Masha Allah Subhan Allah....... Kitni barikiya h hmare Islam me.....
@bilalbeg5083 жыл бұрын
Very clean and clear explanation, may Allah swt. grant goodness to scholars.
@mohammedzain26253 жыл бұрын
Adv Faiz sahab, Allah aapko is mehanat ka khoob inaam de aur jannat ul firdous main aliyah Muqam dein. Hum bahu khush kismat hain ki aap aur zakir nayak sahab kee tarah ke log hume deen ko samjhne mein madad karte hain, aur ghalatfehmiyon se door... Jazak Allah Khairon
@Bushrakhan-dr8qe3 жыл бұрын
Shukar Allah that we have such people who can explain what real islam is ... and it is so important for the young generation to know such sensitive issues in islam
@aneesahmad6344 Жыл бұрын
Assalamualaikum
@topiwalaIND Жыл бұрын
adv assalam alaikum
@mstechwithu8627 Жыл бұрын
@@aneesahmad6344Pata hai mujhe salam kyo kar rahe ho, hamari comments per to nahi karta koi salam
@psychologistmaryem4 жыл бұрын
Boht boht zbrdst bayan. Isko common krna chaye ta k logon me knowledge develop hon or ksi ka b ghr na ujray or agr ujr b jaye to again wo abad ho jaen
@DJ-101.3 жыл бұрын
Ap pehlay scholar ho jis ne is mslay ko bht achay se bayan kiya....Q k bat wo hoti ha jis ki koi logic ho or us se dil mutmaeen ho......or wohi bat asar b rkhti ha.....Allah pak apko jaza de or ap pr apni rehmat karay ...Ameen
@sameenabegum594421 күн бұрын
Tysm sir mashallah u made it soo clear Alhamdulillah Allah guided me 😢
@wayofthesalaf84584 жыл бұрын
Masha Allaah May Allaah bless you always آمين يارب العالمين
@ziyasoudagar15452 жыл бұрын
how beautiful nd clean Islam is..very well explained 😘😍
@mahijabeen11294 жыл бұрын
Behad shandar or simpl way me apne smjhaya, jzakAllah khair bhai jan
@umaimakhan59383 жыл бұрын
Jazakallah khair itna acha explanation hai aur logo ko maloom hona chahiye
@rahatirshad41803 жыл бұрын
Really appreciate the way this person explained on most of topic.. jzakallah sir
@s.m6514 Жыл бұрын
Itna achha bataya hai apne har baat cover kar di apne, bus apke liye duaey nikal rahi hai Allah taala apko dono jahan kinkamyabi ata farmay
Mashaallah Adv maulana faiz sahab bahut achhi speech hai aapki Allah aapko aise khidmat krne ki taaqat de aameen
@tahamohiuddinahmed96945 жыл бұрын
Mashaallah, very beautifully explained. Jazakhallah khair.
@naziyaansari9675 Жыл бұрын
Nice information jazakumullah bhtreen tareeqa samjhane ka Allah aapko shtyabi de Umar daraaz kare Aameen
@noorainstyle7752 жыл бұрын
Ye bayan sabhi logo tak pohochna chahiye plz share this video q ki ye chez kisi ko b nhi pta h
@mustaqeemahmed6294 жыл бұрын
jazakallah sir kitni badi gumrahi men tha men inshallah jese men educate huwa hon isis tarha dosron ko bhi inshallah is mamle men educate karon ga bht shukriya.
@tannukhan70124 жыл бұрын
Mashallah....I liked ur vdo..... mashallah, jajakallah
@thesafebiker2 жыл бұрын
Most beautiful explanation shukriya. ❤️
@arslanaliofficial5554 ай бұрын
We are blessed that we have you❤
@Mohdabrar-ug2xv2 жыл бұрын
Bahot asan tarike se samjhaya he Allah aapki umar me ijafa kare
@flywithahsan Жыл бұрын
Crystal clear explanation thank you so much sir Allah Pak apko jazey kher dey Ameen
@khanmohdhussain51763 жыл бұрын
Alhamdulillah Faiz bhai aap ne jis trh se samjhya h 100/100percentage bhai
@murshidali773 жыл бұрын
Masha Allah so knowledgeable speech.
@mohammadghouse3561 Жыл бұрын
Mashallah tabarak Allah bohot ghairi Aur clear answer mind blowing bro
@ArshidMehmood31311 ай бұрын
i didn't understand this issue till i watch your video.Great scholar
@SLASA4252 жыл бұрын
Crystal clear explanation on talaq by Mufti sahab.
@nairakhan3732 жыл бұрын
Mashaallah mashaallah wakayi Islam bohut khubsurat hai
@rajandeepkaur2373 жыл бұрын
Really helpful sir ji🙏
@nasib799 Жыл бұрын
So beautiful tariqa se bataye hai aap Aallah ka salamati ho aap pe
@nishatkhan18004 жыл бұрын
Subhanallah best ever explanation about talaq ..👌
@sabagazi40683 жыл бұрын
Vry vry vry beautifully explained.. Thanks for the knowledge sir
@ijazjoiya38082 жыл бұрын
Ma SHA ALLAH JAZZAK ALLAH
@soaibansari50703 жыл бұрын
Masha'Allah!
@Sanjurvines4253 Жыл бұрын
बहुत बहुत शुक्रिया जो आप आप तलाक के बारे में इतना बढ़िया से शुक्रिया अस्सलाम वालेकुम
@desire36542 жыл бұрын
Mashallah, very good explanation brother
@ExploreWithHX Жыл бұрын
What a beautiful explanation 👌 👏
@nehakhan6112 жыл бұрын
Masha Allah kitni khoobsurati se samjhhaya aapne Allah aapko lambi umar de Allah aapko khush rakhe aap jaise aalim ki bht zarurat h hamare muaashre me kash sare aalim aap jaisi knowledge rakhte hote to ham firka wariyat ki aag me na jal rhe hote.
@yasiryazdaniy3 жыл бұрын
MashaAllah faiz bhai❤️
@zeeshan29054 жыл бұрын
Jazakallah Khair...well explained ♥️
@shumailashaikh86832 жыл бұрын
Sir meri rehnumai karen mere husband ne kuch salo pehle mujhe talaq di susral wali new kaha hum ne maloom kr liya nahi hui aaj 6 saal guzar gy hum sath rehte hain 4 bache hain boht muhabat hai mujhe k iya hua
@मेरेकलमसे3 жыл бұрын
Assalamu alaikum mashallah bahut hi acchi tarike se talab ka concept clear Kiya aapane sari confusion dur Ho Gayi Allah aapko khair bkhshr
@sadafnaz84452 жыл бұрын
Wah kitna pyaara islam h mera ❤️
@mahintabassum93913 жыл бұрын
Shukriya bahut ache se bayan farmaye aapne zarori thi ye maloomat huna
@sonikhan45593 жыл бұрын
Mashallah bahut acche se samajh aaya
@muhammadburhan95205 жыл бұрын
Masha Allah very nicely explained the righteous way of process Talaaq
@immushabbir12833 жыл бұрын
Masha allha very nice explain Allah thikhal afiyaa
@tufailahmad1525 Жыл бұрын
Nice explanation mash allah ❤❤❤
@shabanaqureshi93663 жыл бұрын
Mashallah Allah bless you bhai
@mdsamimshekh68495 жыл бұрын
👌Osadhoron💯 original lecture 🥀fantastic🌷 mind blowing 🇮🇶 jaza Kalla🕋🇮🇳
@hayakhan36813 жыл бұрын
Assalam the z P ..
@julekhakhatun71994 жыл бұрын
🌷Mashallah bahut achchha bayan jazakallah khair sir 🌷
@ChandKhan-kf5ue2 жыл бұрын
Assalamo Alikum V good explanation
@anjumara33352 жыл бұрын
Mashaallah it's very important byan for people
@Siddique-m1e10 ай бұрын
Alhamdulillah for your explanation
@gusman83393 жыл бұрын
*Assalamualaikum shak ma Sha Allah 👍 Bhai 😘 super excited 👸🤴*
@farheenchaudhari8155 Жыл бұрын
Mashallah has a very clear explanation about 3 talaq which is how we know the exact process of talaq....
@fahadfarhankhanofficial Жыл бұрын
MashaAllah,, Dr Zakir Naik sir se bhi behtar tariqy se samjhaa di ap ne bat Sir,
@sonikhan3653 жыл бұрын
Really a very satisfied explanation
@starfsk.6 ай бұрын
Masha Allah❤❤❤❤❤❤❤
@ayubkhanayub14053 жыл бұрын
مفتی صاحب تین طلاق کے بارے میں میری عقل کہتی ہے (ایک وقت تین طلاق ہوہی نہیں سکتی) کیونکہ جب کوئ انسان اپنی بیوی کو طلاق دینے کی غرض سے پہلی مرتبہ طلاق کا لفظ منہ سے نکال تا تو اسی وقت بیوی نہں رہتی اور عورت پر عدت لازم ہوجاتی ہے اور یہ طلاق رجعی کہلاتی ہے (اب جتنی باربھی کوئ شخص طلاق کالفظ ادا کرے گا، کوئ فرق نہی پڑتا (ایک ہی طلاق رجعی کہلاۓ گی) اب جب دوبارہ کوئ بیوی بنے گی تو دوبارہ طلاق ہوگی اور یہ دوسری طلاق کہلاۓگی، اسی طرح سے تیسری طلاق ہوگی؛ کسی بھی حکم کو صحیح طرح سے سمجھنا دانشمندی ہے۔ Ayub Khan
@eesha_eman7 ай бұрын
Talaq ho jye g lekin us shaks ny quran ki ayaat ka mazak bnaya ha.
@s.m6514 Жыл бұрын
Aur apke jaise alim zaroor ye suffering badal dengey logo ki after propogating the right method acceptable by Quran, may you helped further by Almighty
@razamughal9095 Жыл бұрын
Three talaqs ARE THREE, deal with it. The issue is Not, *NOT* talaq the issue is women making themselves worthless by preventing four marriages. Talaq in of itself is not harmful to anyone.
@aneesahmad6344 Жыл бұрын
Very nice and clear explanation
@gameplaying26574 жыл бұрын
Nice job sir Mera consept clear ho gai.
@mohammedismailahmedroshan81902 жыл бұрын
MashaAllah best explanation
@SaimaAnis-m1w Жыл бұрын
Jazak Allah khairan
@AKBARCLASSES Жыл бұрын
Shukriya ❤
@IshratHasan-p7h Жыл бұрын
Masha allah 😊
@anjumara35605 жыл бұрын
Mashallah bht acchi baat kahi apne
@anaschaudhary41445 жыл бұрын
MASHAALLHA
@zabeenkazi6460 Жыл бұрын
Thank u so much sir main apne shohar se bahot pyaar karti hon unhone muje bahot zada gusse me eek baar boldiye the talak
@razamughal9095 Жыл бұрын
Yeh ek hain lekin hain talaq
@mdmateenshaikh34903 жыл бұрын
MashaAllah bilkul sahi kaha aap ne
@s.m6514 Жыл бұрын
I want to just say Talaq ko mushkil religion aur hadees ki madad se banaya ja sakta hai lekin ek century se indian subcontinent talaq ko itna easy bana diya jiski wajah se lakho ghar barbaad huey aur bhi zyada gunah ke kaam kiye logo ne, aur mazhab ki badnaamgi wo alag, itni achhe qanoon hotey we bhi hum doosri communities ko nahi dikha saktey ke islam is capable of such beautiful laws
@syedajaz82062 жыл бұрын
Assalamualaikum hazrat shukriya apka hazrat meri zindagi bachgayi
@shameemmalikvlog Жыл бұрын
SUKRIYA SAHAB 🌹
@ayeshajahan49933 жыл бұрын
Allah naik insanoki hamesha hifazat kare. Take duniya me logoko bhot bade masloka chota sa hal ahsanise mil sake 😭 ameen🤲🤲🤲
@mdarman-to5gn3 жыл бұрын
Nice and very informative video.
@rshaik15104 жыл бұрын
Humne call kiya tha humare masle ka janne k liye.. Jane koun sahab the bahut chid k baat ki humse.... Isse pehle bhi 2 baar humne kisi aur se baat ki unho ne bahut hi tafseel k saath aur bahut hi pur sukoon jawab diya tha... Humey madad ki za hai barahe Meherbani humari madad karen
@sabiha23684 жыл бұрын
Plz mujhe b number dijiye,bht zaroori masla puchhna hai, meri zindagi ka sawal hai
@sabiha23684 жыл бұрын
@@samimshaikh6288 call pick nhi karte vo, na hi msg ka reply dete
@sabiha23684 жыл бұрын
@@samimshaikh6288 india
@sabiha23684 жыл бұрын
@@samimshaikh6288 na
@sabiha23684 жыл бұрын
Kya kaam hai bolo
@nadeemasif3393 Жыл бұрын
Beautiful islam
@ZaidAzan-b2k5 ай бұрын
Ap ka bola saa ghar Bach gaya 1000000000 bar shkur
@razamughal45825 ай бұрын
khak nai bacha. teen ko ek keh kar harami ulad paida ho rahi hain aur haram ulad ko na bap ka nam milta hain na wirasat
@samsyed99422 жыл бұрын
Awesome explained
@syedatasneem92393 жыл бұрын
Salaam , as u said talaq rules mentioned in shariah “ must “ be taught to the bride & bridegroom . This point is v imp . Pls Faiz bhai pls make this ur main purpose of ur life . Jazakallahkhair
@syedatasneem92393 жыл бұрын
Plz teach us in detail about “ kinaya alfaaz “ . Because of ignorance people r living together even aftertalaq e bayan “,,committing ZIna
@syedatasneem92393 жыл бұрын
I have many problems to ask . Plz give ur mobile no
@shahbaz.samoon2 жыл бұрын
Great understanding as well as explanation. Although I’m not sure if I agree with 3 pronounced at a time be considered all options wasted. May Allah guide us all.
@razamughal90952 жыл бұрын
Yes they will be wasted. Its the mans own fault or his jahil mothers fault. Otherwise even a kid knows that nikah breaks with ONE TALAQ
@ahansari84252 жыл бұрын
Allah apki umar draaz kre
@syedavez5054 жыл бұрын
Bahut Shukriya aap ka main ne talaq Deni Chahi magar Mai ne ye socha Ke maloom tho karlu ke Kis tarha du talaq aur aapka bayan suna aur maloom pada mujeh kis tarha talaq de
@chandagull29763 жыл бұрын
Deni q ha please na den
@nehafatma13452 жыл бұрын
ALLAH ke waste na de bhai bht taklif ho gi ap ko v
@FarhanKhan-eb2fn2 жыл бұрын
Best byaan..
@angelduaa32094 жыл бұрын
Mashallah bahut khoob byan
@afzalansari63784 жыл бұрын
Bhout achi jankari di aap ne
@shehlasyed69733 жыл бұрын
Jazak Allah
@ahteshamaliahteshamali30904 жыл бұрын
Mashallah subhanallah Maulana sahab aap ka bhote bhote shukriya aapka samjhane ka tarika bahut hi aasan hai jiski vajah se aaj Meri jindagi mein do mauke Baki hai
@mushtaqmohammed85293 жыл бұрын
Allah asaan kare sab ke liye
@Rehanshekh585 Жыл бұрын
Allah ka sukar h mai galti Kiya hu ek bar me talak diya hu Aap ka bahut bahut sukriya ❤
@shaziyapathansherkhan31413 жыл бұрын
Assalamu alaikum mere shohar ne aaj mujhe haiz ki halat me teen talaq diye hai...mere rahnumaee kare..meri 2 betiya hai...mere shohar khud deen janne wale aur namazi hai Mashallah phir bhi ek saath 3 talaq wo bhi haiz ki halat me de di. Aap comments ko reply nahi kar rahe
@saaharaamir2802 жыл бұрын
No talaq
@cleanursoul6502 Жыл бұрын
Mere Allah k pyara deen
@rizwanatayyab1778.4 жыл бұрын
Mn three years sy apny mehkyy mn rh rhii.bht kishish Ky bad bhii mn aur mery husband ikhatty nhi RH saky.ab mery husband NY through ishtamm paper talaq di hy.unho NY likhaa hy mn NY Sharaie ar qanooni lahaz sy tjhy aik talaq dy kr nikha sy azad kiaa
@rizwanatayyab1778.4 жыл бұрын
Y konsi talaq hy.talaq bain yaa rujui
@sameerk6442 жыл бұрын
Kuch thik hua apke ghar me
@saraah67122 жыл бұрын
Khoobsoort defination
@firdauskhan2832 жыл бұрын
Good explanation
@iqrasaleem77064 жыл бұрын
Smjh ni aya agr aik dfa m 3 dfa di to 3 ho gai na? Again rajoon ni kr sakty ri8?
@omairbinenam63374 жыл бұрын
hasoosi taur per yh ikhtilaafi mauzoo hai. kiya aap ko maloom nahi keh ikhtilaafi mauzoo ka kiya hukum hai islam mai? aise matters ko Allah aur uss ke Rasool s.a.w. ki taraf lautana pere ga. ya phir woh jo hazoor s.a.w. ki zindagi mubarak mai sabit tha. aap s.a.w. ne ek sath di gai 3 talaaqo ko 3 nahi balkeh 1 tasleem kera. ek admi ne 3 baar diya bhi tha lekin uss per sirf itna kaha keh yh Qur'an se khel raha hai, yh nahi fermaya keh 3 ho gai hai. phir doosri aur ek hadith mai milta hai keh biwi ko wapis lene ka hukum diya shohar ko , jis ne 3 talaqain sath mai di thi. ager chahain tau mai daleel aur references bhi pesh ker sakta hun official website se, urdu mai bhi mil jaye gi. check ker lena itminan ke sath.
@NazimKhan-zb6lx4 жыл бұрын
@@omairbinenam6337aap ka shukriya batane ka.
@omairbinenam63374 жыл бұрын
Quran Surah An-Nisa, Ayat 59 اے ایمان والو! فرمانبرداری کرو اللہ تعالیٰ کی اور فرمانبرداری کرو رسول (صلی اللہ علیہ وسلم) کی اور تم میں سے اختیار والوں کی۔ پھر اگر کسی چیز میں اختلاف کرو تو اسے لوٹاؤ، اللہ تعالیٰ کی طرف اور رسول کی طرف، اگر تمہیں اللہ تعالیٰ پر اور قیامت کے دن پر ایمان ہے۔ یہ بہت بہتر ہے اور باعتبار انجام کے بہت اچھا ہے۔ Hadith Sahih Muslim, Kitab Al-Talaq, 1472c (Excerpt) ابوصہباء نے ابن عباس (رضی اللہ عنہما) سے کہا: ہمیں اپنی معلومات سے روشن کریں کہ کیا رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وسلم) اور ابوبکر (رضی اللہ عنہ) کی زندگی میں تین طلاق (ایک ساتھ ایک ہی وقت میں بیان کی گئی) کیا ایک مانی نہیں جاتی تھی؟ انہوں نے کہا: حقیقت میں ایسا ہی تھا ، لیکن جب حضرت عمر (رضی اللہ عنہ) کی خلافت کے دوران لوگ کثرت سے طلاق کا اعلان کرنے لگے تو عمر (رضی اللہ عنہ) نے انہیں اس کی اجازت دے دی ۔ Hadith Sunan Abi Dawud, Kitab Al-Talaq, 2200 طاؤس سے روایت ہے کہ ابوصہباء نے ابن عباس (رضی اللہ عنہما) سے پوچھا : کیا آپ کو معلوم ہے کہ رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وسلم) اور ابوبکر (رضی اللہ عنہ) کے زمانے میں نیز عمر (رضی اللہ عنہ) کے دور خلافت کے ابتدائی دو سالوں میں تین طلاقوں کو ایک ہی مانا جاتا تھا ؟ ابن عباس (رضی اللہ عنہما) نے جواب دیا : ہاں ۔ Grade: Sahih (Al-Albani) Hadith Sunan Abi Dawud, Kitab Al-Talaq, 2196 (Excerpt) نبی اکرم (صلی اللہ علیہ وسلم) نے عبد یزید سے فرمایا : ” اپنی بیوی (یعنی رکانہ اور اس کے بھائیوں کی ماں) سے رجوع کر لو “ عبد یزید نے کہا : اللہ کے رسول میں تو اسے تین طلاق دے چکا ہوں ، آپ (صلی اللہ علیہ وسلم) نے فرمایا : ”مجھے معلوم ہے ، تم اس سے رجوع کر لو -“ Grade: Hasan (Al-Albani) aaj takreeban 1400 saal ke baad sirf aur sirf ikhtilaafi mauzoo hone ke sabab iss masle ko Allah aur uss ke Rasool s.a.w. per lautana her musalmaan (imaan walon) per _wajib_ hogiya hai. yh ikhtilaaf kab, kaisay aur kyun aya ummat mai, yh Allah behter janta hai, lekin taarikhi kitabon se patah chalta hai keh kam-o-besh 700 saal pehle Ibn Taymiyyah (Rahimahullah) aur Ibn al-Qayyim (Rahimahullah) jaise 'authoritative figures' [ikhtiyaar walon] ke baad se iss mauzoo per ikhtilaaf ka agaz shuruh ho chuka tha. Doosri taraf gaer-sharai halala ko rokna hai tau sunnat per lautna ziada behter hai.. ikhtiyar walon, hakimo ya sahib-e-amr ko iss per sochna chahye. (yaine, aaj ke zamane mai jahan sharamnak 'halala centres' aam ho chuke hain.)
@NazimKhan-zb6lx4 жыл бұрын
@@omairbinenam6337 jazak allah.
@qamarkabir15162 жыл бұрын
Tahreer ki shaql me talaq nama kaise tahreer Kiya jayega. Iska koi format hai kya. Agar ho to batane aur upload karane ki meharbani kare.
@IRCTV2 жыл бұрын
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh qamar kabir Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hume Call Kare 80-5545-5545 (8am to 10pm IST)
@NazimKhan-zb6lx4 жыл бұрын
Aapka ye bayan sunker sab kuch samajh me aaya tafseel se.