Thair bhai mey ney aap ki recipe follow ki 5 kg ka Qorma banaya yaqeen karo aap inta mazeydar bana mashallah tahir bhai allah paak aap ko humesha khush rakhey jis jis ney khaya tareef ki allah aap ko jazaye khaer ata karey ameen summa
@tahirmehmoodfoodsecrets93444 жыл бұрын
Thanks for trying our recipe allah kareem apkay khanoon me barkat de ameen.
@husnainyt16864 жыл бұрын
naci
@knowledgeilm-spreadtheisla9034 жыл бұрын
@@tahirmehmoodfoodsecrets9344 myn nyee is recipe ko follow kiya lekin kuch adition kiya bech mn 5kg k jaga 8kg bnaya or choti elachi or bari elachi or tamatar k b use kiya bohat ala bana method same h rakha ... Yakeen manyee Hamsayee kud dubara lenyee ayee .. :p
@Ibrahim-ct1rb4 жыл бұрын
@@husnainyt1686 q 72 @q)q aaa
@manzoorbagum584 жыл бұрын
Knowledge ilm - Spread The Islam 🐨
@fazalrahim92934 жыл бұрын
بہت ہی اچھے انداز سے چکن ڀکانے کا طریقہ عوام کوسکھا دیا بہت بہت شکریہ
@tahirmehmoodfoodsecrets93444 жыл бұрын
Thanks for watching and comments
@bibirani86773 жыл бұрын
Zabardast Recipe bhai aap ki tumam recipes bht Aalaaw hoti hain
@robinsingh304 жыл бұрын
Such a different style of korma making thanx for sharing 👍🤲
@alqalmalhakeem18263 жыл бұрын
ماشاء اللہ صفائی کا خیال بہتر طریقہ ہے آ پ حضرات کا 👏👏👍👍👍🏻
@feedfood64364 жыл бұрын
قورمے کا اصل ذائقہ تو کیوڑے اور چھوٹی الائچی سے ہی آتا ہے
@humairaziauddin53823 жыл бұрын
I think it's depends some people don't like qawra but green cardamom we can add you know that is pricey and he is cooking for some small hotel.
@salmasaib6104 жыл бұрын
JAZZAK Allah khayran good explication.
@jeevitaasha48084 жыл бұрын
Mashallah bhai bahut Lazeez korma Banaya hai
@tahirmehmoodfoodsecrets93444 жыл бұрын
Thanks for wathing and comment
@paramjitkaurkamboj70194 жыл бұрын
Korma di look is very yummy moh me paani aa gaya
@tahirmehmoodfoodsecrets93444 жыл бұрын
Thanks for watching and comments
@asmajamdar46974 жыл бұрын
Mashaallah, super duper recipe.Waiting eagerly for some more mouth watering recipes.
@tahirmehmoodfoodsecrets93444 жыл бұрын
Inshaallah tahla stay conected
@sibtayzaidi99754 жыл бұрын
ASAK 🌹 Recipes r excellent by professional ustads, you r explaining nicely, pls make beef nihari, thanks 🌺
@shazibalivlogs14 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/l4m5mYN_nNiCfpo
@rshabir41444 жыл бұрын
Thank you very much. aap ne mairay dil ki khawahish puri kar di.
@tahirmehmoodfoodsecrets93444 жыл бұрын
Thanks for watching and comment
@thepathofquraan77274 жыл бұрын
شہزاد بھائی کو ہمارا کویت سے محبت بھرا سلام....... 🙏🙏🙏🙏🙏
@syedfaisalrahman3504 жыл бұрын
app ka Recipe bhoot accha laga. maye try karungga. tnxss
@tahirmehmoodfoodsecrets93444 жыл бұрын
insha'Allah zarror sir
@kanwalkhan41434 жыл бұрын
Mash allah ap ka dil sa shukriyan k ap hamaray liye itna itna piyara korma banaya thank s bhai ji
@tahirmehmoodfoodsecrets93444 жыл бұрын
Thanks for watching and your valuable comments
@malikmurshad75529 ай бұрын
Ma sh ALLAH thair bhai mey ne ap ke recipe follow ke yakeen mano castumar khush ho kr gea ha thanks bhai jan ❤❤
@tahirmehmoodfoodsecrets93449 ай бұрын
🌹🌹🌹🌹🌹
@sayedajabeen4 жыл бұрын
MashAllah I tried dis recipe,it’s too good 👍JazakAllah khair 😇
@artlajawab76113 жыл бұрын
Walekumassalam wr.wb Bhai Very nice tutorial & bahut hi special recipe jazakallah Thanks for sharing this video
@mumtazkhan7904 жыл бұрын
Thanks chef, chicken korma looks so delishes I will be making soon waiting for your next recipe, thank you Allah for your mercy peace to the world AMEEN. 💐💐💐💐💐💐💐🙏😇 Miss M 🇬🇧.
@tgarmygamer22014 жыл бұрын
Thnku so much aj hmne yeh try kia tha Bhaut lazeez bna or sbne Bhaut shauk se khaya
@tahirmehmoodfoodsecrets93444 жыл бұрын
Thanks for trying our recipe
@khhalidmehmoodch.28324 жыл бұрын
Masha Allah bohat khoob lalala g..
@tahirmehmoodfoodsecrets93444 жыл бұрын
Thanks for watching dear
@shajidkhan94854 жыл бұрын
masha allah bahut achhe tareqe se aapne qorma bnana sikha jazakallahu khairul jaza
@jasminmomin52894 жыл бұрын
Wow mazedar lag raha hai....😋
@tahirmehmoodfoodsecrets93444 жыл бұрын
Thanks for watching
@hinajahangir4 жыл бұрын
Excellent video....me ye bnaungi plus pulao
@tahirmehmoodfoodsecrets93444 жыл бұрын
G zarroor try karin allah pak apkay khanay me barkat de
@shakiramoin27034 жыл бұрын
اسلام علیکم۔ بھائی آپ ہمیں پوٹلی سموسہ بنانے کا طریقہ بھی بتا دیں۔ جو شادی ہال میں دیئے جاتے ہیں
@eishamehmood58562 жыл бұрын
Mainy apki recipe follow Kar k banaya tha bohut mazay Ka bana sab ny tareef ki jazak Allah..... Allah apko bohut taraqeee dee ameen
@nidaahmed99974 жыл бұрын
Awesome recepie Plz Pakistan Chowk Kay hanif ka bunkabab or shabu ka halwa sekhayee
@khurramkhan5304 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/m6DHlGismJtrq7c
@threeangels95752 жыл бұрын
🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣
@motahir72724 жыл бұрын
Bahut acha laga apko dekh kar apne sabkuch dikhaya aur bataya
@tahirmehmoodfoodsecrets93444 жыл бұрын
Thanks for watching and your waluable comments
@aneeqakamran13984 жыл бұрын
I really like your recipe 😊 It's a basic recipe but looks yummy
@tahirmehmoodfoodsecrets93444 жыл бұрын
Thanks for watching and feedback
@Glorious_quraan4 жыл бұрын
Aneeqa Kamran قارى عبدالباسط عبد الصمد kzbin.info/www/bejne/eGjJemydmrqNa80 Like share subscribe
@mumairkamil87634 жыл бұрын
Ap ne bhot asan kar dia kisi dawat ke ly khana banana me ne ap Ke tareeqe se labeshree banai thee 15 kg Perfect bani thee
@tahirmehmoodfoodsecrets93444 жыл бұрын
Thanks for watching and trying our recipe
@shezadbaloch15314 жыл бұрын
ماشااللہ زبردست، طاہر بھائی ، بیف بریانی کی ریسیپی بھی دکھائیں،
@amnakhan43434 жыл бұрын
مزیدار قورمہ ترکیب شکریہ شئیر کرنے کے لیے
@tahirmehmoodfoodsecrets93444 жыл бұрын
Thanks for watching
@HansaKafa4 жыл бұрын
ماشااللہ زبردست وڈیو ہے۔ بہت اچھا کام کر رہے ہیں آپ۔ آپکا خود بھی شیف ہیں؟ پکوان سینٹر ہے آپکا؟
@itsallaboutcreativity9770 Жыл бұрын
ALLAH HUMMA BARIK bohot hi achi recipe hai me jab bhi qourma banati hu ap hi ki video dekh kr banati hu ab to recipe bhi yad hogai❤
@shoukatbaig15523 жыл бұрын
Mashallah tahir bhae love u so boht zbrdst
@vijayarora92674 жыл бұрын
लाजवाब बनाया जी
@PrakashKumar-wz4dj4 жыл бұрын
massa allah kya texture hai ...swad to khane se pata chalega..
@tahirmehmoodfoodsecrets93444 жыл бұрын
Thanks for watching
@sobiast.0074 жыл бұрын
Gher mei bnany k liye Uss hisab say bhi quantity bhi btaya krein Or jaiefal/jalwatry pawoder ki miqdar alag say btaien. 1kg k hisab say. Her koue gram masala mei jaiefl + jalwatry nhi daltay.
@tahirmehmoodfoodsecrets93444 жыл бұрын
Thanks for watching and comments
@mannerfullhuman88004 жыл бұрын
Yes you are right
@khokharskitchen97914 жыл бұрын
MashaAllah superb work or yummmmy recipe Allah paak khosh rakhe
@lastknight9464 жыл бұрын
😋😋😋yammi
@tahirmehmoodfoodsecrets93444 жыл бұрын
Thanks for watching
@kaousartariq24273 жыл бұрын
Insha allah mai bhi try karungi aap ki recipient bohat assn h
@esha29834 жыл бұрын
Funtastic qorma (◕ᴗ◕✿)👍👍👍🌹🌹🌹 mashallah
@youshayoushika24476 ай бұрын
Aj 8 muharm asa qurma pkya ❤ sbko pasnd aya sb jagha bata ❤❤❤❤
@tahirmehmoodfoodsecrets93445 ай бұрын
Allah pak ap ki niaz qabool farmain🌹🌹🌹🌹🌹
@anjumziarana83134 жыл бұрын
زبردست۔ ھے برادر۔ بس زرا اپنے چولہوں جگہ اور سٹاف کو بولیں صاف ستھرے رہا کیجئیے۔ مکھیاں تھیں اور برتن صاف نہیں ھیں۔
@noshadsanam64343 жыл бұрын
Bhae mene aj hi mola k nam niaz kia chicken qorma banaya zare braber bi farq nh tha pakwan center se har koe kh raha tha deg bnwae h........sun kr bht khushi horahi thanks thanks thanks bhai
@tahirmehmoodfoodsecrets93443 жыл бұрын
Thanks for trying our recipe and your valuable feedback
@najmajawed11954 жыл бұрын
Choti ilaechi javitri jaeifal nahi dala?
@shakeelkhan86974 жыл бұрын
Yeh sub kuch gram masala ma hai jo last ma dala hai
@FarazKhan-ro9sl4 жыл бұрын
Han chote elaiche ne jaifal jawatre ni khwra ni pata ni kia banaya h Bhai ne
@noshadsanam64343 жыл бұрын
Humm bismiallah nazr e Allah niaz e Hussain as
@tahirmehmoodfoodsecrets93443 жыл бұрын
Mola k saday to sari kainat kha rahi hai
@Eastwestpunjabicooking3 жыл бұрын
V r also like Nd cook Corma. U r way of explained v. Nice. Nd Chicken looking v. Delicious.
@munazzakiduniya21674 жыл бұрын
MashaAllah zabardast hai Mai zarur try karungi InshaAllah
@tasneemsharif43224 жыл бұрын
سر میں نے یہ قورمہ بنایا بالکل بھی ویسا نہیں بنا جیسا دیگ کا ہوتا ہے جبکہ وائٹ قورمہ بنایا تو وہ بہت اچھا بنا
@parvezansari50414 жыл бұрын
Janab bahut hi achhi tarah se aapne bataya jaroor try karenge
@Buntyscakebox4 жыл бұрын
Zabardast ha Bhai. Ap se pehley b pocha tha k garam masaley ki tarkeeb or ajzaa batayen qorma biryani ki sari khushboo men isi garam masaley ka bohat bara hath hota ha.. Ghar k aam garam masaley se wo pakwan center jesi baat nahi aati.. itni recipes k secret to ap ne sb bta diye hen ak hamari farmaish pe ye garam masala b Bata den to Bari meharbani hogi apki.
@tahirmehmoodfoodsecrets93444 жыл бұрын
Sabit mix garram masala 100 gram Jaifal 30 gram Jewartry 30 gram Badam almond 50 gram In sub cheezoon ko bareek pees lein Jub b biryani ya Qorma banain to aik kg ki recipe me 1 tea spn full bhar k add karin
@Buntyscakebox4 жыл бұрын
@@tahirmehmoodfoodsecrets9344 zabardast Tahir Bhai ap ne to apna fan bana liya ha.. apki videos behtereen hoti hen. Very helpful. Thank you so much
Waah simple delicious easy recipe. Dil khush huva.
@afshanirfan81294 жыл бұрын
کیوڑہ کدھر ہے قورمہ بغیر کیوڑہ کے ؟
@shehzadaslam77974 жыл бұрын
کیوڑا ڈالنا ضرورى نهيں هے
@جلالالدین-ر8ط4 жыл бұрын
Kewra Dalna zaruri Nahi hota sister uski Jaga aap sabz illachi powder use krien kewra ko km hi use kerna chahiay Artificial hai.
@fakharsheshes32564 жыл бұрын
Kewray k bena qorma nhe ban skta Bhai bhot zarori hai
@piyareafzal35454 жыл бұрын
App dal ley
@piyareafzal35454 жыл бұрын
Ok
@PRODUCT53 жыл бұрын
Main nay ye qorna ghar main banaya tha.bohat acha bana. Thank you so much
@raghadkafeel82114 жыл бұрын
Acha bana hy lekin Qormy me sabaz ilaechi our keyora bhi dala jata hy ye do ajza qormy ki jan hoty hn mery bhai ye chikan ka salan tou hy magar qorma nhi hy mazrat ke sath🙏🙏
@tahirmehmoodfoodsecrets93444 жыл бұрын
Thanks for watching and your valuable comment
@shoaibahmad41954 жыл бұрын
kahskas. coconut powder corinder cardamon ilachi kaafi cheez nahi daali ya to aaloo gost ho jata aalo ki kami thi
@shahzirabegum9294 жыл бұрын
ĺp
@mannerfullhuman88004 жыл бұрын
@@tahirmehmoodfoodsecrets9344 sawal ka jawab den plz
@mrs.uzmanajam72354 жыл бұрын
Or ismy jaifal jwetri bhi nahi dli hy
@fatimab71364 жыл бұрын
Masha Allah bahut yummy tha 😋😋😋thanks you Bhai recipe ke liye
@tahirmehmoodfoodsecrets93444 жыл бұрын
Thank you so much for trying our recipe
@ghourikids95813 жыл бұрын
Assalamualaikum jzakllah Bhai me ek home chef hu APke recipe r quantity se bht faida hota he
@salmawani50434 жыл бұрын
Mashaallah
@rahatnaznaz10304 жыл бұрын
Main ny ye qurma baya tha parfect bana. Thanks
@abdulnasir51544 жыл бұрын
Mashallah G Kamal ho gya
@shamaadil19034 жыл бұрын
Garamond masala main aap kaya kaya dalty hain recepi zaroor batain
@shamaadil19034 жыл бұрын
Garammasala
@narendranodi2854 жыл бұрын
Sabse acchhee baat Aapne pyaz dahi oil aur masale bilkul sahi migdar m dale h Aur gravi banane ka tarika lajawab h non veg banane ka sahi tarika 👍
@tahirmehmoodfoodsecrets93444 жыл бұрын
Thanks for watching and your valuable comment
@keasycooking46704 жыл бұрын
mashaAllah
@tahirmehmoodfoodsecrets93444 жыл бұрын
Thanks for watching
@gulnazshaikh63033 жыл бұрын
Tahir Saab aap bohot khub khub recipe laatay hay Sukriya! I really enjoy watching your video👍👏
@mishaalkhan29012 жыл бұрын
Mashallah Allah pak apko hamesha salamt rakhy Ameen
@AliAli-d5l5 ай бұрын
Bohat acha ha Bhai naic ap samjanay ka trika bohat acha ha ❤
@tahirmehmoodfoodsecrets93445 ай бұрын
🌹🌹🌹🌹🌹
@rahatnaznaz10303 жыл бұрын
Main ny banya tha.... Boht Acha bana tha
@jabeench90822 жыл бұрын
Bohat mazedar recipe hai MashaAllah
@tahirmehmoodfoodsecrets93442 жыл бұрын
Thanks g
@gazarvlog3091 Жыл бұрын
video is beautiful very good. Masha'Allah
@ateebhanif20384 жыл бұрын
Buht achy khane hote hen AP k,😋😋😋jazak Allah
@rubiahabeeb10414 жыл бұрын
Dekhne mein acha lagra taste karne k baad hi pata chalega
@ishtiaqhassan18734 жыл бұрын
Very good Tahir bahi zinda bad
@nirmalsoni72584 жыл бұрын
Bohat hi lajwab tarka hai geet the best this cleaning bhi ab theek hai
@kulsoomahmed9633 Жыл бұрын
Ma sha Allah very tempting I will defiantly try it
@tahirmehmoodfoodsecrets9344 Жыл бұрын
Thanks for liking
@mepu_1463 жыл бұрын
Aap log Pakistan ka asal asset hain. MashaAllah Yahan germany mai jab mai apni or apni ami ki recipes se khana pakati hn to Europe k logon ko itna pasand ata hai. Phir mai yehi btati hn k hamari shadiyon ka khana to is se bhi acha hota hai. Yahan pakwan center to hain nahi na koi shadion p bulata hai :D Or pakistan yad ata hai to aap logon ki recipe dekh k ghar mai hi apna shadi wala khana bana lete hain. Or jab khana acha pakta hai to foran yehi sochte hain k pakistan jaongi to ami abu k liyay yehi pakaongi. Allah talah aap sab ko behtareen iman p rakhe. Rozi mai barkat de. Imandari wali halal rozi ata karay. Aap ki naslon k skills mai barkat de. Ameen Farmaish yeh hai k aap log dosre mulkon ki recipes bhi pakistan mai shuru karain takeh ziada tourist aaien. Aap log zaror koshish karain k pakistan se bahar bhi aaien takeh pakistani food ko mazeed firogh milay. InshaAllah ameen Pakistan zindabad
@tahirmehmoodfoodsecrets93443 жыл бұрын
Ameen....and thanks for watching and your valuable feedback.allah tahla apko apny hifzoaman me rakhen shadoabad rahen ameen.🌹🌹🌹
@rajashahid9764 жыл бұрын
Alhumdulillah,mane ap ki recepi se banaya,boht hi zaberdast bana,sab ghar walon ne boht pasand kiya.aap ka boht boht shukria,jazak Allah 👍
@seemark85403 жыл бұрын
Masha Allah nice tahir bhai
@Tiktok.Attiqaattiqa34 жыл бұрын
Wawwww mashaAllah mere moo mein pani aagia hai
@aminairani4704 жыл бұрын
Aap ka video first time dekha aur subscribe Kar liya. Jabardast korma lagta hai. Jaroor try karoongi.
@tahirmehmoodfoodsecrets93444 жыл бұрын
Thanks for trying our recipe. Inshallah achi ban.ny gi allah kareem apkay khanoon me barkat dein
@rebiccajackson99574 жыл бұрын
Subhanullah allsh apko izzat dy khush rakhy
@salepoint64644 жыл бұрын
Hyderabad ki mor Khan ki bryani aur hyd ki akram bryani Bht mashor hy woh bana sekhein
@zeshansiddique16134 жыл бұрын
Zabardast. Apne to Baqi sbko peechay chhor dia. JazaakAllah. Allah apko hmesha apni amaan mn rakhay ameen
@imranmalik43734 жыл бұрын
Mashallah mashallah tahir bai ap nea to kamal kar di ya ab haam.yyy korma.khot banai gea ap nea to hama ra kam asan kar diya
@tahiraawan21334 жыл бұрын
Masha ALLAH pouri deg itnay achay say ban jati hay
@aliyanoreen55474 жыл бұрын
Assalam o Alikum Bht acha channel hai real receipe share krny pr thankyou Bs in cooking center walon se kahain apny kitchen ko khoobsorat bnain. Marble use krain. Or safai ka khas khayal rkhain Thankyou
@subhaqais97202 жыл бұрын
Tahir Bhai,s recipes are always delicious, mouthwatering, and supoooooooooooooooooor. ALLAH jaza-e-khair atta kry. Ameen.
@saleempatel80704 жыл бұрын
yaar. zabardast. Khush raho. This is Saleem Patel from California, USA.
@SALILGUPTA20104 жыл бұрын
Weldone ! Excellent job, Please keep doing
@sabaatta87644 жыл бұрын
Allah pak ki hifazt ferme ameen or buht kamyabia Ata fermae ameen
@tahirmehmoodfoodsecrets93444 жыл бұрын
Thanks g
@rukhsanaaijaz88304 жыл бұрын
MashaAllah Bahut shandar Lajawab recepie
@tahirmehmoodfoodsecrets93444 жыл бұрын
Thanks for watching and your valuable comments
@nadhirarauf74972 жыл бұрын
I made yesterday it was super delicious thank you for sharing this recipe and also thanks to chef who gives us this recipe
@CookingWithAmna4 жыл бұрын
Mouthering watering recipe i like very much chicken recipe nice shearing thanks
@tahirmehmoodfoodsecrets93444 жыл бұрын
Thanks for your valuable feedback
@islamicchannel26504 жыл бұрын
Assalamu aliykum warahmatullahi wabarakatu labi tahireen mashallah bhai bohat umdha Allah hafiz .
@waseemsagar54514 жыл бұрын
i like it sir men bhi seekh raha hon ik dukan par kaam 5 din men smok biryani beef b chikin b meethay chawal banana seekh gaya hon gajar ka halwa b or shami kabab bhi
@sabihaawan41483 жыл бұрын
Smjhany ka styl acha h
@dont_talk2me4 жыл бұрын
Recipe Mein quantity aur cooking time batane ka Aapka Dil Se Shukriya Thank you from viewer in India
@tahirmehmoodfoodsecrets93444 жыл бұрын
Thanks for watching and your valuable comments
@alizaumair40373 жыл бұрын
Jawab ni Apka zabrdst bhai
@tayyababukhari99783 жыл бұрын
Maina banya bohat zabardast bana ha yah🥰💗
@muzicaljourney54924 жыл бұрын
Masha allah tahir bhai bahot zabardast kaam kar rahe hain aap. bhai aalh pak aap ko hamesha khush rakhe.
@changezichangezi72413 жыл бұрын
Beautiful recipe thanks tahir bhai jan
@Eastwestpunjabicooking3 жыл бұрын
App more videoes for cooking Nd khaya rice in white colour. My grand mom cooking v. Nice