Kitna painful Hoga ea ghatbmnaye....both lord Shree ram and ma sita ke Liye....😢😢😢❤❤❤❤❤❤
@christianchauhan233 ай бұрын
JAI SHRI #RAM🏹🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 JAI #HANUMAN🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 🕉 NAMAH SHIVAYA🙏🙏🙏🙏🙏 HAR HAR #MAHADEV🔱🔱🔱🔱🔱
@rajeshkarmakar84524 ай бұрын
জয় শ্রী রাম ❤❤❤❤ জয় শ্রী কৃষ্ণ ❤❤❤❤
@arpansundaray80194 ай бұрын
JAY SIYARAM JAY SHRI RAM JAY LAXMAN JAY SANKAT MOCHAN MAHABALI HANUMAN
@kamleshyeshi64334 ай бұрын
जय सिताराम 🙏🙏🙏❤️
@sanjaykumardas3264 ай бұрын
Jay ShreeRam Jay
@dhruvsingh67664 ай бұрын
जय श्री राम🕉🕉🕉🕉
@ramnageshwar46404 ай бұрын
Ram Ram
@Npandey10084 ай бұрын
Jai shree Ram 🙏❤🕉
@parmarbrothers184 ай бұрын
Jay shree ram
@karamveersharma37584 ай бұрын
Siyaram siyaram🙏🙏
@EagerChurros-bm7du4 ай бұрын
Namaskar
@harpalsinh84144 ай бұрын
नमस्कार
@shubhammehta61714 ай бұрын
Iska arth ye hai ki Bhagwan Shri Ramchandra Ji ne Mata Sita ko nahi Khud ko Bura Bhala kaha
@babu-005a.s64 ай бұрын
Shree Ram ka ea kaysa naay hai. Uno e devi Sita ka agnipariksa Lia aur bad me Devi Sita ka paritayag kar dia. Agar ea maan Lia Jay ki unhone samaj ke maryada ke chalte esab Kia, pherbhi to isse ea sabit hota hai ki Shree Ram ne in kareo ke dwara samaj mein ye sandes dia ki agar ek stree ka iccha ke birrud aur unka bibasta ka lav uthake unka balpurbar appaharan Kia jaata hai to Sara doss us nirdos stree ka hua, sara kalank us stree ko laga hai.
@pranav_.X0X2 ай бұрын
@@babu-005a.s6 sara dosh stree ka kaun bata rha hai ?? Ravan sahit uske kul khandan ka vadh nhi hua kya ?? uska putla kyu jalate ho aaj bhi ?? ahilya ji ko gautam rishi ne shrap diya saath me indra ko shrap nhi diya tha kya ?? Agar ram ne yahi sandesh diya hai to Kya treta me unki leela puri hone ke baad kabhi kisi purush ne ye kehke apni patni ka tyag kiya ho ya kr rha ho ki ram ji ne sita ji ka tyag kiya tha to me tumhara kar rha hu ?? Kyu sabhi rishi maharishio ne Sri Sita ramchandra ji ko divyatam dampatti ki upadhi di , sita ji ko nariottama aur ram ji ko purushotam kaha , unke jaise adarsh grihasthi ka udharan kyu diya jata hai shastro me ?? agar aapki vyavaharik bahari drishti ko bhi dekhe to sita ji ka tyag karke kya ram ji swam khush hue hai ?? kyuki antarik drishti se dekhne aur shastro ko padne se pta chal jata hai ki ye sab hona purv me hi tey tha yadi grantho ko pada hota to pta chalta aur yadi adhyatmik drishti se dekhe to ye sari ghatna kewal prabhu aur maa ki leela hai , sita ji kabhi bhagwan se alag hoti hi nhi h na ho sakti
@tusharkumar9574 ай бұрын
how is this maryada purushottam?
@pranav_.X0X4 ай бұрын
Kya maryada ke vipreet kaha hai unhone ?? Jo ek maryada me rehne wale samanye sadharan purush ko baat kehni chahiye wahi sab baate bhagwan ne kahi Aur waise bhi ye sab jo hua unki leela ke antargat tha , yadi aise hi bhagwati sita ko wo swikar kar lete to sansar puri zindagi shak karta rehta ya to ram ji ki pavitrata par ya sita ji ki pavitrata par , unki mahima ka gyan ho isliye ye leela hui
@tusharkumar9574 ай бұрын
@@pranav_.X0X not trusting your wife is maryada mai rehna? apni patni par ravan ke sath sharirik sambandh banane ka aarop lagana sahi tha? aur agar ye aisa keh rahe ki Sita ke anumati ke bina ravan ke sharirk sambandh banaye hongai tab to ye keh rahe ki r*pe victim ki galti hai ki uska r*pe kyu hua
@pranav_.X0X4 ай бұрын
@@tusharkumar957 Ram ji ne kab vishwas nhi kiya sita ji pr ?? 🤡agar nhi krte to na hanuman ji ko apne prem sandesh lekar bhejte na pul bandhke yudh karte 😂 tum bhi bhagwan ki maya vagjal me fhas gaye , unhone ravan aadi rakshaso par sandeh kiya ki kahi unke dwara kuch dushkarm na kiya gaya ho , haran ravan ne kiya tha sita ji ka na ki sita ji ne ravan ka aur isliye bade hi samman purvak unhone aisi baat kahi ,yaha tak ki sita haran me bhi doshi wo khud ko hi bta rhe hai , unhone sita ji ki koi galti kaha batayi hai ?? wo to ab bhi yahi bol rhe hai ki sita tumhara mangal ho iske aage bhi bhagwan yahi keh rhe hai ki aap ayodhya chalke bharat lakshman shatrughan ke sanrakshan me reh sakti hai , normal baat samjho agar koi raja aise hi haran ki hui patni ko rakh le to unki patni par bhi praja aarop lagaegi aur raja pe bhi ki patni ke moh me isne aisi patni ko rani banakr rakha hua hai , common sense lagao yahi baat wo dhobhi nhi samaj paya tha ab main topic pe aate hai , Pehle baat to ye sab baate charcha ka vishay hi nhi hai kyuki ye sab unki leela ke antargat hi hui ghatna hai bhagwan ko pta hai ki sita ji param pavitra aur pativrata hai bas sansar ko pta chal sake isliye ye leela hui ,iska baat ka khulasa iske agle adhyay me hi brahma ji ne hi apni stuti me kar diya hai 😌 aur uske agle adhyay me swam ram ji ne hi ye baat bta di hai , aap jake ye pura prasang padiye tab samaj aayega
@tusharkumar9574 ай бұрын
@@pranav_.X0X agar apne video dekha ho to Ramji ne bola hai ki unhone ne shak kiya hai ki Sitaji ke sath Ravan ne dur vyavhar kiya hoga , agar Sita bole bhi ki kuch nhi hua tab bhi next episode mai use agni pariksha deni hogi. Agar trust krte to agni pariksha ki kya jarurat pad gayi mere bhai? edit: aur Ramji ne yudh karne ka karan kuch aur bataya hai issi video mai agar aapne suna
@pranav_.X0X4 ай бұрын
@@tusharkumar957 ye pura adhyay pado yudhkand 118 sarg अवश्यं चापि लोकेषु सीता पावनमर्हति । दीर्घकालोषिता हीयं रावणान्तःपुरे शुभा ॥ १३ ॥ भगवन् । लोगोंमें सीताजीकी पवित्रताका विश्वास दिलानेके लिये इनकी यह शुद्धिविषयक परीक्षा आवश्यक थी क्योंकि शुभलक्षणा सौताको विवश होकर दीर्घकालतक रावणके अन्तः पुरमें रहना पड़ा है।॥ १३ ॥ बालिशो बत कामात्मा रामो दशरथात्मजः । इति वक्ष्यति मां लोको जानकीमविशोध्य हि ।। १४ ।। 'यदि मैं जनकनन्दिनीकी शुद्धिके विषयमें परीक्षा न करता तो लोग यही कहते कि दशरथपुत्र राम बड़ा ही मूर्ख और कामी है ॥ १४ ॥ अनन्यहृदयां सीतां मच्चित्तपरिरक्षिणीम् । अहमप्यवगच्छामि मैथिलीं जनकात्मजाम् ॥ १५ ॥ 'यह बात में भी जानता हूँ कि मिथिलेशनन्दिनी जनककुमारी सीताका हृदय सदा मुझमें ही लगा रहता है। मुझसे कभी अलग नहीं होता। ये सदा मेरा ही मन रखतीं- मेरी इच्छाके अनुसार चलती हैं॥ १५॥ इमामपि विशालाक्षीं रक्षितां स्वेन तेजसा । रावणो नातिवर्तेत वेलामिव महोदधिः ॥ १६ ॥ 'मुझे यह भी विश्वास है कि जैसे महासागर अपनी तटभूमिको नहीं लाँघ सकता, उसी प्रकार रावण अपने ही तेजसे सुरक्षित इन विशाललोचना सीतापर अत्याचार नहीं कर सकता था ॥ १६ ॥ प्रत्ययार्थ तु लोकानां त्रयाणां सत्यसंश्रयः । उपेक्षे चापि वैदेहीं प्रविशन्तीं हुताशनम् ।। १७ ॥ 'तथापि तीनों लोकेकि प्राणियोंके मनमें विश्वास दिलानेके लिये एकमात्र सत्यका सहारा लेकर मैंने अग्निमें प्रवेश करती हुई विदेहकुमारी सौताको रोकनेकी चेष्टा नहीं की ॥ १७ ॥ न शक्तः सुदुष्टात्मा मनसापि हि मैथिलीम् । प्रधर्षयितुमप्राप्यां दीप्तामग्निशिखामिव ।॥ १८ ॥ 'मिथिलेशकुमारी सीता प्रज्वलित अग्निशिखाके समान दुर्धर्ष तथा दूसरेके लिये अलभ्य है। दुष्टात्मा रावण मनके द्वारा भी इनपर अत्याचार करनेमें समर्थ नहीं हो सकता था ॥ १८ ॥ नेयमर्हति वैक्लव्यं रावणान्तःपुरे सती । अनन्या हि मया सीता भास्करस्य प्रभा यथा ॥ १९ ॥ 'ये सती-साध्वी देवी रावणके अन्तःपुरमें रहकर भी व्याकुलता या घबराहटमें नहीं पड़ सकती थी, क्योंकि ये मुझसे उसी तरह अभिन्न हैं, जैसे सूर्यदेवसे उनकी प्रभा ॥ १९ ॥ विशुद्धा त्रिषु लोकेषु मैथिली जनकात्मजा । न विहातुं मया शक्या कीर्तिरात्मवता यथा ॥ २० // 'मिथिलेशकुमारी जानकी तीनों लोकोंमें परम पवित्र हैं। जैसे मनस्वी पुरुष कीर्तिका त्याग नहीं कर सकता, उसी तरह मैं भी इन्हें नहीं छोड़ सकता ॥ २० ॥
@raviahirwar98264 ай бұрын
❤❤❤❤😂
@sachinkhadka78474 ай бұрын
ये तो राम ले गलत काम किया । ये तो मर्यादा नहि हुवा !
@pranav_.X0X4 ай бұрын
Kya galat kiya aur kis angle se maryada nhi hui ?? Ram ji ne jo bhi kaha sansar ki drishti ko dekhte hue kaha hai , isko hi maryada kehte hai , agar ye maryada nhi to tumhare according maryada kya honi chahiye thi 🤡