Yeh toh bilkul mere sasural ki story hai ghar ka char beton mein ek hi damad hai jab bhi ata humlog subah se rat tak meri saas hum ko chin se baithne nahi deti. Lagta tha koi devta padhare chhoti moti bhul par suna dega utpat machayega ki hum koi puchhta nahi. Phir saas chilayegi. Jab se saas chal basi. Phir sasur ji bhi bed mein agaye. Tab se damad ka halat kharab ho gaya kya kahe kutta jaisa ho gaya. Aab retired ke baad ek hi Sahar mein rahta hai ghar aye toh koi pani tak puchhta nahi
@ShreyaQuotes6 ай бұрын
Jii in logo ke sath to yahi hana chahiye Thank you 🙏🙏
@chairoti2766 ай бұрын
Apne haath se apni izzat ghata dete hai log... ....
@RS_hindi_story6 ай бұрын
Waaaooww❤❤❤
@neeradholi-ne2qg6 ай бұрын
Aaj Kal tho aise damad nahi hote vaise kahani bahut acchi lagi
@ShreyaQuotes6 ай бұрын
Thank you dear 🙏🙏❤️❤️
@Nishasaifi-cu2cb5 ай бұрын
Hote h ese nalayak aaj bhi
@rajkumarsharma85926 ай бұрын
WHAT asensible family !!!
@kirndevi3616 ай бұрын
Bilkul sahi baat hai apni ijjat Apne hath mein Hi rahti hai aise logon ke sath Aisa Hi hona chahie tabhi to unki buddhi thikane rahti hai❤❤❤❤😂😂🎉🎉😢😮😅
@JamnaDevi-o2r6 ай бұрын
Very very nice story bilkul sahi ❤❤❤❤❤
@Junaidsaleh6 ай бұрын
Nikhil jaise damad apne sasural par boza hote hai aur ayse damad ki ijat ek kodi ki nahi rehti sasural mein
@ParamjeetX-g7h6 ай бұрын
Kaash sab main ye baat samajh jaaye to kitne hi ghar kharaab hone se bach jaaye 👍
@drvarunasingh3686 ай бұрын
Damad ki pahli visit pe hi...samman k sath.utni hi tel chakri karna chahiye...jitni uchit ho...nahi to sir to Chad hi jayeneg
@varadamahajani65116 ай бұрын
Bhagwan bachaaye aise daamaad se!😅
@ShreyaQuotes6 ай бұрын
धन्यवाद जी 😀😀
@ushamalviya99256 ай бұрын
Shi h damaj ko Hastakshep nahi karna chahiye
@ShreyaQuotes6 ай бұрын
Jii bilkul sahi kaha aapne 🙏🙏
@rajkumarsharma85926 ай бұрын
दामाद जीके स्वागतमें तोहज़ारोंरुपयेखर्चहोते हैं!
@veenarana58906 ай бұрын
Ni e
@ShreyaQuotes6 ай бұрын
धन्यवाद जी 🙏🙏
@uct14906 ай бұрын
Beautiful storry❤
@kaurbharaj6 ай бұрын
Damaad ko b biwi k sath anaa chahiye or jaldi 2a k apni importance kmm na karvao