@@VijayMeena-wz5ye Mahesh kumar bernwal book kaise hai geography ncert wali kyo Mai Mahesh kumar bernwal book he Lena chah rahe please reply
@Bhaskeroshovani6 ай бұрын
@@shivangiPrajapati-de4tu wo bhi achhi hai
@SandeepAspirantVlogsАй бұрын
English medium me milega sir
@UPSC-HINDIMEDАй бұрын
amzn.to/47oQ0I2
@akashsoni8504Ай бұрын
Ras pre or other state govt exam rajastan ke liye sahi rehegi kya
@UPSC-HINDIMEDАй бұрын
Shi hai
@akashsoni8504Ай бұрын
@@UPSC-HINDIMED ncert included h kya isme ya vo alag se padne padegi
@AmanYadav-3278 ай бұрын
Good afternoon sir
@UPSC-HINDIMED8 ай бұрын
Good afternoon
@Shasha_View7 ай бұрын
What about Arihant magbook 2.0 geography .
@UPSC-HINDIMED7 ай бұрын
Kuch khas nhi
@MrSaurabhVlogofficialАй бұрын
Bihar si ⭐⭐ ke liye ye book best rahega n bhiyaa
@UPSC-HINDIMEDАй бұрын
Shi rahega
@diapkbhave5956 ай бұрын
Dristi vs vision geography kiska best notes h
@UPSC-HINDIMED6 ай бұрын
Dono ke shi hain
@MrSaurabhVlogofficialАй бұрын
Bhiya mujhe ye shmjh mein nhi aa raha hai kon sa edition ka luu ... Mujhe 2025.2026 ka exam dena hai tho please btaa dijiye kon sa edition ka luu
@UPSC-HINDIMEDАй бұрын
Abhi jo new mil raha hai wahi lelo amzn.to/4ddUQcv
@studywithhimanshu1663Ай бұрын
Bhai main bhi preparation start kar raha hun To kya aap mujhe note share kar sakte hain aur main aapko note share kar sakta hun donon log milkar taiyari kar lenge
@studywithhimanshu1663Ай бұрын
Please reply jarur Karega
@vikashkumar-cj8izАй бұрын
Bhai sab ka content acha gai bus koi bhi kridiye aur pdiye man lagakar aj kitab ko 10baar pdiye baat baar pdiye phir maja dekhiye mai is liye kah raha hu ki mujhe anubhav hua hai agr hamari baat galt lgeto maaphe kijiyega bgai
@ashishgusain37647 ай бұрын
Bhai barnwal le ya ye wali plz reply
@UPSC-HINDIMED7 ай бұрын
1st choice Majid Hussain ,2nd choice Mahesh Kumar Barnwal, 3rd choice drishti ias inme se koi ek lelo
@shikhayadav2117Ай бұрын
Tgt geography k liye enough hai
@UPSC-HINDIMEDАй бұрын
Syllabus dekho
@RanjeetSingh-si5lf8 ай бұрын
Very nice book ❤❤❤❤
@Milar.fitness8 ай бұрын
Hlo bhaiya koyi book giveaway kar do ❤
@shashankverma90958 ай бұрын
English medium me available hai??
@UPSC-HINDIMED7 ай бұрын
Yes
@Story646837 ай бұрын
Sir ye book uppsc ro aro ke liye sufficient hai
@UPSC-HINDIMED7 ай бұрын
Yes
@all_thik_of_beauty80637 ай бұрын
Sir dristi ka offline batch kb aa start ho rha h 2024 ka
@UPSC-HINDIMED7 ай бұрын
Drishti ki site me Jake apko sari information mil jayegi
@AshishKumar-ux9nj7 ай бұрын
mere pass mahesh barnwal hai lekin 5 saal pahle wala kya ye lena sahi rahega mujhe uppsc ro aro ke liye chahiye...
@UPSC-HINDIMED7 ай бұрын
Ek Latest edition lelo koi si bhi
@nonAme-ty8cc3 ай бұрын
Bhai majid hussai. Ka climatelogy ka lortion pdf m de do cyclone tornado air aadi
@UPSC-HINDIMED3 ай бұрын
Abhi book available nahi hai ek do din me as jayegi to de dunga
@shashankverma90958 ай бұрын
Sir, please upload pdf of that book.
@avinashupadhyay12378 ай бұрын
Sar kya Drishti ka geography ki book pre means ke liye sufficient hai
@UPSC-HINDIMED8 ай бұрын
NCERT ke sath sufficient hai
@upgradeu91324 ай бұрын
Iska Naya edition kab Tak aa sakta hai
@UPSC-HINDIMED4 ай бұрын
Ye to jab aayega tab hi pata chalega
@SonaThakur-to3tl4 ай бұрын
Sir for geography i read NCERT nd sudarshan sir lecture For mains kon si book padni chiye majid husain ya ye book Kya sir ye book mains ke liye sufficient h
@UPSC-HINDIMED4 ай бұрын
Majid Hussain bhi theek hai Mahesh Kumar Barnwal bhi theek hai aur drishti ki quick book bhi shai hai teeno me se koi ek lelo aur 6 to 12 th Ncert ache se padho , rivision karte raho , notes taiyar karo ,pyq dekho aur solve Karo sath me mapping bhi dekho
@SonaThakur-to3tl4 ай бұрын
@@UPSC-HINDIMED Drishti quick le lu mains ho jayega isse
@upgradeu91324 ай бұрын
drishti ki quick book me bhugol ki yahi book hai ya dusre title se aur dusri koi aur book hai
@UPSC-HINDIMED4 ай бұрын
Yahi bhugol quick book hai bhai
@anuppthakur45165 ай бұрын
6 jun ke date me abhi lu ya 8th ka wait karu ,kab aa rha?
@UPSC-HINDIMED5 ай бұрын
Agar taiyari shuru karni hai to wait kya karna Jo available hai wo lelo waise bhi new edition me jada kuch update nahi hota
@smc_circle_by_sagar_sir4 ай бұрын
New edition 8th kav aayega?@@UPSC-HINDIMED
@VkBist-m7l2 ай бұрын
Sir ye book group c ke liye sahi rhegi??
@UPSC-HINDIMED2 ай бұрын
Padhna chaho to Sahi hai lekin group c ke hisab se Jada hai Lucent gk lelo usme sare subject mil jayenge
@akashrock585 ай бұрын
Bhai english medium is book ka kesa hai? Bcs mai eng medium se hu
@UPSC-HINDIMED5 ай бұрын
English medium me utna hi hoga jitna Hindi me hai
@akashrock585 ай бұрын
Bhai ek help karo...is book ki eng medium ke baare mein batao pls...log bolre the ki eng wali mein content kam hai ki
@UPSC-HINDIMED5 ай бұрын
Aisa kuch nahi hai jitna Hindi medium ka content hai utna hi English medium me bhi hai
@deepaksinghdhami56168 ай бұрын
Sir मेरा uttrakhand RO का mains है में इसी से पढ़ रहा हूँ क्या ये enough होगी
@UPSC-HINDIMED8 ай бұрын
Yes
@abhaynegi68697 ай бұрын
Sir si , constable , patwari ka lia sahi ha book
@UPSC-HINDIMED7 ай бұрын
In exam ke liye ye book jada hai In exam ke liye Apko ek aisi book Leni chahiye jisme sare subject ho jaise Lucent Lucent me apko sare subject mil jayenge aur in exam ki taiyari ke liye kafi hai
@Historical_Pen8 ай бұрын
Hello sir mene arihant economy book purchase karna chahta hu ncert notes please reply
@UPSC-HINDIMED8 ай бұрын
Notes book me Khali NCERT notes hi milenge aur notes tabhi samjh me aate hain jab uske bare me basic details me padha ho
@SharukhKhan-km5tx7 ай бұрын
Aathva edition kab tak aayega
@UPSC-HINDIMED7 ай бұрын
Shayad jully ya August me
@pianotech33586 ай бұрын
Ya ye based on ncert book hai
@pianotech33586 ай бұрын
Isko padhne ke baad class 11 ki ncert padhne ki jarurat hai??