बच्चे के जन्म के बाद डिप्रेशन होने का कारण और इलाज || Postpartum depression

  Рет қаралды 91,070

Dr. Praveen Tripathi

Dr. Praveen Tripathi

Күн бұрын

बच्चे के जन्म के बाद डिप्रेशन होने का कारण और इलाज || Postpartum depression #drpraveentripathi
Instagram: / drpraveentripathipsy
Delivery ke baad hone waali mansik samasya ke baare mein kayi sawal zaroori hain, jaise ki-
1. Delivery ke baad kya maa ko mansik samasya ho sakti hai?
2. Post partum depression kya hota hai?
3. Bachche ke paida hone ke baad maan ko depression ke lakshan kyu hote hai?
4. Bachche ki delivery ke baad maan mein udaasi ke lakshan?
5. Child birth ke baad maa ko depression
6. Baby blues kya hota hai?
7. Postpartum blues kya hota hai?
8. Postpartum depression ke lakshan kya hain?
9. Postpartum depression ke symptoms kya hote hain?
10.Postpartum depression ka ilaaj kya hota hai?
11. Postpartum psychosis kya hota hai?
12. Postpartum psychosis ka ilaaj kya hai?
13. Kya bachche ko doodh pilate hue maan depression ki dawa le sakti hai?
Agar aap khud se depression ko theek karne ke techniques seekhna chahte hain, to aap humare course 'depression se bahar kaise niklein' ko join kar sakte hain. Iss course mein Dr. Praveen Tripathi ne cognitive behavioural therapy (CBT) ki techniques ko use karna sikhaya hai. Inhi techniques ka istemaal depression ke patients ki counselling mein kiya jaata hai. Course ko join karne ke liye, neeche diye link ko click karein
www.drpraveent...
For appointments at Renowa Care, pls call 9013821178, 9999808648
Website- www.renowacare...
Email- tripathipraveen1986@gmail.com
Facebook page: / drpraveentripathipsy
Instagram: / drpraveentripathipsy
Twitter: / drpraveenpsy
#depression #postpartum
Almost 80% mahilaon mein bachche ke janam ke baad udaasi ke lakshan milte hain aur lagbagh 10 - 15% mein ye lakshan jyada gambhir bhi ho sakte hain. Maan ko hone wale depression ka bachche aur maa dono par kharab asar padta hai. Iss video mein Dr. Praveen Tripathi iss topic ke baare mein detail mein baat kar rahe hain.

Пікірлер: 143
@pooja9726
@pooja9726 3 ай бұрын
❤❤❤roj hanuman chalisa suno ya padho,, such me adbhut hai, muze is se bahar aane me madat kar raha hai ,,, toda pranayam karo ,,bhramri, anulom vilom , om or kapal bhati,, daily 15 min karo din me 3 bar ,,, such me bahot asar karata hai,,
@shritichakravarti201
@shritichakravarti201 Жыл бұрын
12 din huye hai sir main ek baby girl delivery ki hu aur muze apne family se bilkul bhi support nahi mil rahi hai kyoki maine ek girl ko janm diya hai isliye. I'm so depressed. Muze baar baar rona aata hai, aur main thik se repair bhi nahi hui isliye aur bura lagta hai.
@ShilpaShilpa-dj7dx
@ShilpaShilpa-dj7dx Ай бұрын
Hanuman chalisa suno
@PriyankaKumari-fd2sd
@PriyankaKumari-fd2sd 2 жыл бұрын
Mera aaj seventh day h aur m v aaj. Bahut rona aa rha h smjh nhi aa rha kya kru 😌 mujhe aisa lgta h sbkuchh family p depend krta h kse behaviour hota h ghrbale ka 😭
@chsndray6895
@chsndray6895 Жыл бұрын
Husband wife ko jyada se jyada time de aur care kare to sab depression dur ho skta hai,mujhe Aisa lgta hai
@iqrachishti2448
@iqrachishti2448 Жыл бұрын
Sir mujhe kuch feel nhi ho pta h Rona ata h aisa lgta h m ekeli hoon kuch bhi pehle jesa nhi lgta h aisa lgta h dekhne ka nazariya hi badl gya khud m hi kho gyi hoon m sir isse kese baher a sakte hain
@badarwaqas1770
@badarwaqas1770 Ай бұрын
Mery sth b yh problems hy
@pooja9726
@pooja9726 5 ай бұрын
Sir plss mera ek saval hai,,,,, pls sir aap reply jarur dena ,,me bahot jada pareshan hu,,, muze bhi ye ppd huwa tha,,tha maralab abhi bhi hai,, march 2023 ko meri c csection second delivery hui thi,,, meri treatment bhi chalu thi ppd ki,, bahot aacha result bhi aaya,,, or meri dr ab meri medicine kam karane lage hai,,, but ab sub kuch thik hone ke bavjud bhi muze 2 week pehale ek dam se yesa hone laga ,,panic attack or bahot anxiety,,is bar such me bahot tut chuki hu andar se ,,,, yesa kyu huwa dr,,, kya isaka period se koi lena dena hai kya,,, samaj nhi aa raha hai,,, ab to me bahot khush thi,,meri treatment complete ho rahi hai,,medicine bhi band ho jayegi,,, but sub kuch pa ke mene kho diya yesa laga,,,is time me bahot jada pareshan hu,,,lagata hai,me kabhi thik hai nhi hogi,,,pls sir aap batavo ye sa kyu huwa,,kya he bimari kabhi thik nhi hogi
@bhavnasharma5586
@bhavnasharma5586 3 жыл бұрын
My baby is 2 years old and I am suffering from these types of activities as you say sadness, anxiety, rona aata h.. what should I do.... Ab to mood swings b bht h or gussa itna aane lga h k I feel me khud ko hi hurt kr lungi kisi din please help me 😢😢
@gaurijain8162
@gaurijain8162 Жыл бұрын
Read Bhagwat Geeta
@teenasmakeover6077
@teenasmakeover6077 Жыл бұрын
Ab aap kesi ho
@teenasmakeover6077
@teenasmakeover6077 Жыл бұрын
Aap ab deek ho
@pratimashrestha7825
@pratimashrestha7825 7 ай бұрын
hlo
@pratimashrestha7825
@pratimashrestha7825 7 ай бұрын
Hi
@dishachaubey523
@dishachaubey523 3 жыл бұрын
I have suffered post partum in my second delivery. I have to take medical care for one year . As my symptoms persisted for more than 3months .
@yadavrao9660
@yadavrao9660 Жыл бұрын
Mam ab aap kaise ho..... Treatment liyA kya
@gayatripathariya3963
@gayatripathariya3963 11 ай бұрын
RT same to me
@gajushegokar1034
@gajushegokar1034 5 ай бұрын
Sem
@pooja9726
@pooja9726 5 ай бұрын
sir meri delivery ho ke ab 1 sal or 2 mahine ho gaye hai,,,, meri ye second delivery thi,,2016 ko 1st delivery hui thi,ie march 2023 ko dusari,, isase me gajar gai hu, ppd se,,, md doctor ke pas treatment thi but unhone muze physician ke pas jane bola August 2023 se meri unke yaha treatment chalu hai,, bahot aacha results bhi mila me aakele rahane se bhi darati thi,,, meri kabhi meri sas se nhi banati but is problem ke wajase me bahot roti thi ,chup chap bethati thi ,tab unhe bhi bura lagata tha,, or sach ne wo kam nhi but baby ka aachese khayal rakhane lagi thi,,, mere sas sasur gav me rahate hai,or me mr ki job ki wajase shahar me,,, 2 mahine rahane ke bad sas gav jana chahati thi,,,but pata nhi kyu mene jake unhe gale lagaya or bahot rone lagi ki aap mat javo,,,tab se mera baby 9 month ka hone ke bad wo chale gaye,,but tab tak meri treatment chalu thi or kafi fark pada thaa,, bahot aachha,, me akele rahane lagi ,sab kam pehale jese karane lagi,, bade bete ka school, chote ko sambhala,ghar kam ,sab me aache se manage hone laga,,,, bad me mera aaccha response mila to dr ne medicine kam karane lagi dhire dhine 10 mg ki 5 mg bad me wo band yesa karake chalu tha ,,or jab medicine kam hui muze kuch nhi huwa,,,feeling much better,,but ek din suddenly sham ko muze yesa sad sad jesa lagane laga or bahot hone laga,,,,panic attack jesa,,me ghabrai,, 2 se3 din dekha but koi farak nhi ,,bad me dr ke pas jake roi to unhone kaha ki no worries tum ab exasize yoga karo,walk karo,dhup me betho,, sab automatically band hoga,,, is time muze laga mene sab kuch pa ke sab kho diya itane time se medicine kha rahi thi ,or kuch dino bad sub treatment complete ho jayegi is khushi me thi ,,but bad me yesa dubara huwa to me bahot pareshan hui,,,mano ke me thak gai thi is sub se,,, muse is life se nafarat hone lagi,,,pehale muze itani jaga anxiety hone ke bavjud bhi me thik hone ke kiye tadapti thi,,, but is time such me ,,me bhot jada thak gai,,mr bhi jada tension me aaye,,,but man ki bimari man se hi thik hogi,,,khud me badalav karana jaruri tha,,,,ab 1 week huwa hai,,, feeling much better
@teenasmakeover6077
@teenasmakeover6077 3 ай бұрын
Kesi ho
@pooja9726
@pooja9726 3 ай бұрын
@@teenasmakeover6077 dear abhi me such me thik hu,,,,
@DharM.K.Production
@DharM.K.Production 3 жыл бұрын
Dr Saheb, Mere babyboy hua hai..near about 3-4 months. Problem ye hai ki usko penis me erection nahi hota hai ,,jaise ki normally hamne nahalaate waqt dekha hai ya kbhi kisi dusre waqt. Uska size bhi increase nhi ho raha hai. Sur, Kya koi problem hai ya bachcha normal hai.kynki bachcha down syndrome ka bhi hai. Heart me hole bhi hai etc. Kindly margdarshit karen. Aur baby's mother bhi dipressed rahti hai...
@ParmjeetKaur-s4c
@ParmjeetKaur-s4c 11 күн бұрын
Sir muje 2018 ko hoya tha main ab takk medicn kha rahi hu medicn shodna chahti hu plz batayo
@DrPraveenTripathiPsy
@DrPraveenTripathiPsy 10 күн бұрын
Dear Sir/Maam, Koi bhi medicine bina kisi doctor ke salah se shuru ya band nhi karni chahiye, Doctor ke consultation ke bad hi next step lena chahiye. Aadhik jankari ke liye 9818083017, 9999808648 par call ya whatsapp kar sakte hain. Dhanyawad Amit Kumar Assistant, Dr. Praveen Tripathi Renowa care , Noida
@aashishbhattarai01
@aashishbhattarai01 3 жыл бұрын
💟1st Comment from Nepal💟🇳🇳🇵🇵
@delishdelights8
@delishdelights8 2 жыл бұрын
Mai pregnancy k time bohat jada excited thi ki kab mera bacha is duniya mai aaye ga...jab bacha aya to mai dipression mai chali giyi..na mera diyan bache k taraf hai na kuch..kuch samej mai nhi araha ki kya karu 😭
@suhanigirdhar1484
@suhanigirdhar1484 Жыл бұрын
Same hpnd with me
@delishdelights8
@delishdelights8 Жыл бұрын
@@suhanigirdhar1484 muje 3 month tk dipression raha
@MumtajMansuri-fu1gm
@MumtajMansuri-fu1gm Жыл бұрын
Apne treatment liya tha ki nhi
@delishdelights8
@delishdelights8 Жыл бұрын
@@MumtajMansuri-fu1gm nehi... online counselling
@delishdelights8
@delishdelights8 Жыл бұрын
@@MumtajMansuri-fu1gm muje 3 months tak raha...
@anuthakur5061
@anuthakur5061 3 жыл бұрын
Sir mujhe delivery se pahle bahut stress tha usse kya mere baby ko koi problem hogi kya
@shoivkhan3531
@shoivkhan3531 Жыл бұрын
Aap ka baby thik hai meri beti to bahot kamzor.hai
@shubhammadke3435
@shubhammadke3435 3 жыл бұрын
sir please make a video on physical symptoms of depression & anxiety.
@farhanakhtar5799
@farhanakhtar5799 3 жыл бұрын
Sir us disorder ke bare mai baat kare jisme insaan ko kuch na kuch dikhne lagta jai jaise mere dost ki daadi ek baar kashmir ghoom kar aai thi toh waha bahut police force thi wo waha se akar kisi ko bhi keh rahi thi yay atankwadi hai or unhe police dikh rahi thi
@advanceguitarlesson4288
@advanceguitarlesson4288 2 жыл бұрын
Thanks for information
@kamlachaurasiya4218
@kamlachaurasiya4218 2 жыл бұрын
Same problem for 3 month but kisiko kuch samjh nhi aata
@anuradhadubey9679
@anuradhadubey9679 Жыл бұрын
Kese thik hui
@cutegirl-re2he
@cutegirl-re2he 3 жыл бұрын
Can you please help
@sumiwadhwa6987
@sumiwadhwa6987 2 жыл бұрын
Mujhe b bht hita , 25 days huye dlvry k bt safucation hots ghbraat b esa kb tk hoga kuj b acva ni lgta
@anviverma5991
@anviverma5991 6 ай бұрын
Ab kese h ap
@minakshisingh6974
@minakshisingh6974 4 ай бұрын
Husband ki to pregnancy me bhi koi responsibility nhi thi ab to aur koi mtlb nhi mujhse bs baby se mtlb hai
@sonakumari9780
@sonakumari9780 3 ай бұрын
Mera v bacha hua h ek month hua phle se mai bht jyada Depration m rhne lgi hu phle jb chahu nind v aati thi aub soye huye kitne din ho jata h hmesa mn m ghbrahat horhi h kuchh v shi nhi lag rha h kya kru mai
@souravgarg3404
@souravgarg3404 3 жыл бұрын
Hats off sir 🔥🔥🔥🔥
@anuthakur5061
@anuthakur5061 3 жыл бұрын
Sir mujhe ocd ki dabai di thi pr maine nhi khai
@akritiupadhyay2810
@akritiupadhyay2810 2 жыл бұрын
Thank you so much
@nitusingh3911
@nitusingh3911 2 жыл бұрын
Mujhe lg rha h ki mar jau lekin rhu n
@mashira.bedag.MAKANDAR
@mashira.bedag.MAKANDAR Жыл бұрын
Same muje lagta hai kaise. Bhar aau mee
@maheshmore8012
@maheshmore8012 2 ай бұрын
Sir mujhe ye hi problem hai to pls. Mi ky karu . Appka adr. And number
@DrPraveenTripathiPsy
@DrPraveenTripathiPsy 17 күн бұрын
Dear Maheshmore ji, Dr. Praveen Sir ka clinic noida me hai aur aap renowa care me specialist doctor se video call par bhi salah le sakte hain, Jyada jankari ya doctor se appointment book karne ke liye 9818083017, 9999808648 par call ya whatsapp kar sakte hain. Dhanyawad Amit Kumar Assistant, Dr. Praveen Tripathi Renowa care , Noida
@ratnakarmaury3256
@ratnakarmaury3256 Ай бұрын
Sir meri pahli bacchi hui thi 2 din me hi khatam ho gai Meri wife bahut stress dipression mechali gai hai mai samjha nahi pa raha hu din rat bacche k bare sochti rahti hai use bahut gussa rona bbat baat par chid jana wo bahut taklif me hai kuch bataiye please
@DrPraveenTripathiPsy
@DrPraveenTripathiPsy 24 күн бұрын
Dear Ratnakarmaurya ji Iss samasya ke liye aapko Psychiatrist se milna chahiye , proper evaluation ke baad hi aapko next step guide kiya ja sakta hai Jyada jankari ya doctor se appointment book karne ke liye 9818083017, 9999808648 par call ya whatsapp kar sakte hain. Dhanyawad Amit Kumar Assistant, Dr. Praveen Tripathi Renowa care , Noida
@theprobeginner7474
@theprobeginner7474 Жыл бұрын
Thank you for video sir.
@sumantkanwar
@sumantkanwar 3 жыл бұрын
Sir dimak me drd kyo hota h
@motivation.Guru1138
@motivation.Guru1138 3 ай бұрын
30 days k baad meri wife ko zayda nind aa rhi hai Or nind itni zayda ki bihosh ho jana 2 time aiss hua hai pls suggest kro
@DrPraveenTripathiPsy
@DrPraveenTripathiPsy 3 ай бұрын
Dear Sir Iss samasya ke liye aapko Psychiatrist se milna chahiye , proper evaluation ke baad hi aapko next step guide kiya ja sakta hai Jyada jankari ya doctor se appointment book karne ke liye 9818083017, 9999808648 par call ya whatsapp kar sakte hain. Dhanyawad Amit Kumar Assistant, Dr. Praveen Tripathi Renowa care , Noida
@MANDEEPKAUR-uw5qy
@MANDEEPKAUR-uw5qy 3 ай бұрын
Meri delivery ko only 22 days huye h bt smjh nhi aa rha ki mere sath kya ho rha h kya nhi. Kbhi kbhi bhut akelapan lgta hai kbhi kbhi mn krta h yha se khi door bhaag jau😢😢😢 na apne trf dhyan h na bache ki trf
@DrPraveenTripathiPsy
@DrPraveenTripathiPsy 3 ай бұрын
Dear Mandeepkaur ji, Iss samasya ke liye aapko Psychiatrist se milna chahiye , proper evaluation ke baad hi aapko next step guide kiya ja sakta hai Jyada jankari ya doctor se appointment book karne ke liye 9818083017, 9999808648 par call ya whatsapp kar sakte hain. Dhanyawad Amit Kumar Assistant, Dr. Praveen Tripathi Renowa care , Noida
@meenateli9259
@meenateli9259 5 ай бұрын
hii
@kapilgaur4888
@kapilgaur4888 3 жыл бұрын
Hello doctor... Why are you not seeing psychiatric patient these days.
@Poornima.c91
@Poornima.c91 6 ай бұрын
Hats off to you sir ❤
@mdnajimkhan7806
@mdnajimkhan7806 3 жыл бұрын
Sir ek video banao manoshik chap
@namdevchaudhari1608
@namdevchaudhari1608 Жыл бұрын
Sir mere mises ko yah prablem ho gaya he
@bishmoibalika516
@bishmoibalika516 3 жыл бұрын
Very helpful video
@nishasahu7160
@nishasahu7160 8 ай бұрын
😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
@mammababyparrot8054
@mammababyparrot8054 8 ай бұрын
Mujhe aaram nahi hai mentally b body se b😢😢
@nishasahu7160
@nishasahu7160 8 ай бұрын
😭😭😭😭
@gorkhaligirlassam938
@gorkhaligirlassam938 8 ай бұрын
Mujhe vi aj me 10 dy huwa he bhut ghabrahat hota he or man me dar lagta he me ache se thik vi nhi huwe hu avi
@rafiyashafi6301
@rafiyashafi6301 7 ай бұрын
Mujhe bhi Aisa Ho Gaya Hai
@DrPraveenTripathiPsy
@DrPraveenTripathiPsy 7 ай бұрын
Dear Sir/Ma'am Iss samasya ke liye aapko Psychiatrist se milna chahiye , proper evaluation ke baad hi aapko next step guide kiya ja sakta hai Jyada jankari ya doctor se appointment book karne ke liye 9818083017, 9999808648 par call ya wahtsapp kar sakte hain. Dhanyawad Amit Kumar Assistant, Dr. Praveen Tripathi Renowa care , Noida
@maulanafirozali8237
@maulanafirozali8237 2 жыл бұрын
Sir aap se contact kase hosakta h
@shahreyarcool311
@shahreyarcool311 3 жыл бұрын
I AM SUFFERING FROM OCD SINCE LAST MONTH. I CHECKED EACH THING REPEATEDLY. KIA OCD KA ILAAJ HAI
@deepikasisodiasolanki864
@deepikasisodiasolanki864 9 ай бұрын
Yes.. Treatment is available... I also a ocd patient.... But meditation changes me drastically.... But in medical science... A medicine name serotonin is available for OCD patient... But we should not start it without prescription... I won't prefer medicine because I am afraid that what will happen if I am being addicted to it.
@namdevchaudhari1608
@namdevchaudhari1608 Жыл бұрын
Apka namber milega kya
@rr9062
@rr9062 9 ай бұрын
Thank u
@abirghosal4296
@abirghosal4296 3 жыл бұрын
sir mujhe ibs hain or doctor suggest mukhe phycratist k pass jana hai mujhe medicine se bohot sensitivity hai main visit karo doctor
@anuradhadubey9679
@anuradhadubey9679 Жыл бұрын
Kese thik hui
@gayatripathariya3963
@gayatripathariya3963 11 ай бұрын
Yes,sir
@namdevchaudhari1608
@namdevchaudhari1608 Жыл бұрын
Hiii
@SanjayRathod-mn2rp
@SanjayRathod-mn2rp Жыл бұрын
Thanks 🙏 sir
@shahreyarcool311
@shahreyarcool311 3 жыл бұрын
HOW TO TREAT OCD
@islampurinformation3731
@islampurinformation3731 2 жыл бұрын
Thanks sir
@priyapatekar2947
@priyapatekar2947 3 жыл бұрын
Thx sir🙏
@anshushukla1077
@anshushukla1077 2 жыл бұрын
Sir ye postpartum depression elaj KerAne ke kitne dino baad thek hota hai hame 6 month ho gye hai hai Elaj krwate hue par kisi kisi din abhi bhi dekat go jate hai or nend ni ate hai
@MumtajMansuri-fu1gm
@MumtajMansuri-fu1gm Жыл бұрын
Ab thik ho ap or treatment kb tk chla apka
@nehasah203
@nehasah203 3 жыл бұрын
Namaste sar
@Neh6854
@Neh6854 3 жыл бұрын
1 saal se mujhe ye problem ho rahi hain mujhe kuch acha nahi lagta mujhe 1 saal se bhukh ka ahsas v nahi hota lekin main kabhi kisi ko nuksaan nahi pahucha sakti
@yadavrao9660
@yadavrao9660 Жыл бұрын
Mam ab ap kaise ho
@anuradhadubey9679
@anuradhadubey9679 Жыл бұрын
Kese thik hui
@yadavrao9660
@yadavrao9660 Жыл бұрын
@@anuradhadubey9679 aap ko bhi h kya yeh problem
@anuradhadubey9679
@anuradhadubey9679 Жыл бұрын
@@yadavrao9660 ha
@anuradhadubey9679
@anuradhadubey9679 Жыл бұрын
Depression sb thik ho jata doctr ko dikwa lo
@mehnazaakhter8013
@mehnazaakhter8013 Жыл бұрын
Sir mein blood pressure ki medicine lay Rahi hoon pregnancy ka 2 din bad Lani padi aur mujhe isi ka depression hua hai ki mein kuun lay Rahi hoon .iski counseling kijiye sir.
@DrPraveenTripathiPsy
@DrPraveenTripathiPsy Жыл бұрын
Dear Mam, Iss samasaya se sambandhit jankari ke liye please 8375015790 par call ya whatsapp kijiye. Dhanyavad. Amit kumar, Assistant-Dr. Praveen Tripathi
@nitusingh3911
@nitusingh3911 2 жыл бұрын
Sir plz mera help kriye mai is bimari se preshan hu please🙏 sir
@kiranrana5059
@kiranrana5059 2 ай бұрын
Sir plz i have all ready in depression in pregnancy abhi meri dawai chal rahi hai usme ecitalopram-20 or trimine plus di hai is it safe during pregnancy?? Plzzz sir give me advice...plzzz
@monasinghrajput4552
@monasinghrajput4552 5 ай бұрын
Mere delivery ko 1.5 years ho gya h but still i m suffering with this....av v mujhe likhte waqt rona aa rha h main ro rhi hu.. lekin mein kisi se share ni kar sakti koi smjhta hi nai h Main kya karu kaise doctor ko dikhau kuch smjh ni aa rha h
@DrPraveenTripathiPsy
@DrPraveenTripathiPsy 5 ай бұрын
Dear Ma'am Iss samasya ke liye aapko Psychiatrist se milna chahiye , proper evaluation ke baad hi aapko next step guide kiya ja sakta hai Jyada jankari ya doctor se appointment book karne ke liye 9818083017, 9999808648 par call ya wahtsapp kar sakte hain. Dhanyawad Amit Kumar Assistant, Dr. Praveen Tripathi Renowa care , Noida
@somyacreationhub5052
@somyacreationhub5052 Жыл бұрын
Main bhi bahot jada Dipeession main hu 6 month ho gye kya karu
@DrPraveenTripathiPsy
@DrPraveenTripathiPsy Жыл бұрын
Dear Somya ji, Iss samasya ke liye aapko Psychiatrist se milna chahiye , proper evaluation ke baad hi aapko next step guide kiya ja sakta hai Jyada jankari ya doctor se appointment book karne ke liye 9818083017, 9999808648 par call ya whatsapp kar sakte hain. Dhanyawad Amit Kumar Assistant, Dr. Praveen Tripathi Renowa care , Noida
From Small To Giant Pop Corn #katebrush #funny #shorts
00:17
Kate Brush
Рет қаралды 71 МЛН
Bike Vs Tricycle Fast Challenge
00:43
Russo
Рет қаралды 101 МЛН
Kya mansik rogon ke ilaaj ke liye neend ki dawai di jati hain? sach kya hai?
6:09
POSTPARTUM DEPRESSION || A Mother's Experience On How To Fight It
22:12
Chinta (overthinking) ki bimari - Ek mareez ki sachchi kahani.
15:30
Dr. Praveen Tripathi
Рет қаралды 262 М.
Postpartum depression ka ilaj l Postpartum depression ko kaise dur kare l Dr Kashika Jain
22:50
From Small To Giant Pop Corn #katebrush #funny #shorts
00:17
Kate Brush
Рет қаралды 71 МЛН