🚀 Experience the joy of trading on Binomo and earn up to 17000 PKR per day: binomo.click/mbrosreactions6 🎁 Take part in Trade Race by Binomo and win Apple Vision Pro and other cool gadgets! With care from Binomo: your capital may be at risk 🙌
@emanaslam-zm2lr7 ай бұрын
Bhai please faisalabad city per reaction kary
@best-southhits7 ай бұрын
You guys record the reaction very good but ap log jaldi reaction nai krty abhi 2am song 8M cross kr gaya coke studio ka sb k reaction fakhe lye lakin ap ny nai kiya mny mail b kiya lkn apka reaction nai aya bnaa loo bahi
@whatsappstatues47957 ай бұрын
The masjid about you were asking, now is the world's 3rd largest masjid under construction
@Samie.87897 ай бұрын
Its an illegal 2 no project 😅
@humayunsheikh69127 ай бұрын
I am living in Precinct 11, Bahria Town Karachi
@Maha_The_Army7 ай бұрын
I live in Bahria town Rawalpindi but in general Bahria town is not just a town it's a huge society! most cities in Pakistan including Lahore, Rawalpindi, and Karachi have Bahira town society. since I was born and raised in UAE, *Bahria town is the size of Dubai+ Abudhabi. that's how big it is that even Dubia and Abudhabi alone are tiny compared to it* This is the standard size of each Bahria town in every city where it is available. and it has everything that we don't need to go out of the society.
@rubabslifevlogs4867 ай бұрын
Sab se biggest and sab se beautiful bahria mere Karachi ka hai yahan her woh facilities bhi a available Hain jo baqi cities k bahria mien nahi woh sab. Bhi
@Maha_The_Army7 ай бұрын
@@rubabslifevlogs486 yes I know that Karachi Bahria is cleaner because it's new but it doesn't have that many facilities yet because it's new but course in the upcoming future it will have more. and about beauty, Karachi Bahria doesn't have natural beauty compared to Rawalpindi and Islamabad Bahria town.
@saadijutt66717 ай бұрын
@@rubabslifevlogs486G han jo daku karachi m hain wo kisi city m ni hm janty ap na btao😂
@rubabslifevlogs4867 ай бұрын
@@saadijutt6671 bilkul sahi tabhi abhi bahria town Lahore mien latest bohat bari dakeeti hui hai wahan ka to bahria bhi mehfooz nahi Rahi BAAT dakeet ki porey Pakistan ko pta hai k ish mien Pakistan k kis chotey chotey dehaaton aur towns k aye kon kon se communities aur category k log shamil Hain ye her sahi knowledge rakhnay Wala bohat better janta hai mere pas to proofs bhi Hain iskay islye miun kholna jab acha lgta hai jab knowledge ho woh bhi correct
@manozeshan3762 ай бұрын
🫨🤔🫡
@saleemhafiz197 ай бұрын
It's about 186km².. and the mosque you were talking about is basically the largest in the world after Makkah and Madina ❤
@foodventurewithsadia78225 ай бұрын
Bhariya town aik pora city haior ye karachi say bahir hai. Highway py or yahan ki masjid pory pakistan ki hi nhi asia ki sub say bari masjid hai. Maa sha Allah
@globalvillage37887 ай бұрын
Ye bht bara huge project hy ... Bahria town Karachi.... Aik pora city hy.... international standard life style
@maryammaalik82877 ай бұрын
Bahria town is owned by a Pakistani and yeh western feel nahi bus planned town hai. Hamarey haan yeh boht bara iaaue tha keh cities ko plan nahi kiya jata tha proper. Pakistan ka pehla planned city Islamabad hai. Aur bahria town ko dekh ker yehi pata chalta hai keh isko mukammal planning ke baad design kiya gaya hai. West wali feel hamein shayad is loye bhi aarahi hai keh wahan har town aur city ko proper town planning ke baad banaya jata hai. Im really impressed. Shukr hai keh ab logon ne Pakistani architects ke kaam ko bhi dekhna shuru kiya hai. Werna log bilkul bhi interested nahi hotey is subject mein.
@RizKhansj3 ай бұрын
Bahira Town Karachi area is around 186 km2 (72 sq mi) and population is 100,000+. It very beautiful town in Karachi. Malik Riaz Hussain is a Pakistani real estate tycoon who is the founder of Bahira Town, the largest privately held real estate development company in Pakistan.
@afzalahmed97407 ай бұрын
Karachi bohat hi bara city hai iss k big hone ka andaza aap iss bat se laga len k Karachi main sirf beaches hi 20 se 22 hain aur 10 k qareeb island's hain land wise bhi bohat bara hai 35 millions ki population hai bahria town Karachi mai hi hai Karachi se bahir nahi hai 50 se 60 kilometers par phela huwa hai bahria town jahan bahria town ki limits end hoti hain wahan se other province yani other state blochistan start ho jata hai Aksar aap ne karachi k clifton beach uss ki sounding mai skyline aur buildings k dron shots dekhe honge to wo karachi ka South end hai jab k bahria town karachi ka north end hai aur dono k beech ka distance bohat ziada hai issi tarha East aur west bhi bohat bare bare areas par phele huwe hain karachi k 5 districts hain East / west/ south/ North aur Central
@asadullahmemon19647 ай бұрын
Yes this is our Karachi
@FARHANKHAN-rb2re7 ай бұрын
Karachi very nice city. & Bahria town Karachi many more butiful city. Karachi ki elite class rehti hy Yahan. Bht Maza atta hy Yahan. Bht event hoty hn yahan.
@ayesha_2_0_0_67 ай бұрын
In Sha Allah pora Karachi asa bnjyga
@irfankhoso40157 ай бұрын
I have two villas in Bahriya Town (बह्रिया टाऊन). But ironically, I live in Cfiton, District South. Because my office is near to my present residence. Bahriya is no doubt a very cool place. Too peaceful and away from the city hustle bustle
@msami99497 ай бұрын
Bahria town Pakistan k ek rich man Malik Riaz ka he❤🇵🇰
@passandida7 ай бұрын
Great team. Reactions are genuine. You must see whole of Bahria town and explore .
@NadeemShaikh-ur2qh7 ай бұрын
Bhai abhi 50% bana hai. Is me Gulf, American aur British terze tamir ko shamil kia gaya hai. I live in precent 35 sports City behria town Karachi. Main gate entrance se 22 km per hai Mera Vila.
@lubnaukaye15207 ай бұрын
Bharia Town mai danzo, theme Park Efel Tower, golf club yeah Malik riaz ne banaya hai is mai beautiful masjid hai aur Ali Palace bhi hai very beautiful place
@thesmartguyadeel39827 ай бұрын
Malik Riaz is a giant bussiness man who also have construction company in gulf countries n his vision is Behria town ..the mosque in Behria town Karachi is biggest mosque in Asia ..
@asadullahmemon19647 ай бұрын
Yes Karachi
@shazainbaloch89027 ай бұрын
Karachi Ka.. sadar Ka ilaqa ap KO 1990 lage GA but bairya town or commander city bahut zabardast hn
@faizahmed96177 ай бұрын
Ab India me sab se best reaction de te he or people srif seen Kar te he
@asma26-mx8ub7 ай бұрын
Behria town v beautiful.ftom 🇵🇰
@pakistanfuntime34237 ай бұрын
karachi defence bahira town or clifton main elite class ke log rehte hain ab to malir expresss way ban rha hain un elite class logo ke lye wo express way bane ke bd bahira town sy karachi city defence 30 mint me poch jaege arm sy abhi 2 hours lagte he
@asiffaraz67902 ай бұрын
Yes Yeh ab complete honay wala hay project❤❤
@rabiaafzal5587 ай бұрын
Behria Town ISLAMABAD bhi hai Lahore b hai or bhi 2 cities main shru ho raha hai. her jaga aisa hi hai. is main theme town bante hain koi Egyptian town , koi gulf koi French koi American, European style main t haiowns hai. yeh city type hi hota hai is main mukhtalif themes pe towns bante hain. phir sare ghar uss ttheme town main ussi trhan k banaye jate hain. Hamara ek ghar Lahore wale Behria Town main hai rent out kia hua hai. Defence DHA b aise hi hain.
@rubabslifevlogs4867 ай бұрын
Sab se bara aur sab se khobsorat bahria Karachi ka hai aur yahan her woh facilities bhi a available Hain jo baqiyon mien abhi tak nahi
@WaqarKhan-o2l7 ай бұрын
Hume to pta he nai tha DHA ya bade areas same hote h
@MRHUZI9007 ай бұрын
Bro Behria town is beautiful city bro humare ilaqe SA 5 km door hy
@yoursamu7 ай бұрын
Behria Lahore b bohat piara hai stara lahore may DHA k saray phaze b bohat acha hai, is k ilawa lahore may Askari, Johar Town, etc istarah k beshumar modern socities hai, ab hr punjab k hr city may modern socities hain. DHA raya pr reaction do phase 6
@humayunghouri46844 ай бұрын
Baharia town is jsssst superb place to visit..i must say this is Dubai in Pakistan....I visited this place yesterday and having no words to say it's jst another level place in Pakistan.... hat's offf to the owner of this develop town Mr Malik Riaz .....feeling very proud after visiting such a nice place
@Muhammadjawad057 ай бұрын
Bhi bahria town kae elawa be bht sae asae towns ha hr city ma aor bht modern❤
@nusratarshad74237 ай бұрын
Each & every thing in bharia Twon
@karachiprinters83747 ай бұрын
Pakistan bohot hi khubsurat or modern country hai ye to indian movies hain jis me Pakistan ko ab b 60s me dikhate hain agarche hum India se science and technology me piche hain lekin itne me b nahi k bilkul hi kuch b nahi abhi to aap ne defence nahi dekha Karachi ki baqi societies nahi dekhi
@pakistanfuntime34237 ай бұрын
bahira town main gate sy endoint ka distance 40 km hai itna bara hai bahria town bhai
@Zawar-Aslam7 ай бұрын
Bhai Pakitan both developed ha kafi time sa actually ap Different cities k center or food points or chota chota bazron ke videos dakhta han is lya ap ko Old vibes ati warna Agr hart city ka front dakhan ya Main dakhan to both developed ha Pakistani
@shifanazim30287 ай бұрын
Bhut khubsurat jaga ha wo greenre wali side masjid ha wo pakistan ki sub sa bari masjid ha or adventure land ha wo churaha 😅 and yaha afaltawr bhi ha bhut expence jaga ha or tourism ka liya bhut bhatreen ha
@sobiashahzad19857 ай бұрын
Bohat beautiful song hai
@abdulwaheed79097 ай бұрын
میں بحریہ ٹاؤن میں ہی رہتا ہو کراچی بحریہ ٹاؤن پاکستان کے سارے شہر کے بحریہ ٹاؤن سے بڑا ہے میرا گھر میں گیٹ سے 22 کلومیٹر اندر ہے اور آگے بھی بہت بڑا ہے اس سارے پاکستان کے بحریہ ٹاؤن کا مالک کا نام ہے ملک ریاض
@nusratparveenanwar59947 ай бұрын
Hamari family k bohut saray yahan rehte hain Hum islamabad walay hain
@mbconsturtion-qo5up7 ай бұрын
60 km hai andr hi andr Bhai me bi bahria Town Karachi m rehta hn 11B m
@realme-k4c9w7 ай бұрын
زبردست بہت خوب😊 میں کراچی میں رہتی ہوں لیکن بحریہ ٹاؤن میں نہیں رہ سکتی😢
@IbrahimEntertainment-fg5wz7 ай бұрын
Bahi malik riaz tu malik riaz ha army walu ne bahria town banaya
@realme-k4c9w7 ай бұрын
@@IbrahimEntertainment-fg5wz who is Malik Riaz🤔🤔
@TanveerAnsari-e5e7 ай бұрын
Bahria town Karachi super highway
@FaryadHussanFaryad-t4m7 ай бұрын
Bhai ye behria town Pakistan k lahor Islamabad or Rawalpindi main bhi hen Malik Riaz oner hen Jo bahot ghareeb Banda tha maxdori krta tha wo
@bushramahtab66607 ай бұрын
Assalamualaikum every one Omg my home sweet home love from sindhi Sindh
@mdhafijurrahoman65547 ай бұрын
Watching from Bangladesh
@zehriayub66677 ай бұрын
Hum Quetta walon k sardiun ki ziada ter yahin guzarti hain pur skoon jaga hay
@shaibimalik44246 ай бұрын
Alhumdulillah i have a villa in precnt 10A Bahria town yeah bahria is so advanced nd futurstic town ,very biggest nd beautiful town 😊❤️
@kashiffareede31307 ай бұрын
37 kilo meter area hy ,, behria town Karachi ka,, length vice 37 km yaad rahe
@saleemasadia77457 ай бұрын
Zoo h adventure park h masjid h bht bari bht zabardast h
@Bukhari1255 ай бұрын
yes this is biggest karachi behria town . Owned by a rich Pakistani Malik Riaz. And there are many mosques, malls, houses, etc at the same place. Rich and middle class both live there.
@nadiakhankitchenvlogs82477 ай бұрын
Mere Bhai ka h ghr bht piyara area h
@fafamuhib30333 ай бұрын
I have a home town in bahria town Karachi as well alhamdulilah yes it's a calming and luxurious society in Pakistan to line in... Mashallah but it's not too much expensive as compare to DHA
@asadullahmemon19647 ай бұрын
I love my city karachi
@KamranAli-ze2bj7 ай бұрын
Love you from badin sindh ❤
@mariumimran70637 ай бұрын
Me bhi karachi behria me rehti hu bilkl dubai bna dia hy karachi bilkl khrab ho chuka hy but behria bilkl bahir ka mulk lgta hy bht khubsoorat or haseeen pur sakun
@muqaddaskhan24917 ай бұрын
I love Karachi
@binteusman3707 ай бұрын
Meri aunty and cousin ka ghr hai Bahria town main and hum bhi jate hen bahria rehne, it is amazing and peaceful you should react on other videos of Bahria town..
@arfamuzaffar91977 ай бұрын
I live in karachi ❤😊😊
@Aez4137 ай бұрын
You should watch modern societies of lahore.thats also extremely beautiful
@TanveerAnsari-e5e7 ай бұрын
Aur bhi video hai bahria town ki bahut khubsurat hai
@Zawar-Aslam7 ай бұрын
Hey Bros I'm from Pakistan please we need Reaction videos Allama iqbal poem Shikwa and Jwab shikwa for Muslims
@EngrJavedHusaain7 ай бұрын
I lived in BTK from 2017 to 2022 ( bahria K oldest Civilization) Hahah , and now I've left and settled abroad."
@coolgadgetsandsmartproduct81847 ай бұрын
Night view is very beautiful and dancing founted efl tower 🗼 very beautiful
@shamsulislam31694 ай бұрын
Bahria Town is an area of Karachi ,There are many other such areas in Karachi but this one is newly built.
@AfshanAhmed-f2i7 ай бұрын
Masha Allah really eyes catching view ❤
@ZAYF_KHAN7 ай бұрын
Bahria Town 2 bhi banna shuru hogya plus bahria town 1 mai pakistan ka largest stadium bhi hai or world ki 3rd largest masjid jo k Asia ki largest masjid hai. Ghar saste hain idr kiu k abhi tak leez nhi hoa yh area isliye log invest kr rhy idr Eiffel tower bhi hai or largest zoo pakistan ka or largest Adventure land bhi pakistan ka
@AyanKhan-rt6we7 ай бұрын
Middle class society hi.Bahria town .love from Karachi Pakistan reaction vlog bro good 👍🇵🇰❤
@wardashah12276 ай бұрын
Haha koe mh middle class to bilkul nh ryskty rate 1lack sy bhi zada hain r uprs sy wHa ki chezy koe middle class ky Dubai aram sy jaskta jo bahria town rahyga 😂
@zohrajabeen42753 ай бұрын
Malik Reaz bilder ne banaya hia ....abhe under cunstruction hia ...sare plots bik chuke hin. Lugun ne banana shuru ker dea hia
@huzaifak41867 ай бұрын
behria town islamabad pr karo reaction kabhi ni kiya waha pr ❤❤
@hinamushtaq13493 ай бұрын
G han ap bilkul theek samjhe hain....bahria town buht hi expensive area hai yahan pr Ameer tareen log hi rehte hain
@mc._.jerry_0Ай бұрын
bro yeha rehnay k lya rich hona zaururi nhi sab k lya hai ❤ love karachi
@setariq26837 ай бұрын
Ye karachi hai bht maza hai bahria main gumne ka
@Dxgdisbtxdkdntx7 ай бұрын
I am from Karachi...behriya town Boht pyara place h or Boht expensive b
@AkashJena-v4l2 ай бұрын
I love india i proud of you india ❤❤
@MRHUZI9007 ай бұрын
Tomorrow is youngstuner and Ali ZAFAR concert Behria town
@MRHUZI9007 ай бұрын
Bhi mujhe pita ha hum yha stage ki tyari kr rhe ha
@realme-k4c9w7 ай бұрын
@@MRHUZI900Ali Zafar k Sath work karte ho Bhai ,you are lucky because I like Ali Zafar from my childhood 😢
@MRHUZI9007 ай бұрын
Subscribe kr do
@lionad84417 ай бұрын
@@realme-k4c9w Arey wo stage waghaira tayar krta hai, Ali zafar k sath nh hota mgr Kal Mil lega wo
@lionad84417 ай бұрын
@@realme-k4c9w Arey bhai aese hi concert hai, zaruri nh hai koi day ho tb hi concert rakha jaye
@itzhamzeeworld7 ай бұрын
Road view per reaction do wo zeyda acha ha bro
@epicgaming909097 ай бұрын
My family lives there in precinct 10a. Abh tou ye kuch bhe nai dekha apny behria me. Real me dekhny ki aur hi bat hai roads bht wide hen drone sy wo bat nai arhi behria ki jaisi live dekhny me hai
@DarulEman-b9c7 ай бұрын
No it is not expensive than many areas in Karachi. But the Utility charges in Bahria Town is high due to the security and services provided there.
@AliHussain-gk9os6 ай бұрын
Ya Apnay Andar eak. Saher hay Bahot khobsurat hay
@Roastrealmm7 ай бұрын
Ap bht nice hn . Ap hmesha Khush rho. Ameen suma ameen
@user-friendlypakАй бұрын
This place is not for middle class and one more thing this place is very expensive And high quality
@Prehlander7 ай бұрын
Bhai iski koi aur videos dekhna bohht bohht khobsorat hai ❤❤😍😮😮 muh khul jata hai isko samne se dekh k 😮😮
@Zawar-Aslam7 ай бұрын
Assalam u Alikum bhai we Need Reaction on Shikwa And Jwab Shikwa by Allam Iqbal for Muslims please I'm from Pakistan Jazakallah
@docterapple95282 ай бұрын
bhai main yahin rehta hoon yeh latest nahi hai aur aapne jo khali jaga ke bad greenry ke bilkul beech main ghar dekha tha woh asal main bahria town ke owner ke son ka ghar tha!
@musabuzzaman74977 ай бұрын
Main Road jis ka nam Jinnah Avenue Hai.. Sirf Wo Taqeeban 30 sy 35 kilometres ka hai..
@msami99497 ай бұрын
Bhai waqaie me is video me Sahi se nhi dekhaya he
@syedahmerabbas98716 ай бұрын
Yes am from here ❤
@khalidbabarbabar93446 ай бұрын
Ye bohat bada town hai taqreeban 60 km mein phela hua hai bohat khoobsoorat hai
@asif.mehmoodasif.mehmood53077 ай бұрын
40 Sy 50 kilo metar per bana hi
@amanansari-kf5yp7 ай бұрын
Bahria Aduncher park
@muhammadashir26647 ай бұрын
1st bahria project in lahore islamabad karachi ma b ha or peshawer ma start hona ha abi or is ma world ki i think 3rd largest mosque b ha
@nainali87577 ай бұрын
Metro city pa b
@humairarajput56377 ай бұрын
Beharaia town Lahore Islamabad b ha just Karachi ma he nhi aur. Ye ik bnda k baniya howa ha
@najmaperveen9517 ай бұрын
Develop hongay ka start ma book jb sirf booking horahi thee us time pr kuch kam prices thay ab bohot expensive ha
@adeelmohammad8507 ай бұрын
Eiffel tower nahi dekha??
@zbpesmobileworld15477 ай бұрын
Bhai bahria town k owner ne harcontrys visit kr k wahak ache ache Jago ko dek k yaha bnaya. Or jo Masjid dekne ko Mila wo Abu Dhabi sheikh Zayed masjid ko dek k bnaya hai
@afzalahmed97407 ай бұрын
Hello brother I am from karachi ji han aap sahi samjhe bahria town lower middle class logon ki aouqat se bahir hai jo Apartment bharia town ne banae hain wo bhi sirf upper middle class walay hi afford kar sakte hain 2 bhk 3 bhk walay apartment bhi kam se kham 30 millions 40 millions k aas paas hain issi tarha 4 bhk 5 bhk bhi 50 millions 60 millions tak k hain phir paint houses uss se bhi costly hain Ye to sirf apartments ki kahani hai baqi banglows to sirf rich log hi afford kar sakte hain 120 yards se lekar 2000 yards tak k villas hain jo 8 / 10 karor se to start hote hain phir 60/70/80 karor tak jate hain Ab bahria town ne announce kiya hai k lower middle class k liye bhi apartmens aur chote banglows bana rahe hain jo 1 se dairh karor k honge Bahria town naam zaror hai lekin wo pori aik city hai pore pakistan k tamam bahria towns main karachi ka bahria town sab se bara project hai Aap ne ye jo last video bahria town ki dekhi hai pore town ka shayad 7 se 10 percent area hoga jo aap ne dekha duniya k kisi bhi developed city main jo kuch bhi ho sakta hai wo yahan mojod hai pakistan ka sab se bara international cricket stadium bhi bahria town me hai jo 80 precent tak compleet ho chuka hai pakistan ki sab se bari mosque bhi yahi ban rahi hai jis ki capacity at a time120000 people's ki hogi Bhai sirf air port hi nahi banaya unho ne hala k wo bhi ban sakta hai wahan
@AnasRaza-cj1qr7 ай бұрын
Yahan per Eiffel tower bhi bnaya gya h same as Paris jesa
@nomanrajput71345 ай бұрын
Great work 💯
@Zawar-Aslam7 ай бұрын
And bhai ap log Lahore Bharia Town visit kran
@khangamera17 ай бұрын
Bhai jalwa hai Karachi ka 😎💯
@Aishazyyy7 ай бұрын
We want more videos like these
@alearner756 ай бұрын
Its not only for the upper class, but large number of middle class people live here. You should find and do an episode on it again. This video shows nothing as compared to what it is. It is made by a local company "bahroa town*. It has adventure park, day and night zoo, restaurants, mega stores world's second ot third largest mosque, sports city with a cricket stadium to host international matches (being built), own power generation and many many other attractions. They have built such towns in Lahore abd pindi also. Another one being built in the suburbs of Karachi
@naveednoor33607 ай бұрын
Karachi bahria town ke malik riaz ne banaya aur us ne bohot curruption ki warna wo ye town nahi bana pata accha banaya lekin bohot ziada curruption Karne ke baad karachi me bahria town ke ilawa baqi area bohot Ganda he 1 to waha pe ziada tar flate aur buildings bana Dee aur flats aur building bohot qareeb qareeb he aur mehange mahange flato me kamrey bohot chotey chotey he bohot ghutan hoti he flato me jab Banda Bahar relax Honey ke Liye jata he jab bahar padle chalta he to raaste me kachre keechad hotee he aur Kuch Kuch jaga gatar khule hotey he me 1 baar padle chal raha thaa raastey me koi gatar nahi khula hua dikha me samjha ke aagey bhee gatar nahi khula hoga lekin achanak me 1 gatar me gir giya phir Meray paao gatar ke andar chale gaye lekin menay apney dono haath gatar ke Bahar Zameen par Rakh diye aur phir menay haatho ko zor de kar gatar se Bahar Nikal giya aur mot se Allah ne bacha Liye teen bar karachi me Meray Saath haadsa hua aur mujhe Allah ne mot se bacha Liya aur Barish ke time karachi aur ziada Ganda ho jata he aur keechad ho jatee he 1 baar Baarish ka time thaa me ijtima me ja raha thaa jab ijtima se wapis apney ghar bus pakadney ke Liye ja raha thaa to menay dekha Zameen me keechad he aur koi jaane ka raasta nahi thaa 1 raasta thaa wo thoda door thaa me samjha ke Meray kapdey to gandey ho gaye he aisee keechad hogee neechay Zameen hogee aisa lag raha thaa ke Zameen he aur Zameen ke ooper keechad he jab menay us me pao rakha to me us ke andar aahista aahista doob raha thaa me samjha ke me to giya bohot mushkil se me zor de raha thaa apne Pao ko Bahar aaney ke Liye menay bohot Koshish kee phir me Bahar Nikal giya phir direct me uchla aur Mera Zameen par Pao lag giya aur ye doosrey baar mujhe Allah ne bachaya aur 3 teesrey baar jab me job se ghar jaa raha thaa us waqt bhee Baarish ka time thaa neechay bohot paaney thaa aur ooper Khamba thaa mujhe pata nahi thaa ke Baarish me khambey ke qareeb nahi jatey jab me khambey ke thoda qareeb se giya to neechay Zameen se mujhe Meray pao pe zordaar current Laga bohot katrnaak wala phir 1 dum se menay APNA Pao Zameen se ooper Kiya phir me aagey Chala giya aur ye teesrey baar mujhe Allah ne mot se bacha lia karachi bohot Ganda city he currupt government ne zuban cast qomiat ke naam par 1 doosrey ko ladaya aur bohot ziada curruption kar ke karachi ko kharaab kar diya
@fatimabegum99507 ай бұрын
Nice reaction.❤
@muzzamilshehzadShortz7 ай бұрын
I remember you saying that the plots in bahria town must be expensive, yes they are, plot prices can vary from 60 crore to more than 100 crores. But they can be considered cheap compared to certain plots and apartment prices in Karachi. Apartments and plots in karachi can easily cost much more. Karachi plot prices can easily get more expensive than Islamabad which is the most developed city in Pakistan. You can also find more reasonably priced plots in karachi too. The reason that plots and apartments in Pakistan are Soo expensive because Karachi is the business and manufacturing hub of Pakistan. Islamabad and bahria towns (note it's towns) are built for residence.