Aapki recipes bht he zbrdst or lajawab hoti ha ....pta nai ye kch log aapki recipes sy kio jalty ha...kher negative comments pe focus na kren nd you are the best chef 😊
@LivelyCooking5 ай бұрын
Thankyou dear,,aap ki support hi meri strength hai
@CookingwithShahana6 ай бұрын
Bohuuut Lajawab Umdah recipe Fully watched video Im new subscriberFrom America
@UmmeMishkatfatima16 күн бұрын
ماشاء اللہ aap bahot achchha khana banati ho aap kisi ke hat chat se mayus na ho aap haq par hai to Allah aap ko bulandi zarur dega Allah aap ke liye aasani kare
@Hg12136 ай бұрын
Wowww superb recipe
@sherafghankhan6706 ай бұрын
Ma Sha Allah. Very well cooked.
@SidraUSA-dy3nb6 ай бұрын
Nice yummiest recipe from Pakistani girl in USA 🇺🇸
@MuhammadBinZahid-l7g6 ай бұрын
Nice❤
@shaziakhan47906 ай бұрын
Please chatni recipe bhi share ker dain.
@LivelyCooking6 ай бұрын
Please watch my green chatney recipe,,bus us k 2 tbsp le ker half tbsp imli ka ras aur 1 tbsp dahi add ker k mix karen same bazar wali chatney hogi
@sidrashahzadi866 ай бұрын
your recipe is very good ........
@shaikhsiddiqui85606 ай бұрын
Very good recipi.
@anmolanmol90136 ай бұрын
Good job🎉❤
@chefayeshaskitchens6 ай бұрын
Looks so delicious 😋
@cookwithrachna6 ай бұрын
Superb 🧡
@shaziakhan47906 ай бұрын
Kya mai same recipe chicken qeema se bana sakti hun? Thankyou in advance
@LivelyCooking6 ай бұрын
Yes dear. Chicken main fat nahi hota to aap us main 6 tablespoon ghee add kerden keeme k sath agar 1 kilo kema hoga to 6 tablespoon ghee aur agar half kg keema hoga to 3 tablespoon ghee add karen
@shaziakhan47905 ай бұрын
@@LivelyCooking thankyou so much i really appreciate that😍
@usmanhi896 ай бұрын
Your recipes are always a culmination of your hard work and passion for cooking, baji!!❤ don’t mind the negative comments 😊 Please ap nay white makai ka atta kahan say liya bata dijte
@LivelyCooking6 ай бұрын
Thank you so much
@LivelyCooking6 ай бұрын
I bought from Pakistan peshawar
@Chitankilalgamer6 ай бұрын
Nice
@SanaBatoolfoodvlogs-yn3ty6 ай бұрын
Very nice
@ppnagavlog6 ай бұрын
Hi first watching ❤
@LivelyCooking6 ай бұрын
Hello 😊
@decentrecipeswithrubab79726 ай бұрын
Good
@CookedbyUrmi6 ай бұрын
❤❤❤❤
@HamidAhmad-o9h5 ай бұрын
Khao Khao sam khoog he 😂
@totuldelicios6 ай бұрын
Hi❤
@sultanmughal12395 ай бұрын
check kry zaraa yeh or sedha heart atack kraye itna oil or masalaa khud apni sehat ki dushman bani or lgoon ko b laga rhi
@LivelyCooking5 ай бұрын
Ji kitne masale hain?I think biryani,nihari qorme se to kam.hi hain??aur in khano se heart attack nahi aata kyaa??
@raabiaabu6 ай бұрын
Afsos hua ke ap kisi aur ki recipe copy ker Kay unka nam tak mention nahi ker rahi, yahan tak ke Apka sentence recipe for life unka bola hua hai isi recipe kay baray main. Apko follow kerti thi laikan yeh ethics nahi hain jo apnay kiya hai. Give them sue credit or don’t plagiarise!
@LivelyCooking6 ай бұрын
Ji aap kis ki baat ker rahi hain??q k muujhse aaj tak boht se logon ne Copy ki hai jab k main ne kisi ki recipe copy nahi ki ,yes title zaroor kisi k jesa hoga q k youtube main famous titles hi copy kye jate hain like my albaik,my karachi famous lacha parathas and so more,,so please is tarah k comment se guraiz kijye aur recipe full watch ker k Compare ker k comment kijye thanks
@LivelyCooking6 ай бұрын
Second baat ye recipe meri 4 saal purani hai. Is ko watch ker k tasali kerlen k ye kis ki recipe hai originally aur authentically,bus wo recipe purani thi quality thek nahi thi,is lye apni hi recipe phir se upload kerdi. Isko zaroor watch kijye,aur phir batayr kis ne kis ko copy kya hai thek hai kzbin.info/www/bejne/n3uao4SLZ9mUZq8si=jSueLht3p8uDzMhH
@aiyubjawrawala86356 ай бұрын
Thoda sa dekh kar or soch kar bola kare 😠unki recipe sahi hoti he Dusre sab copy karte he🤨
@raabiaabu6 ай бұрын
@@LivelyCookingsaboot Kay tor per apnay yeh jo recipe ka link bheja hai iska kya tauluq hai meri bat say? Aur char sal purani recipe ap khud apni dekhye.. bilkul different recipes hain. Main is recent recipe ki bat ker rahi hon ! Apnay char sal pehlay nahi das din pehlay post ki hai aur jinhon nay yehi recipe banayi exact SAME baton Kay sath, exact SAME heading kay sath aur sab say ziyada zarori exact SAME ingredients air tareeqay kay sath unhon nay apsay pehlay teen haftay pehlay post ki thi. Aur jo beaqal aik shakhs neechay comment main khamkhaw taang ara rahay hain woh khud pehlay sochay samjhain phir bolain, I’m Not going to waste my time on him. Anyhow, apsay yeh tawaqqu her giz nahi thi.
@msaqibengineer6 ай бұрын
@@raabiaabukis ki recipe ko copy kia hai name btadain