Anal Dilators | Anal Stenosis کا بغیر آپریشن علاج | How to Use Dilators? Surgeon Dr Imtiaz Hussain

  Рет қаралды 31,005

Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital

Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital

Күн бұрын

Пікірлер: 176
@fazalrehman2571
@fazalrehman2571 8 ай бұрын
A very competent doctor and speaker. When he speaks, you can't help but to listen. I have learned a lot from his videos. He's spreading great awareness. Thank you Dr. Sahib to be around.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 7 ай бұрын
Great to hear! Thanks for the positive feedback. We would highly appreciate it if you also subscribe to our channel and share this video with others. Thanks again.
@fazalrehman2571
@fazalrehman2571 7 ай бұрын
@@drimtiazhussain yes definitely
@2minsummary99
@2minsummary99 2 жыл бұрын
Masha Allah. Great service to community especially to those who are shy and don't wana discuss these issues easily.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 жыл бұрын
Thanks for the feedback.
@bilalhaiderrizvibilalhaide7222
@bilalhaiderrizvibilalhaide7222 Жыл бұрын
Dr slamun ale. Vedio Very good. Allah aapki umr me izafa kre aur khitmate khalq anjam dete rhe. Aur khushnoodi e khuda hasil krte rhen.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks for the feedback
@kiranchichghare7758
@kiranchichghare7758 3 ай бұрын
Sir, very useful information
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Ай бұрын
So nice of you
@mazharirfan9943
@mazharirfan9943 4 ай бұрын
Very informative
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Ай бұрын
Thanks
@manzoor1102
@manzoor1102 3 ай бұрын
Very competent doctor ❤
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 3 ай бұрын
Thanks
@Haseebwaqarofficial99
@Haseebwaqarofficial99 Жыл бұрын
Saddle block anesthesia per full video banaye
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/fpanZmOgjZ6dgK8si=-37mnCHxtRB3ni2m Yeh video dekhein saddle block par hi hai
@abubakrmohammedsabirquresh7601
@abubakrmohammedsabirquresh7601 10 ай бұрын
Thank you sir
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 10 ай бұрын
Welcome
@ashishwadhwa3330
@ashishwadhwa3330 Жыл бұрын
Thanku sir
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks and don't forget to subscribe
@haniali2849
@haniali2849 Жыл бұрын
Highly informative video are you practicing right now if than where is your clinic?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
We are from Lahore. Our number is in description. Can contact with whatsapp messages only. Never call plz
@AounMuhammad-g3j
@AounMuhammad-g3j Ай бұрын
❤❤ Good ❤❤
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Ай бұрын
Thanks
@sangeetasingh6915
@sangeetasingh6915 2 жыл бұрын
Sir ise kis position me use karna hai plz btaye
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 жыл бұрын
Is mein bataya hai
@rajawrites8509
@rajawrites8509 Ай бұрын
السلام علیکم ڈاکٹر اپ کو سن کے بہت فائدہ ہو رہا ہے اور مجھے یہ پوچھنا تھا کہ 7 دن پہلے میرا اپریشن ہوا ہے اور مجھے اسٹول سخت اتا ہے کیا میں بکرے کے گوشت کو شوربا کی صورت میں کھا سکتا ہوں!
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Ай бұрын
Ji haan, agar aapka piles ka operation 10 din pehle hua hai aur aap recovery mein hain, toh aap bakray ka gosht shorba le sakte hain, magar yeh ensure karein ke aap balanced diet aur fiber-rich khana bhi kha rahe hain taake aapko constipation na ho. Constipation se bachna bohot zaroori hai taake aapki recovery mein koi rukawat na aaye. Zyada tafseel aur rehnumai kay liye humari website **surgeondrimtiazhussain.com** par blogs aur FAQs parhain. Appointment aur maslay hal karne ke liye aap hamari team se WhatsApp par rabta karein: **+923336303550**.
@shabnamchhipa6871
@shabnamchhipa6871 Ай бұрын
sir sentinal tag ka shrsutr ur piles ki lesur surgery krne se stenosia ki problm hoti hai kya
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Ай бұрын
Sentinel pile ka Kshar Sutra se ilaj ek traditional Ayurvedic treatment hai jo kaafi effective ho sakta hai. Kshar Sutra therapy mein medicated thread ka istemal kiya jata hai jo piles ya sentinel tag par lagaya jata hai. Yeh dheere dheere tissue ko cut aur heal kar deta hai, is tarah se pile ya tag ka ilaj hota hai. **Laser Surgery for Piles**: Piles ke liye laser surgery ek modern aur minimally invasive treatment hai jo kam takleef aur jaldi recovery ke liye mashhoor hai. Magar, kisi bhi surgery ke baad complications ka khatra hota hai, aur piles ki laser surgery ke baad **anal stenosis** (anal canal ka tang ho jana) ke chances kam hote hain, lekin poori tarah se exclude nahi kiye ja sakte. Yeh complication zyadatar un cases mein hota hai jahan excessive tissue removal ya healing ke doran scar tissue develop hota hai. Agar aap sentinel pile ke Kshar Sutra treatment ya piles ki laser surgery ke baad ke complications, jaise ke anal stenosis, ke mutaliq tafsilat chahte hain, to humari website surgeondrimtiazhussain.com par visit karein ya WhatsApp par rabta karein: +923336303550. Hum aap ki madad ke liye hamesha dastiyab hain۔
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Ай бұрын
Sentinel piles par kashar sutra ya seton usually nahin lgaya jata.
@WaqarKhan-nl3nf
@WaqarKhan-nl3nf Жыл бұрын
Dr sab ap kon se city ma service karty ho agr app karachi ma ho to ma ni ap se chekup karwana hi
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 6 ай бұрын
Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
@ashtaralihaider2966
@ashtaralihaider2966 2 жыл бұрын
Nice
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 жыл бұрын
Thanks
@saddamhusain6644
@saddamhusain6644 Жыл бұрын
Sir maine babasir ka opration karwaya tha latrin gldi pas nahi hota hai bahut jor lagna padta h lakin dard nahi hota andr ungli dalne pr latrin rahta hai lekin bhr nahi ata h please sir koi upay bataye
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Pehly check up ho ga
@rachangoudapatilnidoni5058
@rachangoudapatilnidoni5058 Жыл бұрын
Sir is traveling by sleeper coach bus hurt fissure?? I traveled recently i am getting some pain in buttock due to journey
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 6 ай бұрын
Traveling by sleeper bus can potentially aggravate an anal fissure, particularly if the journey involves prolonged sitting or if the ride is bumpy. Here are some reasons why this might happen and what you can do to mitigate the pain: ### Reasons for Increased Pain: 1. **Prolonged Sitting:** - Sitting for extended periods puts pressure on the anal area, which can exacerbate an existing fissure and cause discomfort. 2. **Vibration and Movement:** - The vibrations and movements of the bus can irritate the fissure and surrounding tissues, leading to increased pain. 3. **Limited Mobility:** - Lack of movement can lead to stiffness and poor blood circulation, which might worsen the pain in the affected area. ### Mitigation Strategies: 1. **Take Frequent Breaks:** - If possible, try to stand up and move around during stops to relieve pressure on the anal area. 2. **Use Cushions:** - Consider using a cushion or a donut pillow to reduce direct pressure on the fissure. 3. **Stay Hydrated:** - Drink plenty of water to stay hydrated and to keep your stools soft, which can help reduce pain when passing stools. 4. **Pain Relief:** - Over-the-counter pain relievers, such as acetaminophen or ibuprofen, can help manage pain during the journey. 5. **Apply Topical Treatments:** - If prescribed by your doctor, apply a topical anesthetic or medication to numb the area and reduce pain. 6. **Wear Loose Clothing:** - Loose-fitting clothing can help reduce irritation in the anal area. If your pain persists or worsens, it is important to consult with a healthcare professional for personalized advice and treatment.
@Dresshjbvcbkk
@Dresshjbvcbkk 5 күн бұрын
Kitna kitna size hota hai boliye
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 күн бұрын
**Anal dilators** mukhtalif sizes mein available hote hain, aur unka istemal zyada tar anal fissures, piles, ya spasm ke treatment ke liye kiya jata hai. Yahaan unke sizes aur istemal ka tareeqa diya gaya hai: ### **Anal Dilators ke Sizes:** - Dilators ka size chhote se bara hota hai (e.g., **8 mm**, **10 mm**, **12 mm**, **14 mm**, aur is se zyada). - Chhota size shuru mein use hota hai, phir dheere dheere baray size ka dilator use kiya jata hai. ### **Istemaal ka Tareeqa:** 1. **Preparation (Tayari):** - Hands ko achi tarah dhoyein aur dilator ko **lubricant** (jese KY jelly ya petroleum jelly) se achi tarah lubrikate karein. - Yeh step discomfort kam karega. 2. **Position:** - Comfortable position lein, jese lying down ya squatting. - Aaraam se aur dheere dheere dilator ko anal canal mein daalein. 3. **Time:** - Pehle 2-3 minute ke liye dilator ko rakhain. - Dheere dheere time barhate jayein (5-10 minutes tak). 4. **Progression:** - Chhota size shuru mein use karein. Jab aapko comfortable lage, tab agle baray size par switch karein. - Yeh process doctor ke guidance ke mutabiq karein. 5. **Cleaning:** - Dilator ko har use ke baad garam paani aur antibacterial soap se saaf karein. ### **Precautions:** - Agar dard ya bleeding ho, foran ruk jayein aur doctor se mashwara karein. - Dilators sirf tabhi use karein jab doctor ne recommend kiya ho. Aur zyada tafseel ke liye hamari website **[surgeondrimtiazhussain.com](surgeondrimtiazhussain.com)** par visit karein ya WhatsApp message karein **+923336303550** par. Online consultation aur appointment ke liye rabta karein.
@faizanqureshi5948
@faizanqureshi5948 Жыл бұрын
Sir is dileter ko use karne ke liye konsi jelly ya konse toop ka istamal kare please bataye
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Petroleum jelly ya xylocaine gel
@faizanqureshi5948
@faizanqureshi5948 Жыл бұрын
@@drimtiazhussain Thnx
@bkapoor07
@bkapoor07 Жыл бұрын
Dilator se aapko aaram hai kya?
@ManishK-fe6is
@ManishK-fe6is 7 ай бұрын
​@@faizanqureshi5948 aap thik ho gye kya
@sarahmirza1143
@sarahmirza1143 Жыл бұрын
میں نے آپریشن ریڈیو فریکونس کروایا ہے ۳ ھفتے ھوگے ابھی بھی بہت سو یلنگ ہے جیسے سٹول بہت مشکل سے نکلتا ہے خون بھی آتا ہے پہلے نہیں اتا تھا
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Apka surgeon operation kay baad behtre guide kar sakta hai us say rabta mein rahein. Unhein pata hai kaisy hua hai aur ab kia karna hai
@hamidahmad2022
@hamidahmad2022 3 ай бұрын
Same condition
@ankitranjan3895
@ankitranjan3895 Жыл бұрын
Sir kya jkaham hone ki wajah se b tightness ho sakti hai or kya jakaham heal hone ke baad tightness apne ap chali jati hai kya sirr plzzz reply
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Jakham ooper tak ho to ho sakti hai magar heal hony ki waja say hi stenosis hoti hai
@ankitranjan3895
@ankitranjan3895 Жыл бұрын
@@drimtiazhussain sir anoplasty me kitna dard hota hai
@abdullahabdo17
@abdullahabdo17 8 ай бұрын
sir mera oprtion kaye bad sojan hogiyaa ha sojan me hum is koo istimaal kar sakte han
@inayazahravlog8704
@inayazahravlog8704 2 жыл бұрын
Good
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 жыл бұрын
Thanks
@lakshmanchaturvedi6682
@lakshmanchaturvedi6682 3 күн бұрын
सर आप कहा मरीज देखते है?
@user-dk9bs8pz7r
@user-dk9bs8pz7r Жыл бұрын
Sir mene 1 month pehle piles ki surgery krwai thi or muje constipation rehti hai dhupalac syrup peeta hu us k baad bht patla sa washroom ata hai jese jaga tight ho gayi ho
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Abhi to zakham heal ho raha hai abhi nahin kaha ja sakta. Koi ziada problem lag raha hai to apny surgeon say rabta karein.
@asfiabahar7256
@asfiabahar7256 Жыл бұрын
@@drimtiazhussain sir Mera potty k rasta Fata huwa hain Thora main kiya abhi use Kar sakti hu ye?
@sohailiqbal07
@sohailiqbal07 3 ай бұрын
Where I get it?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 3 ай бұрын
Any point of surgical instruments
@HoneyKaBaby
@HoneyKaBaby 10 ай бұрын
Sir mra 2 months phle piles ka opretion hwa tha ab anal canal bht tide ho gya h dailoter psss ni ho rhs juts 1 finger pass hoty ha kia kroo me bht preshan ho😢😢
@tweetmediagam
@tweetmediagam 10 ай бұрын
Chhota wala dilator use karo
@kevinc1651
@kevinc1651 6 ай бұрын
How Are you now? Dilation kaam kar rha he?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 6 ай бұрын
Aapko piles ka operation hue 2 mahine ho gaye hain aur ab aapko area tight lag raha hai, finger pass nahi ho rahi, aur anal dilators bhi pass nahi ho rahe hain. Yeh situation aapke liye kafi takleefdeh ho sakti hai. Aapke liye kuch suggestions hain jo aapko madad kar sakti hain: ### Potential Causes and Suggestions: 1. **Scar Tissue Formation:** - Operation ke baad scar tissue ban sakta hai jo area ko tight aur constricted kar sakta hai. Yeh normal hai magar agar zyada tightness ho to specialist se consult zaruri hai. 2. **Infection or Inflammation:** - Kisi infection ya inflammation ki wajah se bhi area tight ho sakta hai. Yeh check karna zaruri hai ki kahin koi infection to nahi hai. 3. **Gentle Stretching Exercises:** - Specialist ki advice se gentle stretching exercises shuru kar sakte hain. Yeh exercises scar tissue ko soft aur flexible banane mein madad kar sakti hain. 4. **Sitz Baths:** - Warm water mein sitz bath lein, yeh area ko sooth karne aur inflammation ko kam karne mein madad kar sakta hai. 5. **High-Fiber Diet:** - Apne diet mein high-fiber foods shamil karein taaki stool soft aur easy to pass ho. Constipation ko avoid karne ke liye yeh zaruri hai. 6. **Lubricants:** - Anal dilators ko use karne se pehle lubricants ka use karein. Yeh area ko lubricate karne aur dilators ko smoothly insert karne mein madad karte hain. ### Consultation: Sabse zaruri baat yeh hai ki aap apne surgeon ya colorectal specialist se consult karein. Wo aapki condition ko properly diagnose kar ke best treatment advice de sakte hain. Aapki takleef ko kam karne ke liye aapko medical professional ki guidance lena zaruri hai, taaki kisi bhi serious complication se bacha ja sake. **Conclusion:** Apne specialist se milna aur unki advice lena sabse behtar rahega. Saath hi, gentle care aur high-fiber diet aapki healing mein madadgar sabit ho sakti hain.
@kevinc1651
@kevinc1651 6 ай бұрын
@@drimtiazhussain sir.. how many fingers should normally enter inside anus??
@naziaqureshi4793
@naziaqureshi4793 Жыл бұрын
Sir ye after surgery use kr sakty hen ?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Yes but jab zakham saara bhar jata hai aur jab apka surgeon kahay
@maxandjerryVM
@maxandjerryVM 7 ай бұрын
Sir ye kaha milega please batao
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 7 ай бұрын
Surgical instruments jahan say milty hain. Lahore mein neel gumband area mein near Anarkali
@n.akhtar3971
@n.akhtar3971 5 ай бұрын
Dialator ki jagah finger use kar sakte hai kya
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 ай бұрын
Anal dilators different sizes kay hoty hain jo madad gar hoty hain. Fingers different sizes kay na hony ki waja say required results nahin dy pati. Anal stenosis ke liye anal dilators ke bajaye aap fingers ka istemal bhi kar sakte hain, lekin yeh doctor ke mashware ke baghair nahi karna chahiye. Yeh kuch points hain jo aap ko madad kar sakte hain: 1. **Doctor se mashwara:** Apne doctor se pehle mashwara zaroor karein. Woh aapki specific condition ke mutabiq behtareen tareeqa batayenge. 2. **Lubrication:** Lubricant ka istemal karein taake insertion aasaan aur comfortable ho. 3. **Gentle approach:** Aahista aur dhire dhire fingers ko insert karein. Zyada force lagane se chot lag sakti hai. 4. **Relaxation:** Apne aap ko relax rakhein aur deep breathing techniques ka istemal karein. 5. **Progression:** Dheere dheere time ke sath progression karein, initially ek finger se shuru karen aur phir gradual increase karein. In sab points ko madde nazar rakhte hue, fingers ka istemal dilators ke alternative ke tor par kiya ja sakta hai, lekin yeh tabhi possible hai jab aapka doctor yeh approach recommend kare.
@deepakbehera2117
@deepakbehera2117 7 ай бұрын
Sir mera fissure ka operation ko 3month se jada hogeya lekin guda duwar dite hogeye or dard bhi hota hei kiya karu please help me 🙏🙏🙏
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 7 ай бұрын
Is operarion kay baad apny surgeon say rabtay mein rahna boht zruri hai.. Unko pata hai konsa operation kia hai, kis trah operation kia hai Aur agay iska ilaaj kaisy chalay ga? Operation kay baad kisi aur surgeon say rabta karein gy to confuse rahein gy. Hmari videos general instructions kliay hain. Operation kay baad khaas maloomat ki zrurat hoti hai jo apka operating surgeon hi bta sakta hai. Hum examination kah baghair kuch nahin bta sakty.
@bartsimpson-k4i
@bartsimpson-k4i 8 ай бұрын
sir stenosis hoti sirf surgery ke baad he ya apne aap ekdam se kabj se bhi ho sakti he?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 8 ай бұрын
Khud say nahin hoti.
@tabasumdoll8941
@tabasumdoll8941 2 жыл бұрын
G00d
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thanks
@Abhishek...Yadav7739
@Abhishek...Yadav7739 2 жыл бұрын
Sir ye kis tarh ghumana hai
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 жыл бұрын
Is video mein btaya hai
@abdullahabdo17
@abdullahabdo17 8 ай бұрын
sir me ne piles kye kiya ha oprtion kaye 20 din hogiya ha lekin sojan nahi jataa aor sojan me yee istimal kar saakte han
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 8 ай бұрын
Yeh video dekhein. kzbin.info/www/bejne/pmmvo2SAZ5x7j5Ysi=FCMUoQhr8WJBEUlm Aur apny surgeon say rabta mein rahein
@shahzaibyousuf4176
@shahzaibyousuf4176 2 жыл бұрын
Sir Ami ka Jo fistula h us ka Jo sorakh tha wo band ho Chuka h ab is may say takreban ek derh mahinay ho gaya pus b nahi nikal raha Sirf aik Halka say ubhar h jaysay koi zakhm thek honay k bad kharand Si a jati h to kia hm isay aysay he chor day yay bad may nuksan day sakta h
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 жыл бұрын
Agar to yeh fistula hai to phr yeh sorakh band to ho jata hai magar jab peep ziada banti hai to phr yeh phhat jata hai
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 жыл бұрын
Agar fistula hai to operate hi hota hai
@Faizanbhai788
@Faizanbhai788 8 ай бұрын
Dr ap plz Karachi me bi kisi hospital me bethen mujy is bimar k liye bs ap pe yaqeen hy
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 8 ай бұрын
Hum Lahore based hain
@sobuj.hossen7692
@sobuj.hossen7692 22 күн бұрын
jelly name
@farrahkhan2160
@farrahkhan2160 Жыл бұрын
Kitni dafa din ma isy use karna h?? R Kya fingers Sy b ho sakta ha??
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Pehly finger say try karein. Baqi is mein btaya hai
@ankitranjan3895
@ankitranjan3895 Жыл бұрын
Sir jakaham k waqt jagha tight ho jati hai or jakham heal hone k baad muscles loose hoti hai ya tight he reh jati hai plzz reply sir
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Kis qism ka jakham hai. Piles ki surgery mein stenosis hoti hai
@Sunniberalvi
@Sunniberalvi 7 ай бұрын
No bleeding but spasm and stenosis hy fissure again and again😢 even after hemoride actomy... dialator din may kitni baar use karain؟ I have three sizes...sub sy cota size kitni dair use karoo?agar 6 mah use karna hy to ??2month chota phir 2month os sy bara??phir 2month os sy bara?? Phir reverse??
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 7 ай бұрын
Is mein sub btaya hai
@MayaDevi-bo4qb
@MayaDevi-bo4qb Жыл бұрын
Hi sir mujhe ibs hai abhi mera ilaj aurveda mai chal rha hai ibs ka but mujhe anus bhut tight rehta hai jab se ibs hua hai mene proctologists se proctoscopy or colonoscopy dono karwa li kuch nhi niklta na piles hai na kuch pehle fisser tha jo koi cream di thi use thik ho gya tha but anus tight rehta hai fingle se kholna padta hai sfai karme ke liye achhe se
@rajatsingh95708
@rajatsingh95708 9 ай бұрын
Ab kaise h aap? Mujhe bhi ibs aur anal tone tight h
@bilawalshahzad2714
@bilawalshahzad2714 Жыл бұрын
Iske surgery ka kitny din bad bunda normal.o jata ha?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Next stool hi normal ata hai kionkeh stenosis to usi waqt release ho jati hai
@AsifAli-nl8ly
@AsifAli-nl8ly Жыл бұрын
Sir mujhe apse rahe leeni thee ke mujhe ye issue nhi hai but aik dafa problem huwi thee aur mere khandan mai basawir ka issue hai aur mujhe lagta hai ke mujhe ye issue hosakta hai tou keeya ye cheeze use karon keeya mujhe faida hooga
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Bilkul nahin. Apko nuqsan ho.sakt hai use say. Ap mawesh ban sakty hain isky musalsal istemal say
@kirankhoso2216
@kirankhoso2216 2 жыл бұрын
Salam sir mjh apne Jo fisher ka btya tha video m Main kya bhit farka tha khtm hogya tha par phr hogya kya kro sir ab
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 жыл бұрын
Phr wohi ehtiatein aur agar 2 months kay baad bhi thek nahin hota to operate karwaein.
@kirankhoso2216
@kirankhoso2216 2 жыл бұрын
@@drimtiazhussain thanks sir hy m operatn krwa doga thanks sir apne bazi time sa rply krte ho
@bharatmehta6042
@bharatmehta6042 8 ай бұрын
I am suffering from Anal stenosis since last two years.I was operated for fistula in ano in 2011. So after such long duration is it possible that my stanosis problem is due to that operation or due to constipation?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 7 ай бұрын
Yes, it's possible that an anal fistula can lead to anal stenosis, especially if there was significant scarring or tissue damage from the previous surgery. Anal stenosis is a narrowing of the anal canal, which can cause discomfort and difficulty with bowel movements. Some solutions for anal stenosis include: 1. **Dilation:** This involves stretching the anal canal using special instruments to help widen it and improve bowel movements. 2. **Surgical revision:** Another surgery may be necessary to remove scar tissue and widen the anal canal. 3. **Medications:** In some cases, medications may be prescribed to help reduce inflammation and improve symptoms. 4. **Fecal softeners:** These can help soften stools and reduce discomfort during bowel movements. 5. **Lifestyle changes:** Eating a high-fiber diet, staying hydrated, and avoiding straining during bowel movements can help prevent further complications. It's important to consult with a healthcare professional to determine the most appropriate treatment plan for your specific situation.
@mdnaushadalam3817
@mdnaushadalam3817 Жыл бұрын
Dilator mein kya lgai jo asani se chla jai
@theviralshorts9747
@theviralshorts9747 Жыл бұрын
Apko bhi stenosis ha?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Lubricant like xylocain gel
@abdulraziq4370
@abdulraziq4370 2 жыл бұрын
Sr chornic anal fissure ka 3 bar surgery 😢 kea h peer by dard huta he kea karo
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 жыл бұрын
Phr bhi anal stenosis nahin hoti. Ap kisi ko check up karwaein
@shahzaibyousuf4176
@shahzaibyousuf4176 2 жыл бұрын
Sir may Karachi say hon meri Ammi ko fistula h us baray may aap say thora discuss krna chah Rahi hon
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 жыл бұрын
Pochiay?
@Legaladvice8
@Legaladvice8 2 жыл бұрын
is it possible to treat it surgicaly???
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 жыл бұрын
Yes Anoplasty is last resort
@RanSingh-cr4ze
@RanSingh-cr4ze Жыл бұрын
Sir pelvic floor dyssynergia पर विडियो बनाओ न। मै इसका गंभीर रोगी हू आपके पास इसका कोई solution है ??
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Contact physiotherapist
@saddamhusain6644
@saddamhusain6644 Жыл бұрын
Sir kya ye kam krta hai
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Agar doctor check up kay baad recommend kary to phr use karein
@sarahmirza1143
@sarahmirza1143 Жыл бұрын
سر اپنی راے دے
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Apka surgeon hi ab apko guide kar sakta hai
@ajayrana7781
@ajayrana7781 Жыл бұрын
मेरी हेमोरॉयड की फोर्थ स्टेज की सर्जरी हुई थी। उसके बाद एनाल्ड लेटर में यूज करता रहा, लेकिन मेरे अभी भी दर्द होती है तो मुझे कैसे पता चलेगा कि मेरा एरिया टाइट है जा ठीक है।
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
गुदा में जकड़न इतनी जल्दी नहीं होती। आपका ऑपरेशन हुए कितने दिन हो गए? यदि आपको मल त्यागने में कोई परेशानी नहीं हो रही है तो यह ठीक रहेगा। यदि आपको कब्ज है तो मल कठोर हो सकता है। कठोर मल का मतलब यह नहीं है कि आपकी गुदा तंग है। इन सभी बातों का निर्णय उचित परीक्षण के बाद ही किया जा सकता है। आपके लिए बेहतर होगा कि आप अपने ऑपरेशन सर्जन के संपर्क में रहें।
@ajayrana7781
@ajayrana7781 Жыл бұрын
@@drimtiazhussain सर ऑपरेशन करवाएं। मुझे अब एक साल हो चुका है। मेरा डॉक्टर बोल रहा है कि बिल्कुल ठीक है। दर्द धीरे-धीरे खत्म होगी, लेकिन समझ नहीं आता, कब तक खत्म होगी?
@ajayrana7781
@ajayrana7781 Жыл бұрын
Sir pls help maine surgery karvai thi piles ki 6 month ho hai main anal dailtor use karta jo doctor ne bola th, lekin mere abi dard hota doctor bol raha normal thik ho jaye ga, pls muje batye itana long time dard hota hai ja nahi
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Yeh to.surgery par depend karta hai aur healing par aur kis qism kay piles thy. Examination kay baad apka surgeon bta sakta hai
@ajayrana7781
@ajayrana7781 Жыл бұрын
@@drimtiazhussain 3rd stage piles th anadar ki taraf doctor ne cut kar ke nikale th
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Thek ho jaey ga agar masla ziada hai to apny surgeon ko zrur dikhaein
@ajayrana7781
@ajayrana7781 Жыл бұрын
@@drimtiazhussain thanks doctor ko cheak karveya th doctor bol normal itani dard ho gi 1 yaer lag jaye ga ho jaye ga thik
@speditingtutorial2492
@speditingtutorial2492 Жыл бұрын
​@@ajayrana7781Abhi kayse ho bhai?
@rachangoudapatilnidoni5058
@rachangoudapatilnidoni5058 Жыл бұрын
Sir I hav fissure from 2.5 months, my surgeon is asking me to use Anal dilator... What is your opinion Sir.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Yes, anal dilators can be used in the treatment of anal fissures. Anal dilators, also known as rectal dilators or rectal tubes, are medical devices designed to gently stretch and relax the anal sphincter muscles. This can help reduce spasm and tension in the area, promoting healing and relieving symptoms associated with anal fissures.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Under the Supervision of a Healthcare Provider: It's crucial to use anal dilators under the guidance of a healthcare provider, typically a colorectal surgeon or a specialist. They can provide proper instructions on how to use the dilators effectively and monitor your progress.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Anal dilators are often used in combination with other treatments for anal fissures, such as dietary modifications, fiber supplements, and topical medications.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Using anal dilators should be part of a comprehensive treatment plan tailored to your specific condition. It's important to follow your healthcare provider's recommendations and inform them of any discomfort or issues during the process. Always consult with a healthcare professional before starting any new treatment for anal fissures.
@rachangoudapatilnidoni5058
@rachangoudapatilnidoni5058 Жыл бұрын
Thank you so much for your reply Sir. ..
@waqasaliali5999
@waqasaliali5999 Жыл бұрын
Sir mjhy sir mjhy anal fissure hy 9 mah say sergry nhi krwe hy thk nhi ho raha
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
General surgeon say rabta karein unky pass iska hall hai
@dugout404
@dugout404 Жыл бұрын
sir ye na kare to kabi life m thik nhi hota naturally
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh kia karna hai aur phr hum say check karwana hai to hmara number description mein dia.gaya hai but sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni plz.
@Adil_khans
@Adil_khans Жыл бұрын
Nothing is working..dialators are not working....
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Examination karwaein
@dhruvsolanki2567
@dhruvsolanki2567 2 жыл бұрын
Sir mera anal mucosal sphincter ka operat Kiya to ab dialator use karna hai .?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Zrurat nahin
@faizanqureshi5948
@faizanqureshi5948 Жыл бұрын
Sir mujhe toilet m 40 se 45 minute lagte h pehaly to thodi toilet khud ho jati h uske baad raasta block jaisa rehta h Rectam me ungli dalni padti h tab thodi thodi toilet bahar aati h toilet chipky hui hoti hai kehne ka matlab yeh h toilet neeche ki taraf phasi hui si rehti h angrezi medicine le rha hu regular le rha hu to thik h jaise hi chodeta hu phir waisa hi ho jata h iska
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/r3fJaIFmoNqMh6s Yeh video dekhein
@tr5fr917
@tr5fr917 8 ай бұрын
Brother treatment huwa apka ?
@Lillywithmom
@Lillywithmom 11 ай бұрын
Hello Doctor ! Mera piles surgery huva tha. But surgery failed huva. Ofter surgery anal sticture form huwa tha.. full pain suffer hogayatha. Again anal plast surgery karethe.. abhi fine hy but some times constipation problem face khare.. enema lagaretho bhi nahi hora... pls suggestion me
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 10 ай бұрын
Apko apny operating surgeon say rabta karna chahiay. Wo apko behtre guide kar sakty hain. Hum baghair check up kiay koi medicines ya ilaaj nahin bta sakty aur na apko baghair examination kay koi medicines leni chahiay. Operation kay baad kisi bhi problem ya issue ki soorat mein apny surgeon say rabta mein rahein
@coolmind5488
@coolmind5488 Жыл бұрын
Dr sahab anal fissure mn anal ki jaga tight ho gai hai kiya us mn be use kar sakte h kahi is ki waja cut or to nahi karab ho jata
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Pehly general surgeon ko check karwaein phr use karein
@coolmind5488
@coolmind5488 Жыл бұрын
@@drimtiazhussain jazakallah
@Mo.matloobmalik786
@Mo.matloobmalik786 Жыл бұрын
Sir please help mujhe 12 saal se ulceretive colitise ki problem hai or ab meri Desi dawayi se stool sahi hua h to ab mujhe dard hota h stool pass karne me blood bhi ata h theek ho jata hai dobara se ho jata hai mera anal tone chota hai kiya karu
@theviralshorts9747
@theviralshorts9747 Жыл бұрын
Bhai ap ko bhi stenosis ka issue ha
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Gastrologist ap kliay helpful ho ga
@ankitranjan3895
@ankitranjan3895 Жыл бұрын
Sir kya sitz bath anal stenosis me helpful haibya nahi
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Hota hai
@waqasaliali5999
@waqasaliali5999 Жыл бұрын
Mai ap say milna chahta Hon plz sir apna contect nmbr ye addres
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Жыл бұрын
Ap Kahan say Hain
@alvikhan5259
@alvikhan5259 2 ай бұрын
السلام علیکم ڈاکٹر صاحب سدا سلامت اور خوش رہو anal popilla پر ویڈیو بنانا شکریہ
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 ай бұрын
kzbin.info/www/bejne/l2S2op6Fr62Ig8ksi=aCmHl7vTgFTzKy3P Is mein btaya gaya hai
@hashamkazim4980
@hashamkazim4980 2 жыл бұрын
Does anal dilation heal chronic fissure
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 жыл бұрын
It's not recommended or carried out.
@hashamkazim4980
@hashamkazim4980 2 жыл бұрын
@@drimtiazhussain but it helps in healing or it is useless
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 жыл бұрын
@@hashamkazim4980 using anal dilators for fissure could be dangerous and not advisable
@rachangoudapatilnidoni5058
@rachangoudapatilnidoni5058 Жыл бұрын
​@@drimtiazhussain Sir my surgeon is suggesting Anal dilator fo chronic fissure..... What should I do sir conflicting opinion from you and my surgeon ( I am from Bangalore) .
@vikaspuniya7249
@vikaspuniya7249 9 ай бұрын
​@@rachangoudapatilnidoni5058Kiya apne kra diye
@Adil_khans
@Adil_khans Жыл бұрын
My father has severe anal stenosis
@shahzaibyousuf4176
@shahzaibyousuf4176 2 жыл бұрын
Assalamo alaikum sir kia aap ka what's app number mil sakta h bht meharbani ho ge.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 жыл бұрын
Wslam! Ap kahan say hain aur kia problem hai?
@comphubtales7590
@comphubtales7590 Жыл бұрын
@@drimtiazhussain sir piles genetic bhi hota h
Do I have Anal Stenosis? What is it? | Dr. Chung explains!
12:09
Your Friendly Proctologist
Рет қаралды 55 М.
Does Anal Fissure operation causes Anal Stenosis or Incontinence? Surgeon Dr Imtiaz Hussain
8:08
Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Рет қаралды 19 М.
СИНИЙ ИНЕЙ УЖЕ ВЫШЕЛ!❄️
01:01
DO$HIK
Рет қаралды 3,3 МЛН
How to pass Stool after Operation? Surgeon Dr Imtiaz Hussain
13:17
Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Рет қаралды 8 М.
Painful Anal Fissure - The 15 seconds treatment
4:11
Laven Clinic Group
Рет қаралды 608 М.
Anal Stenosis Causes & Solution | Surgeon Dr Imtiaz Hussain
7:11
Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Рет қаралды 3,1 М.
Surgery is NOT the answer! | The treatment for Anal Spasm!
21:55
Your Friendly Proctologist
Рет қаралды 98 М.
NATO intercepts Russian planes / Strike on the marines
14:04
NEXTA Live
Рет қаралды 1 МЛН
Anal Fissure Treatment  Laser VS Open Surgery | Comparison | Surgeon Dr Imtiaz Hussain
9:26
Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Рет қаралды 40 М.
كيف تصنع أفضل علاج للبواسير في المنزل
5:10
دكتور بيرج بالعربي
Рет қаралды 1,5 МЛН
2 REASONS why Anal Fissures keep coming back! | Dr Chung explains!
11:50
Your Friendly Proctologist
Рет қаралды 328 М.