App ka bolne ka andaj kitna khoobsurat hai Bahot hi pyare plant hai app ke App se bahot kuch seekh Rahi huu Mai Shukriya
@MyHobbshop6 жыл бұрын
Thankyou so much for watching my videos and your kind & loving words :D
@mairasstory39405 жыл бұрын
Ap planter bhot achcha bnati hai, aapke aas paas azan ki awaze bhot khoobsurat lag rhi hai
@MyHobbshop5 жыл бұрын
Bht shukria. Azaan ki awaz tou hoti he bht khubsoorat hai
@xpertmuneer12416 жыл бұрын
apa peat moss plant ke liye kesa hai agar hum bhi plant ko pura peat mosst main grow karein to kia plant ke grow ke liye acha hai kya
@MyHobbshop6 жыл бұрын
Khaali peat moss main mat lagain usmain thori si garden ki mitti aur river sand bhi shamil kar lain
@mairasstory39405 жыл бұрын
Plz cage ke ander planting kariye
@namratakapse98224 жыл бұрын
hello madam meri society me bhi tree k niche leaves gire rhte h to kya hum usse bhi leave compost bna skte h kya. kafi purane pade leaves se bne compost se fungus nhi hoga kya plants ko is it safe
@MyHobbshop4 жыл бұрын
Jee bilkul bana sakhty hain. Koi fungus nai lage ga, don't worry.
@mairasstory39405 жыл бұрын
Plz rangoon bail k liye kuch knowledge dein
@MyHobbshop5 жыл бұрын
Ye sun loving vine hai. Ap isko 5 se 6 ghanty dhoop mey rakhen. Pani bhi roz dalen aur har 15 days k bad iss mey liquid fertilizer dejiye. Iski pot ki soil ko weekly uper neechy ker den
@SurinderKaur-ju7fq6 жыл бұрын
bhut Acha hai mam
@hafeezshaikh48736 жыл бұрын
Assalam o Alaikum baji mujhay aap say pochna hay meray croton k poda mar raha hay kya karoun chat par rakha sardi may phir march may garmi hoi tu nechay window k paas balkani hay ous may hay ab dhiray dhiray mar raha hay maenay is ka pot bhi change kya k well dreen ho pani bhi kam deti houn magar phir bhi mar raha hay mujhey bohat afsoos hota hay deakh kar mujhy bohat shook hay podon ka cutting bhi nahi lagti koi bhi abhi feb may boht lgai koi bhi nahi lagi kyakarun aap reply dejey ga plez
@MyHobbshop6 жыл бұрын
croton plant agar sukhne lagta hai to iski recovery bohat mushkil hoti hai, aap apne pot k niche aik dish rakh kar uss me pani dal den takay aap k pot ki matti hamesha moist rahe, apne pot ko shady place main rakhen. cutting k liye ziada pareshan mat hon rainy season main wapis kijiye, jab bhi cutting lagain to ziada lagain to un main se koi aik chal jaye gi.
@aliusmankhan38946 жыл бұрын
Mam azan Kay time chup rehna cheia plzz kayal raka karay shukria Allah ap ko kameyab karay
@wadhwanegulamissa67476 жыл бұрын
very nice video
@dezidezi54666 жыл бұрын
Paton k sath mati bhi dalen?
@MyHobbshop6 жыл бұрын
Zaroori nahi hai, dalna chahen to dal len.
@MyHobbshop6 жыл бұрын
Zaroori nahi hai, dalna chahen to dal len.
@riffatnaheed82807 жыл бұрын
aap ever green prefer karti hain.. mausmi phool nahi hain .. aisa hai kya?
@MyHobbshop6 жыл бұрын
Riffat Naheed mausam ke phool bhi pasand karti hon magar evergreen zyada pasand karti hon
@amtulwahab4126 жыл бұрын
Gud way 2 frtliz thnx
@arunaberry63496 жыл бұрын
What is swiss chart?
@MyHobbshop6 жыл бұрын
It is an amazing substitute for spinach. It contains almost all the nutrients present in spinach
@awaisfaran81046 жыл бұрын
Hello mam kitny time main leaf compost bn jaye gi
@MyHobbshop6 жыл бұрын
3-4 months main.
@meiji7287 жыл бұрын
thanks for uploading ma'am, kia hum sufaida (eucalyptus) k leaves bhi compost bananay k liay use ker saktay hain ?
@ghazalamasood32816 жыл бұрын
Muhammad Haseeb any thing that is organic can go compost , the geen will produce nitrogen n dry leaves will make carbon , the compost time may very !
@geetaramakrishnan84376 жыл бұрын
Hello madam.how to make cow dung compost
@MyHobbshop6 жыл бұрын
Muhammad Haseeb jee bilkul ap sufaida ke leaves ko compost banane ke lye use kar sakte hain
@geetaramakrishnan84376 жыл бұрын
My Hobbshop Madam good morning. Please tell me how to make cow dung.
@muhammadsamar3446 жыл бұрын
Mjy ye btaen m is mnth m money plant lga skti hu soil or pani ?
@MyHobbshop6 жыл бұрын
Muhammad Samar jee han ap is month main laga sakhti hain.
@greenmadhuonamission71046 жыл бұрын
nice idea
@mairasstory39405 жыл бұрын
Cage planter bnaiye
@MyHobbshop5 жыл бұрын
Cage planter kia hota hai. Mujhe iss ka idea nai
@mairasstory39405 жыл бұрын
Jo khali bird ya parrot ka pinjra hota hai usme plants ya vine lgani hoti hai ek baar aap google kro idea mil jaiga
@muhammadsamar3446 жыл бұрын
Plz mjy zrur btaen
@hafeezshaikh48736 жыл бұрын
aap karachi may kahan rehti haeen maen aap k ghar poday dekhney aana chahti houn aap say milna possible hay I am riffat
@MuradKhan-kv8bi6 жыл бұрын
mam adrak bhi dubara lagana parta hai ya nikalne ke bad usi me lag jata hai
@MyHobbshop6 жыл бұрын
Murad Khan adrak soil ke andar he multiply hota rehta hai,usse aik side se nikalte rahain,agar apne adrak ka pura plant nikal lya tu phir dobara se lagana parega.