Jab account main paise ayenge tabhi vishvash hoga......
@PEN22413 күн бұрын
Ye le 250000 😂😂😂😂
@shorts751413 күн бұрын
@@PEN224tune toh 10 Guna de diya bhai 😅😂
@OmShukla-kk6pm13 күн бұрын
@@PEN224tumne to dhaaae lakh bhej diya
@mohitkushwah784213 күн бұрын
😂😂😂
@PEN22413 күн бұрын
@@OmShukla-kk6pm wo ek zero mere taraf se hai♓♓♓♓🇱🇨🇱🇨
@N2K52913 күн бұрын
Kis kisko abhi tak school se call nhi aaya 😢
@Bindassgamer97513 күн бұрын
Toh bhai khud laga kr puch lo kya pata tumhare paas hi nhi aya ho
@GunjanKushwah-bm7us13 күн бұрын
Mere pass to aaya tha
@mkbmayankmemories394513 күн бұрын
Bhai tum private school wale ho kya
@sachinjaiswal390913 күн бұрын
Kab@@GunjanKushwah-bm7us
@Psychoartistt12 күн бұрын
Ha hame bhi nhi aaya or call krk bola to kahe abhi process shuru nhi hui h@@mkbmayankmemories3945
@luckyrathor526813 күн бұрын
1 lakh ki baat h scooty ke liye bhi kuch sab
@OmShukla-kk6pm13 күн бұрын
Aree lalla scooty sirf top krne wale ko milti h
@atulnamdeo303713 күн бұрын
U r hero because u do hardwork for students I Salute u sir 😊
@Aayushgehlot-c4l13 күн бұрын
Scuty yogna ka labh bhi hona chahiye sabhi ko 😢😢😢😢
@narendrasingh-oj7qd13 күн бұрын
हं भाई 75+ वालो ko😅😅
@Shaila_khan143613 күн бұрын
Scooty yojna k liye alg se twitter campaign chlaiye sir plz
@RaniLodhi-z2o13 күн бұрын
Scoti bhi deni chahiye mujhe scooty ki jarurat hai kyoki mara addmission Doc harising gour vishvvidhyalay hai to mujhe 3km roj paddal jana padta hai
@itz_arunsharma459313 күн бұрын
Bhai yha 35 km Jana aur 35 aana mtlb 70 km 😂
@AJAY-SINGH9813 күн бұрын
3km😂😂😂😂cycle lele bhane kyu bna rha h😂😂
@Aashishporwal-gq9cn13 күн бұрын
@@AJAY-SINGH98😂 batt to point ki h
@M_Bhai_Animation113 күн бұрын
Op😊😅
@M_Bhai_Animation113 күн бұрын
@AJAYha bro 😅😂-SINGH98
@rubygupta900913 күн бұрын
Sari scooty bhi chahie kyunki scooty ki bahut jarurat hai hame
@Sairamji713 күн бұрын
Agar scooty nahi mili to BJP GOVT ko life me kabhi vote nahi dunga😢
@Harshit_rathore_10012 күн бұрын
Kitni percentage hai teri 🤔
@Sairamji712 күн бұрын
@Harshit_rathore_100 my 12th board percent is 90.2%.
@gourishankerbaghel984513 күн бұрын
Mere to pair me litterally chale pd gye the school regular jaate jaate i want scooty
@Govt.job.880213 күн бұрын
Sir may jila bhind se hu mere yha notice a gaya h or school wale documents mag rahe h or bol rahe h 1 dec tak pesa ageya🎉
@dhirajofficial_ff12 күн бұрын
Bhaiya Apne kya kya documents diye bata sakte ho kya aap?
@guptaajay75611 күн бұрын
Bhai jabalpur me nahi aaya
@CartoonFamily-xs3nr13 күн бұрын
Sir please scooty ki liye bhi baat kare Mera college mere ghar se 48 km hai mujhe is year scooty milti par sarkar nahi de rahi to aap bataye ki scooty milegi ya nahi
@AnkitYadav-gz6nb13 күн бұрын
Mere school me to abhi document bhi nahi mangaye
@yogendranagar484513 күн бұрын
Sir me gwalior se hu mere school se koi phone nahi aya hai 😢😢
@mansikus.1512 күн бұрын
Mere bhi
@Motivationalpodcast7213 күн бұрын
Hame to scooty bhi chahiye 😅😅😅😅
@atulsakesh847512 күн бұрын
Pahle leptop lele 😂
@Suhannaaaa12 күн бұрын
Top 3 me ho???
@Motivationalpodcast7212 күн бұрын
@@atulsakesh8475 wo to mil hi jayega
@rammeena7113 күн бұрын
Sir scuty ko bi milna chaiye 😢
@deepakrajak454612 күн бұрын
Scuty nahi bulet milna chahiye😂
@12thstudent-e6t12 күн бұрын
Na notice aaya na document liye😢😢😢😢😢
@G.Sgamingfact13 күн бұрын
Bro hamare district mai notice aaya ki nahi aaya kàise pata kare 😢
@patelkingsp76313 күн бұрын
Bhai mera district chhatarpur he or yha aya he tum apne teacher ko call kro
@anahadtiwari986711 күн бұрын
Bina documents submit kiye 1december se kaise paise aajaygaye Abhito documents submitted nhi hou ?🤬🤬🤬🤬
@himanshukushwah751013 күн бұрын
Scooty yojna ka labh chahiye
@AdarshSahu313 күн бұрын
Abhi tikamgarh jile me koyi notice nahi aaya hai..
@N2K52913 күн бұрын
Hamare school se abhi tak mujhe call nhi aaya😢
@12thstudent-e6t12 күн бұрын
Sun Bhai dosto se puchte rahne 😊 or aagar district ka notice aaya to pata he chal jayga newspaper se
@Saurabh-jm8wp13 күн бұрын
Bhaiya ki video jayda se jyada share kro 😊❤
@monikasingh-bs5jg13 күн бұрын
Please bhaiya bank account ke regarding vedio upload karo
@kavitachouhan138211 күн бұрын
Sir ji scooty ke liye bhi kuchh kijiye sir ji
@Manoj-patel-p7b13 күн бұрын
Thanks brother 👍
@anahadtiwari986711 күн бұрын
Bhaiye ek video documents pai bana do kaun se kaun se documents lagyegaye?
@NaincyRaghuwanshi-kj8gg13 күн бұрын
Scooty scheme ?
@ArtiBarmase12 күн бұрын
Thoda sukun mila❤❤
@Sumit-w5x13 күн бұрын
Shiksha portal par koi update nhi hua hai 😂😂
@Shivbatham-n4p13 күн бұрын
Han
@rahulbharti302713 күн бұрын
Hnn bhai scooty yojna ka kabhi kuch kro plzz
@SonuGoyal-l9l11 күн бұрын
Kiosk banking account chalega ki passbook m convert krvaye
@j.seditingj.seditz982213 күн бұрын
Bhai meri 12th me 74.8 percent thi
@Lakhanangoriya-o8n12 күн бұрын
Me school toper hu mere sir ne bhola tha ki mujhe scuty milegi
@shivanjalshukla925513 күн бұрын
Documents mga liya gaya dhanyawad bahut mehnat Kiya aapne
@Shivbatham-n4p13 күн бұрын
Bhai kis district se ho
@mohitjha767012 күн бұрын
Mere school sai message aa gaya Hai (m.p.) gwalior 😊
@Shivbatham-n4p11 күн бұрын
Konse school se ho hamare school se to nhi aya
@Gaming-lo9xr4tt4g13 күн бұрын
Are bhai ek video Ruk Jana nahin ke upar dal de second part ki hamara Bhala ho jaega kahan se taiyari Karen kaise taiyari Karen
@anshulpatel793912 күн бұрын
Bhai tumne bahut mehnat ki shukriya
@mrdesilegend13 күн бұрын
Humare school se kuch bhi nahi manga hai 😢
@FarmlatorGaming13 күн бұрын
Sir Hamare yaha school se koi bhi update nhi aaya hai 😢
@anubhavrajak12 күн бұрын
CBSE walo ko milega kya
@Umahi77113 күн бұрын
Abhi school se koi Message ya call nhi aaya hai documents ke liye
@MamtaKushwaha-dr5bu13 күн бұрын
Jb aa jaye paisa to kahe aese vishwas nhi ho rha hai
@MuneshPrajapati-od5sr11 күн бұрын
Hamare school walo ne nhi mange documents
@techiearyangaming50713 күн бұрын
Katni jile me kab aayega ?? 😢😢😢
@TamnnaRathore-cb7xj13 күн бұрын
Betul distic me notice nhi aya
@G.Sgamingfact13 күн бұрын
Ratlam jile mai notice nahi aaya
@plyer-155913 күн бұрын
ratlam me board exam k 1 mahine me hi notice aagya tha, mene apne school me saare documents jama kra diye h
@plyer-155913 күн бұрын
@@PremkumarYadav-s5c mera school st. stephen's h (jee aspirant hu pr regular school h)
@G.Sgamingfact13 күн бұрын
@@plyer-1559 bro hamare school mai to liye hi nahi
@berozgar_yonro13 күн бұрын
Thodi si rahat mili 😌
@Kusum_Patel1612 күн бұрын
Bhaiya Mera joint account h .. Toh koi prblm h kya..???
@NaincyRaghuwanshi-kj8gg13 күн бұрын
Bhaiya account per video banaiye
@fbkhushalff543313 күн бұрын
Jabalpur ke schools se koi data nahi liya gya h. 🥹🥹🥹
@ManojLodhi-v5k3w13 күн бұрын
Sir hme to bas scooty chahiye
@santoshprajapati160713 күн бұрын
Kuchh nhi dikh rha bhai
@ArchanaLodhi-pm8dg13 күн бұрын
Sir mm Chanderi se huu school walo ni koi docoments ni mage abhi takkk 😢
@Aashishporwal-gq9cn13 күн бұрын
Time lagega
@JanviSanodiya13 күн бұрын
Rastriya krit bank me paise aayenge khata khulvao please
@ZainabKhan2389913 күн бұрын
Sir hmre school me abhi documents nhi liye hain
@pradeeppatidar413313 күн бұрын
Bhai aap please scooty yojana ke bare me information dijiye bahut hi jyada students ka question hai
@MrSumit751913 күн бұрын
Sir mera ek private bank me khata hai to kya paise aayenge
@Starmishti12013 күн бұрын
Scooty k.liye fer se tweet krwnge or awajj udhayenge🌟
@neerajkushwaha179111 күн бұрын
Sir please bata do ki con sa account lagega please 😢
@Akshat_47_dwi13 күн бұрын
Sir kewal government me milega ya private me bhi😢
@harshsanodiyasanodiya820712 күн бұрын
Private school students ko bhi milega
@rammeena587513 күн бұрын
Bhai shahab hamse to document nhi liye he harda me
@rahishShukla-hp2xe13 күн бұрын
Scooty yojana ka labh bhi Milan chahia 😢😢😢😢😢
@rajput798012 күн бұрын
Govt or private dono school wale students ko milenge kya
@neerajahirwar403112 күн бұрын
Mujhe nahi aa ya call school se😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂🎉
@777Raghu_volgs13 күн бұрын
0 balance wala account chal sakta hai kya Bank of India ka
@XenonAcademy13 күн бұрын
Yes
@riteshrathor223913 күн бұрын
Sir mini account me aa jayenge kya
@amanprajapati750011 күн бұрын
Kya private form baalo ko bhi milenge 25,000
@Studyvlong13 күн бұрын
Sir kya ye laptop yojna ka benefit only un students ko hoga jo 11 class m se CBSE board m se 12 class m MP board m admission liya hai private school m kya unhe ko milega kya jo bacche MP board m pade hai private school se unko nahi milega kya please reply me sir please 🥺🙏🙏🙏
@surajkushwaha155213 күн бұрын
Kuch bhi news nikal rahi h abhi tak hamare school me document hi nhi mange Or bol rahe ki es sal nhi milna
@PalakRathore-pw2ok12 күн бұрын
Hello sir , sir hamne dummy form bhara. tha regular ka aur hamare 85% se upar h aur hamne sir se call krke pucha to unhone bola ki apne schoola ka naam laptop yojana me nhi aata h hamare school se 3-4 hi bachhe h bs to vo bol re the ki chal rha h naam dalwane ka school ka to hame milega ya nhi laptop ? Please bataiye🙏🏻🙏🏻🙏🏻
@Shivbatham-n4p12 күн бұрын
Konse district se ho bhai
@PalakRathore-pw2ok12 күн бұрын
@Shivbatham-n4p Indore
@Shivbatham-n4p12 күн бұрын
@@PalakRathore-pw2ok tumhare district mein notice a gya
@Shivbatham-n4p12 күн бұрын
@@PalakRathore-pw2ok tumhare district mein notice a gya
@PalakRathore-pw2ok12 күн бұрын
@@Shivbatham-n4p sabhi jagah aa gya
@AbhishekSharma-r1k13 күн бұрын
Sir government school walo ko milenge ya private school walo ko bhi milega principal bol rhe ki private school ke liye koi notification nahi h
@MONEYHIEST-JG13 күн бұрын
Private schools wale bacche ko bhi milenge . Hamare MAIHAR main private schools se bhi data leliya gya hai Private school ke private students ko nhi milenge bas
@AbhishekSharma-r1k12 күн бұрын
@@MONEYHIEST-JG private school ke private baccho ko nahi milega mtlb MP BOARD WALE BACCHO KO TOH MILEGA
@MONEYHIEST-JG12 күн бұрын
@AbhishekSharma-r1k h
@Pratik626512 күн бұрын
Private school walo ko milega ya nhi
@BhanuDhakad-n7i13 күн бұрын
1 Disember 🎉
@ReeshuYadav-zg4kz13 күн бұрын
Mera jiro ka account he Papa ka kya milega 25000
@XenonAcademy13 күн бұрын
Yes
@JanviSanodiya13 күн бұрын
Nahi
@JanviSanodiya13 күн бұрын
Rastriya krit bank me khata hona chahiye
@SUJAL-gaming-ff-x4l12 күн бұрын
Sir merre school me puchta hu to tchr log bolte hai nahi ayenge paise
@AJAY-SINGH9813 күн бұрын
Gwalior m to kuch nhi aya notice
@Shivbatham-n4p13 күн бұрын
Han bhai
@SanidhyPatidar-go5zp12 күн бұрын
Bhai please class 10 th me konse sample paper use kare practice karne ke liye kya Keshav ke karna sahi h plz video bnado
@INDBOY-N12 күн бұрын
Sab kro binaa tension ke... ❤ all the best..
@SanidhyPatidar-go5zp12 күн бұрын
@INDBOY-N konse sab
@shubhamsharma-rh7zc13 күн бұрын
Sir scooty bhi milna chahiye bachoo ko
@BHAJANLALPANCHESHWAR11 күн бұрын
Hmare school m nhi aya 😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
@mr.chiragjain140912 күн бұрын
iske liye kahin apply bhi karna tha kya
@Indian_gamer_05TM13 күн бұрын
Balaghat jile me notice nhi aaya hh
@AdnanKhan-ns4is12 күн бұрын
Laptop ke paise hi mil jaye wahi bdi baat hai😔
@vivekmistry972312 күн бұрын
Private school ke bachcho ko milegaa
@anshikasharma176113 күн бұрын
Can you please tell the required documents?
@Prakash88-4-u6x13 күн бұрын
Narsingpur jile me kab aayega notice
@Golu__dfgg13 күн бұрын
Love you bhaiya aap bahut acche hai
@chatarbhujchohan773613 күн бұрын
0balance Indian Bank ka a/c chalega?
@Prince_mishra_1813 күн бұрын
Sir mera zero account hai
@badmashneelesh439413 күн бұрын
Meri to 12th ki scholarship tak nahi ayi
@Kushal_mani_tripathi13 күн бұрын
Kya hum post office ka account de sakte hai jisme account no or IFSC code Diya hai or uska passbook bhi hai
@harshittripathi462013 күн бұрын
Bhaiya zero account me aayega paise..???
@BHAJANLALPANCHESHWAR11 күн бұрын
Scooty b milni chahiye
@Prince_mishra_1813 күн бұрын
Zero account me paise aayengey kya scholarship toh aati thi kah laptop wala bhi aa ajyega 😢
@usefulgyanofficial13 күн бұрын
Me bhind se hu par abhi notice nhi aaya h bhind jile ka