ماشاءاللہ بہت شاندار ریسپی ہے اور آوٹنگ کا فیصلہ بھی شاندار ھے انجاۓ کریں جزاک اللہ
@QarniFoodFactory Жыл бұрын
Bohat bohta shukriya janab
@WhiteDevil-g4w Жыл бұрын
healthy and delicious recipe😋
@SajedayMahetar19 күн бұрын
Masah allah bohot behtarin
@QarniFoodFactory18 күн бұрын
Bohat shukriya ap k comment ka
@gogighayas Жыл бұрын
Perfect recipe Because me myself a chef and ur spice mix ratio is perfect
@QarniFoodFactory Жыл бұрын
Thank you so much Sir
@maliktayyub Жыл бұрын
Zbrdst
@vrod1a6 ай бұрын
بہترین اور آسان ترکیب 👍
@QarniFoodFactory6 ай бұрын
Bohat shukriya
@imrannaseer4322 Жыл бұрын
Bhai reply lazmi kary ga
@TayyabaFalak-zw3gu6 ай бұрын
Behtreen I shall try this today
@QarniFoodFactory6 ай бұрын
Thank you
@MuhammmadKamran-r7r10 ай бұрын
Nice ❤❤❤❤
@sabaabbas153 Жыл бұрын
perfect recipe
@imrannaseer4322 Жыл бұрын
Bhai khush shop valy dry masala use karty hn or lahson adrak ka pani lagaty hn vo tareqa bi theak ha kya
@QarniFoodFactory Жыл бұрын
G wo tarika b thek hai but ap siraf aik bar is recipe ko zaror try karain phir jo ap ko behtar lagy ap bna liya karain
@yaqootnaseer40474 ай бұрын
Nice good
@mubarakahmad96562 ай бұрын
Vinegar knsa use krna ha? synthetic ya dsra pene wala?
@QarniFoodFactory2 ай бұрын
Synthetic
@AilBaba-c1z7 ай бұрын
God bless u,
@QarniFoodFactory7 ай бұрын
Thank you so much
@atifsheikh729710 ай бұрын
Kya hum merinate kr k neechy wqly frij khany.mei rkh skty hn w din.k.liye
@QarniFoodFactory10 ай бұрын
Marinate kar k 48 hours tak rakh sakty hain neechy waly hisssy main 48 hours k andar ap ny isko cook kar lena hai
@sajjalzahra6315 Жыл бұрын
Plz sir g tablespoon or tespoon ma b bata diea kern mjy garmo ka pata nh ha plz🙏🙏🙏🙏
@QarniFoodFactory Жыл бұрын
Bbq ki recipe gram main perfect banti hai tsp tbsp thora opar nechy ho jaty hain
@QarniFoodFactory Жыл бұрын
Ap ghar main chota wazan karny wala ly aain 1000 12 tak mil jata hai life time ap asani sy khany bna lain gi
@ferozagul6753Ай бұрын
Aap ny to Readymade Tikka Masala daal deya ! Asel test to ussi masalay ka aata ha , uss ki bhi recepi bataty to acha hota
@QarniFoodFactoryАй бұрын
Us k bagair b bna k dekhain baki jo masaly daly hain us sy b zabardast taste aata hai wo just flavor k liye dala hai
@ferozagul6753Ай бұрын
@@QarniFoodFactory wohi to ..asel maza to flavor dalny k bad aata ha .. sara flavor to isse Tikka masala ka hi hoga ...aap k bataye hove masalay dalnay ki kya zarorat ha phir .. Kya faida aaese recipe batanay ka jis mn bazar ka ready masala dala gya ho !!
@QarniFoodFactoryАй бұрын
@ferozagul6753 g thek hai phir ap meri recipes na follow karain
@Zunairazahid11211 күн бұрын
Ghee ni dalty kya
@QarniFoodFactory11 күн бұрын
Jab masala lagaya tha tab e oil dal diya tha
@SAADEDIT-hh6dgКүн бұрын
Bhai hum 9 dost hn un k liya kitna meat laga ga ..?pls bata den
@QarniFoodFactoryКүн бұрын
Agar to acha khany waly hain then 6 to 7 kg
@JawadHassan-bs7dp Жыл бұрын
Namak or sirka kitny garam dalna hai
@QarniFoodFactory Жыл бұрын
Video dehan sy dekhain detail hai sari is main namal 50 gram sirka 250ml
@MayoZidiАй бұрын
10.10 kg
@saimali-sd8gm3 ай бұрын
Hallo
@QarniFoodFactory3 ай бұрын
Hi
@Maqeelabbas11011 ай бұрын
Bri
@Maqeelabbas11011 ай бұрын
اسلام علیکم۔ بھائ کیا آپ سب کچھ ڈیٹیل سے لکھ کر بتا سکتے ہیں آپ کی مہر بانی ہوگی
@QarniFoodFactory11 ай бұрын
Walaikum Asalaam Janab video main sari detail hai or chezon ki mikdar description main likhi hoi hai