MashaAllah, adv Faiz sayyed sahab bohot umda bojot shandar bayan hai
@headhunter9244 Жыл бұрын
Faiz Bhai Ko Aaj Pehli Baar Itne Ikhtilaaf Ke Saath Aur Khule Dil Se Strictly Koi Mas'ala Discuss Karte Hue Dekha Hai
@aamirrajput8664 ай бұрын
@@headhunter9244 or wo bhi galat
@Gulfashahusain5109 ай бұрын
Mashaallah ❤ Allah har muslim mard ko ye samjhne or risto ko Mutabik e islam ke sth gujarne ki tokeef ata farmaye... Jo behne presan h Allah unke masail ko hal farmaye Ameen
@islam365days33 ай бұрын
Ameen
@naziaansari7643 Жыл бұрын
Mashallah bhai jazaak allah bhai apne confusion door kar di bhai allah ap ko yha bhi kamyab kare or aakhirat me bhi kamyab kare bhai
@khadijafatima9240 Жыл бұрын
May Allah grant us goodness, May Allah bless us, May Allah cure those are sick, May Allah grant us deep understanding.
@abubakarjariwala10 ай бұрын
Mashaallah aapne bilkul sahi kaha. Mere dil ki baat Puri bata di. Mujhe 3 saal se yahi sawaal tha. Isiliye ye baat hai, Allah apne momin par sakhti ni karta, lekin momin khud hi karta hai. Allah sab imaam ko hidayat de. Aur is baat par khul kar saath bethkar ispar dhyaan de
@razamughal45825 ай бұрын
Khabardar k AINDA tu ne apny kutty shohur k qartoot ulamah peh daly toh. Sakhti us ne khud ki hain, kisi ne us ko gunpoint peh teen talaqy nai kehlwaye. Ab tum haram zindagi guzar rahi ho
@baberjaved80287 ай бұрын
ہم نے صرف اللہ تعالیٰ کے احکامات کی پیروی کرنی ہے کسی انسان کی نہیں اللہ تعالیٰ کے حکم کے مطابق ایک وقت میں صرف ایک طلاق ہی ہو گی زبان سے چاہے 50 دفعہ کہہ لیں بھائیو لوگوں کی نہ سنو صرف رب العالمین کی سنو
@saheba5361Ай бұрын
Bilkul durust Faiz bhai sahi kaha ap ne sab apne fayde ki cheez lete hai jo apne fayde ki nahi use jhuthla dete h
@musawwiriqbal2108Ай бұрын
Apne mere dil se itna bata bojh utar me apne ALLAH se kb se dua kr rahi ap wasila bane mere dil ka boj utr gaya ALLAH apko hamesha khush rakhe apko koi gham na pesh ay
@razamughal45827 күн бұрын
Khak nai utara. Tum ab bhi ek talaq yafta aurat ho
@altafmaqbool979111 ай бұрын
ALLAH is one
@AsraAnjum-g4xАй бұрын
Ya ALLAH hum sab ko Sahi ELM-E-DEEN ki samajh de... Aameen 😢😢😢
@ImranKhan-ql3sx Жыл бұрын
Mashallah God bless you brother
@MohsinExperiments Жыл бұрын
Jazakallah khairan ♥️
@shenaazpothiwalla7084 Жыл бұрын
JazakAllah Nicely explained
@LuckyBoy07top-hd2xy Жыл бұрын
Assalamualaikum ek bat puchun apse
@shifaansari96165 ай бұрын
Waao masha Allah well explained kafi achcha bayan kiya aapne
@zulfikarahmed9337 Жыл бұрын
Jazak Allah khair min bhai.... ❤❤❤
@ab.majeed.ansari.556 ай бұрын
jazak allah adv. faiz sayyed aap ne qurraan o hadees ke hawale se iss masale ko samjhaya......jo mane toh alhamdu lillah jo na mane uss ki apni marzi.........
@razamughal45825 ай бұрын
Jo man raha hain us ne rakhel rakhi hue hain aur harami ulad paida kar raha hain. Aur haramiyo ko na bap ka nam milta hain na wirasat
@evaahmed133 ай бұрын
Ma Sha Allah
@musawwiriqbal2108Ай бұрын
Mere ALLAH ne quran me wakfe wakfe Tino talaqo ko bayan kiya he ❤ kabhi me apne ALLAH se mayoos nhi hn mera ALLAH se me bohat piyar krti mere nabi se bhi hamara islam bohat piyara he
@Shahinkhatoon3456KhatoonАй бұрын
@@musawwiriqbal2108 kya biwi shohar se jabrdasti talak bulwaye aur sohr na chahe talak dena pr biwi talak bulwaye to sohr tin talak ek hi sans me bol de to kya talak ho jata h
@razamughal45827 күн бұрын
@@Shahinkhatoon3456Khatoonhaan. Teen talaq TEEN hoti hai . Allah ne waqfa NAI diya. Iddat ek alag qanoon hain aur aisi exmaples hain jis se sabit hot hain k iddat rujoo k liye nai rakhi gaye jaisy k bewa aurat. Sab se bhara saboot yeh hain k nabi saw ne mashfara diya k EK talaq se nikah khatam karo jis se SABIT hota hain k teen ek sat ko shariyat TEEN manti hain tab hi mashafra diya 😂. Jaha 1=1 waha 3=3.
@ThePalFace Жыл бұрын
Well, Masial Kaa Hall Khabhee bhee Ahal Hadess say naa pochain Phir app naa edher kay rhain gay naa udher kay.
@Sundusmalikk4 ай бұрын
Thank you soo much ❤️ this has shown me that there still is hope.
@razamughal45824 ай бұрын
you are a jahil listening to unqualified jahils
@Zeenat-h5c Жыл бұрын
Jazakallahukhair
@hellfire-uo2zv11 ай бұрын
Yani aaj ka daur aur Muhammad SAW ka jamana same tha Khud to badalte nahi Deen ko badal dete hai Khud badlo 3 talaq ek saath mat do Nahi to yaha Umar rz the kore Marne ko Wahan jahannam ke farishte marenge woh bhi aag ke kore
@khansalman69817 ай бұрын
Kya WhatsApp par 1 shath 3 talaq likhne se talaq ho jati hai
@OmaimaTanveer-xg2sy2 ай бұрын
@@khansalman6981Nahi Hoti bhai
@SyedRizwan-kd3tw10 ай бұрын
Best explained , brother
@saudzulfiqar57589 ай бұрын
Sabse achi explanation
@ZafarKhan-i6j5 күн бұрын
Assalamualaikum warahmatullahe wabarakatuho jazakallah khair kare, This kind of person what answer will you give to Allah on the day of judgment,
@Aamujaanie4 ай бұрын
السلام علیکم مولانا صاحب مہربانی کر کے میرے ایک سوال کا جواب دیجیے بہت ضروری ہے میرے لیے دو مہینے پہلے میرے شوہر نے مجھے غصے کی حالت میں دو بار طلاق بولی تھی اس کے بعد کچھ دنوں بعد ہمارا فون پہ رابطہ ہوا وہ ڈیوٹی ہے چلے گئے میرے سے دور ہے تین مہینے پہلے نہیں ا سکتے لیکن ہمارا فون پہ رابطہ ہے ہم اچھے سے بات کر رہے ہیں اور میں ان کی اپنی سسرال میں ہی رہ رہی ہوں ان کے ماں باپ کے پاس لیکن تین مہینے ابھی نہیں ہوئے کیونکہ تین مہینے کے بعد ہی ان کو چھٹی مل سکتی ہے تو اس حالت میں ہم کیا کر سکتے ہیں
@Muftisahbbeyan982 ай бұрын
Whtap kry masla
@ShovasDiary_Ай бұрын
@@Muftisahbbeyan98number do please
@UmGaliyah Жыл бұрын
جزاك الله خير Faiz Bhai
@Abdullah_24424 ай бұрын
7:13 bhai konse hanafi ne aqeedah tahawia ko radh krdia?
@fam08765 ай бұрын
Jin ko yeh lagta hai ke Qur'an mein talaaq ka tarika bataya nahi gaya hai unke liye neeche Qur'an ka reference share kar raha hoon, maani ke saath saath tafseer bhi padhein, ab yeh aap ke upar hai ke aap kin ki tafseer padhtey ho....Agar aap thodi bahot bhi Arabi samajhte ho to Insha'Allah aapke liye maani ke saath padhne bhi kaafi hog. Surah Baqarah, Surah no. 02 , Aayat no. 228 to 240 Surah At-Talaaq, Surah no. 65. Aayat no. 1 to 7
Faiz bhai samajh gaye ke wo sawal karne wala hanafi hai isiliye itne khule aur behtreen tariqe se samjhaye hain...( Shyd)
@sartajrani67672 ай бұрын
Faiz ser mere shohar ne bhi mere sath yahi sab kiye hai mujhe kuch samjh mein nahi are hai meri 3:30 sal ki beti hai mein kya karu mere kuch bhi samjh mein nahi are hai ser plu kuch batao aap,😭😭
@sartajrani67672 ай бұрын
Woh mere sath bohut taklif utha rahi hai mujhe koi bhi rasta nahi dekh raha hai bus mar jana ko dil karte hai
@Muftisahbbeyan982 ай бұрын
Whtap kry sawal tafseel sy
@MukhtarAli-c2y Жыл бұрын
Jazaklaa ap khaa sa
@muhammadizram4 ай бұрын
He is in reality a real factor.
@SyedRizwan-kd3tw10 ай бұрын
Jazak Allah
@Shahinkhatoon3456KhatoonАй бұрын
Please btaye
@huma30532 ай бұрын
Plz mujy reply zaror kry k Union council k zariye di gai talaq hassan k bad bubra dono miya biwi nikkah kr skty hain k nhi talaq har 3 month me alg di gai just 2nd month wale paper me ak gwah nhi tha or biwi ka kehna hai k us ny papers recive hi nhi kiye or dusri trf wife ka yeh bi kehna hai k main talaq nahi kena chahti is liye maine sign hi nhi kiya To ab kiya hukm ho ga in k liye yeh kr skty hain nikkah dubara
@Muftisahbbeyan9810 күн бұрын
Whtap kry sawal tafseel sy
@imzpremium3661Ай бұрын
Jo cheez ALLAH nay HALAL kee hay, laiken pasand nahe farmaya tu usko khatam kernay k liyay 3 talaak aik waqt/majlis may dainay say khatam ho jana akal samjah aur ALLAH kay hukum ka mukhalif hay jubkay nikah kernay k liyay kafe sare shariyat hay So adv faiz bhai bilkul sahe hay
@wasimshaikh8283 Жыл бұрын
Assalamualaikum faiz bhai . Mera b kuch talaq ka masla he.aapke se kaise Direct contact kare...aap k reasearch centre se muje koi proper answer nhi mila....aapse ek baar baat karna hai
@chjamil3865 Жыл бұрын
Agr nabi pak na teen ko ek qarar Dya tha ya such h or sabit h tu Musilmanoo ka lyee nabi pak ka hukkam lazmi or yhee Shriyat or nabowat ka bad hazrat umer Farooq na Musilmanoo na mazaq bnaya ke vjha sa teen qarar Dya tu ya qanoon h shriyat nhee
@razamughal9095 Жыл бұрын
Unho ne teen ko ek kabhi KAHA HI NAI TA
@onpassiveartificialintelli73618 ай бұрын
3 talaq ko 3 nabi ne v kaha sahaba ne v kaha sahaba k bad walo ne v kaha fiqaha ne v kaha aur aj tk yhi masla bayan kiya jata h 200 sal pahle 3 ko 1 kahne ka fitna suru kiya gya h jo gumrahi h sirf.
@jannatmansoori46055 ай бұрын
@@onpassiveartificialintelli7361agar aisa tha toh Umar farook ra ne fatwa kis liye diya tha..kya zarurat thi fatwa dene ki agar pehle se yehi tha toh
@hanif_rb114 ай бұрын
@@chjamil3865 meri madad karo bhai please bhot masle hore mere gharme mujhe ehsas b hai aur pachtawa b is baat ka mene 3 baar bola aaj humdono chahte hai ek dusre k saat rehna islye Allah k liye madad karo bhai meri
@OmaimaTanveer-xg2sy2 ай бұрын
@@jannatmansoori4605 qke log apni auraton pe zulum Karne lagye the k unhe aik time mein teen dedete the aur Ghar baitha dete the phir aik month BAAD ruju karlete the isliye unhe majboori mein ye limited time kelie faisla karna para
@ShahrukhKhan-w7d3 ай бұрын
Kya such hai allah behtar jane 3 ko 1 kahe ya 3 ko 3
@razamughal90953 ай бұрын
sirf Allah nai janta.duniya meh shuhoor waly aur pary likhy insan mar nai gaye. teen talaq TEEN hoti bari hi asani se sabit kiya ja sakta hain. albata likhna boht kuch parega. yeh srf aurat ko rakhel bana raha hain. asani se samajhny wali bat yeh hai k yeh ab is sadi meh ikhtilafi masla bana hain, pehly nai ta. mufti tariq masood tafseer e Quran episode 100 dekhy
@mdsajjad5196 Жыл бұрын
Mujhe baat karna h
@meditation40993 ай бұрын
Thanks sir India ke har ek musalman ko education jaruri is par taki din ka naam karab na ho aur ruswai na ho
@shafias5343 Жыл бұрын
Plz do bayan on dis If we dont know whether my parents or elderz gave zakat on behalf of me, will i be punished? If we are doubtful that my zakat is given or not by my gaudian, will i be punished? Joint family mey sabb ka zakat ,ghar k badey father-in-law dethey hey. But vo correct derahey hey ye nahi malum .
@sabeelahmed1157 Жыл бұрын
You have to give zakat every year based on your savings money, gold, silver and any other valueable item savings. Once you calculated the amount of your savings then you have give 2.5 percent of that amount as zakat. Every year you have to calculate savings amount to pay 2.5 percent of zakat. Parents don't have any responsibility for your zakat. Your zakat will be responsible only by you.
@alishanoor63589 ай бұрын
Please hme btaeye mere shoher ne teen baar hme talak bola h kyaa fir se nikah ho skta h btaeye koi rasta h kyaaa
@razamughal45829 ай бұрын
Nai
@saeedansari71758 ай бұрын
Ji assalam o alaikum Gusse ki halat me talaq talaq talaq boli Jaye to kya hukm hai quraan aur hadish se bataye
@razamughal90957 ай бұрын
Obviously yeh teen talaq hain
@ShabnamKhan-sm8vqАй бұрын
Shukriya
@Almas6406 ай бұрын
Allah ap ko ajr dy❤
@Momo-kz8td Жыл бұрын
union council ki 3 notices 3 months may jo diye jaty hai wo 1 talaq hoti hai ya 3 talaq hoti hai ???
@razamughal4582 Жыл бұрын
Aisa milta jhulta sawal aya hain mufti tariq masood masail k hul video peh. Pichly 3 ya 4 episodes dekhy. Pir bhi woh sawal adalat k hawaly se nai ta.
@Soldier-Of-Mahdi4 ай бұрын
0:51 imp refs
@Junaidahmed76241 Жыл бұрын
Aaj mujhe yakin ho gya ye ahle hadees hai
@muneeburrehman469026 күн бұрын
Alhumdullilah, jese ke hona chahiye!
@InspirationalDinosaurFos-uc8it3 ай бұрын
Ak notes py 3 talaq Bayin ho to kya 1 hogi k 3
@razamughal90953 ай бұрын
talaq e bain teen kaisy likhi ja sakti hai ek notice peh?
@Muftisahbbeyan982 ай бұрын
Sawal kry whtsap
@aligharsalman46369 ай бұрын
Maasalla Allah appko janat da naseb ata farma
@touseefhussain12199 ай бұрын
Khush kardia sir
@Romana-j5q9 ай бұрын
Isme ek masla yeh bhi janna chahti hu ki talaq k bad bhi wo miya biwi sath the hum bistri hue or talaq k baad ab 2 periods aane k baad ladki pregnant h to ab ky krna chahei ......or agr wahi shohar shadi kre biwi se to ky krna hoga
@razamughal45829 ай бұрын
Shadi nai honsakti aur ulad najaiz hain
@nasirhamid49698 ай бұрын
Aisa kaise possible hai 2 period ke baad pregnant hui ho . Aisa possible nhi hai . Agar 2 mahine pehle hui h sohbat to sperm ko 2 mahine pehle ke egg se fertilize hona tha . Aur sperm 48 hour maximum jinda rehte hain to 2 period ke baad kaise pregnant ho skti hai it's scientifically impossible.
@nasirhamid49698 ай бұрын
Yahan confirm hai ki 1st. ladki ne apne sohar se dobara sohbat ki ho jisse talaq fasiq ho jayega 3rd period se pehle agr hui ho to. 2nd :- ya to may be possible ki ladki ne jina kiya ho kisi aur ke sath . 3rd :- ya to kisi uske sath galat kiya hai bina use pata chale Kyunki apki logic kisi tarike set nhi ho rhi sister
@ziaullashariff4 ай бұрын
Hazrath umar se pehle teen ik thi iska koi saboot nahi hai. Agar saboot hota to jaise proof aapnke screen pe ata hai jaise aap ayath quote karte hain wo screen pe dalte hain.
@FardeenKhan-wl7rj3 ай бұрын
Sahih Al Muslim 3673
@OmaimaTanveer-xg2sy2 ай бұрын
Quran ki surah Bakra tarjume SE parho
@FAIZANHUSSAINalig Жыл бұрын
Faiz bhai aap ne koi Hadith ka reference nahi Diya!. Please yeh bhi de ke aap 3 ko 1 kis hadith ki base pe le rahe hain!
@FAIZANHUSSAINalig Жыл бұрын
@UniqueDesire_Read the full hadith bro even this hadith ends with 3 divorces with treated as 3 not 1. And if you say that it was Hazrat Umar who changed the regulations of talaq and went against the Qur'an then bro please check your imaan. Also, the narrator of this hadith ibn Abbas took 3 divorces as 3, so how can you say that 3 are 1, even if the narrator of this hadith is taking 3 divorces as 3 then how is this hadith understood correctly? All the fatawa of sahaba present in Musannaf ibn abi shaiba indicates the same! It's just Imam ibn Taimiya emphasized 3 as 1 that's why the majority of the ahle Hadith sect thinks the same! That's the clear indication of you being the same as the other sects! Also as per Imam Nisayi this hadith is for the women with whom the husband hasn't made any relationship yet! Lastly, once you are in a sect you'll only accept the things which are parallel to your sect otherwise you'll find every possible excuse to reject it, like almost every ahle hadees rejects the hadiths which goes against Hazrat Muawiya RA, which are narrated by most of the Sahabas for example bukhari 2812, Muslim 6628, 4776, Abu dawood 4131, 4646.
@FAIZANHUSSAINalig Жыл бұрын
@UniqueDesire_ to bhai aap 3 ko 1 maan len, mujhe isse zyada nahi malum aur Mera initial comment reference janne ke liye hi tha kyonki Faiz bhai ne reference Diya nahi tha. Baki 1 bad bhi 3 mahine guzar Gaye to nikah toot jata hai aur wapas nikah karne ka option hai jo ke 3 ke bad nahi hai. Aur Hadith ki sahih tashreeh to sahaba ke Amal mein dekhenge na waha to 3 ko sab 3 hi Maan rahe hain aur jis hadith ka aap hawala de rahe hain maine woh Islam 360 mein dekhi waha last mein yahi hai ke Hazrat Umar ne bad mein 3 ko 3 hi mana.
@FAIZANHUSSAINalig Жыл бұрын
@UniqueDesire_ yeh to samjh nahi aaya I'm believe in Allah? Kahi yeh to nahi keh rahe Qur'an ko manenge? Qur'an to talaq ki details nahi batata. Baki yeh to chota masla hai, ahle Hadith jis manaj pe khade Hain ke bus Qur'an aur Hadees ko hi manna hai wahi manaj woh Hazrat Muawiya aur Maula Ali ke case mein bhul jate hain aur pakke babi ban jate hain bareilvio ki tarah
@FAIZANHUSSAINalig Жыл бұрын
@UniqueDesire_ bhai shayad ap har bat ko ulta samjhte hain, maine kaha Qur'an mein talaq ke details nahi hain! Ke kaise kya kitna time? Talaq ka to mention bilkul hai jaise namaz padhne ka huqm Quran mein kai bar hai lekin tareeka ek bhi dafa nahi hai uske liye Hume Nabi SAW ki sunnat dekhni padegi. Aap rehne se apko samjhane ka koi fayda nahi hain aap wahi mano Jo aap ke firqe ke baba mante aur karte aaye hain. Har firqa usi mein khush hai jo uske paas hai ~ Quran
@FAIZANHUSSAINalig Жыл бұрын
@UniqueDesire_ maine upar comment mein bhi kaha aur ab phir se kehta hoon apko 3 ko 1 manna hai aap maane, mera jo muaqqif tha maine apke samne rakh Diya manwana mera kaam nahi hai aur na mujhe apse munazira karna hai, maine apka subah wala comment hi ignore kar diya tha kyunki main apne final jawab mein already keh chuka aapko Jo manna hai maane.
@rafiuddinkhan80693 ай бұрын
اگر کسی نے ایک بار میں دس بیس طلاق دے دی ہو تو اس لئے سمجھداری کی بات تین طلاق ایک ہی ہے
@razamughal45823 ай бұрын
ek na kuch aur. aurat ko tum logo ne rakhel banaya hua hain
@WasimSayyed-p4i3 ай бұрын
Tum khase ho @@razamughal4582
@shahrukhalvi1448Ай бұрын
Itni akal nhi h kya kitni bar bolna h
@sherazbhat7781Ай бұрын
3 talak 3 hoti hai, agar one time hi bola hoga....sahi tarika hai 1 hi bar bolo
@moinansari6118 Жыл бұрын
bariki masla ye ahle hadees nhi jante talaq ka tin ko ek kahe jate bariki janna h refrence ke sath engineer ki video dekho jisme pura masla bataya h hazrat umar RA ne q wahan ke logo ke aisa kr diya tha
@sahibaforoz79054 ай бұрын
Kon sa faida hai 3 ko 3 kehne me.. khamakhah
@KINGKHAN-hc8tsАй бұрын
Busa ek he bat samjh ate he Hazrat umar ke or 10 bate samjh nhi ate😂😂right bhai
@SKbabluAli-c6z5 ай бұрын
Quran surah baqarah or surah attalaq 1_7 talaq k masle likha hua hai saaf saaf 3 mahina ka time. Us period me agar dono sath rahna chahte hai to ruzu kar sakte hai. Halaki maine hadees na parhi sirf suna hai is lia hadis k bare me na bolenge
@fam08765 ай бұрын
Surah Baqarah, Surah no. 02, Aayat number 228-240 tak talaaq ke baarey mein hai. Aur Surah Talaaq ke baarey mein aapney already bata diya hai. 3 mahine ke darmiyaan agar rujooh nahi kiya to 1 talaaq complete ho jaayegi, aur uske baad agar dono nikah karna chaahey to unko mat roko aisa Qur'an mein Surah Baqarah ki Aayat no. 232 mein Allah ne farmaya hai. Aayat no. 232 "Aur jab tum aurto ko talaaq de chuko aur unki iddat puri ho jaaye to unko apney shauhro ke saath jab woh aapas mein jaayez taur par raazi ho jaaye nikah karne se mat roko." Yeh aayat 2 talaaq ki baat ke baad hai, iska matlab yeh hua ke pehli 2 talaaq ke baad mard apney faisley se rujooh kar sakta hai agar rujooh nahi kiya aur talaaq mukammal ho gayi tab bhi woh aapsi razamandi se nikaah kar saktey hai par yeh unka aakhri mauka hoga, kyunke teesri talaaq ke baad rujooh ka koi raasta nahi rehta. Iske baad ki aayat dekhein Aayat no. 230 (Aayat pehle 232 ke pehle ki hai but zikr teesri talaq ke baad ka hai) Phir agar shauhar 2 talaaqo ke baad teesri talaaq aurat ko de de to us ke baad jab tak aurat kisi dusrey shakhs se nikaah na karey us pehley shauhar par halaal na hogi, haan agar dusra shauhar bhi talaq de de aur aurat aur pehla shauhar phir ek dusrey ki taraf rujoon kar lein (Nikah karna chaahe) to in par kuch Gunaah nahi bashart yeh ke dono yaqeen karein ke Allah ki hadon ko qaayam rakh sakeinge aur yeh Allah ki hadein hain inko woh un logon ke liye bayaan Farmata hai jo Eelm rakhtey hai" Ab masla yeh hai ke is aayat mein jo dusrey shakhs se nikaah ki baat kahi gayi hai usko Halala ka naam diya gaya ha jo ke bilkul galat hai, is aayat ke mutaabiq dusrey mard se nikaah zindagi bhar saath rehney ki niyat se hoga aur agar dusra shauhar bhi agar talaq de de to aurat aur pehla shauhar chaahe to dobara nikaah kar saktey hai. Aaj kal kya ho raha hai, shauhar gussey mein aakar yaa kisi ke behkaawe mein aakar ek saath 3 talaaq de detey hai, aur ek saath 3 talaaq par ikhtilaaf hai maslaqo ke darmiyaan, sirf Ahle hadees aur Shia 3 talaaq ko 1 talaq maantey hai aur hanafi mein 3 ko 3 mana jaata hai. Talaaq ke baad shauhar ko pachtawa hota hai aur woh usi aurat ke saath rehna chahta hai, masla yeh hota hai ke ab kya karey, phir wahi halala karwaya jaata hai, us aurat ki 1 raat ke liye dusry mard ke saath nikaah karwaya jaata hai, Bechari us aurat par kya guzarti hogi ke usko pehley shauhar ke saath dobara nikah karney ke liye kisi dusrey mard ke saath ek raat guzarni padhti hai. Log samajhte hai ke talaaq dena hai to 3 baar kehna zaruri hai, yeh ek bahot badi galat fehmi hai jo India Pakistan Bangladesh ke musalmano mein paayi jaati hai. Jab Qur'an mein saaf saaf talaaq ka tarika bataya gaya hai to Ulema usi ke mutaabik kyun nahi samjhatey musalmano ko aur Hazrat Umar Radhiyallahu Anhu ke pehley 2 saal tak wahi tarika thaa, phir kuch waqt ke liye haalat ke hisaab se hukm jaari kiya gaya ke ab se 3 talaaq ko 3 mana jaayega, aur kuch maslaq ke nazdeeq Hazrat Umar radhiyallahu anhu ne apney faisley se rujooh kiye they but ismein bhi ihkhtilaaf hai, to Qur'an aur Nabi Sallal laahu alayhi sallam ke daur ko kyun nahi follow kiya jaata......ikhtilaaf ki baat ko rakht do side mein..... Talaaq asal mein solution ke liye hai but humne isko aurton ke liye saza bana diya hai, Allah se dua hai ke Allah humein kehney sunney se ziyada amal ki taufik ataa farmaye....
@razamughal45825 ай бұрын
Talaq aur iddat ko MILANA BAND KAR. Jahil sari zindagi na reh, marny se pehly layk ban ja. Abhi tak tery jaiso ko YEH TAK NAI PATA CHALA K TALAQ *ALAG* hain aur IDDAT *ALAG* QANOON HAIN 🙄. Jahalat ki INTEHA
@AsmaSaiyed-ns2nm2 ай бұрын
@@fam0876 mere husband ne whatsapp call par talak diye iddah me hu dusra haiz me hu husband ruju karna chahte mere parents kehte 3 talak hogyi ab nhi ho sakta muje vapas jana husband pas kya karu
@Alyhasan363 ай бұрын
Superb
@syedsameer4041 Жыл бұрын
Asslamo alikum
@Farazkhan12347 Жыл бұрын
Jb Teen Bar Kubool h Kubool h Kubool h khne pr Ek Nikah hua To Teen Bar Talak Khne Se Teen Talak Kaise hua ?Ek Talak hua !Simple
@tahirafatima4873 Жыл бұрын
Aapke ke logic ke hisab se to aisa hona chahye...ke Jb ladka ke teen baar Qubool hai bolne se Nikah hua to usi trah teen baar Talaq bolne se Nikah khatam hua..Simple
@onpassiveartificialintelli73618 ай бұрын
pagal h tum ek bar kahne se v nikah hojata h 2 4 bar kahalwana jaruri nhi talaq 3 bar bolega to 3 hi hogi ya ekhi bar me kahega tujhe 3 talaq diya tb v 3 hi hogi smjh me nhi ata h to mt smjho lekin galat bate mt kro
@jannatmansoori46055 ай бұрын
@@onpassiveartificialintelli7361 Teen bar talaq kehne ka naam talaq nhi hota...teen bar talaq dene k Amal ko talaq kaha gaya h..teen dafa ...teen waqt..three times..alfazo se mat khelo,..Quran me talak dene ka tariqa bataya h. Na k kehne ka
@hanif_rb114 ай бұрын
@@onpassiveartificialintelli7361 bhai me shariyat aut saari chizo ka ehteram karke is masle ka hall chahta hu mene meri biwi ko ghusse talab kaha naaki talak toh kya mera hogya aaj hum dono taklif me hai aur chahte hai k saat rahey aur kabi aisi galti ma dauraye toh please humari madad karey aur hal bataye kyu ghar wale nai maanre
@naseerrafiq9135 ай бұрын
Assalamualaikum Faiz bhai, in those times the arabs had the habit of repeating the same word 2to3 time to emphasize it, and they used to say talaq 3 times to emphasize it but when asked they used to say their intentions whether they had niyyat for 1 or 3 and according the fatwa was given, but Hazrath Umar( RA) knew now people started playing with Islam, hence he passed the law, hence the niyyat counts. Allah knows best.
@razamughal45825 ай бұрын
Hence the niyyat does NOT count. three talaqs are THREE. The PROOF of that is that hazrat umar implemented capital punishment and said that ‘from now on anyone that repeats talaq three time I will consider it three, therefore refrain from repeating three talaqs unless your intention is three’ The sahaba ACCEPTED that they will be subject to capital punishment, and they got whipped if they went against the sunnah and gave talaq three times in one go. *All this PROVES that every single sahabah, including the Prophet KNEW and ACCEPTED that three talaqs was ALWAYS three, thats why drastic measures had to be taken*
@naseerrafiq9135 ай бұрын
@@razamughal4582 right, Allah knows best
@AfreenNaaz-k9s7 ай бұрын
Bht khoob
@Fizaqureshi-3096 ай бұрын
Plz jaldi batao
@Misbahanees1235 ай бұрын
Faiz bhai apse bat ho skati hai?
@akhilqhadri13968 ай бұрын
Bahut khoob bhai
@burhankhan77219 ай бұрын
Good
@MosinKhan-rd1kc5 ай бұрын
Hazrat Umar Hazrat Usman Hazrat Ali Abdullah Abbas Abdullah ibne Umar Abdullah ibne Masood in sahabi ka yahi fatwa h jab koi 3 talak ka fatwa leke inke pas aata to ye sahabi biwi ke haram hone ka fatwa dete the fece Bhai aalim nhi h inko ilm nhi h sai q ke ye kisi madarse me nhi pade isliya ilm nhi h agar ilm hota to inke akhqak fel bhi batate inko malum nhi h inko bus Qur'an hadees pata h sahaba ne Qur'an bhi pada hadees bhi padi aur tashri nhi sai karo Kuran Hadis ke vah taahri Jo sahaba ke against the wo nhi mani jayegi
@hanif_rb114 ай бұрын
Tamam shariyat aur maulwi saab ka ehteram karte hue meri sabse ek he request hai,mere aur meri biwi k bichme thode masle hone ki waja se ek din ghusse me unko chup karne k liye mene (talab) bola aur mera intension wo nai tha lekin unko laga mene talaq bola toh aaj humdono taklif me hai aur dubara aisi galti karne se rooh tak kaanpengi ye soche toh kya humari madad koi kar skte is masle me kyu k bhot se maulwi saab se puche unho ne bole hojata hai aur humdono bhot taklif me hai nai hona chahte door ek dusre se pleasee humari madad karo
@razamughal45824 ай бұрын
ap ka maqsad yeh ta k woh talaq samjhy toh yeh hi lag raha hain k teh talaq hain magar kinaya ilfaz se. aisi talaq meh iddat meh rujoo mana hain. kisi achy darul ifta jaye aur waha muft se appointment leh
@logicgearvfx97404 ай бұрын
@@hanif_rb11 jb ap ne "talaq" ka word use nhi kia to it doesn't matter biwi jo b smjhe. Ap biwi ko proof kr dou k mene talab kaha tha kisi tarha sy. Ab esa nhi h k ap kch or bolo or wo "talaq" smj k chor dy.
@logicgearvfx97404 ай бұрын
Kinaya alfaz mei niyat matter krti he..agr niat sirf dranay ki the to phr talaq nhi he @@razamughal4582
@hanif_rb114 ай бұрын
@@logicgearvfx9740 jazak Allah khair♥️
@Sarosh9435 ай бұрын
I amazed on people's nonsense, jo Prophet Muhammad SAW ki bat ko ignore kr k 3 in one sitting ko 3 khna pe bzzid han. Lekin Halala krata hua in ko koi Haya nhi aati, jb k consciously halala Haram or intiha ki ghleez bat ha. Or ak aurat ki utter disrespect ha.
@razamughal45825 ай бұрын
Islam ka alif beh seekh. teen talQ TEEN HAIN, simple mathematics. West tum peh hansy k tumhy seedha seedha mathematics nai ati. Three EQUAL three. Jaha 1=1 waha 3=3. Aur halala bhi aurat ki disrespect NAI hain tab hi kabhi koi aurat nai nazar aye jis ne protest kiya ho, ya kisi court ne halala ban kiya ho. Tu ja kar seekh k talaq kehty kis ko aur halala kehty kis ko
@junaidabdulrazzaq73002 ай бұрын
Bhai mujhey ya lagata hey ka Quran Allah ka Kalam hey or Allah na Kya hukum dya hey
@Muftisahbbeyan982 ай бұрын
❤
@KhushiAnsari-j7j Жыл бұрын
Faiz bhai mere husband shadeed gusse. Me bola hai bahot pastawa kuch batye
@safeersoomro71988 ай бұрын
Talaq hogai ha behn
@fam08765 ай бұрын
aapke shaunar agar apney is faisley se rujooh kar le to koi masla nahi hai. Aur pehli baat talaaq aisey gussey mein nahi di jaati, uska tarika Qur'an aur hadees mein bataya gaya hai. Jab Hasband talaaq ka mukammal iraada karle to dono gawaaho ke saamney dono families ke saamne mehfil mein talaq dega aur sabsey important aurat ke haiz ko dhyaan mein rakh kar talaaq dena chahiye, matlab jab aurat ki maahwaari shuru ho us waqt talaaq dene ka hukm hai, aur iski iddat 3 maahwaari tak hogi aur is dauran shauhar ko apni galati ka andaza ho jaaye to woh rujooh kar sakta hai (Mahwaari ka khayal is liye rakha gaya hai, ke agar biwi ummeed se hai to pata chal jaayega aur ho sakta hai hasband ka irada badal jaaye). Aapke shauhar agar hanafi fiqah ko follow kartey hai to phir masla ho jaayega kyunke hanafi waaley ek mehfil mein di gayi 3 talaaq ko 3 maante hai, matlab 3 talaaq ke baad rujooh karney ka koi mauka nahi.... Behen aapne guzaarish hai ke aap khud Qur'an ko meanig ke saath aur Tafseer (Interpretation) ke saath padhein aur samjhe, Read meaning and interpretation (Tafseer) of below mentioned Aayat. Surah Baqarah, Surah No. 02, Aayat no. 228 to 240 Surah Talaaq, Surah No. 65, Aayat no. 1 to 7.
@pujarajput66710 ай бұрын
Hazrat umar rz ki bat ko manna hi hoga Ye gumra he faiz bhai aap
@razamughal458210 ай бұрын
Right.
@fam08765 ай бұрын
Achcha, pehli baat to yeh hai ke talaaq dene ke liye 3 baar keney ki zarurat he nahi hai, 3 baar kaho 1 baar kaho hogi to 1 he...
@OmaimaTanveer-xg2sy2 ай бұрын
Quran mein ahdees mein ye Likha hai k quran aur ahdees k mutabiq Zindagi guzare Ayr hazrat umer ne ye faisla limited time kelie Kara tha
@hirarukhsar3770 Жыл бұрын
1 ghante me 1 message pe talaq dena se (k mene ALLAH ko hazir jan ke tmhe talaq deta hun) or 2 call pe talaq dene se (ke me tmhe talaq deta hun) to kia talaq hojati he?? Plz ap btaden mjhe
@razamughal4582 Жыл бұрын
Yes yeh teen hain
@AbdulKadir-be3ot Жыл бұрын
Bhai Talaq 3 mahine me hoti hai 3 gante me nhi samjhe
@razamughal4582 Жыл бұрын
@@AbdulKadir-be3ot teen talaq ek second meh TEEN hoti hain. Nikah EK talaq se toot ta hain. Jab 1=1 THEN 3=3. jahalat se bahir niklo.
@AbdulKadir-be3ot Жыл бұрын
@@razamughal4582 Hadeesh ka Hawla do ke 3 talak 3 hoti hai
@IRCTV Жыл бұрын
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh @hirarukhsar3770 Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hume Call Kare 80-5545-5545 (8am to 10pm IST)
@kanwaljameel7644 Жыл бұрын
Main ap se talaq ka fatwa nikalwana chahti hun. Meri zindagi ka sawal hai. Please rehnumai karen.
@kanwaljameel7644 Жыл бұрын
Main karachi Pakistan se hun.
@razamughal9095 Жыл бұрын
fatwa sirf mufti deh sakty hain, yeh ghalat bata rahy hain
@tanveerilyas1556 Жыл бұрын
Mam kanwal ap ne Kia decision lea
@tanveerilyas1556 Жыл бұрын
Jawab daan
@AliAhmad-v3f2m5 ай бұрын
Mashallah.
@doctorfaisalbinabdulaziz Жыл бұрын
Allah ho akbar
@sufiaashraf146616 күн бұрын
Assalamualaikum Main Bangladesh se hu. Please talaq related apse kuch maswara lena hain. Mere talaq k bareme. Kese contact karu apse. Please reply
@Muftisahbbeyan989 күн бұрын
Swal whtap kry tafseel sy
@altafhussain66395 ай бұрын
Faiz sir assalam o alaikum this is 12years back incident, I sent talaq talaq talaq in paper written(exclusive intention is to afraid her to immediate return to me)and she also replied unless you would not pronounce in the presence of two arbitrators I will remain your wife, thereafter she approached some maulvis where they declared talaq was bind.But she is taking every month maintenance, my humble request you kindly clear my confusion that our talaq is considered or not, this most burning case I hope you will suggest me sure, if you permit me to visit you at Aurangabad personally one fine day I will sure visit to you, I am eagerly waiting from your side reply . Thanking you sir,
@fam08765 ай бұрын
Brother, you can't say Talaq to afraid her, it is not correct way to approach her to come back. First of all, even if you said Talaaq 3 times, it will consider 1 and you have time of 3 periods (her) to take back your decision, if you rujooh before completion of 3 periods it means your 1 talaaq has been completed but you both will be remained husband and wife, According to the Glorious Qur'an. Attalaaqu Marrataan...... The divorce is twice (Talaaq sirf 2 baar hai). read below to understand. Surah Barah, Surah no. 02 and Aayat no. 229. "The divorce is twice, after that, either you retain her on reasonable terms or release he with kindness. and it is no lawful for you (men) to take back (from your wives) any of your Mahr (bridal-money given by the husband to his wife at the time of marriage) which you have given them, except when both parties fear that they would be unable to keep the limits ordained by Allah (e,g, to deak with each other on a fair basis)" Brother i have given reference below, first read with meaning in language you understand then read interpretation of all those aayat and request you to read Ahle hadees tafseer, Insha'Allah your doubt will be cleared. Surah Baqarah, Surah no. 02, aayat no. 228 to 240 Surah Talaaq, Surah no. 65, aayat no. 1 to 7 Read above given Aayat with meaning and them interpretation and better if you read Ahle hadees interpretaion (it is your choice)
@razamughal45825 ай бұрын
Three talaqs are three. Only jahils say they are not and it is EASILY proven. I have written the proofs down a million times. Your paper had talaq written on it three times, you were aware, read that and signed under three talaqs, that is THREE talaqs. She is also bullshitting by saying that you need witnesses. There are NO witnesses in talaq. She is taking maintenance because she went through the courts. The courts do not follow religion. You should never have given her maintenance. She was entitled to her mahr, her gifts, and accommodation in your home during her iddah. I can’t believe you gave her maintenance for TWELVE years. Are you mad??
@fam08765 ай бұрын
@@razamughal4582 : Forget about court and read Qur'an and Hadees and then talk....
@razamughal45825 ай бұрын
@@fam0876 tum INTEHAI jahil ho. Itny nalayk k aaj tu pehli baar MUJH se seekh raha hain k talaq EK PROCESS NAI HOTA. iddat ALAG qanoon hain
@razamughal45825 ай бұрын
@@fam0876 tum pehli baar MUJH se seekh raha hain k talaq ek process NAI hota. Talaq ALAG qanoon hain aur iddat ALAG qanoon, jahil.
@nishaasif392610 күн бұрын
AHLE HADEES
@nehalbaig858 ай бұрын
Hazrat umer kayi bar Allah ki baton ko palat diye the to Allah se zeyada maloom tha kya
@razamughal45828 ай бұрын
baqwas band kar. yeh tumhara bap nai hain, hazrat Umar ki bat ho rahi hain. SAWAL HI NAI PAIDA HOTA K HAZRAT UMAR SHARIYAT TABDEEL KAR DEH
@rafiansmelodystarsorchestr12875 ай бұрын
सर..... हम अपने नबी को फ़ॉलो करें या साहबियों को..... अगर नबी को फॉलो करना है तो 1 टाइम में देने वाली तलाक़ को 1 ही माना जाना चाहिए...... इस्लाम में तलाक़ में ही इतनी ताकीदी क्यों?..... सहूलियत होना चाहिए पूरी जिंदगी का सवाल है..... बच्चे होते है..... ऐसे से तो पुरे मुआशर में अफरा तफरी हो जाएगी
@rounakperween7744 Жыл бұрын
Bilkul sahi baat kar rhe h bhaijaan logo ne deen chhod maslaq parasti per utar aaye h . jab deen me jo baat h use follow kiya jana chahiye.
@razamughal4582 Жыл бұрын
Baqwas kar raha hain
@DanishKhan-xb4cn Жыл бұрын
Kis kis ko samjhayen Kuran ke hisab se koi nahi chal Raha hai sab inki onki baat pe chalte hain
@aligull1479 Жыл бұрын
@@razamughal4582 bhai tunay kasam kai hai logo kay gar barbad krnay mein tu aye gha jawb dhenay qabae mein
@AbdulahadHaji-c8n4 ай бұрын
Hamare molana mufti wiqayatullh sahab imamat ki tankhwa nai lete
@Fizaqureshi-3096 ай бұрын
Kya 3 bar talaq khene s talaq hujata hai
@razamughal90956 ай бұрын
Haan, teen
@Noorulislamkhanzofficial9 ай бұрын
Allah nhe chahta ke kese ka ghr ojar jaye islam Itna sakht nhe hain jitna ham logo ni banaya hain Agr ten talaq ak sath ten hain to Pher taalq ta Sahi tareqa jo quran main Allah ni bataya wo kiya hain
@razamughal45829 ай бұрын
Quran HUMY BATATA HAI K TEEN TEEN HAIn
@Romana-j5q10 ай бұрын
Merr sohar ne la ilmi mai mujhe ek bar m msg m talaq likh kr dita 3 baar lakin unko pata nahi tha ki talaq likh dene se talaq ho jati h
@tabishkhan887910 ай бұрын
O311
@tabishkhan887910 ай бұрын
2754
@tabishkhan887910 ай бұрын
347
@tabishkhan887910 ай бұрын
Mufti farhan zafar
@razamughal458210 ай бұрын
Us ki jahalat k zimmidar hum nai hain, islam ka alif beh seekhta woh. Yeh teen talaq hain. Us ko ACHI TARHA se pata ta k woh bat talAq ki kar raha hain toh talAq toh honi tee, jahil admi
@samreentalpur76027 ай бұрын
Mahrbani kaka ap Ahl hadees da guzarish ha ka apni kamilmi or ana ki bunyad پاور logo ka Liya Zina ka rasta na kholan
@fam08765 ай бұрын
Aap kya bol rahey hai, Ahle haddes halala ke khilaaf hai, aur halala ki wajah se Zina aur ayyashi ka raasta khul gaya hai. Surah Baqarah, Surah no. 02, aayat no. 228 to 240 Surah Talaaq, Surah no. 65, aayat no. 1 to 7 in aayato ko maani ke saath padho phir uski tafseer (Interpretation) padho Insha'Allah samajh aajayega.