Рет қаралды 168,393
Bismillah!
13 Rajab Manqabat Mola Ali 2021 - ALI ALI MOLA | Ahmed Raza Nasiri 2021 | 2021-1442
#Subscribe #MolaAliManqabat #NewManqabat2021
-----------------------------------------------------------------------------
Manqabat Title | Ali Ali Mola
Reciter and Composed | Ahmed Raza Nasiri
Ft. | Mir Basharat Baltistani
Poetry | Yasir Abbas Shah
Chorus | Mir basharat Baltistani, Shabih Raza, Mohammad Abbas Karbalai, Ahmed Raza Nasiri
Translation | Mohammad Abbas Karim
Audio | 92 Studio
D.O.P| Mahmood Ali Achoali
Editing | Adil Baltistani
Special thanks | Shams Baltistani, Shan Naqvi, Imam Zaidi
Album | 2021 / 1442H
=============================
Kindly join us:
KZbin | / @ahmedrazanasiriofficial
Facebook | rb.gy/atz3bj
Instagram | rb.gy/rs74ty
SoundCloud | / ahmed-raza-nasiri
Twitter | / ahmedrazanasiri
=============================
Also listen to HAIDER HAIDER | • HAIDER HAIDER | 13 Raj...
LYRICS.
Shah ast Ali, Badshah ast Ali
Deen ast Ali, Deen panah ast Ali
Aye Nafse Nabi, Ya Ali Noor e Jali
Haqqa ke bina e Laillah ast Ali
Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali
Ali Ali Ali Ali Ali Ali Mola
Andaz mohibban e Haider ka niraala hai
Har ek diwaane ka behlol hawala hai
Haider ki wilayat ka har samt ujaala hai
Wehdat ki nazar, Haider
Hai ilm ka dar, Haider
Quran ka qamar, Haider
Har ek payamber ne mushkil me yahi bola
Quran ke lehje me ye madhe wilayat hai
Eman ke kalme me Haider ki imamat hai
Toheed ke lashkar pe Haider ki qayadat hai
Ustaad e malak, Haider
Nabio ka falak, Haider
Ghaibat ki jhalak, Haider
Hai toor pe seena ke Moosa k lie jalwa
Man kunto Mawla
Fahaza Ali un Mawla
Tu bol raqam kia hai islam ke maathe par
Takmeel e shriyat ke ehkaam ke maathe par
Palaan ke member ke paigam ke maathe par
Rab ki hai sada, Haider
Ahmed ne kaha, Haider
Hai Shah e wila, Haider
Mola hai Mohammad ke jaisa ye Ali Mola
Qibla hai ye kaaba hai Qamber ke musalle ka
Hai raahnuma har ek rehbar ke musalle ka
Hai uqda khusha roze mehshar ke musalle ka
Tasbeeh e karam, Haider
Tamjeed e bharam, Haider
Haq par hai raqam, Haider
Sultan hai shaho ka beta Abu taalib ka
Jo deen sajata hai wo naara e Haider hai
Murda jo jilaata hai wo nara e Haider hai
Jeena jo sikhata hai wo nara e Haider hai
Afzal hai sukhan, Haider
Pur noor lahan, Haider
Hai shah e zaman, Haider
Alfaz ke tan man ka jhoomar hai yahi naara
Mushkil me payamber ke bhi kaam jo aaya hai
Mujhko bhi halakat se usne hi bachaya hai
Ye me nahi kehta ek hazrat ne bataya hai
Hai meri baqa, Haider
Mushkil me dua, Haider
Rab ki hai raza, Haider
Haider jo naa hote to phir me bhi nahi hota
Karam Hussain ka mujh par mazeed hojae
Marun jo farshe wila par to eid hojae
Ajeeb jazba hai har maa duaa ye karti hai
Khuda kare mera bacha shaheed hojae
Yasir dar e Haider pe jhukta hai jahan saara
Baqir ho nimr ho yaa choti pe ho sadpaara
Ustaad ke baste me har warq hai ye naara
Ashraf hai bayan, Haider
Nabio ki azaan, Haider
Islam ki jaan, Haider
Mar ke bhi nahi marta Haider ka koi banda
Kindly subscribe our channel for further manqabats
Jazakallah!
All rights reserved
©Ahmed Raza Nasiri