No video

Zewar Par Zakat | Jewellery par ZAKAT Dena | Kis Zewar Par Zakat Nahi | Engineer Muhammad Ali Mirza

  Рет қаралды 195,954

RAAH-e-HIDAYAT [Engineer Muhammad Ali Mirza]

RAAH-e-HIDAYAT [Engineer Muhammad Ali Mirza]

Күн бұрын

Video Clip From 95-b-Mas'alah: ZAKAT say motalliq 70-JADEED aur QADEEM Saheh Fiqahi Ahkam-o-Masa'il (17-ILMI Points) (From QUR'AN-o-SUNNAT) (Timeline 00:39:00)
For Complete Lecture see link below
• 95-b-Mas'alah: ZAKAT s...
Official KZbin Short Clips Channel "Engineer Muhammad Ali Mirza Short Clips" Link:
/ @engineermuhammadalimi...
Official KZbin Complete Lectures Channel "Engineer Muhammad Ali Mirza Complete Lectures" Link:
/ @engineermuhammadalimi...
For MAJALIS Short Clips KZbin Channel "True Muslim" Link:
/ @truemuslim
For Short Clips on Varies Topics KZbin Channel "RAAH-e-HIDAYAT" Link:
/ raahehidayatengineermu...
For Short Clips on Varies Topics KZbin Channel "NOOR-e-HIDAYAT" Link:
/ @noor-e-hidayat
#Zakat #Jewellery

Пікірлер: 168
@zubeenrizvi3026
@zubeenrizvi3026 Жыл бұрын
Alhamdullah Aap ke bayan se Dil Mutmain ho gaya Arab ke Muftiyon ka Ilm kam Dikhta hai Syed Zúbeen Rizvi
@hamidkhot6484
@hamidkhot6484 3 жыл бұрын
Main shafi maslak se hu lekin aap ne Masha allah 100 % sahi masla bataya, .jazakallah, isliye to ye movli aap se hasad kerte hai ke eak engineer ko itna ilm kaha se aaya.👍❤🇮🇳🇮🇳🇮🇳
@khadijafatima9240
@khadijafatima9240 Жыл бұрын
O Allah, I ask You for beneficial knowledge, good provision and acceptable deeds.”
@mohammednawaf4054
@mohammednawaf4054 7 ай бұрын
" À'ameen "
@swatiaseelfarming9550
@swatiaseelfarming9550 5 жыл бұрын
Ma shaa Allah Allah isi tarha aapko haq o Sach bayaan Karne ki tofeeq ata farmay Ameen.
@gulbzu876
@gulbzu876 2 жыл бұрын
Ap Byan Boht achy hoty hn HR topic pr. V lie u
@noreenidrees6208
@noreenidrees6208 11 ай бұрын
Great Islamic scholar ali bhai....👍🌹❣
@mariyamwadkar7219
@mariyamwadkar7219 Жыл бұрын
Good job subhanallah
@umarjehad7418
@umarjehad7418 3 жыл бұрын
Buhat Aala. Ma Shaa Allah
@sabahatashir7864
@sabahatashir7864 Жыл бұрын
جزاک اللہ خیرا کثیرا
@kabirali1570
@kabirali1570 Жыл бұрын
Ali bhae kher ho ❤
@KhanAhmad-pj7uc
@KhanAhmad-pj7uc Жыл бұрын
Zabardasth sir jiii allah app ko ajarr ata kary
@inqilabeislam74
@inqilabeislam74 5 жыл бұрын
Allah sub ko deen samajnay ki thofeek atha farmaye
@SabehaKhathoon-td2it
@SabehaKhathoon-td2it Жыл бұрын
¹ 6⁴7ź67 😊
@MuhammadAhmed-hy5jn
@MuhammadAhmed-hy5jn Жыл бұрын
100% Haq Baat
@ishaali5937
@ishaali5937 5 жыл бұрын
Good topic sir👍
@noreenidrees6208
@noreenidrees6208 11 ай бұрын
💯 feesad mujadad ali bhai.....👍🌹❣
@maryamsyeda5510
@maryamsyeda5510 3 жыл бұрын
Beshak Beshak
@abdulhasan2203
@abdulhasan2203 2 жыл бұрын
Alhamdulilah
@nashemantabassum4873
@nashemantabassum4873 Жыл бұрын
Good explain. Thanks
@MuhammadAhmed-hy5jn
@MuhammadAhmed-hy5jn Жыл бұрын
Allahu Akbar
@afshanbari2162
@afshanbari2162 3 жыл бұрын
Astaghfirullah beshak Allah her hilly bahane se waqif hy
@anismotiwala7177
@anismotiwala7177 Жыл бұрын
Engineer, apne malumati vlog kia ha. Aik sawal valuation ka ha. Zewar jab bechnay jatay hain tu wastage aur garhai ki mad mein bht kaat ke paisay milte hain. Zakat ke liye value konsi leni chahye?
@PatientHealthCareShahid
@PatientHealthCareShahid 2 жыл бұрын
Mashallah
@anamcookingvlog
@anamcookingvlog Жыл бұрын
Thanks sir g
@Ana66389
@Ana66389 Жыл бұрын
My husband do not pay my zakat so I have to go out and work to pay my zakat . It becomes so difficult at times to pay when it’s not even clear that if zakat is farz or not. I pay zakat throughout the year in small amounts and I cannot pay much charity and sadqa that I so want to.
@inazumaeleven2809
@inazumaeleven2809 Жыл бұрын
Aesa hee hy mery sath b per zuqat tu lazim hy
@MuhammedAzeem460
@MuhammedAzeem460 3 жыл бұрын
Ustad e mohtaram
@allahormuhammaddeen1075
@allahormuhammaddeen1075 2 жыл бұрын
ضرورت پڑنے پر تو آدمی کار بھی بیچا ہے,گھر بھی فروخت کرتا ہے ,موبائیل بھی فروخت کرتا ہے تو اس پر بھی زکوۃہونا چاہیے, تین لاکھ کے موبائیل پر زکوۃ نہی ہے مگر ایک عورت نے دس ہزار کی بالی لے لی تو زکوۃ ہے
@aishaamjad7742
@aishaamjad7742 4 ай бұрын
Good
@BelaYusuf
@BelaYusuf 3 жыл бұрын
Nice topic
@sahisahi2475
@sahisahi2475 Жыл бұрын
یہ بہت ٹکنیکل چیزیں ھیں ۔ گاڑی دس ، بیس لاکھ کی بھی ھوتی ہے اور دو کروڑ کی بھی ھے ۔
@haseenaali5626
@haseenaali5626 Жыл бұрын
امام جعفر صادق علیہ السلام کے بارے میں بتائیں وہ کیا کہتے ہیں زکوۃ کے بارے میں
@LegalReference
@LegalReference Жыл бұрын
اگر کسی کے پاس دس تولہ زیور ہے اور وہ دس سال سے دس تولے زیور کی زکوات نقد رقم کی شکل میں دیتا آرہا ہے۔ اپ کی بات سے میں نے نتیجہ یہ اخذ کیا کہ دس سال زکوت دیتے رہنے کی وجہ سے اس سونے کی مقدار اب دس تولہ نہیں رہی، تو اب اندازہ کیسے لگایا جائے کہ اب کتنا سونا باقی ہے۔ اور کتنی مقدار کے برابر زکوات ادا کی جائے۔ رہنمائی فرمائیں ۔
@peacepeace4256
@peacepeace4256 3 жыл бұрын
Example of husband wife was hilarious. Ulema e crime good term .
@sahisahi2475
@sahisahi2475 Жыл бұрын
ماشاء اللہ سلامت رہیں ۔
@kausarahmed8715
@kausarahmed8715 Жыл бұрын
Kitny sony py zakat ho gi agar 2 toola hy or bawa aurrat ho ma amdani ka zarya bi nai tu kit i zakat daini ho gi
@rehmatali9573
@rehmatali9573 2 жыл бұрын
Good baat
@noreenidrees6208
@noreenidrees6208 11 ай бұрын
16 September 2023....💚 178, 178 views.....💜 326K subscribers....💙
@farzanakhatri9201
@farzanakhatri9201 7 ай бұрын
Ek bar gold par poori zakat nikal di phir agle saal phir poore gold par nikalni hai ya sirf difference par .... please batayen
@mahadwaseem1181
@mahadwaseem1181 2 жыл бұрын
Sir jo log gold smith(sunaray) hotay hain un k liyevkia hukam he
@memy7030
@memy7030 2 жыл бұрын
Ye banda sense bnata ha bat ka, Allah asaania kry, Ameen Shak ma q parhty ho, bs zakat 7.5 tola pe ha to har haal ma ha, Ehl e Yahood ki tarah heely mat kro
@hassanabdul2880
@hassanabdul2880 Жыл бұрын
Afar 5 crrore ki car or 10 crrore ka Ghar ho us me 8/10 admi kaam karte hon us ki zakat ?
@hirasameer4803
@hirasameer4803 Жыл бұрын
Kia gold ki form me zakat kisi ko di ja skti h?? Mtlb mery pas koi bangle ho wo zakat Ada krny ki niyat sy dy dun to Ada ho jaye gi? Or ye k agr aga ho jaye gi to kia kisi ak ko Ada ho jaye gi
@sixerlastball6365
@sixerlastball6365 7 ай бұрын
Bhai sahib, 7.5 toola gold baichny jain tu 6 toola ka rate milta hai.. Ab zakat nikly gi ya nhi
@jamalshah4278
@jamalshah4278 7 ай бұрын
Ap ne jo ijtehad kiya ha k jo zewar ap use krte hn us pr nai ha lekin jo saving ha us pr ha Lekin jo ap ne hadees sunai ha us mai to unho ne kangan use kr rahi thi to huzoor ne is pr zakat li ha
@alitasnim9006
@alitasnim9006 2 жыл бұрын
Gold,silver jab ham khareedte hai jab zyada kheemat lagta hai. Ham old gold,silver bechte hai to kum kheemat lagta hai. Hamare pass to old hi hota hai. Kis hisaab se ham gold,silver par zakat nikaale?
@Muhammad-Sheheryar
@Muhammad-Sheheryar Жыл бұрын
Jo uska current rate lagega uspe
@Pakistani152
@Pakistani152 Жыл бұрын
مفتی صاحب اجکل سونے کی قیمت کو ڈالر سے جوڑ دیا گیا ھے۔ پاکستانی کرنسی تو ڈالر کے سامنے گھٹنے ٹیک چکی ھے اور سونا انتہائی مہنگا ھو چکا۔ لیکن گھریلو خاتون تو اس سے کوئی فایدہ نہیں اٹھاتی اور اس سے کوئی کمائی کرتی ھے۔ اب جب اچانک اسکی قیمت لاکھوں میں بڑھ جاءے اور زیورات ایسے ھی پڑے ھوں تو اب بات یہ ھے کہ اسکی زکوات کیسے calculate کی جایے
@goldwork3308
@goldwork3308 2 жыл бұрын
Bhai g Gold ki jo shop hai Us main jitna maal laga hota Us par b zakaat banti hai kya Joo gold bachny k liye shop par lagaya hua Aur us gold sy jo profit hoti woo Is mn sy kis par zakaat banti Hota aisa hai k agar kisi ny shop par 10 kilo gold lagaya hua 1 saal bd jb wo hisaab krty hain toh kis 11 kilo yan 12 kilo hua hota profit k sth Jo gold barhta hai Is mn sy kis par zakaat hoti
@Ana66389
@Ana66389 Жыл бұрын
Jo bhi gold aik saal tak hoga is per zakat hogi. Loog ya her aney janey ka hisab rakhtey hien or jab kisi cheez per saal ho jaye tu alheda alheda paisa detey hien ya Phir baghair hisab key ramadan mien jo bhi mojood ho Sab ki zakat detey hien. Jab baicha or jo paisa aya agar woh aik Sal tak reh gaya tu us per zakat hogi
@mshafiqgondal3332
@mshafiqgondal3332 3 жыл бұрын
عورتوں کے پاس جو زیورات ہوتے ہیں وہ ان کو شادی پر بطور گفٹ ملتے ہیں جو ان کے زیر استعمال رہتے ہیں وہ کنز میں شمار نہیں ہوتے چاہیے انکی مقدار کتنی ہی زیادہ ہو ۔جیسے کسی کے پاس دو یا تین کروڑ مالیت کا رہنے کے لیے گھر ہو یا ایک کروڑ روپےکی گاڑیاں ہوں تو ان پر زکوہ نہیں ہے کیونکہ وہ استعمال کے لیے ہیں اسی طرح عورت کے پاس استعمال کے لیے جو زیورات ہوں (مقدار جتنی بھی ہو) ان پر بھی زکوہ نہیں ہے۔
@bilalgamer1156
@bilalgamer1156 3 жыл бұрын
پلیز آپ اور تحقیق کریں ۔تاکہ صیح مسئلہ تک پہنچ سکیں ۔یہ نہ ہو کہ اللہ تعالی کے پاس مواخذہ نہ ہو ۔زکوتہ ادا نہ کرنے پہ سخت وعید ہے
@Ana66389
@Ana66389 Жыл бұрын
@@bilalgamer1156tamam or imam shafi,malki ,Sab yeh hi kehtey hien sirf hanafi kehtey hien zakat hey
@tassawarsidique1560
@tassawarsidique1560 Жыл бұрын
السلام علیکم و رحمۃ اللہ و برکاتہ اگر سونا ساڑھے سات تولے سے کم ہو تو اس کی کرنسی میں ویلیو ساڑھے باون تولے کرنسی سے زیادہ ہے کیا اس طرح بھی زکوٰۃ واجب ہے؟
@gamer_fam6
@gamer_fam6 Жыл бұрын
Ziada kese?
@aliphytophile1064
@aliphytophile1064 5 ай бұрын
Agar 8 taula gold hai aur usme se 3 taula bech k diamond ya platinum le liya jae?
@ImranKhan-hk3tx
@ImranKhan-hk3tx 3 жыл бұрын
Mgy plz yeh bta den k agr ksi k pas 2 ya 3 tola gold ha us pr bhi zkawt frz ha
@SyedanwerShah-py4nj
@SyedanwerShah-py4nj 10 ай бұрын
Dear sir Assalamoalaicom, zakat hae to dena ho ga,jewelry pe,,jo heelay bhanay karnay walon ka hashar bi boht bura ho ga,
@arzu-Islamic-academy
@arzu-Islamic-academy Жыл бұрын
AoA sir, agr aik do toly Sona ho to kbi kbi istmal kia jaey uski zkat ho g?
@BabarZa1
@BabarZa1 3 жыл бұрын
Lekin 7.5 tola tou allowed hai, uus ko nikaal kar baaqi per Zakat banti hai ya sara sona per hi zakat deni ho gi? pl. guide karen.
@abdulvaheedtahayam4395
@abdulvaheedtahayam4395 3 жыл бұрын
सोने का जेवर 85%या 92%गोलड का बनता हैं तो जित्तना शुद्ध सोना हौता हैं उस पर जकात हैं या पूरे वजन पर उदा० कुल क्जन जेवर सोना 100ग्राम इसमें शुद्ध रहेगा 85 ग्राम ।अब 100 ग्राम पर या 85 ग्राम पर जकात होगी?
@Butter.cup2277
@Butter.cup2277 Жыл бұрын
Total jitna hai us sb pr zakat hogi
@aitazaz_hassan
@aitazaz_hassan Жыл бұрын
Agar nisab se barh jae tou tamam gold par zakat hogi
@afrinkhan3083
@afrinkhan3083 3 жыл бұрын
I have my gold jewellery which I got from my parents in my wedding but my husband has debt to pay and his income is not that much that we can pay the zakat ... please tell me what to do in this situation
@muzzamilnoor553
@muzzamilnoor553 2 жыл бұрын
It ain’t husband’s responsibility to pay your zakat it’s your duty if you can’t pay Then you have to sale a part of your jewellery and pay zakat
@musabfaheel1095
@musabfaheel1095 2 жыл бұрын
You should pay your zakat. You shoul seel and giv zakat. I think that Zakat can be used to repay your husband's debt
@hafizaasmaimran7392
@hafizaasmaimran7392 Жыл бұрын
Zewar Apky husband ka hy jo zkat wo day ye Apki responsibility hy han agr wo day day to zkat ye uska bara pan hy phir zkat ada hojy gi
@Ana66389
@Ana66389 Жыл бұрын
Go work and pay zakat.
@MS-jh7dq
@MS-jh7dq 5 ай бұрын
Har insan ka Dil uska Mufti hai....sabse pehle apni hifazat dekhiye...aapke baap ne aapko Sona aapko aapke bure waqt me hifazat ke liye diya hai...apne shauhar ke kaam aur mijaz ko dekhte huye faisla kijiye ke uska qarz chukana behtar hai (agar wo wafadaar hai to), agar wo wafadar nahi hai to kisi ko apne sone ki hawa bhi mat dijiye aur apni hifazat kijiye kyunki zamana kharab hai bure waqt par log sabse pehle aurat ki izzat ki taraf dekhte hain
@cooking_classics23
@cooking_classics23 2 жыл бұрын
mere susral ki taraf se jo bhi sona mila hai sab meri saas ne locker main rakha hai ..mere istamal main nhi hai or na hi mere pass hai ...or saas meri kehti hain k wo sab tumhara zewar hai ....ab kia mjh pe zakat farz hai? mere istamal main sirf earings or chain hai jo mere miyan ne di hai or or jo set mere maike se mila hai us pr tu main zakat nikalti hu ...sirf ye bata dain k jo zewar meri saas ne mere naam se locker main rakha hai uski zakat ka main kia karun?
@mjazz9017
@mjazz9017 5 ай бұрын
Sona to dunya men hur jagah chahay wo zewrat ki shakal men ho mushkil waqt men cash ko hesiut se hi rakha jata he kionke poori dunya men sona ready cash hi samjha jata he chahay wo zewar ho ya coins ki shakal men…agar sirf investment k lie sona he coins men shakal men us pe zakat hogi lekin zeher istemal hota he to uspe zakat nahin hogi..Simple logic he k jo cheez istemal me he uspe zakat nahin hogi chahay wo sona ho ya garian hun ya zewrat hun…ap logic dekhen k agar apke pas 10 cars hun aur ap sub ko use kurte hun to us pe zakat nahin hogi ese hi apke pas buhut hi mehenga gher he jismen ap rehte hen to chahay wo jitna bhi mehenga ho uspe zakat nahin hogi …
@goldwork3308
@goldwork3308 2 жыл бұрын
Mehrbani bta dijiye ga
@user-sq3fo6zl2z
@user-sq3fo6zl2z 6 ай бұрын
Ager mera kuch zewar pehenne wala ho jo 7 toley se kam ho, or plus kuch gold investment k lye ho to vo b 7 tola se kam ho to kia zakaat hogi?
@Kaish17
@Kaish17 Жыл бұрын
Jewellery par zakat calculation 24 carat gold hone par hoga ya sirf 85gm gold kisi bhi carat ka ho to zakat farz hoga
@naziaali9194
@naziaali9194 Жыл бұрын
Agar khawind bech kar agey tu?
@RiazKhan-qz4sz
@RiazKhan-qz4sz Жыл бұрын
Agar pesa kisi karobar me lga howa ho to os par bhe zkaat lgti hy our agar sona bachi k liy rkha ho 2. 3. Tola to kia os par zkaat lgti hy
@MuhammadNawaz-rk8wd
@MuhammadNawaz-rk8wd 3 жыл бұрын
Zkat wazan par hy zaiwar par nhi
@sanabashir2527
@sanabashir2527 8 ай бұрын
Agr gold susral walo ki traf se dia gya ho r maika r susral ka gold mila kr zakat jitna ban Rahi ho to farz ho g?
@qurankaysathieng.muhammada4094
@qurankaysathieng.muhammada4094 2 жыл бұрын
Ali bhai agar gold pay zaqat dainy main dair ho jai to gunah to nhi hai yani eik sall laq jai ya ussy koch ziyada q k koch ortain zaqat dany k leye kameti rakhti hain jab tak wo nikal ti hai to dair ho jati hai?
@its_AA123
@its_AA123 Жыл бұрын
اطہر ماہ کچھ پیسے نکال دیا کریں
@user-ww5fb1dx9h
@user-ww5fb1dx9h Жыл бұрын
Plz bta dy 6 tola gold pr kitni zakat dena hogi?
@nafeesfatima228
@nafeesfatima228 Жыл бұрын
Gold agr 7 toly se km ho tou phr? Eska exact btaen answer..
@Ana66389
@Ana66389 Жыл бұрын
Phir zakat nhi
@maliktanwier2071
@maliktanwier2071 3 жыл бұрын
Aslamo alekum.bai zewar jab banwaja jata he.uski qimat zeada hoti je .ja frokht kia jae to uski adhi qimat hoti .kis qimat ki zekat deni chaije.
@Ana66389
@Ana66389 Жыл бұрын
Jitney tola sona ho us ki qeemat her saal nikalwa lien or is per 2.5 % dien.
@atifatif9676
@atifatif9676 Жыл бұрын
Mre husbnd ki death hogai to main kese don zakat
@dilsepakistan7194
@dilsepakistan7194 3 жыл бұрын
السلام علیکم کتنے تولے پر زکوٰة فرض ہے
@zohaibshakeel6045
@zohaibshakeel6045 Жыл бұрын
7.5 tola gold
@shireenhaq1148
@shireenhaq1148 3 жыл бұрын
Do we do zakat on current gold price of jewellery or old gold price we bought jewellery at 20 yrs ago?
@malihamansoor1432
@malihamansoor1432 3 жыл бұрын
Current price
@naseemakhter9351
@naseemakhter9351 3 жыл бұрын
Nasim arain of chibban fàisalabad pakistan merray lia doau ker na
@ranairshadahmad8252
@ranairshadahmad8252 5 ай бұрын
بھائی جان اگر کسی کے پاس 7.5 سے زیادہ سونا ہو تو پھر زکوۃ سارے سونے پر ہو گی یا جو 7.5 سے زیادہ ہو گا اس کی زکوۃ ہو گی
@aishaamjad7742
@aishaamjad7742 4 ай бұрын
Sab pe
@sohelgayen7636
@sohelgayen7636 8 ай бұрын
Jo jewellery 365 days pehna jata hai uss par zakat Lage ga?
@roohimughal4634
@roohimughal4634 3 жыл бұрын
Bhai agr auret single ho aur koi source of living na ho Walid sahib sirf kharchey k paisey detey hen. I zewar sirf bachon ki parhaio k lye safe Kiya Hua ha. Is case me zakat Dene ka kya hukam ha plz answer me.
@syedabudujana3096
@syedabudujana3096 3 жыл бұрын
Zakat ai g Sona Kitna ha
@shaguftasyyad1420
@shaguftasyyad1420 2 жыл бұрын
Mere pas 6 tola gold h Or cash v h to mjpe zakaat frz hue h k nhi
@dostokadost4536
@dostokadost4536 2 жыл бұрын
Sub mila kar agar 52.50 tola chandi ati hai to zakat farz hai
@essaclips8326
@essaclips8326 3 жыл бұрын
Plz mjy ans de dy as soon as possible???????????
@fkchouhan
@fkchouhan 2 жыл бұрын
If husband b Nahi kamata ho tab kon daiga??
@khalidlatif8930
@khalidlatif8930 Жыл бұрын
اگر آپ کے استعمال کی دیگر اشیاء جیسے کہ گاڑیاں، مکان، فرنیچر فکسچر وغیرہ پر زکوۃ نہیں ہے تو سونے چاندی کے زیر استعمال زیورات پر بھی نہیں ہونی چاہیے۔ آپ کا اس کے بارے میں کیا تجزیہ ہے ایک وی لوگ اس پر بھی کریں۔
@mariamrehman4088
@mariamrehman4088 Жыл бұрын
Agr kisi k pas 3 tole ho to us pr b zakat farz ha...??
@dazzkhan2299
@dazzkhan2299 3 жыл бұрын
mera ek swal hay...mujay in 37 salo may kisi bi MOLVI,SHEKHUL HADEEC,,JUME KAY KHUTBE,,EID KAY KHUDBE,,MIFTI,,ALLIM,,MOLVI,,nay yeh hadeec q nahi dekhayi?
@touseefahmed1636
@touseefahmed1636 2 жыл бұрын
Unhe khud itna ilm nahi h, ya kisi ko pata bhi hai to batate nai aksar.
@nawazsayed7110
@nawazsayed7110 Жыл бұрын
Agar kisi k paas 8 toley(80 gram) gold hai tou puurey 8 toley ki zakaat deni hogi ya 7.5 toley gold ko minus kar k 0.5 toley gold per zakaat deni hogi? ya agar kisi k pass 7.5 toley gold hai tou kya uus per zakaat deni hogi?
@gamer_fam6
@gamer_fam6 Жыл бұрын
Pooray gold pe hogi jab 7.5 ya is se upar ho jaye ... uski value krwa k 40 se divide krain or zakaat dein.
@SalmaKhan-zt8nk
@SalmaKhan-zt8nk Жыл бұрын
Fixed deposite per zakat hai kya
@farukhshaikh6807
@farukhshaikh6807 Жыл бұрын
Fixed deposit hi haraam hai. Uspe Interest ka lain dain hota hai.
@Ana66389
@Ana66389 Жыл бұрын
Zewar tu kisi orat ney baichney ko nhi rakhey hotey. Agar khabhi zarorat parey tu hi baichtey hien tu is sorat mien tu kisi bhi cheez ko baich saktey hien jesey gher, gari, ghari ,diamonds or cheezien waghera. Tu Phir un per bhi zakat ho yeh tu orat key lye mushkil kerney wali baat hey.
@arzu-Islamic-academy
@arzu-Islamic-academy Жыл бұрын
Ktni ho g?
@aqssawan3945
@aqssawan3945 Жыл бұрын
Agar kuch zewar aur paisy save kiay hn .aur save kr ry hn k un paiso ka aur zewar ka apna ghr bnana hay ya lana hay. Tu kya is p zakat farz hogi?
@Ana66389
@Ana66389 Жыл бұрын
Hogi
@shabnampathan3819
@shabnampathan3819 Жыл бұрын
Assalamu alaikum..Ali Bhai..mere paas 4 tole Sona aur adha kilo chnadi hai to kya mere upar zakat farj hai..plz meri islah kare .India 🇮🇳
@gamer_fam6
@gamer_fam6 Жыл бұрын
Nahi
@essaclips8326
@essaclips8326 3 жыл бұрын
Mere pas zewar ha ma kamati ni ho na mjy bichany dety ha mere husband Ma khud b zakat di ha zewar ki mere husband kamaty ha MashAllah magar ghr ka asal or khula kharch mere susr hi chalty ha wo b kamaty ha wo hi per month achi amount apni sali ko dety ha zakat k tur py mjy khty ha sb chezo ki zakat nikal ri ha bs ap ni do tu kia ye jahiz ha ya jo gold mere pas ha ma us ki alag c nikalo zakat
@atifatif9676
@atifatif9676 Жыл бұрын
Koi kmane wala nhi to kia kron
@booncrafts6214
@booncrafts6214 3 жыл бұрын
i am reaising that its not easy to be a scholar.
@user-ok8mk1uv7s
@user-ok8mk1uv7s 5 ай бұрын
Toud toud ke Sona deti rahi ourat tou uska Sona hi khatam ho jay ga
@nimmirajput9792
@nimmirajput9792 Жыл бұрын
Assalamualaikum,agr gold me se hi gold ki zakar dete rhe r jb wo nasab se kam ho jaye to phr zakat wajib ho ge k nahi?
@mit2763
@mit2763 Жыл бұрын
Nahi
@nimmirajput9792
@nimmirajput9792 Жыл бұрын
Jazak Allah
@helpfertility9245
@helpfertility9245 3 жыл бұрын
22carot k aik tola per kitni zakwat hay
@Ana66389
@Ana66389 Жыл бұрын
Jitni us ki qeemat hogi us ka 2.5 %
@sairaharoon3094
@sairaharoon3094 Жыл бұрын
Then why there is no zakat on a piece of land you own
@monaabddula7709
@monaabddula7709 3 жыл бұрын
Zewar par zakaat nahi hai agar us tarah dekha jaye to apka ghar bhi kanz hojaye kyuki bure waqt me aap to usko bhi bhejdenge
@Ana66389
@Ana66389 Жыл бұрын
Bilkul yeh baat batatey nhi . Na ijtihad kertey hien Phir zewar per her saal zakat jab key koi profit nhi ata bachoun key lye hi rakha hota hey. Orat jo na kamaye woh Bas baich dey sab
@inqilabeislam74
@inqilabeislam74 5 жыл бұрын
Subah subah net chalathay ho bus, sari rath socho konsa video upload karoon: just joking engineer:
@k4je869
@k4je869 2 жыл бұрын
a person having 6 tola gold and car but for driving and no other way of income can get zakat????
@EngineerSaadHassanMughal
@EngineerSaadHassanMughal Жыл бұрын
Any type of convenience does not fall under zakat. Whether horse camel or car
@accountingmaster1015
@accountingmaster1015 3 жыл бұрын
I have two sons of 24 and 21 years old, I have divided the jewellery between both of them, 5.5 tola per head, and make two bundles and write names of both on each bundle and tould them, but, even gold is in my bank account locker. I ask you am I responsible for the zakat. Please tell me very soon
@ahmadzafar5786
@ahmadzafar5786 3 жыл бұрын
Of course You must
@farhanaaltaf6458
@farhanaaltaf6458 Жыл бұрын
You have to pay zakkah
@hassnainsajid2472
@hassnainsajid2472 Жыл бұрын
Ap zakat dayn q k abi tk ap k he pas hy jb bachu ki Shaadi ho jay gi un k hwaly kr dayn gy tb zakat ni hogi
@matrixresurrection2811
@matrixresurrection2811 3 жыл бұрын
Fatwa Alamgiri par jhoot kyu band rehe hai ye zakat ki hila jo fatwa shami me likha hai aur usme ye kaha gaya aisa karna makrooh (tahrima) hai
@kabirali1570
@kabirali1570 Жыл бұрын
ali bhae 7 tolaa sona s kum ho to os ka zakat na kare ❤?
@RAAH-e-HIDAYAT-EMAM
@RAAH-e-HIDAYAT-EMAM Жыл бұрын
Khali Zewar nai balkay Zewar+Cash mila kar 7.5 tola Gold tak maliyat banay tab zakat nikalni hogi
@kabirali1570
@kabirali1570 Жыл бұрын
@@RAAH-e-HIDAYAT-EMAM Ali Bhae apna khayal rkhna
@aniali4116
@aniali4116 3 жыл бұрын
Salam.sir agar kisi k pas 10 tola zevar ho to zakat kitny zevar par bnygi?sardhy 7 tola k oper waly zevar par ya total 10 tola par?plz rply sir
@nilofarnaaz5846
@nilofarnaaz5846 3 жыл бұрын
Total pr
@syedfawadalishah3734
@syedfawadalishah3734 3 жыл бұрын
Total pr
@Ana66389
@Ana66389 Жыл бұрын
@@syedfawadalishah3734Ab jab 7.5 ki chout hey tu Phir total per kyoun akhir yeh molvi ijtihad kyoun nhi kertey
@jabbarthara6533
@jabbarthara6533 Жыл бұрын
Total gold per Aik bar zakat nikaly to pak ho jata h har sal nikal ne ki zarurat nahi h ,agale sal aur liye hay to liye hua gold par zakat lagega,aur aik equation? aitani zakat nikal ke bad muslman garib kyo h.
@Ana66389
@Ana66389 Жыл бұрын
That’s what I say, koi profit tu nhi dey raha Jis per Har dafa zakat ho. Malki aik dafa hi detey hien
@m.javeed8366
@m.javeed8366 5 ай бұрын
Its like saving things aur saving per har saal zakat daina hoga agar nesab sy oper hojaye
Paying Zakaat on gold / silver Jewelry by Dr Zakir Naik
6:31
Dr Zakir Naik
Рет қаралды 172 М.
Kya Waseely sy Dua Mangna Shirk Hai | Engineer Muhammad Ali Mirza
7:39
1ОШБ Да Вінчі навчання
00:14
AIRSOFT BALAN
Рет қаралды 4,4 МЛН
Violet Beauregarde Doll🫐
00:58
PIRANKA
Рет қаралды 47 МЛН
Фейковый воришка 😂
00:51
КАРЕНА МАКАРЕНА
Рет қаралды 4,6 МЛН
Underwater Challenge 😱
00:37
Topper Guild
Рет қаралды 46 МЛН
Kia GUSL-e-JANABAT ko DELAY (Mo'akhar) bhi kia ja sakta hai ??? (Engineer Muhammad Ali Mirza)
7:54
Engineer Muhammad Ali Mirza - Official Channel
Рет қаралды 1,3 МЛН
Kia NABI ﷺ ki 4-BETIYAN (Daughters) then ??? Sayyidah Khateejah r.a ki FAZEELAT ???
7:15
Engineer Muhammad Ali Mirza - Official Channel
Рет қаралды 1,5 МЛН
Hazrat Salman Farsi The Name Of Truth | Mufti Fazal Hamdard
24:10
Mufti Fazal Hamdard
Рет қаралды 11 М.
ZAKAT Kin peh FARAZ hai ? ZAKAT ka NISAB Aur Kin 10-CHEZON peh kab aur Kitni ZAKAT dena FARAZ hai ?
14:45
Engineer Muhammad Ali Mirza - Official Channel
Рет қаралды 406 М.
Zakat Ke Masail!! | Mufti Tariq Masood Bayan | Ramazan Mein BOL
26:29
BOL Network
Рет қаралды 1,2 МЛН
95-b-Mas'alah: ZAKAT say motalliq 70-JADEED aur QADEEM Saheh Fiqahi Ahkam-o-Masa'il (17-ILMI Points)
1:47:22
Engineer Muhammad Ali Mirza - Complete Lectures
Рет қаралды 367 М.
95-a-Mas'alah: ZAKAT-o-SADQAH ki FARZIYAT-o-AHMIYAT aur uski FAZEELAT (From QUR'AN-o-SUNNAT)
1:13:43
Engineer Muhammad Ali Mirza - Complete Lectures
Рет қаралды 36 М.
1ОШБ Да Вінчі навчання
00:14
AIRSOFT BALAN
Рет қаралды 4,4 МЛН