullahi w brkatuh..... Mera ek swal h kia ladki ka samane jahez jo jma krte hain us pr zkaat hogi ? Plz reply me
@akhtartherocks2 жыл бұрын
Mera khyal hai ki hona chaiye, per ye mera nazaria hai bas kyuki zahej to gunah hai lena dena. To gunah ki shakal ki cheej ho hai dahej to.
@expozingpakistanbeauty52383 жыл бұрын
AoA jo paisy sarkal mai hai jo market mai at hai or pir market mai caly jaty hy sarkal
@rabbiyashakeel70634 жыл бұрын
I want to ask something plz reply me in the light of quran nd hadees ya zakaat deye bgr sona bech kr plot khareeda jaskta h ya phly zakaat hi dni pry ge
@hudanightowl3 жыл бұрын
Agar sona 1 sal se upar apke pas tha to pehley zakat deni padegi.
@ammaarkhan9410 Жыл бұрын
Meray pas taqreeban 5 tola Sona hai.. us k ilawa koi khas cash nahi hota hai..husband ki job sahi nahi hai..woh itna kharcha nahi detay.. cash aisay meray pas ata hai kabhi Bhai help kardetay hai kabhi koi cousin..to Kiya mujh par zakat farz hai ?chandi b nahi hai..1 ring thi woh b sasural walo ne le li
@Classy_shahin_ Жыл бұрын
Tuition padhane par zakaat h ky ?!
@anjumshaik99473 жыл бұрын
Asallamalikum mufti sahab Kya chittio ke paise par zakat hoti hai plz reply me
@MOHSINKHAN-vm3bs3 жыл бұрын
Kya hadiye par zakaat rhegi?? Jo ki currency ki shkl m mila ho
@alinakikitchen27553 жыл бұрын
Sir kya pehenne wale jewellery per zaqat hoti hai
@True_soul29 Жыл бұрын
Yes
@Saym_78663 жыл бұрын
Gold new liya he one year nhai huva he ab tak to jakat wajib hongi kya ?
@rubinakhan53163 жыл бұрын
Kya tambe or pital par jakat h plz rply
@AbdulHadi-wm8pu2 жыл бұрын
Mere paas 6 tola sona he aor me 4 lakh qarzdaar hun to kiya mere upar jakat wajib he
@mehvishriyaz2443 жыл бұрын
Aslamalikum. Jo gold meray sasural walon ne meray liye laya h shadi se pehle aur Jo Maine khud bi khareda hai jaise kapday, footwares, bags n all. Kya in sab ka zakat mjy Dena hai. Abi shadi nahi howi hai bass mangni howi hai
@mak97437 ай бұрын
Clothes accessories and bags par zakat nahi he Gold and silver par zakat he agar wo 85 grams ho ya usse zyada or us par 1 year ho chuka ho tab 2.5% zakat farz he Video dobara se dekhe
@nilofarkhan49243 жыл бұрын
Assalamualaikum ...plz mujhe bataye ki agar humne kaisi se ghar kharida magar usne pure paise nahi liye aur kahaki apne paas rakhlo abhi jb main kuch kharidoga to le lunga aur is baat ko ek saal se upar ho jaye to kia un paise ki bhi zakat humein deni hogi....plz jawab zaroor dejiyega...
@nilofarkhan49243 жыл бұрын
Aapke jawab ki muntazeer hun..
@afiaali31984 жыл бұрын
Agr ap pr kesi ka qarz ha tu zakat farz ha????? Mjhy btaye
@kayyumsiddique51313 жыл бұрын
Daily istemaal wale gold par kya jakaat he jese bhut si logon ki wife daily kaan or gale ke jewar gold ke pehenti he
@Masterji-zain Жыл бұрын
Nagad pese aur gold Kese bhi ho un par zakat hai
@sadafrana59292 жыл бұрын
Assalmu Alaikum Agar balig bacchiyo k naam ka gold ho usme zakat hogi kya
@IRCTV2 жыл бұрын
Walaikum Assalam Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hame Call Kare 80-5545-5545
@santoshpujari39993 жыл бұрын
Heere me zakat hay ya nahi agar hay to kitne me hay
@tameemkhan85864 жыл бұрын
Maine bachpan se paisa zama kiya tha aur ab mai balig ho gaya uspe zakaat hai
@zahidmirza89113 жыл бұрын
Asslam o Alaikum Kia haqmaher ki raqm pr zakat wajib hai
@abuibrahimalmadni77103 жыл бұрын
Yes agar yeh nasab pahoonchi jaye aur Saal puri ho jaye
@mohammadwaseem84713 жыл бұрын
Kya zaati istemal k gold k zevar par zakat dena h
@shazia55443 жыл бұрын
@Beauty Lifestyle with tani agar mere paas new clothes ho jo mein use na karti hu , to kya un par bhi zakat hai?
@aamrasohail58884 жыл бұрын
New Bussiness start krne k liye paisa rakha h to kya uspe zakat nikalna farz h?????
@thebeautyofnature50243 жыл бұрын
Han bhai
@shaikhkaif233 жыл бұрын
Maine apni beti ki shadi ke liye 3 tola sone ki biscuit lekar rakhi hai kya uspar zakat wajib hai pls reply
@syedabuzar82803 жыл бұрын
Assalamualikum bhai sona 7.5 tola agar ek saalse zyada hai toh zakat wajib hoga.. Agar 3tola hai toh zakat wajib nahi hoga
@saifansimra68556 жыл бұрын
Assalamualaikum faiz bhai mere susral me fatiha dila te or meko bhi dilao bol te tu kya karna chahiye
@mohammadtaiyab23434 жыл бұрын
Aap Math dijiye !!
@AyeshaShafiq-rg7cw Жыл бұрын
Daimond per zakat hae ya nahi
@nasruddinrain57412 жыл бұрын
Asalamu aleikum
@saleemchoudhry68755 жыл бұрын
Is bhai se pocho k diary farm ki cow pr b tu invest hota hai
@riyazkhan85475 жыл бұрын
Assalamualaikum, Mera sawal he ki ham saudia me rehte Hain Kiya zakat ka Paisa kisi gareeb ko india bhej sakte Hain
@hudanightowl3 жыл бұрын
Ji bilkul.
@HafizNaumanAkbar3 жыл бұрын
Ji bhej sakte hai
@Top_videos01-R Жыл бұрын
13tola gold per kitni zakat Dena chahiye
@angelifra1905 Жыл бұрын
16400 today price
@Top_videos01-R Жыл бұрын
@@angelifra1905 jazakallah khair
@natashakanwal10983 жыл бұрын
mery pas 6 laakh rupy thy aik saal sy or 3 toly sona b or ye 6 laakh m ny gaari k liye sambhaal k rkhy thy ye kahy kisi ko qarz dia hua tha k jb b wo wapis kry ga m gari lou gi to ab us ny mjy wapis kr diye hn kya zakat farz h mj py or kitni?
@multitasking63843 жыл бұрын
Uss ke paise lautane ke baad se lekar ab tak pura ek saal guzar gaya ho toh zakat deni hogi 2.5% takreeban 15000. Sone par koi zakat nahi deni hogi kyu ki 7.5 tola se kam hai.
@shazia55443 жыл бұрын
@@multitasking6384 agar mere paas new clothes ho jo mein use na karti hu, to kya un par bhi zakat hai?
@aijazkhan99955 жыл бұрын
भाई,1आदमी जो अकेला है उसने बहुत पैसा कमाया और फिजूल खर्च कर दिया,बचत नहीं की ,दुसरे ने पैसा कमाया और इन्कम में से 2/5की जगह 7% ज़कात निकाल दी और बाकी पैसा जमा कर दिया अब अगर जमा पैसे मे से दुबारा ज़कात निकाल्नी पडी तो भैया ऐसे जमा करने से तो अच्छा है जितना कमाओ खर्च कर दो जमा ही मत क्रो,
@kayyumsiddique51313 жыл бұрын
Bhai aap jama 100 percent karte he or jaqaat saal me ek baar 2.5 percent deni hai or ye 2.5 % kharcha nhi he ye gareeb ka haq he jo allah ne maal walo ko ata kiya he
@kayyumsiddique51313 жыл бұрын
Ese to insaan ye sochkar jeena chod dega ki use to marna hi hai... Or kyu kamaye jab sath lekar kuch jana nhi.
@sammusammu33203 жыл бұрын
क्या ज़कात मैं दिए रुपये मस्जिदों लगाना सही है
@aijazkhan99953 жыл бұрын
@@kayyumsiddique5131 monthely 10000 me se 7% zaqaat zyada hogi , Ek saal me kharch karne ke baad jo thoda ,bahut bacha ,usme se 2.50% zaqaat zyada hogi,
@abuibrahimalmadni77103 жыл бұрын
Kitne gaye (cow) par zakat hai ??
@IRCTV3 жыл бұрын
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh Abu Ibrahim Almadni Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hame Contact Kare +91-80-5545-5545
@aaliaakhter7582 жыл бұрын
Kya extra clothes pai zakat hai?
@RiyazAli-ui1lq4 жыл бұрын
Ghodo per jakat Kyon Nahin Hoti Hai
@ARABSHAN4 жыл бұрын
Aap ghodon pe zakat desacte! Agar aapke ghoday Chara nahi khate to! Baqi wallahu aalam....