Realme C25y mein 5g wifi band show nhi ho rha h 😢?? Any solution
@manindrasinghtech2 ай бұрын
Ye try karke dekhiye:- 1 Reset network setting 2 Restar your phone 3 clear all data of WiFi app
@shailendrapachauri983011 сағат бұрын
@@manindrasinghtech vivo y55s me kaise chlaye
@Priyammm.1523 күн бұрын
Bhai samsung a12 mai problem hora h 5g wifi use krrne mai baar baar disconnect hora h
@manindrasinghtech22 күн бұрын
Ho sakta hai Apke router me problem ho
@satyamjana311Ай бұрын
R a Bhai bolna kya chate ho??😂😂😂
@KLoveStoryHQ6 ай бұрын
भाई vivo 1820 me 5g wifi kaise connect kare old phone है मेरा कोई app है तो बताओ
@manindrasinghtech6 ай бұрын
Nahi hoga
@ranveerchauhan585226 күн бұрын
Bhai red me 10a me 5g wifi connect ho sakta h kya
@manindrasinghtech4 күн бұрын
No
@gorishnkarkumawath14653 ай бұрын
Bhai BSNL Biber se oppo a7 me 5g nhi dekha 😢😢😢😢😢😢😢😢😢
@Bakvas.4 ай бұрын
Bhai redmi A2 ka phone hai lekin padosi ka wifi show nhi kar rha hai 5g ka isiliye kya koi upaay hai ❤
@manindrasinghtech3 ай бұрын
Very low powered phone hai nahi hoga 👍🏻
@gorishnkarkumawath14653 ай бұрын
Bhai BSNL Biber se oppo a7 me 5g nhi dekha 😢😢😢😢
@manindrasinghtech3 ай бұрын
BSNL me 5G technology hai hi nahi
@avneeshmaurya452812 күн бұрын
Bhai samsung m12 me nahi ho raha hai
@manindrasinghtech3 күн бұрын
Galaxy M12 has not support 5GHz Wifi .
@Aman_reaction05 ай бұрын
Bhai vivo y1s main use kar sakte hai kya
@manindrasinghtech5 ай бұрын
Redmi vivo y1s is not supports 5ghz band so you can't change the band width level 👍🏻 You can try the broad band connection fixed line wifi I hope it's works well
@Yesofficervinay0407 ай бұрын
Bhiya realme c25 y ma 5g wifi show nhi ho rh h uska liya ly karna hoga
@manindrasinghtech6 ай бұрын
Wifi ke jariye aap 5g speed me internet consum kar sakte hai but 5g show nahi hoga Real time network speed on kar lijiye apne phone me Isse aapke phone me speed show hone lagega ki kitna Mbps chal Raha hai
@sanjanagupta87896 ай бұрын
Bhai redmi 10a me 5g wifi show nhi kr rha hai
@manindrasinghtech6 ай бұрын
Wifi le kar internet chalane par 4g or 5g show nahi hota hai only speed show karta hai Real time network speed on kar lijiye apne phone me
@YogeshKumar_YTАй бұрын
Kuch nhi ho RHa Time 🗑 kar rhao Yar
@danu.manu.jafarshaikhblog37888 ай бұрын
Ye kya tha
@manindrasinghtech8 ай бұрын
Full video ko watch kijiye samajh me aa jayega
@AbhisheksonkarAbhii6 ай бұрын
Abe bhai Apan log ke phone me 5G WiFi show hi nhi kar raha to connect kaise kare Kuch aisa batao ki 5G wifi show kare
@manindrasinghtech6 ай бұрын
Dekhiye aapka phone bahut hi jyada purana (old) hai isliye 5G wifi nahi show ho Raha hai Old phones capable nahi hai 5G wifi ke liye Isliye show nahi ho Raha hai
@AbhisheksonkarAbhii6 ай бұрын
Abe bhai Apan log ke phone me 5G WiFi show hi nhi kar raha to connect kaise kare Kuch aisa batao ki 5G wifi show kare
@manindrasinghtech5 ай бұрын
Apne phone ko public par set Karo Wifi setting me
@gorishnkarkumawath14653 ай бұрын
Bhai BSNL Biber se oppo a7 me 5g nhi dekha 😢😢😢😢
@manindrasinghtech3 ай бұрын
Only speed show hota Fiber se connect karane par minimum speed 10mbps hona chahiye and maximum 100mbps Or 5G me bhi yahi speed hota hai