जब तक एनसीटीई का गजट नहीं आएगा तब तक कोई सुनवाई नहीं होगी ❤😂🎉😢❤
@pradeepKumar-xs8zm4 күн бұрын
Sir es mamle ki sunvai karvane ki kosis kijay 🙏🙏🙏🙏🙏
@shalusaxena35033 күн бұрын
Bharti puri huyi nhi h
@indrapaluttam71033 күн бұрын
es bjp ki to sarksr hi nahi rahna chahiye ye kisi ki hitaisee nahi hai khaskar obc.sc.tatha st
@DheerendraPatel-i7q4 күн бұрын
69000 hajar bharti khatam ho gaya ab kuch nahi hona wala is sarkar me ok 🎉🎉🎉🎉🎉
@mohdtariq36794 күн бұрын
69000 me jo a chenit h unka kya dosh tha jo aaj tak berojgar bethe hai 😭 bed ne btc walo ka hak mara hai unko bhar hona chahiye
@harsh.pratap65164 күн бұрын
Bhai saab b.ed or btc se kuch nahi hota..samne 10th kiya 12th kiya graduation bhi kiya uske baad apne apne aukat k Anusar padhai kari or fir jyada no. leke selection paya. Ab yr tmhari aukat hi nahi hai padh kar job pane ki to aise hi vidhwa vilaap karte raho. B.ed walo se jyada hi no. milte hao btc me uske baad bhi agar b.ed wale jyada no. leke jeet gya or job paa gya to apne Ander jhankna chahiye.😊
@rohityadav_Rahi4 күн бұрын
Yha pr up govt h or sc ki dam hi nhi puchne. Ki esa vesa Yogi se court bhi darti h
@harsh.pratap65164 күн бұрын
Ha bhai ab govt. sirf ek hi jaati k logo ko job nahi deti.. ab job yogyta k aadhar par milta hai😊
@shalusaxena35033 күн бұрын
Bharti abhi chal rhi h isliye bed Bahar
@vinayakdwivedi88364 күн бұрын
माननीय डीबी में जनरल के तर्कों को सुना ही नहीं गया और निर्णय में उनके द्वारा दिए गए बिंदुओं का उल्लेख ही नहीं किया गया है
@amityadav60184 күн бұрын
Har case ki condition alg hoti hai. 69000 ka bangal case se nahi jod skte . Koi chayanit bahar nahi hoga 5 sal se log job kar rahe hai. Dekhane wali bat hogi ki bakiyo ko kya milta hai. Comment save kar le aap yahi hoga
@mohdtariq36794 күн бұрын
69000 me jo a chenit h unka kya dosh tha jo aaj tak berojgar bethe hai 😭 bed ne btc walo ka hak mara hai unko bhar hona chahiye
@bbsingh69624 күн бұрын
कोई भी verdict तटस्थ नहीं होता. Db बेंच कुछ राजनैतिक लोगों से अत्यंत प्रभावित और दुराग्रह पूर्ण है. एक तरह से अन्याय किया गया है.
@ramojha13884 күн бұрын
Agar Purani list nirst ho gyi aur nhi list bni to b.ed. ko samil nhi kiya ja sakta
@bbsingh69624 күн бұрын
11सितम्बर 2023 के बाद अब बीएड शामिल नहीं होगा. वहीं लोग बचेंगे जो अपॉइंटमेंट पा चुके हैँ
@smitaverma49503 күн бұрын
B. ed. And btc d.eld krte rho yhi to government chahti h apas me ladhte rho government phayda uthati rhe lge rho isi me 5 year se jyada ho chuka h aese hi aor time kat jayega.