Haq ha jo allama yaseen qadri sb ny kha 🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲
@dilkibaat64342 жыл бұрын
اللھم صل علٰی محمد و آل محمد
@nadeemalvi7074 ай бұрын
Mola ezzat ma Umar m ilam ma barkt day ameen
@babarhussain8072 Жыл бұрын
Allah apko sallamat rakhy
@MalikMIqbalMIqbalАй бұрын
❤❤well❤done❤❤
@basheershaikh28724 ай бұрын
Subhaanalla
@MAsif-nv1jn5 ай бұрын
❤❤❤❤❤
@MalikMIqbalMIqbal Жыл бұрын
❤subhanallah❤
@MAsif-nv1jn5 ай бұрын
👍👍👍👍👍👍
@Musa-j8b10 ай бұрын
AHLE SUNNATH AND AHLE TASHI... REF. KNOWLEDGE OF GOD .. CONSIDER ALL THE WATER OF OCEANS AND GLACIERS AND SEAS AND RIVERS AND STREAMS AND WELLS AS THE KNOWLEDGE OF GOD AND A HUMAN KNOWLEDGE IS EQUAL TO A DROP OF WATER.. THANKS
@mohammedyaseen3414 Жыл бұрын
alama sahib ham tazkara to din rat karte hein ahlebayt pak ka sahabae karam ka sirf tazkra zikar majlas mahfal tak hi mahdood ho kar rah giya hein koi deen takhat par nahi aqamte deen nahi aik pilley jitna mulak yahoodiu ka wo tamam alme islam par wazni hein kufaar yahood ki yalghar hein ham par ham zilat ka nishan ban chuke hein
@iqbalahmedkhan33389 ай бұрын
Maulana saheb assalamo alaikum Ham fikrmand hain ke kistarah maghferat hasil karenge? Hamne 1500 saal mein bhi daroodo salam bhejna nahi seekha. Jo bhi darood hai woh Allah ke hukm ke khelaf hai. Matlab samajhte hi nahi. Darood mein ibraheem as aur unke aal shamil hain to tahiyat mein saleheen shamil hain. Donin hi Allah ke hukm ke khelaf hai. Nabi par salat bhejne ko kaha hai kisi aur ko shareek karne ka hukm nahi diya hai. Ham salat bhejne ke liye Allah ko hi hukm dete hain jo nafarmani hai. Sach yeh hai ke musalman na salat samajh sake aur na waisa darood wa salam likh sake jo quran ke hukm ke motabiq ho. Yeh afsosnak baat hai. Had to yeh hai ke Allah ke liye jo nemaz ada karte hain usmein yeh darood aur tahiyat shamil hai jo ebadat ko kharab karta hai. Allah ki nemaz aur usmein zikr, Nabi saw, ibraheem as, donon ke aao aur saleheen ka zikr to khalis Allah ki ebadat kiya hai? Nabi ki zaat khud mein babarkat hai aur ismein khair hi khair hai. To unke liye rahmat aur barkat ki faseqana alfaz kiton ada karte hain. Nabi saw ko barkat aur rahmat ki hajat kahan hai? Yeh bhi batayen ke jhoothon aur beimanon ki rahmat aur barkat ki doa ki unhe kiyon zarurat ho? Kiya ise jaan kar hamari islah karenge.