Bhot hi laziz recipe banai hai yehi to khubsurati hai khane ki
@sunitamarkar27525 ай бұрын
खूप छान पाणी थंडा या गरम डालनेका बहोत अच्छा 👍👍👌😍😍
@amimashaikh10216 ай бұрын
Assalam walekum hum bhi aurangabad se hi hai mera favourite hai mashallah
@krao12456 ай бұрын
Oh My God ! Subhanallah, Aurangabad Maharashtra ki Mutton Nan Khaliya, apko banate dekh kar muje bahot khushi ka ehsas huwa, isliye my apko dil se dua deta hun, ki lambi umar aur acchi sehat bani rahe, aap kya Baroda me rahte Hain?... Adaab.
@SMILEYFood6 ай бұрын
Thanks for liking video...Ji...Ha hum baroda me rehte hai....
@kureshifirozabanu57246 ай бұрын
Hm bhi Baroda se h Aap kha se ho
@thakormansing16775 ай бұрын
Super se super Hum bhi Patan me rahta saras bani ghayu
@RumanaArab6 ай бұрын
Mashallah recipe h...zabardast 😊
@sumaiyahannan76236 ай бұрын
Inshallah hum try karenge❤
@786saba53Ай бұрын
Bast hai maam❤
@avinashkundare94015 ай бұрын
Aapne aurangabad ki naan ki bhi recipe ki video banao....
@ArshiyaKhan-jl6xy6 ай бұрын
Assalamu alaikum. Hum. A. Badi. Hi. Hai. Aap. Kaha. Se. Ho
@farhanasiddiqui66366 ай бұрын
Kati hui pyaz bhunte bhunte hi usme gosht bhunna hota hai nake pyaz pisna
@sattarsurve6 ай бұрын
Qurbaani ki eid ko eid ul adha kehna chaahiye, bakra eid kehna munaasib nahi
@st.judeshighschoolmiraroad68035 ай бұрын
Sahi kaha aap ne
@azharsk40396 ай бұрын
Mujhe to aapki Har recipe bahut pasand Aati Hai lekin aapi aap rahti kahan ho❤❤❤
@SMILEYFood6 ай бұрын
Baroda me
@aamnakhan37722 ай бұрын
Appi garm masale mai kya kya pisa h ap ne ❤❤
@cookingwithlalita39156 ай бұрын
Nicly prepared dear friend looks so delicious recipes like this video 😊 13:27
@viratchaudhary8379Ай бұрын
Mam khass khass yani posta ka Dana hota hai na
@farahkitchensecrets13946 ай бұрын
Wow yummy and unique recipe ❤🎉
@avinashkundare94015 ай бұрын
Naan ki bhi recipe dikhao maam....
@azlaankhanpathan71406 ай бұрын
Assalamualikum aal mirch or haldi konse brand ki use karte ho reply dena
@RehanaBegum-bn7dh6 ай бұрын
Hum be aurangabad sae hai peyaj pesna nahe
@rizwanasaleem75936 ай бұрын
Zabardast hai recipe 🎉❤❤
@monishagir653813 күн бұрын
Yeh toh khorme ka saalan jaisa hai😊
@mukhtarmujawar21426 ай бұрын
naam pahli baar suna hai aurangabaad jaana padega naan khaiya khane kha par achcha milta hai
@ArshiyaKhan-jl6xy6 ай бұрын
Aap. Kaha. Se. Ho. Phir
@NargisSK-f7h6 ай бұрын
Aap Aurangabad me rehto ho hum Aurangabad me hi rehte hai
@shaikhsumaiyya15316 ай бұрын
Main Aurangabad maharashtra se hi ho, madam kya aap Aurangabad aayi ho kabhi
@subhashmore90296 ай бұрын
Very tasty and spicy, thank you ma'am 😅😂
@SaqihaiderRizviАй бұрын
Godambi ka test kisa hota h or ye kis liye dala jata h
@premjiparmar77829 күн бұрын
Steel ka chammch ya lakdi ka chammch yuse kro
@wilfredkale70396 ай бұрын
Very nice recipie❤
@YusufShaikh-z6g6 ай бұрын
Kash kash nahi khate badleme kya Dale masala please
@apatel22426 ай бұрын
Mashallah veri nice recipe
@niloshaikh31306 ай бұрын
Look so tasty 😋😋
@PrakashPatil-gi8mq6 ай бұрын
❤❤❤🎉
@mehrunnisashaikh19166 ай бұрын
Hum Aurangabad Maharashtra se hi hai
@Shaamtyagi6 ай бұрын
Please supporting me 😢
@SaniyaShaha-jc3vi4 ай бұрын
Nice 👍
@SMILEYFood4 ай бұрын
Thanks ✌
@NazimKhan-cs6oy6 ай бұрын
Assalamu alaikum mashallah aap kha se ho
@Gyankidhara0.26 ай бұрын
Mashallah mashallah
@shahistashaikh35296 ай бұрын
Jarur banayege.❤❤
@NasimShaikh-m5cАй бұрын
यह सालन कितने लोगों खा सकते हैं जरूर बताइए
@liyakatqureshi77576 ай бұрын
बिल्कुल ठीक कहा iduzzuza sahi lafz he
@AbdulRahim-km7eh6 ай бұрын
Majedar
@indianidol7866 ай бұрын
Zabardast mam
@Cookwithjuwairiya6 ай бұрын
Amazing ❤❤❤
@neeturamnani67066 ай бұрын
Nice❤
@ashfaqgouri4006 ай бұрын
mashallah 🎉
@premjiparmar77829 күн бұрын
Khana bahut hi badhiya banate ho aap..lekin jo fiber ka chammch yuse mat kro
@AbdulRaheem-po2xo6 ай бұрын
V .good
@SainShaikh-vc1ol6 ай бұрын
Masla❤❤❤❤
@Amrpaleikirasoi6 ай бұрын
Very tasty mam ❤❤
@irfanjamadar43056 ай бұрын
Masaallah
@MukhtarAhmed-mh6wk5 ай бұрын
Itna LAL Kounsa colour use kiya?
@SMILEYFood5 ай бұрын
Kashmiri Lal mirch
@mahekshaikh43366 ай бұрын
Assalamu walikum Aapne godambi kittne grams use kiya hai ?? Agr chironji use karte hai toh kittne grams lane hai ???
@ShabeenaParveen-kr2py6 ай бұрын
50 gm li hai
@shaikhrahinali47426 ай бұрын
Assalamualikum baji bakara Eid ka ghost zyada jaldi nai galata he to isko pressure cooker me ubal sakte he ??
@farkha71616 ай бұрын
Ha
@rafiqmansuri13656 ай бұрын
Very.good.recipe
@TinuNagpure596 ай бұрын
Pani garam ya cool lena hy mam
@SMILEYFood6 ай бұрын
Garam dalo to achha rahega
@mehjbeenabbasi78936 ай бұрын
Assalamualaikum aapi ... Plz mutton Shahi biryani bataiye Maharashtra ki
@SMILEYFood6 ай бұрын
Walekum assalam...Insha Allah
@mehjbeenabbasi78936 ай бұрын
@@SMILEYFood ♥️🤗🤗 shukriya aapi
@IsmailFakir-y6t6 ай бұрын
MASAALLAH
@desifoodforfamily54116 ай бұрын
Mashallah zbrdast tasty yummy recipe 👍👍👍😍 v m re
@mehjbeenabbasi78936 ай бұрын
Mashallah ❤
@SMILEYFood6 ай бұрын
sukriya
@mehjbeenabbasi78936 ай бұрын
@@SMILEYFood 🤗♥️♥️
@mehrunnisashaikh19166 ай бұрын
Hamare yaha shadi me nankhalya hi banta hai aur chini ke katoro me hi khate hai
@ashrafkhan93636 ай бұрын
❤❤❤❤
@aamnakhan37722 ай бұрын
Appi itna sara nariyal Aur poppy sead
@SMILEYFood2 ай бұрын
khaliya me dala hi jata hai...
@nazinanabawa11486 ай бұрын
Pls give ingredients in description box.
@kafeelahmad60016 ай бұрын
Tel kab dala gost to bina oil ke tha bad me oil kab dala dijhya nahi