General category ke liye bsc integrated 5 year course ke liye kitna marks enough h bata dijiye cusb me
@1Saumya726 ай бұрын
Ug me addmission kaise hoga cuet ke bad or bsc agri . Ke bare me bata dejea
@JethalalGada-b4c2 ай бұрын
3:17 agar room bahar hai to kya hum campus me kabhi bhi jaa sakte hai n Night me bhi kabhi kuchhh night match wagera ho to Qnd 2nd thing is ki kya mujhe mess mil sakta hai n agar mai bahar rahta hu to bhi?
@Shashirajinfo2 ай бұрын
Aap kavi v campus me ja shakte hai, but mess nhi mile ga, aap university ka canteen use kr shakte hai only
@JethalalGada-b4c2 ай бұрын
@@Shashirajinfo why mess nahi milega? Arey mai to usi college ka part hu 😔😬
@Shashirajinfo2 ай бұрын
@@JethalalGada-b4c mess hostel balo ke leye hai only
@AX201NGW4 ай бұрын
SIR MUJHE SEAT GENERAL SEA MILI HEA BUT CW QUOTA SEA HU TO KYA HOSTEL KEA FORM MEA CW CHOOSE KARO YA UR UNRESERVED??
@AdityaKumar-e9n5m7 ай бұрын
Bhaiya BA political science ke liye Kitna cutoff hota hai cuet ug ka
@Udaykumarbharti-m2l4 ай бұрын
Bhaiya my cuet score 248/650obc category mujhe cusb me admission ho jayega kya
@Guriyakumari-ho5hk6 ай бұрын
Bhai agriculture kavbhi video banaye
@vishalrajput17807 ай бұрын
Bhaiya pol science ka department kaisa hai
@jayantvlogs79417 ай бұрын
Msc Data Science and applied stats kaisa course h or wha pe uske regular classes hoti h ya nhi
@AbhirajKumar-kv7bh7 ай бұрын
Bhai yeha pe itna regular class hoga tum khud bologi itna classes q hota hai
@7yum4 ай бұрын
bhai bsc agriculture ka 2nd sem ka fees kya hai ?
@ShivamkrguptaBR454 ай бұрын
Hostel ya pg kaha milega nera ug pg statistics me admission ho gya hai
@MDABID-z3g6 ай бұрын
Cuet ug me kitna score kare ki cusb me addmission ho gaye ga Bsc science se
@JayantPandey-nd2qc6 күн бұрын
Can I do university visit and interact with the faculty?
@muskankumari45433 ай бұрын
Bhaiya mera admission confirm 2 din pahle huaa hai msc biotechnology me mujhe hostel kaise milega, maine form bhara tha
@Shashirajinfo3 ай бұрын
Aap apne HOD se mil lezye ga agar khali hoga to allots kr dege
@ArmanKhan-v5c9x7 ай бұрын
Bhaiya attendance ka kya scene hai, dikkat hota hai absent hone pe?
@Shashirajinfo7 ай бұрын
75 percent attandance hona chahiye, es se km me problem hai
@AbhishekKumar-cz3pl5 ай бұрын
Bhaiya yeh hostel 2nd wala kha hai
@nikitakumari1317 ай бұрын
Mai last year cuet ka exam di thi to mujhe DU mila tha but financial issue ki wajah se admission nhi le payi isliye mai phir cuet ka exam de rhi hu yaha political science and international relations ka padhai kaisa hota hai aur cut off kitna ja sakta hai, aur professors kaise hai are they helpful? Mujhe civil services ka exam dena hai to kya yaha se guidence mil sakti hai 5 years tak kya ?
@Shashirajinfo7 ай бұрын
Ha hoti hai accha padhai , or professor v coperative hai
@nikitakumari1317 ай бұрын
@@Shashirajinfo mera gaon 20 km ki distance pr hai aur tekari block me aata hai pr mujhe hostel chahiye waha campus me mujhe kaise milega waha hostel
@Shashirajinfo7 ай бұрын
@@nikitakumari131 40 km se uper hona chahiye ghar, or aap ka gaw kaha parta hai tekari me
@nikitakumari1317 ай бұрын
@@Shashirajinfo main
@nikitakumari1317 ай бұрын
@@Shashirajinfo phir bhi koi to option hoga na nhi to travelling krtey hi reh jayege aur traveling me time bahut loss hoga
@archanagupta54234 ай бұрын
Bhaiya please reply humse registration ke samy galti se 2023 ka income certificate download hogya ab payment sab hogya hai merit list mei bhi hogya jab document verification hogya to 2024 wala denge to dikkat nhi na hoga
@Shashirajinfo4 ай бұрын
Aap avi koi v document upload kr lezye koi problem nhi , documents varification me aap sahi bala de dezye ga, chal jaye ga , yaha log general hokr obc catagory chose kr lete hai or bad me bolte hai ki galti se ho gaya, to o le leta hai, q ki documents varification aap ka bad me hoga class start hone ke 2 month mad , uske bad koi v garbari ho o nikale ga nhi aap ko , so relax rahiye 😊
@archanagupta54234 ай бұрын
@@Shashirajinfo thanku so much yaha bsc agriculture krna shi rhega yaha placement. Wagera hota hai bhaiya accha
@Shashirajinfo4 ай бұрын
@@archanagupta5423 avi to agriculture ka ek v batch passout nhi hua hai to placement ka pta nhi bro, jb Batch passout hoga tb hi n . Pichle year hi add huaa hai course
@archanagupta54234 ай бұрын
@@Shashirajinfo oo
@archanagupta54234 ай бұрын
@@Shashirajinfo classes daily hote hai na
@Ak_Valogers6 ай бұрын
Bhaiya hamne consling ke time me cybercafe bala se galti ho gya oh ya tha ki usne hostal applay nhi kiya tha to mujhu hostal chahi Pg ke lye oh kaise milg Help me bhaiya please 🙏🙏
@Shashirajinfo6 ай бұрын
Jb class start ho jaye ga , tb aap apne department me ja kr apne HOD se bat kizye ga , q ki sare department ma apna hostel ka seat hota hai , or offline process ke through hostel mil jata hai
@brajeshkumar95137 ай бұрын
CUET Ka exam de diye hai....UG Cours ke liye ...eske aage ki process kya Krna padega...counciling karne me free bhi lagata hai kya..
@Shashirajinfo7 ай бұрын
Councling ka 500 lagta hai , counciling kizye agar aap select ho jaye ge to aap ke no per message aa jaye ga , or aap course fee pay kizye ho jaye ga aap ka admission, baki documents admission ke bad check hoga
@brajeshkumar95137 ай бұрын
Thanks 👍 bhaiya ji... Bhaiya ji aap se personal bat Krna ...kya aapka contact number mil sakta hai bhaiya ji.....
@aryanpandey87597 ай бұрын
Bhaiya Msc - Computer science me placement hoti hai vha.....??? Kya hiring k liye Company aati hai???
@hashtagarmy92457 ай бұрын
councelling ho gya bhai
@sreyansusatpathy8077 ай бұрын
Bhai gaya se leke panchanpur ya University tak kese jana he matlab bus wagera he ki Uber karna he ? Aur hostel se University kitna dur he ?
@Shashirajinfo7 ай бұрын
Aao ko , bus or auto bhut mile ga , matlab aap ko per minute bus or auto mil jaye ga. University ka hostel class room ke samne
@sreyansusatpathy8076 ай бұрын
Thank you bro
@rohitkumarpathak70467 ай бұрын
Hello sir main registration nhi kr paya CUSB me ...koi alternate option hai admission ke liye ... Please btaiye 😢🙏
@Shashirajinfo7 ай бұрын
Spot round hota hai , us me admission ho shakta hai jb seat khali Raha tb
@rohitkumarpathak70467 ай бұрын
Spot round kab hota hai bhaiya ?
@Tara799117 ай бұрын
@@rohitkumarpathak704613th tak date thi na
@yashvardhan71827 ай бұрын
Bhiya political science me kitna cutoff lana hoga
@Random06157 ай бұрын
Bhaiya couldn't understand so I'm asking here. Hopefully you will reply. How many girls hostel is there in total? Any new girls hostel built?
@Shashirajinfo7 ай бұрын
Only one girl hostel, before that, boy and girls hostel building are combined, but now, boys hostel are separate and old hostel Full allote for girls, and new are only for boy
@Random06157 ай бұрын
@@Shashirajinfo Bhaiya I got selected in the second round so I'm here asking again..... Are there any good pg/rent rooms for girls outside campus? Will it be a bad decision to stay outside since I most probably will not get a hostel? Please reply🙏
@Shashirajinfo7 ай бұрын
@@Random0615 If you are not financially poor, then don't go out side, because University hostel is better for girls
@Random06157 ай бұрын
@@Shashirajinfo I want to stay in hostel but I heard that there are very few seats and my name is in the second list.... Do I have a chance to get a hostel?
@Random06157 ай бұрын
From general category and I'm from Assam
@AnkurKumar-vb8sy6 ай бұрын
yaha bsc agriculture me admission leke Neet ki taiyari ki jaa skti hai kya? kya enough time mil pata hai ?
@Shashirajinfo6 ай бұрын
Saturday, Sunday ko time mile ga , baki days bilkul v nhi
@SauravKumar-pb6zt7 ай бұрын
Panchanpur ka distance kitna hai university se ?? Daily university aane jaane ke liye ye Bhaiya kis mode of transportation ka use karte hai ??
@Shashirajinfo7 ай бұрын
2km hai , aap cycle use kr shakte hai, ya bus ,bus ka charge hai 5 rupya
@picsart88227 ай бұрын
Kya MA HISTORY ka class daily hoya hai, aur kitne hours ka hota hai, kya attendance manage kr skte hai Bina daily class jaye. Sath me government job ka bhi prepration krte hai.
@Shashirajinfo7 ай бұрын
Class daily hota hai , ek period 1 ghanta ka hota hai , or ek din me kitna period hoga e aap ke department per depend karta hai, aise 5 ya 6 period sb ka hota hai , or aap side se government job ka preparation kr shakte hai .
Good evening bhaiya, meri first merit list me selection ho gyi hai, lekin CUSB ka form fill krte time maine hostel accommodation wale section me by mistake 'no' kr dia tha....kya mujhe admission lene pe hostel alot ho skta hai kya? Please btaiye.
@Shashirajinfo7 ай бұрын
Ha agar aap ke department me hostel ka seat Khali rehe ga to aap ke hod class me aa kr bole ge ki jisko hostel lena hai o offline form fill kr de, sare department ka apna apna hostel ka seat hota hai
@dwiwedipragya49397 ай бұрын
@@Shashirajinfo okay thank you so much
@Tara799117 ай бұрын
Kya aap mujhe ye bta skte h ... attendence manage hoti h kya ..side s govt job ke liye preparation kr skti hu...ya daily strictly class wgrera hoti h ?
@Shashirajinfo7 ай бұрын
Class daily karna hai, attendance mannage nhi hoga, aap side se preparation kr shakte hai govt exam ka
@GoluKumar-td1ge7 ай бұрын
Ba bed ko hostel milta hai.... university mai iske students hai mtlb iss course ka choise hai wha...iska kya opportunity hai...agar koi ba bed kr leta hai toh mA mai hm kisi khass subject se pg kr skte hai ki bed ke field mai hi ma kr pdega jaise med
@GoluKumar-td1ge7 ай бұрын
Ba, b.ed ( integrated hota hai na iska baat kr rhe hai)....agar hm University mai inquiry ke lye aate hai toh wha bataya jayega ki nhi
@Shashirajinfo7 ай бұрын
Ha bilkul btaya jaye ga , or hostel sb ko milta hai
@bisht27865 ай бұрын
Golu bhai ma maths keliye apply kiye ho?
@GoluKumar-td1ge5 ай бұрын
@@bisht2786 na ji
@AnamikaSingh-hu3ry4 ай бұрын
Cusb me phd ka scene hai koi idea ho tbb bnata
@vishwajeetkumar70257 ай бұрын
Bhaiya kya gargi boys hostel ko girls hostel me convert kar diya gaya Hai kya??pls bataiye
@Shashirajinfo7 ай бұрын
Ha bro ,
@jackms4647 ай бұрын
bhaiya university ke hostel me pg wali girls ko kitne logo ke bich me room share krna pdta h and plz bhai ye bhi bta dijiye jinka first list me hi selection ho jata h to unko hostel mil jata h?
@Shashirajinfo7 ай бұрын
Room ke size per depend karta hai ki kitne log ek room me rehe he , 2 ya 3 , or hostel aap ke rank per mile ga , agar aap ka rank accha hai to aap ko phle mile ga
@riipallaviriya-hj8qb4 ай бұрын
Bhaiya registration ja window bnd hone ke bd phir open kr skta hai
@Shashirajinfo4 ай бұрын
Registration to ek hi bar hoga, agar koi problem huaa to aap direct universities me kr jr sahi karba shakte hai
@riipallaviriya-hj8qb4 ай бұрын
@@Shashirajinfo mai registration nii kr paye sir
@Shashirajinfo4 ай бұрын
@@riipallaviriya-hj8qb to syd ab dubara option n de, ek bar universities me jakr bat kizye,agar possible hai tb
@photodrive99644 ай бұрын
Bhaiya Ba bed walon ko hostel milega. Mera Cutoff me name aa gya payment bhi kr diya pr hostel milega ya nhi ye pta nhi..?
@Shashirajinfo4 ай бұрын
Agar avi nhi v mila hai, to class jb start hoga to apne HOD se bat kizye ga agar available hoga to dilba dege
@photodrive99644 ай бұрын
@@Shashirajinfo Sab ko nahi milta h kya..? Matlab last year Ba Bed walo ko mila tha ya nhi..?
@Shashirajinfo4 ай бұрын
@@photodrive9964 savi ko nhi v milta hai
@RiyaMavi-b1r3 ай бұрын
Cusb me 75 % attendance ka problem hota hai to exam nahi dene diya jaayega To phir to wo piche ho jaayega na Please bataye .. Aisa problem aapne waha par dekha hai ...
@komalkumari7334Ай бұрын
Bhai phd me admission + mess+ hotel per semester kittnna
@ShashirajinfoАй бұрын
Mess ka or hostel ka mila kr lagbhag 5k per month baki admission ka fee depends karta hai aap kis courses me admission or kis trah admission le rehe hai
@komalkumari7334Ай бұрын
@halkbhaivlog phd
@vaasuj26246 ай бұрын
2 years Post graduation kena h yahi se to kitna hostel charge lagega 2 years ka?? Vegetarian log ke liye Khana yaha pe sahi milta h kya ? Pls batayiye ?
@Shashirajinfo6 ай бұрын
30k hostel charge 2 years ka or mess ka 108 rupya per day . Or mess me only vej milta hai , non vej ke leye aap ko bahar universities ke canteen me Jana hoga
@vaasuj26246 ай бұрын
@@Shashirajinfo thank you so much sir, 🙏🙏
@motivate3736 ай бұрын
Bhiya me 14 july ko aaa raha hu cusb ye private hostel ki location kha par milegi help me plz
@Shashirajinfo6 ай бұрын
Girls ko universities ke pass me hi hostel mil jaye ga , boys hai to aap ko panchanpur me room mile ga
@Hariom_baghel086 ай бұрын
Ba ma hindi course kaisa hai ? Or kya me yaha me upsc preparation kar sakta hu
@triptikumari92806 ай бұрын
Sme question bro
@Hariom_baghel086 ай бұрын
@@triptikumari9280 aap kaha se ho kya yehi course karne ki soch Rahi ho aap bhi ?
@triptikumari92806 ай бұрын
Jiii Mujhai bhi Ba Bed krna hai Hindi sub mai
@imhariombaghel6 ай бұрын
@@triptikumari9280 okk, ap kaha se ho? Or insata I'd do thora bat krna hai
@Hariom_baghel086 ай бұрын
@@triptikumari9280 ok your state
@Shilkant4 ай бұрын
Kya local students ko hostel mil jati hai..?
@Shashirajinfo4 ай бұрын
University se 40 Km above hona chahiye aap ka ghar
@nandanianand107 ай бұрын
Girls log ko hostel mill to jata hai na...Aisa to nhi h na ki bahar jaa ke rehna parta hai??
@Shashirajinfo7 ай бұрын
Hostel mil jaye ga
@nandanianand107 ай бұрын
@@Shashirajinfo thanku😊
@Anuyogapoetry7 ай бұрын
Mess ka 107 per day ke hisab se hai jo ki 4 time hota hai hostel me ......and 9000 sem fee hai hostel ka and 1000 annually maintenance charge hai
@Shashirajinfo7 ай бұрын
Mess ka over all 3300 aata hai, or hostel ka hm uta hi btaye hai paper me saf saf mention kr deye hai 9000+1000+6000 first sem jis me 6000 refund, or baki sem me 9000
@Shashirajinfo7 ай бұрын
Thanks for reply 😊
@Anuyogapoetry7 ай бұрын
Aapka bilkul sahi hai overall 3300 aata hai but 107 rupees per day ke according add hota hai and rebate v hota hai..... Hosel per year allotment hota hai 1000 har sal me Dena hoga maintenance charge hai......mai Central university of South Bihar me current me hu Bhai 😊
@creativebrain72946 ай бұрын
Bhai apse kaise contact Karu ,pls help me bhi MSC karunga to thoda help kijiye@@Anuyogapoetry
@ajaymehta88617 ай бұрын
Placement kaisa h University
@aaannand265 ай бұрын
Hey, yahan m. Ed department kaisa h
@shree04216 ай бұрын
Bhaiya aapne mess fee likhi h 19800 but website pe to 3000 h
@rakeshmandal6376 ай бұрын
Bhai agar 3-4 din leave pe hoa ya vacation main bhi mess charge dena padta hai?
@Shashirajinfo6 ай бұрын
Mess charge 108 rupya per day ke hisab se dena hota hai
@Shashirajinfo6 ай бұрын
Jitna din aap khana khaiye ga utna hi din ka srf paisa lge ga 108 rupya per day
@rakeshmandal6376 ай бұрын
Thnxxx bhai
@rakeshmandal6376 ай бұрын
Hostel main mattress ar pillow wagera khud Lana hoga ya waha milta hai
@Shashirajinfo6 ай бұрын
@@rakeshmandal637 milta hai , aap ko bedsheet lekr Jana hota hai only
@kmishy3 ай бұрын
1:20 BHU se better room hai... Aapke yaha to bahar bhi room better hai
@Asmita_9067 ай бұрын
Bhaiya guest room nhi h yaha for family members
@Shashirajinfo7 ай бұрын
Guest room hai , but University ke guest ke leye,
@gajendrashah1236 ай бұрын
Hostel se bahar ja skte hai kya kabhi bhi, weekend pe kahi jane ke liye kya process hai
@Shashirajinfo6 ай бұрын
Koi process nhi hai jb mnn ho ja shakte hai,
@himanshubehera29107 ай бұрын
Bhai pg hostel baare m kuch boliye
@Shashirajinfo7 ай бұрын
Pg hostel ka hi hai , pg, ug ya PhD sb ka ek hi hostel hai , bass PhD balo ko ek room me ek or baki ka ek room me 2
@shree04217 ай бұрын
Government college h n itta jyda fee
@biography19017 ай бұрын
भईया मेरा 135 नम्बर हैं हिंदी में कट ऑफ 110 था , मैंने अपना फीस पेमेंट कर दिया तो क्या मेरा नामांकन पक्का हो जाएगा । क्या हॉस्टल मिलने की संभावना हैं।
@Shashirajinfo7 ай бұрын
Admission to pakka ho Gaya ,but hostel ke liye agar apply kiye hoge to mil jaye ga
@biography19017 ай бұрын
@@Shashirajinfo बहुत बहुत धन्यवाद भाई जबाव देने के लिए
@Hariom_baghel086 ай бұрын
Bhai ba ma hindi kar rahe ho aap
@biography19016 ай бұрын
@@Hariom_baghel08 My BA is complete from IGNOU .
@Hariom_baghel086 ай бұрын
@@biography1901 bhai yaha me upsc ki preparation kr sakta hu kya ba ma hindi course me admission leke.. 900 km distance hai hostel mil jayega
@Pharmcy-student7 ай бұрын
Daily aane jane ka cost bhi include hoga na
@nayiumeed47697 ай бұрын
New library kab tak khulega aur library kitna hours khula rahta hai
@Shashirajinfo7 ай бұрын
New bala me avi time lge ga , but old ka timming 9:00 am se 6:00 pm
@zxofficial36757 ай бұрын
Vericose vein ka injection bolo plzz
@AtulSingh-qy7mm6 ай бұрын
Library me air conditioner hain kya?
@Shashirajinfo6 ай бұрын
Ha , hai
@sreyansusatpathy8076 ай бұрын
Ye PG rooms kitne dur he campus se bhaiya ?
@Shashirajinfo6 ай бұрын
1 km Durr per market hai , usi market me pg, hostel mess sb hai ,
@Arxann17 ай бұрын
1 saal pdhne ke baad chhor denge to penalty lgega kya ???? Hmko partial drop lena h neet ke liye
@Shashirajinfo7 ай бұрын
Nhi
@rahul11817 ай бұрын
Haaa ye question Mera v hai Aur ek aur question hai Kya hme neet preparation k liye time milega
@Shashirajinfo7 ай бұрын
@@rahul1181 aap ke pass total 4 year hai pg complete karne ke leye, matlab 2 years ka course hota hai aap 4 year me complete kr shakte hai es se jada time nhi mile ga, or km se km 2 semester pura karna hoga tb aap ko mile ga gapp
@mohankumar10986 ай бұрын
Kya sabhi girl ko hostel mil sskt hai
@Shashirajinfo6 ай бұрын
Ha
@ankitmishra50136 ай бұрын
Registration fee Har sem m Dena parta hai?
@Shashirajinfo6 ай бұрын
Nhi ,
@sushmitkumar17814 ай бұрын
Bhai aapka pg ka naam kya hai?
@sannurahi58826 ай бұрын
Hostel me cooler rakh sakte hai
@Shashirajinfo6 ай бұрын
Nhi , kuch v extra nhi , jitna universities deti hai us se jada kuch nhi ,
@rahulraj-tg5hc25 күн бұрын
Phd wale ko hostel milta h ,single room milta h
@Shashirajinfo25 күн бұрын
Ha single room milta hai
@rahulraj-tg5hc25 күн бұрын
@halkbhaivlog phd wale ko kitna m milta h or kis building m milta h single room
@shree04217 ай бұрын
Hostel me registration bhi krana pdega??
@Shashirajinfo7 ай бұрын
Jb aap councling kiye hoge usi time hostel ka v option aata hai.
@shree04217 ай бұрын
@@Shashirajinfo cusb ka mahol kaisa h.....Bihar me sune h pdhai ke liye teachers nhi h bht negative reviews mil rahe.... please btaiye
@Shashirajinfo7 ай бұрын
@@shree0421 kis department se , teacher sare department me hai , or accha facilities hai yaha , aisa koi v negative reviews nhi hona chahiye, ha agar aap , JNU, BHU , DU, se compare karye ga to us se bhut km facilities hai yaha but accha hai
@shree04216 ай бұрын
@@Shashirajinfo Bhaiya mujhe psychology department ke baare me janana ki faculty kaisi h....mtlb ekdm sach ki pdhai hoti h future h uss college se pdhne me yaa nhi.... please reply
@shree04216 ай бұрын
@@Shashirajinfo please reply bhaiya
@Crazyfact3.007 ай бұрын
Super
@pawanaxa42795 ай бұрын
Private room ki location bhej dijiye
@Shashirajinfo5 ай бұрын
Panchanpur, dharamshala dono jagh mil jaye ga room .
@pawanaxa42795 ай бұрын
@@Shashirajinfo bhiya ji ye video Bala room ki location kay hai mujhe khana mess ka lena hai 3000ka
@sakiransari7195 ай бұрын
Bhaiya es room ka location bhej do please
@Arxann17 ай бұрын
1st sem matlb 1 year na ??
@Shashirajinfo7 ай бұрын
Matlab agar aap PG ke students huee to aap ka 1 year me 2 sem six months ka , or aap UG ke hue to 1 year ka , to hm PG ke students ke leye btaye six months ka ek sem
@1Saumya726 ай бұрын
Fee structure
@chitaranjandalai82376 ай бұрын
No bhej sakte ho?
@rajkishorsingh40997 ай бұрын
Hostal address
@Shashirajinfo7 ай бұрын
Panchanpur
@kunda1kumar7 ай бұрын
Computer science ka placement hota h ya nhi
@Shashirajinfo7 ай бұрын
Placement nhi hai yaha , jo professor ka najar me accha hota hai usko professor recomend karte hai .
@brajeshkumar95137 ай бұрын
Hello bhaiya...
@Shashirajinfo7 ай бұрын
Ji boliye
@anukul02087 ай бұрын
Hostel nahi Five star room hai bhai 😂😂
@Shashirajinfo7 ай бұрын
Bilkul 😁😁
@sunitakumari23244 ай бұрын
@@Shashirajinfo BHAIYA YE ROOM KHA PE H AUR YE UNIVERSITY SE KITNA DUR H ❤🎉
@RockyKumar-rm4eu6 ай бұрын
Hostel butruful hai bhai 😂😂😂.. Nya chakakak..
@Shashirajinfo6 ай бұрын
🙂🙂🙂ha or 🛏️ bed v mst hai , sb kuch mst hai
@AbhirajKumar-kv7bh7 ай бұрын
Room me electric jug 😂😂
@Shashirajinfo7 ай бұрын
Allow nhi hai 😁😁
@AbhirajKumar-kv7bh7 ай бұрын
Hum jante h hum khud university k hi h 😂😂
@KrishnaKumar-xe7yz4 ай бұрын
Pahle ICAR se manyata le lo Agriculture students ko bewakoof bana rahe ho