Guru ji Aapse bahot hope mil rhi khud ko Subject maths bahot sata rha Bahot shukriya
@EduGyanKendraКүн бұрын
Thank you Bhai ♥️
@manojkumarsaurabh8210Күн бұрын
Sir ji aaj duniyaa me ape ek good teacher hai ji 🙏❤️💯...
@EduGyanKendraКүн бұрын
Thank You Bhai ♥️♥️
@charusrivastav3835Күн бұрын
Thank you so much Sir 🙏 aap hm log ke liye bhut axa kr rhe h ...
@EduGyanKendraКүн бұрын
Thank you Bhai
@Ram-Ram45458 минут бұрын
राम राम भाई❤
@EduGyanKendra56 минут бұрын
Ram Ram Bhai ♥️
@nanditaacademyКүн бұрын
Really ..aap jo bol rahe hai ... Truth hai ... Aap real fact bta rahe hai ...bs mai 22 24 session b.ed hu science students stet hua hi nhi hai. 6to 8 math pr bs drr lg raha hai ...i request sir bs ek baar aap bol dijiye ki math ke liye kya karu
@mohanchaudhary3347Күн бұрын
Dariye nahi aage badhiye❤❤
@EduGyanKendra16 сағат бұрын
Kuch nahi karna sirf 8 to 10 ncert pura bana dijiye
@TheraosahabtalksКүн бұрын
Sir 🙏🙏🙏🙏 please❤
@EduGyanKendraКүн бұрын
Bilkul
@Birkantkumar1999Күн бұрын
General paper me geography and current ko thora topic wise bataiye baki dekh lenge
@EduGyanKendraКүн бұрын
Okay jaldi
@amritasinha48675 сағат бұрын
40 marks ke geography ke liye important chapters n unke source bta dijiye Taki 8 me 4- 5 bhi solve ho jaye
@EduGyanKendra54 минут бұрын
Scert 9 10 book padh lijiye 6 7 tak ban jayega
@allstudy5266Күн бұрын
Bhaiya jaldi pdhana shuru kijiye please
@EduGyanKendraКүн бұрын
Ha kal se
@manuchaudhary1895Күн бұрын
Sir prt ke liye Reasoning khan se pdhu plzz rply
@EduGyanKendraКүн бұрын
Video aa raha hai isi par
@manuchaudhary1895Күн бұрын
@EduGyanKendra okk sir
@allstudy5266Күн бұрын
Math
@rishavrishav1356Күн бұрын
SST ka junior aur tgt kaise preparation kre
@EduGyanKendra16 сағат бұрын
Jaldi aayega video
@shilpicsingh9143Күн бұрын
9 to 10 me science ka kaise preparation kare piz help me
@EduGyanKendra16 сағат бұрын
Video jaldi aayega
@KhusbuGautam-qw8cfКүн бұрын
Sir abhi to bpsc ne aj hi result jari kiya fir selection process hoga counciling allotment sb hoga to January bit jyega shyad to sir mai apse puchna chahtii hu ki apke according tre 4 ka notification kis month ane ke chances h please reply me sir 🙏🙏🙏🙏🙏
@EduGyanKendraКүн бұрын
Dekhiye January last ya February me aayega par cut off itna high ja Raha hai aap wo mat soch kab aayega nahi aayega aap apni tayari me lag jaye
@KhusbuGautam-qw8cfКүн бұрын
@EduGyanKendra thanks sir for reply 🙏
@chetnakumari8934Күн бұрын
Tre 4 kbtk aayega
@DeepakSharmablog2111Күн бұрын
January me form fill honge ji kyonki December me Counselling ho jayega.
@EduGyanKendraКүн бұрын
January Tak form aane ki sambhavna hai
@ravishankarmishra1009Күн бұрын
Sir ji CTET STET ka exam dete smy dar nhi lagta ek baar me hste khelte clear ho gya usme bina padha hua bhi bn jata h lekin BPSC TRE ka exam nhi clear ho rha hai TRE me to padha hua bhi glt ho jata hai 😂😢 please kuchh guide keejiye
@EduGyanKendraКүн бұрын
Dekhiye ctet stet me aapko lagta hai ki hoga phir bhi thik nahi hoga to agle baar de denge lakin jab baat Bpsc tre ka aata hai to job ka pressure me galti ho jata hai
@AmritaKumari-sc8fdКүн бұрын
Sir mere sath aisa hua hai kyuki ek number se tre-3 me selection nahi hua hai
@EduGyanKendraКүн бұрын
Tre4 me ho jayega
@AmritaKumari-sc8fdКүн бұрын
Kaise padhe prt hai Mera kuch bataiye
@EduGyanKendraКүн бұрын
Dekhiye prt k liye sabse pahle aapko Lucent ka modern history or phir indian geography