I m from rampur mam Today I tried your recipe & it was very tasty bilkul bawarchi key jysa bana jazakallah khair 😋
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
Thanks for your feedback dear 😍 Wa antum fa jazakum Allahu Khair..❤️❤️
@kahkashan_60902 жыл бұрын
Mashallah zabardast recipe 🤤🤤🤤😋😋😋👌👌👌👌
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
JazakAllah khair my dear ❤️❤️
@sumitbali91942 жыл бұрын
Main vegetarian hun, lekin aapki banayi recipies dekhna pasand karta hun.
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
Thank you so much 💗💗😍😍
@shaima_rahman2 жыл бұрын
Wow delicious
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
Thank you 💖❤️
@yousuf42422 жыл бұрын
NICE RECIPES
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
JazakAllah khair ❤️
@cookingwithheba2 жыл бұрын
Assalamaeikum... Bahut khub... 😋
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
Walekum assalam dear ❤️💗 JazakAllah khair ❤️
@cookingwithheba2 жыл бұрын
@@ZaikaeLucknow kaisi hain chachi
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
Alhamdulillah
@munasayed96562 жыл бұрын
Aap ki mein tahe dil se shukr guzar hoon jo aap ne itni tafsil se jawaab diya meri bahen Allah rabul ijjat aap ke chennal ko kamyabi de aur aap ko aafiyat de Aameen
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
Aameen summa ameen 😊🥰😍 JazakAllah khair my dear sister ❤️❤️❤️❤️
@munasayed96562 жыл бұрын
Bahut hi shandar kya is recipe ko mutton mein banayenge tou zaiqe barqar rahega ya koi farq padta hai lajjat mein
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
Bilkul aaram se chahe mutton ya chicken me banaye dono me hi Bahut maze ka banega aur is ki mutton taar Korma ki recipe pahle hi upload kar chuke hai. Video link de rahi hu aap ki aasani ke liye Aap dekh kar method samjh lijiye aur zaroor banaye JazakAllah... Video link 👉kzbin.info/www/bejne/lWqyfZWniMp6fKc
@yusramir40322 жыл бұрын
Delicious ❤️
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
Thank you 💖
@asifgory59132 жыл бұрын
I like you I am from meerut
@shanawazdurrani9610 Жыл бұрын
Can u plz giveKhusboo ka masala ke receipt
@saminakhanvlogs7712 жыл бұрын
Wow zabrdast 😋 yummy 😋 tasti ricepe sister 🌹
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
JazakAllah khair dear ❤️❤️
@ajstyle88492 жыл бұрын
Pili Mirch powder kaha milti hai
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
Kirana store me aasani se mil jayega Aur online bhi mil jata hai 👍
@mayuritoraskar1132 жыл бұрын
sukhi laal mirch ke pile beej ko pees kar pili mirch powder tayar kar sakte hai
@ajstyle88492 жыл бұрын
@@mayuritoraskar113 Aapki Baat Sunkar mujhe laga shayad Chilli Seed se Hi yellow powder banta hoga but Yellow mirch Alag hoti hai uska powder hota hai
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
@@ajstyle8849 nahi beej se nahi banti hai ye alag tarike se banai jati hai aur agar nahi mil pa rahi hai to red chillies powder se hi recipe bana lijiye.. Waise online Amazon par aasani se mil jati hai
@ajstyle88492 жыл бұрын
@@ZaikaeLucknow Main Aapki Baat se Sahemat hon kyun ki Aap hamari Teacher hai😊🙏
@mayuritoraskar1132 жыл бұрын
I tried with 1/2 kg chicken. Came out very nice. From now on, for Korma I'll follow this recipe only. One suggestion : Show meat / chicken qty in your recipes at 1 kg. This will help us in calculating for 1/2, 1 1/2 and so on quantities.
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
yes i will try next, Thank you so much for your suggestion and feedback
@joannadcosta84062 жыл бұрын
Please tell me quantity for half to one kg chicken, didi.
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
100 to 150 ml of oil will be enough for half to one kg of chicken.thank you