I m suffering from ppd nd currently on antidepressants I m worried khi m habitual na ho ju
@Chick-os3mu3 ай бұрын
😢😢😢😢mera v haal asa hai
@radhikav253025 күн бұрын
Ye treatment lifetime chalegi kya. Any solution to stop tablet and get cured?
@sanjukumar2617 ай бұрын
Hamare sath bhi yahi problem hai isko kaise theek Karen 45 sal Ho chuke hain
@puspaagarwal3783 Жыл бұрын
Ulti bahut ho Rahi hai so kiya kiyaa jaye
@Tarun_thakur1952 ай бұрын
Mam apse bat ho sakti kya
@pallavidas22813 ай бұрын
Main bhi suffer kar rahi hu😢😢
@richamishra77092 жыл бұрын
Ma'am aap se call pe bat ho skti h
@riyazmir52332 жыл бұрын
Postam patam and dapas SF
@manjubendheda51642 жыл бұрын
Meri ladki ki dilavar hua he twins he par hart problem huaa he
@SushilaKuldeep-dz9ss9 ай бұрын
Mem meri pahli delivery me ye problem ho gyi Aaj 2 saal ho gye mene bhot dwai li lekin theek nhi huaa our ab mera 9 month chal raha hai dusri pregnancy ka mem m theek hona chahti hun mem ab m delivery k baad khush rahun gi to theek ho jaugi kya mem pls reply meri zindagi ka swal hai
@nagmakhan30139 ай бұрын
Same mere sath v yahi ho Rahi hai please help me
@himanirajput49437 ай бұрын
Iska hl kya h
@pooja97266 ай бұрын
Hiii ,dear,, man ki bimari man se hi thik hogi,,,, agar hum khud ye chahate hai hum thik ho jaye to ,,, hume bhi kuch karana padega,,, je se ki pranayam, exasize, or hanuman chalisa padho ya suna rojana,,,
@pooja97265 ай бұрын
@@SushilaKuldeep-dz9ss hiii kesi ho ab dear tum
@SushilaKuldeep-dz9ss5 ай бұрын
@@pooja9726 dugni tension mili our delivery k baad mummy ka operation huaa Reed ki hadi ka our sas ne kiya nahi dugni tension mili our rog lg gye Puri zindagi ase hi kategi ab jape me hi kaam karna pda bs Zinda hai to pti ka sath hai to Zinda hai wo bhut ache hai mere hubby par kam to karna padta hai kam nhi karege to khayege kya
@puspaagarwal3783 Жыл бұрын
Ulti bahut hota hai or anjaito v bahut hoti hai
@pooja97268 ай бұрын
Mam mera ek saval hai,,, muze bhi ye ppd tha,,, treatment li acchese or August month se leke ab tak me davaiya kha rahi hu ,,kafi badalav aaya muzame or me thik bhi hone lagi hu,,but kabhi kabhi bich me isi udasi mehasoos hoti hai ,,or wo kyu
@RadharaniParija-gn4dd6 ай бұрын
Treatment Kahan se liya Apne,MERI dii ki Bhai ye prblm hai.pkz bataye