Good manner to represent your felling I'm impressed brother...... PLC programming complete ho jane k bad kya company job se nikal deti hai....
@electriclogic Жыл бұрын
Nahi.. Aapne project complete kiya to aapko company appreciate karti hai.. Aap aisa na soce ki ek factory me ek baar logic banaya to same logic dusre factory me chal jayega.. Yadi Process same hai fir bhi Input output cum jyada rehete hai.. Changes bhi rehte hai.. To company aapko nikal nahi degi.. Ulta aap company ka kaam jaldi se karoge.. Q ki aapko process pata rehti hai.. 😊
@athletehub41192 жыл бұрын
2,3 saal m ek plc programmer ki salary kitni ho jaati h
@electriclogic2 жыл бұрын
Ye depend karata hai aap konse level ke company me hai. Small scale industry me freshers ko 8-10 k se shuru karna padta hai. Our 2-3 saal ke baad 20-25 k tak milega. Medium scale industry me fresher ko 15-20k milata hai our 2-3 saal 40-50 tak milata hai. MNC me 50-70k milega
@balakrishnandurairaj27452 жыл бұрын
@@electriclogic diploma complete karke industrial automation karna sahi hai ya nahi salary and future scope acha rehega ya nahi ?
@electriclogic2 жыл бұрын
Ha bilkul. Aap kar sakte ho.. Salary bhi achhi milegi.
@rahulsoni1042 жыл бұрын
Bhai which is bater plc Or scada job In behalf of sallary😅
@electriclogic2 жыл бұрын
Allen Bradley and Siemens
@athletehub41192 жыл бұрын
2,3 saal m ek plc programmer ki salary kitni ho jaati h