jazak Allah khair mufti sahab allah aapki mehnaton ko qubul farmakar usmein barkaten ata kare aameen
@javedkadri69944 ай бұрын
Aameen summa aameen
@Clearpolitics60211 ай бұрын
Aameen
@AbdulAkramin3 күн бұрын
Shukriya
@amreenfiroza67955 ай бұрын
Ameen summa ameen mujhe bhi duwa Karo meri beti 6 saal ki hai usse white patches hogaye hai dua karo plz say ameen meri pareshani door hoo ameen 😢😢😢😢
@roshanvohra8550 Жыл бұрын
In sha Allah
@mohammadislamansariofficia5071 Жыл бұрын
Masha Allah
@GhsGhsj-g7h4 ай бұрын
Suwhaan allha
@RAIDAR__11117 ай бұрын
Mashaallah
@Anime_Hindi415 Жыл бұрын
आमिन
@khanshamsuddin9769 Жыл бұрын
السلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ ماشاء اللہ جزاک اللّہ
@mdgalib88929 ай бұрын
Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatub shukriya jazakallah
@farhatkhan4114 Жыл бұрын
Hazrat aik sahib pakistan Naqshbadni neh in ayato har namaz kay abd 11 bar paraneh ko khan pani pe rdam kardy pee lay app 41 bard bata rahe app bi corecn thogay kya waqt ki waja seh 11 bar har nama z kay bad paar sukaye apna cell nmuber behaj dehy
@mm567863 ай бұрын
Aslm. Akm mufti sb mere pasd telugu quran hai usme aap bathaye so parah ayath galath hai
@faisalkapadia2598 Жыл бұрын
Mufti saab nabiz ke upar ek video banane ki gujarish
@abdulmabud7075 Жыл бұрын
Maasha allah bahut hi achha Allah ta ala aap ki umar main barkat ata farmaye. Mere badan mein tiyumar ho gaya hai aap ki nazar mein koyi elaz ho to meharbani kar ke bataiye
@Aisha-m3s11 ай бұрын
Me aaj hee suru karna chahti hun molana mukhti sahab
@AzharKhan-lp1nm Жыл бұрын
Hello sir assalamu alaikum sir ji kya 1 hajat ke liye kayi saare Amal kar sakte hai kya sir ji
@sana_2.1 Жыл бұрын
Meri ammi ne gusse mai aakar mera sir diwaar mai 3 baar lada diya tha june mai jiske baad mai bahot roi thi uske baad meri naak se saaf pani aane laga jab 2 mahine baad doctor ko dikhaya to pata chala yeh dimaag ka pani hai jo naak se aa rha hai 2 mahine se dawa chal rhi hai kuch faida nhi hora doctor ne jaach likhi hai 10000 ki hai maa baap nhi kara rhe bahot taqleef mai hoon ammi hamesha mujhe baddua deti rahti thi pichli baar jab mujhe baddua di thi to mai bahes krne lagi to mera sir lada kr mara tha 😭
@gudiyaparween1100 Жыл бұрын
Allah Paak aapko shifa aata kren aameen ❤🤲🕋
@bhatzuhabhat8209 Жыл бұрын
Allah pak shifa ata kare mere ghar wale bi muje bad dua dete thei ab sab thk ha
@taufikkhan61129 ай бұрын
Allah par yakin hai to bas sabar Karo alah tumhe khub nawajega khusiyo se
@umermansre58313 ай бұрын
Tumhari ammi tumhen baddua kyon de rahi..
@mohsinpathan61 Жыл бұрын
Assalamu alaikum Mufti sahab Sub ayat 41bar padhe ya Har ayat 41bar padhe Please reply me
@KausarSayed Жыл бұрын
Gale me gaath hai chota sa is xua ko padhne se ganth katam hoga reply kijiyega
@farzanakhan71155 ай бұрын
Ek sath 6 ayete padhni hai kya
@mdshareefsoudagar2639Ай бұрын
Ye batayi ye ke ye konsi hadis me hai
@jakirrathore4968 Жыл бұрын
Mufti sahab sirf fajar ki namaz je baad pi sakte hain kya paani ko aur kisi waqt nhi pi sakte kya
@Sailanisainu7 ай бұрын
Kiya ham bagar pani ke apne upar dam karsak te hai kiya
@shakilmansuri291 Жыл бұрын
Assalamu'alaykum Mufti sahab jitni bimariya h utni niyat kr sakte h ki har bimari ke liye baar baar amal krna h
@mdabdulakbar874611 ай бұрын
4:00
@Clearpolitics60211 ай бұрын
Kis hadees se h aap hawala dede bohot meherbani hogi
@zahidhossain6248 Жыл бұрын
Assalamu alaikum hazrat jab pani ka bottle khatam ho jaeey toe ye wazifa dubara kar sakte hai aur kisi majburi Khali pait pani na pi saka toe kisi aur waqt pani pi sakte hai
@SalimaKhatun-y3v Жыл бұрын
Agar kisi ristay say na kush hay to kiya dua parna sahiye .
@mirshubu445310 ай бұрын
Asalamu alaikum mufti sahab....mujhe dil mai pain hoti hain....jab bhi mai kuch karne ka sochon toi bahut zyaada pain hoti hai.....kya mai yeh amal kar sakti hu please jawaab dijiye ga
@sheenaafateh8269 Жыл бұрын
Assalamualaikum kitne din Pina hai
@reayazahmed96986 ай бұрын
Ek martaba padhne mein fayda karta hai.mere pas kitab hai usme hai.
@anasqureshi-wh6zx6 ай бұрын
btao to bhai
@meraray9555 Жыл бұрын
الســـلام علیکم حضرت شىطانى اثرات سے نجات کے لیے ایک وظیفہ بتا دیں
@mdshakilahmad6604 Жыл бұрын
Shukria, magar kitne dinon tak peena hai. Jawab ka muntazir, nacheez.
@AliKhan-hw8yh5 ай бұрын
Aslam alaikum Hafiji Mai jab bhi soke jagti hu mujhe deewar pe dekhne pe kali nase aankh se dikhti hai mai bahut preshan hu
@Abdullahsworld-islam2 ай бұрын
11 baar ayatul kursi padhe paani per damh kare aur piye aur jis taraf kuch nazar aai uss taraf fooka karei ,kuchh din yeh amal kari, insha Allah, Allah ta'ala raham karega, jitna ayatul kursi ka virdh karo behter hai
@fz264 Жыл бұрын
Salam Molana sahb hide me bhejdo ye Aayt
@ShabanaKhan-hh2iw10 ай бұрын
Jnab mufti sb hr aaat k phle bismillah pdhna h kya?
@MuftiIdreesFalahi10 ай бұрын
Ji
@AdnanQureshi-qj2fn Жыл бұрын
Books ka naam Kiya he jis me likhi he ye aayte
@AjamAli-g9m Жыл бұрын
Assalamu Alaikum Hazrat ya wazifa kis time karna padega
@AjamAli-g9m Жыл бұрын
Hazrat jawab chahie Mujhe
@Naved_Khan358 Жыл бұрын
ٱلسَّلَامُ عَلَيْكُمْ mufti sahab Ye 6 ayat jo aapne bataye hai - Puri complete padhna hai ya jitna aapne padha screen pe utna hi ?
@MuftiIdreesFalahi Жыл бұрын
وعلیکم السلام Jitna screen par bataya utna
@زینبقریشی-ج7ش Жыл бұрын
کیا حیض کی حالت میں پڑھ سکتے ہے
@Esmailkhan77062 ай бұрын
Dudh pita baccha Ko kya Karen
@fredmadwick2143 Жыл бұрын
Janab ek sawal pucha tha please jawab de den ki jab fazar ka waqt khatam hota hai to un 20 mint me Allah taala se ( hath uthakar) dua mang sakte hain ki nahi.
@MuftiIdreesFalahi Жыл бұрын
Bilkul मांग सकते हैं
@mdelahid7595 Жыл бұрын
Assalamualaikum, ye kitne din Tak karna hai
@mohammedjubair252 Жыл бұрын
41 din
@mimransayyad36944 ай бұрын
کتنے دن یہ پانی پینا ہے حضرت واضح کردیئے
@rafiqbelim3763 Жыл бұрын
मैं आपसे बात करना चाहता हूं
@shahabparveen5305 Жыл бұрын
Napaki ki halat m pi skte h pani.
@mohammedjubair25211 ай бұрын
Nhi
@arbaztamboli5373 Жыл бұрын
ak ak Aayat 45 bar padhegr to chalega kya
@MuftiIdreesFalahi Жыл бұрын
41 baar padhna बेहतर है
@samreetsingh1328 Жыл бұрын
Hindi mei likh kr de urdu jinko nhi aati wo kya kregy
@nasimgodiwala7060 Жыл бұрын
Masseli
@nilofarmulani37274 ай бұрын
Napak. Aurat ye amal apne bacho k liye kar sakti h kya
@shaheenazubair2917 Жыл бұрын
Assalam alaikum Wrwb Mufti Sb. Kya yeh pani dam karne k baad sab ghar wale pisakte hain, Kya sab ko shifa hoga? Please mere sawal ka jawab zaroor dijiyega. JazakAllah khair.