Hero ne optima ka jo haal kar k rakha hai. Aur vida ka jo slow growth hai. Sab dekh k soch samajh kar hi lena. Hero EVs ke maamle me TVS jitni serious lagti nahi. Kahi baad me service k abhaav me paise na doob jaaye
@vverma1973Күн бұрын
Optima banane waali Hero Electric aur Vida waali Hero Motors alag alag companies hain bhai
@mdusman280Күн бұрын
Build quality kaise hai bhai
@nutanverma5578Күн бұрын
Limp mode hai ki nhi
@imranmohammed2038Күн бұрын
Trust me hero Vida ❣️
@abhi3942Күн бұрын
Jab tak limp home ka pata nahi chalta tab tak ye Suicide machine koi nahi kharidega bhai 🤪
@sachinksingh74Күн бұрын
Limp mode issue solve hua ki nahin ?
@dollvishistha280818 сағат бұрын
5:02 par jitne cilender leke ja raha h banda utane rakh sakte h kya 😅
@prashantvaidya62320 сағат бұрын
Showroom walo ka kitna 😅 Commission mila
@omprakashkumar9899Күн бұрын
92% 89KM dikha raha hai😢
@vverma1973Күн бұрын
Phir bhi ECO mode mein 120km bol raha hai 😂
@ARIFKHAN-gz3spКүн бұрын
Mene 16 november ko book ki thi aj tak nhi ayi poor service hero agencies
@DrytstuffКүн бұрын
New year se pahle kisi ko nahi milegi
@vikhneshar10420 сағат бұрын
You are not the first to share the rice review I saw an another ride review 5 days ago😅
@vikasbhise9091Күн бұрын
टाटा की इव्ही कब आयेगी.
@schk7865Күн бұрын
Kabhi nahi tata ne ola me investment kar rakha he
@abhisheksahani5699Күн бұрын
Combined braking nahi hai bhai
@theamanpro2548Күн бұрын
Price Bahut jyada ha Samjha Ola ki Price Kam h Or Rang bi Jada ha Mera pass Ola s1x 4kwh ha
@DARTHVADER-lj4dqКүн бұрын
Nice review
@RishabhSharma-g2m17 сағат бұрын
Kitna jhooth 😂 mere pass khud vida v1 pro varient hai . Itna ghatiya range nahi dekha .. baaki sab theek hai . 2 mahiney hue hai koi limp home issue nahi aaya hai but battery jaldi jaati hai
@devendrabaghel7359Күн бұрын
❣️
@Review-point-q6t17 сағат бұрын
Is it available at Narayanapur jamtara pincode 815352