*Q:- Nabi Muhammad sallallahu alaihi wasallam per hai question Mera *0:-Nabi Mohammed sallallahu alaihi wasallam agar Ghar aaye To kya vah real hai ?. *1:-Kya koi Jin agar dikhe kahe main Nabi Pak Hun To manana chahie." ya koi Khwab Nahin real mein ho to vah bhi is samay *2:-Jaise quran aur Hadis mein bataya Gaya Ho vaise chehra bhi match na kar raha ho to Tu bhi manana chahie. " *3:-Agar vah kah de ki main hi hu nabi to Bus Mera chehra alag Hai To manana chahie."
@MohsinMansuri-w9d2 ай бұрын
Assalamualikum hazrat dalail ul khairaat ki fazilat ke bare mai uske aadab, kab aur kaise padhna cahie ye bataye na hazrat❤
@MSDFAN8092 ай бұрын
Assalamualaikum Hazrat..... 4 rkat sunnat nmaz mein pehli rakat mein surah kausar dusare mein surah nasr tisri mein surah ikhlas aur 4th mein Surah naas padhe to kya nmaz mein koi dikkat hogi ya gunaah hoga Kya farz mein v 1st mein kausar aur 2nd mein ikhlas padhe to...??
@GunsVibeАй бұрын
Pls Qasar nimaz ki tafseelan wzaht kr dy agr ak din ky liy bhi koi safar par gya or usi din wapis agay to Qasar hi parni hogi
@MohdNasir-yx4sr2 ай бұрын
Hazart hum gunhagaar hai nabi ki ziyat ka waseefa kre toh kahwab me huzur ki ziyarat ho jaaye
@hashimuddinqadri2 ай бұрын
Insha ALLAH
@MohsinMansuri-w9d2 ай бұрын
Assalamualikum hazrat haal hi mai kuch logo ko maine dekha hai ki log apni apni gadiyon main al qaswa naam ka sticker apni gadiyon mai laga rahe hai to kya ye jayaz hai usme ek aadmi hai jo utni ki rassi thame hue hai hai aur likha hai al qaswa iske bare mai kya hukm hai hazrat❤
@mohdyounis5785Ай бұрын
What is meaning of Tysarah Hussain تیسره حسین ۔
@ameenameenkhan38862 ай бұрын
Sure bakra k kamil kese bane
@hashimuddinqadri2 ай бұрын
Musalsal padhte rahye
@AbdulKhalik-ww7lv2 ай бұрын
Aqsa naam ke mayene
@muzammilali-ek5ux2 ай бұрын
Hazrat ye sawal hai ki Ghar ke bade buzurg ye kehte hai ki raat mein kisi ko paisa nahi dena chahiye. Ghar me barkat khatam ho jati hai.