बहोत ही आसान तरीकेसे और बहोतही बढियाँ बिरीयानी बनाना सिखायाँ बहोत बहोत शुक्रिया आपका👌👌👌👌👌👌👌👍👍👍💐💐💐💐💐
@QarniFoodFactory Жыл бұрын
Thank you for your comment
@ehtashamshami69695 ай бұрын
Price is daig ki?
@DeccanFood Жыл бұрын
Extremely delicious amazing unique and innovative cooking and we had enjoyed watching u r recipe and have a nice journey with us ,,, 😊
@abdullazahid34123 жыл бұрын
Boht mazydar aor easy recipe ha bhai good work pyarey
@AjayDas-nx9tc8 ай бұрын
Wow. Good work Sir
@ayatkhan83849 Жыл бұрын
Sabse acche चांवल बारीक बिरयानी खूबसूरती इसका चांवल है जो खुशबू दार मीठा लंबा और बारीक खाने में स्मूथ😊
@WaqarVlogger3 жыл бұрын
Very nice zabrdast g
@Sanjay.singhaninchef Жыл бұрын
Looking good 👍👍👍 chef New friends
@bajibaig2767 Жыл бұрын
Mashallah very nice cooking
@ravisasankaranravi89413 жыл бұрын
Jr osam
@sadiayousaf6294 Жыл бұрын
Khany ko dil krny lg gaya 🫣
@QarniFoodFactory Жыл бұрын
Bohat shukriya ap k comment ka
@GaffarGadwal7 ай бұрын
Excellent example🎉🎉
@QarniFoodFactory7 ай бұрын
Thank you for your comment
@talimsulaman2684 Жыл бұрын
From Durban, South Africa, can you please have English subtitles, Shukraan.
@QarniFoodFactory Жыл бұрын
I will try
@BalachKhan-vd7br10 ай бұрын
❤❤
@JohnJohn-zr6gb Жыл бұрын
😊😊😊 jammu ki rice me banao ek bar
@shaikhshaikh42013 ай бұрын
Very nice biryani
@mycookingfantasy40382 жыл бұрын
Nice cooking style
@QarniFoodFactory2 жыл бұрын
Thank you
@idkzoom8 ай бұрын
Good bhai
@SerajAzizVlogs4593 ай бұрын
Mujhe bhi Sikh raha hun aapka Biryani dekar main bhi Sikh raha hun banana Sikh raha hun thoda bahut
@QarniFoodFactory3 ай бұрын
Ma sha Allah
@AlifeStyleInReview3 жыл бұрын
Yummy brother watched fully
@QarniFoodFactory3 жыл бұрын
Thank you so much
@LuckyLucky-sy7tz Жыл бұрын
Bhaijaan❤ 1 plate 4piece chiken rahe to 100 plate banane ke average kitni costing or kitne kg chiken or chawal lagange for business
@QarniFoodFactory Жыл бұрын
100 plate k liye chawal to 12 kg kafi hain or chicken 4 pics k liye to 18 sy 20 kg lagna hai ap thori mikdar main pely bna k check kar lain andaza ho jayr ga apko
@maheshvasava78832 жыл бұрын
Good looking 👍🏻
@QarniFoodFactory2 жыл бұрын
Thank you
@saniulislammolla9497 Жыл бұрын
Carry and rice banaya acchahe
@philosophycake43202 жыл бұрын
Bhaiya ji yah Biryani kitne Logon ke liye hai please bataen bahut hi acchi aur Aasan recipe aapane bataiye thank you yah bhi bataiye kitne Logon ke liye hai🙏
@QarniFoodFactory2 жыл бұрын
70 sy 80 k liye
@PoetryLovers Жыл бұрын
Ten minutes dam not enough for tasty biryani also during boiling rice must need to add salt
@SaranRanabhat8 ай бұрын
Wow super cooking
@QarniFoodFactory8 ай бұрын
Thank you so much
@princeparmar6750 Жыл бұрын
Bhaijaan mera ek sawal hai 50kg ready biryani k liye kitna rice or chicken lgega... Mujhe business start krna h so please reply kre..🙏🙏
@QarniFoodFactory Жыл бұрын
Sir exact wazan to ni pta mujhy lekin 10 kg rice or 10 kg chicken ka wazan pakny k bad 42 sy 45 kg tak ho jata hai
@princeparmar6750 Жыл бұрын
@@QarniFoodFactory thank you so much... You are so humble❤😊🙏
@yashkhan1341 Жыл бұрын
Nice 👍
@QarniFoodFactory Жыл бұрын
Thanks ✌
@muhammadumair1513Ай бұрын
اسلام علیکم بھائی 10 کلو بیف کتنے لوگوں کو کافی ہے
G almost itna e wazan bany ga pulao k hisab sy btaya hai biryani ka b same hota hai
@rafiasiddiqui85868 ай бұрын
@QarniFoodFactory please mera saw all ka jawab dije bhai
@QarniFoodFactory8 ай бұрын
@@rafiasiddiqui8586 g pochain kya sawal hai apka ?
@kingofkings41842 жыл бұрын
Nice video 👍
@QarniFoodFactory2 жыл бұрын
Thank you so much
@hotelkhajana35652 жыл бұрын
Very nice video
@QarniFoodFactory2 жыл бұрын
Thank you
@Ali-uz2oq2 жыл бұрын
Masha Allah
@ManishThakur-sh9hp10 ай бұрын
Brother aap ho sake to chicken with Basmati rice ke Biryani ke recipe bata dijiye. Pls bohot jaroori hai
@QarniFoodFactory10 ай бұрын
Bohat shukriya ap k comment ka kzbin.info/www/bejne/l4m1fGSDj52IqLc Ye video dekh lain
@CdhsbHshdb Жыл бұрын
100 logo ke leye kitna chavl aoor kitne gos Lage ga please bataye
@QarniFoodFactory Жыл бұрын
100 k liye 14 kg rice or chicken b 14 kg lagy ga
@sahibkhan2328Ай бұрын
10 kilo dag py kitna kharcha aega?
@Foodieshub113 жыл бұрын
Looking yummy 👍
@QarniFoodFactory3 жыл бұрын
Thank you so much dear
@GulnazKhan-de2zd Жыл бұрын
MashaAllah
@QarniFoodFactory Жыл бұрын
Thank you so much for your comment
@patraspatras6425 Жыл бұрын
Very good
@QarniFoodFactory Жыл бұрын
Thank you
@hafeezullah1763 Жыл бұрын
Bhiya masale table spone k hisab se bataya karo
@Real_world_cooking Жыл бұрын
Receipe person k hisab b bata dain plz.k kitny logo k liya enough ho gi
@QarniFoodFactory Жыл бұрын
Ye recipe 70 sy 80 person k liye kafi hai
@sajjadahmed7739 Жыл бұрын
Plz sir plz aloo chicken degi salan bana skjy
@QarniFoodFactory Жыл бұрын
Channel py video mojod hai check kar lain
@zeeshanraza912711 ай бұрын
10 kilo rice or 10 kilo chicken say kitni biryani ki plates nikalay gi?
@QarniFoodFactory11 ай бұрын
Jo marker sy milti hain full plate wo takriban 85 to 90 nikal aain gi
@rajaartist Жыл бұрын
Kya hum HMT 1121 rice use kar sakte hai kya
@QarniFoodFactory Жыл бұрын
Sir main kabi use ki kiye mujhy idea ni hai unka agar wo isi tarha k hain to same taste ho ga unka b
@abdullahsafi16032 жыл бұрын
good
@rafiasiddiqui85868 ай бұрын
100 logon ke liye Qorma roti aur biryani banani hai Kitni quantity honi chahiye Ek starter chicken tikka bhi hai
@QarniFoodFactory8 ай бұрын
Tikka k sath biryani 6 kg rice main 6 sy 8 kg tak chicken dal k biryani bna lain . Or korma 15 kg b pura aa jaye ga sab ko leking agar bad main kisi ko dena b ho khana ya ye ho k log ziada b ho sakty hain to 20 kg kar lain
@rafiasiddiqui85868 ай бұрын
Chicken tikka .. boneless ka Mutton biryani basmati rice aur bakre ka gosht use hoga koi aloo waghairah nahin dalna hai Aur chicken qorma full bone wala chicken..banana hai Iske hisab se bataiye teeno dish ki quantity kitna kacha meat aur chawal aur baqi dono dish ki chicken quantity ...100 hi log hain JazakAllah khair@qarnifoodfactory
@QarniFoodFactory8 ай бұрын
@@rafiasiddiqui8586 mutton biryani ziada khai jaye gi phir 12 kg rice us main mutton 12 sy 15 kg ye b mutton hatam ho jana hai rice bach jany hain thory or is k sath chicken ka salan 7 sy 8 kg b kafi ho ga q k jahan mutton ko chicken bilkul km khaya jata hai or tikka pehly dain gy to khaya jaye ga agar biryani k sath dain gy to wo b km khaya jaye ga
@jawedakhter1831 Жыл бұрын
Taiyar hone k bd biryani ka weight kitna hota hai
@QarniFoodFactory Жыл бұрын
Kabi Wazan Ni kiya
@sana2d65 Жыл бұрын
Bhi jan 10 kg chawal aur 10 kg ghoost bro kitnay bndy kha skty hain
@QarniFoodFactory Жыл бұрын
70 sy 80
@Streetfoodsbymim Жыл бұрын
Nice 👍❤️
@asiffoodandtaste92333 жыл бұрын
Super delicious recipe
@QarniFoodFactory3 жыл бұрын
Thanks a lot Dear
@amjadansari108 Жыл бұрын
Perfect
@QarniFoodFactory Жыл бұрын
Thank you
@MuhammadAzeem-d1s Жыл бұрын
Yummy 😋
@Mrehman675 Жыл бұрын
Ye 100 people k lye ho jaye gi kia?
@QarniFoodFactory Жыл бұрын
Ni 80 tak easy ho jaye ga
@Mrehman675 Жыл бұрын
100 people k lie bta dein?
@QarniFoodFactory Жыл бұрын
@@Mrehman675 100 k liye isy 13 kg rice or 13 kg Chicken kar lain
@Mrehman675 Жыл бұрын
@@QarniFoodFactory ok thanku so much
@farooqali84642 жыл бұрын
Wonderful
@QarniFoodFactory2 жыл бұрын
Thanks alot
@vinodsen86 Жыл бұрын
Thanks bhai
@QarniFoodFactory Жыл бұрын
Welcome
@NoorFatima-jj6te2 жыл бұрын
Or agr 2 kilo chawal ki biryani bnani ho to
@QarniFoodFactory2 жыл бұрын
Is recipe ko follow kar k bna lain ye 10 kg ki hai ap 2 kg k hisab sy masaly dal lain tarika yehi ho ga
@jasminjasmin98112 жыл бұрын
Sir g ishh recipe me Kitna invest Hota he or Kitna profit milta he Mera Matlab ki agar me biriyani shop kholu to 80 person k lia Kitna kharch Hota he????
@QarniFoodFactory2 жыл бұрын
Sir jitna saman is main dala hai ap hud hisab kar kain kitny pesy lagain gy q k chezon ki keemat kam ziada hoti rehti hai or munafa apko usi hisab sy hona hai jis hisab sy ap ny isy bechna hai
@soniakhizer7562 ай бұрын
Sir 20/kg kitny log kha sakhty
@QarniFoodFactory2 ай бұрын
10 kg rice 70 to 80 logon k liye kafi hain
@abdullamustakeem97392 жыл бұрын
Mashallah
@commercelectureinurdu55672 жыл бұрын
Bhai 5kg rice or 5 kg chicken sa Kitna lunch box ban Jai ga. May chota sa business start Karna chati ho muja guide Kara plz
@QarniFoodFactory2 жыл бұрын
5 kg rice main almost 35 sy 40 parcel ban jaye g bary us sy ziada b ban sakty hain agar mikdar kam kar lain gy to or chicken 5 kg rice main agar dibby bnany hain to 6 ya 7 kg dalna pary ga 5 kg sy b ho jaye ga but ye depend karta hai ap py k kis size ki boti rakhain gy
@commercelectureinurdu55672 жыл бұрын
@@QarniFoodFactory Bhai Mera idea Jo ha wo 5kg rice 5kg chicken or 5 kg Aloo ha to ya total 15 kg daigh Howa ha. Or dusri bt agr may parcal 300 gm ka bano to phir Kitna log ka box bana ga .... Reply must plz
@QarniFoodFactory2 жыл бұрын
@@commercelectureinurdu5567 5 kg aloo k sath thek hai 300 gram ka idea ni hai mujhy main to normal dibby k hisab sy btaya hai apko k full jo dibba hota hai wo 35 sy 40 banain gy 5 kg rice main
@commercelectureinurdu55672 жыл бұрын
@@QarniFoodFactory okay shukaria
@commercelectureinurdu55672 жыл бұрын
Bhai aik dusri bt 5kg chicken* 5 kg Aloo* 5kg rice to ya total 15 kg hota ha kia??? Ya ap Aloo ko ignore kar ta ho.. muja as may confusion ha..
@user-xr5rt6yr8x Жыл бұрын
200 aadami ke liye Kitna kilo chawal lagega please mujhe bol do.
@QarniFoodFactory Жыл бұрын
28 to 30 kg
@user-xr5rt6yr8x Жыл бұрын
Thank you
@munazza_jabeenАй бұрын
Bahawalpur.
@mohdnawaz6265 Жыл бұрын
Kitne logo ke liye hai janab
@QarniFoodFactory Жыл бұрын
70 sy 80
@wweshorts28622 жыл бұрын
Sir is Waqat Me 5 KG Chawal and 5 kG Chikin Kitne me Taqreban Tayar ho jati he plz Guide me
@QarniFoodFactory2 жыл бұрын
5 kg chicken or 5 kg rice takriban 5000 sy 5500 tak tyar ho jaty hain
@wweshorts28622 жыл бұрын
@@QarniFoodFactory thanks❤
@QarniFoodFactory2 жыл бұрын
@@wweshorts2862 welcome
@abdullahkhanniazi36294 ай бұрын
Bhai Jan ye pateeela Kahan SE Milyy ga
@QarniFoodFactory4 ай бұрын
Gujrawala sy milty hain wahan banty hain . or har bary city main bartan wali market sy mil jaye gab
@asadiqbal638 Жыл бұрын
Sir bohat chizin miss hai reel mi mi subscribe krta per ye incomplete video hai
@m.saadsaad7378 Жыл бұрын
Kitni plates niklti hy
@QarniFoodFactory Жыл бұрын
70 to 80
@tabassumfatimaahmad12518 ай бұрын
Sirf 10 kilo chawal and 10 kilo chicken main kitne log kha sakte hain ?
@QarniFoodFactory8 ай бұрын
70 to 80
@safiurrehman65442 жыл бұрын
Bhai cook karne ke baad ye daig kitny kilo ki ho jati hai
@QarniFoodFactory2 жыл бұрын
Bohat shukriya ap k comment ka . Ye to conform ni bta sakta k kitny kg ho ga but aik andaza e lagaya ja sakta hai iska wazan almot 42 sy 45 kg tak ho ga ya shaid is sy ziada
@safiurrehman65442 жыл бұрын
@@QarniFoodFactory Thankyou for replying. Allah apko khush rakhe
@QarniFoodFactory2 жыл бұрын
@@safiurrehman6544 g bohat shukriya recipe sy mutalak koi b sawal ho to zaror pocha karain
@eatfavourites3 жыл бұрын
Wow so delicious
@QarniFoodFactory3 жыл бұрын
Thank you so much Dear
@faizcurious7407 Жыл бұрын
How about 50kg degi chicken biryani for marriage purpose ... Reply brother !!
@QarniFoodFactory Жыл бұрын
You can make 5 . follow this recipe
@mdsultanalam3919 Жыл бұрын
@@QarniFoodFactory😢😢❤ 7:23
@maryamzahid3059 Жыл бұрын
@@QarniFoodFactorymujhe 15 logo k liye biryani bnani h ap mujhe samjha daii
@QarniFoodFactory Жыл бұрын
@@maryamzahid3059 15 logon k liye 2 sy dhai kg rice or itna hi chicken baki is main jitny masaly hain usy 4 py takseem kar lain
@shanazakhter62452 жыл бұрын
Payaaz nikalna zaruri ha kya
@QarniFoodFactory2 жыл бұрын
Ni wesy b paka sakty hain
@rahatullah1865 Жыл бұрын
❤❤❤❤❤❤
@philosophycake43202 жыл бұрын
Bhaiya ji Mujhe 100 Logon ke liye banana hai To Main Kaise banaun please bataen aapka Video dekh kar sach mein mujhe bhi Himmat I hai thank you bhaiya please bataen 100 Logon ke liye Kaise banaun Mujhe ummid Hai Aap Jarur bataaoge🙏
@shamimpappu9269 Жыл бұрын
Material ko.usi.hisaab.se.badha.do.10guna
@mohammadrehan1876 Жыл бұрын
Good
@duaa786shaikh8 Жыл бұрын
2 kg ki recepie quantity k sath BTAIN
@RizwanKhan-lm7jm Жыл бұрын
How many people is it enough for?
@QarniFoodFactory Жыл бұрын
70 to 80
@sakirak1269 Жыл бұрын
@@QarniFoodFactory p
@DanishAli-tw9ts3 жыл бұрын
Kitny person ya biryani kha sakty hain
@QarniFoodFactory3 жыл бұрын
Thank you so much for your comment. Ye biryani takriban 70 sy 80 person k liye kafi hai
@anandamkare4284 Жыл бұрын
Bhai 150 ke liye bataye
@QarniFoodFactory Жыл бұрын
Is ko 20 kg bna lain 150 k liye
@philosophycake43202 жыл бұрын
Bhaiya ji 100 Logon ke liye Biryani bataiye please
Bohat shukriya ap k comment ka .urda is liye aisy bilty hain mery 40% views india sy aaty hain agar urdu thek kar k boli jaye to unko samjh ni aaye gi or mery dekhny waly kam ho jain gy is liye aisi urdu boli jati hai unko b samjh aaye
@mylifemyrulesshutup2 жыл бұрын
Apko kya takleef h wo hamein recipes de rhy uskay liye shukker guzaar ho. Apka channel mene aj dekha bht psand aya mje MashaAllah aisay hi commercial recipes laein Allah kamyab kre ameen ❤️
@muzambilmuzabil9132 жыл бұрын
😊👌👌👌👌👌
@QarniFoodFactory2 жыл бұрын
Thank you
@kuraishikuraishi4121 Жыл бұрын
Apne namak dala hi nhi bhai😮😮
@sikandarvlogvideos Жыл бұрын
100 gram nmak shamil kiya hai
@KISKABHAIALI110 Жыл бұрын
کتنے افراد کھا سکتے ہیں؟
@QarniFoodFactory Жыл бұрын
70 sy 80
@KISKABHAIALI110 Жыл бұрын
@@QarniFoodFactory sir bohat shukria sada salamat rahen
@muzambilmuzabil9132 жыл бұрын
👍👌
@jasminejabi9600 Жыл бұрын
Plz 8person ko kaise banna abhi detail bol plz
@QarniFoodFactory Жыл бұрын
1 kg rice bnain .or jitni mikdar btai hai us hisab sy 1 kg bna lain
@mahakalkedeewaneofficial4986 Жыл бұрын
Number banakar Biryani khilaunga
@ahmadhussain67346 ай бұрын
Ap reply nahe dety
@QarniFoodFactory6 ай бұрын
Kis bat ka reply ni mila janab apko
@usmani_sh4 ай бұрын
Kanda kam dala gaya hai bhai
@QarniFoodFactory4 ай бұрын
Sir ap ziada dal lena mujhy jitna munasib laga main dal diya
@usmani_sh4 ай бұрын
@@QarniFoodFactory sorry sir
@QarniFoodFactory4 ай бұрын
@@usmani_sh ni sir is main sorry wali koi bat ni main bas normally apko bola hai k ap ziada dal lena mera matlab ye ni tha k ap sorry karain