Sir Motor production divas (MPD) per video provide kejaya
@hemantverma56252 ай бұрын
Sir circiut mai earth fault hone per itna current flow hona chahiye ki setting limit ko paar kar sake lekin earth electrode ka rasistance jaada hone per bahut kam hi current flow hots hai jisse phase se current dhire dhire eath mai drain hote rahta hai or relay ya mcb mcb trip nahi hoti or agar earth electrode ka rasistance zero kar diya jaaye to circiut mai infinte current flow hoga lekin earth electrode ka rasistance zero rakhna bahut hi muskil kaam hai or isme soil ka rasistanse (impdence) ka bahut hi bada roll rahta hai (tfr to fault point) isiliye rccb use kiya jaata hai