My grandfather used to listen this. Many memories and emotions. Specially for my rasool ❤(saw)
@shahranhussain60372 жыл бұрын
I don't understand the language properly, yet I'm here for Lailat al-Mi'raj 💝 Sabri Brothers is simply splendid, thanks to everyone who preserved his amazing works. Best wishes from Bangladesh, wishing y'all a beautiful shab-e-Meeraj. May Almighty Allah accept all our prayers and may we reflect the best ideals of Prophet Muhammad (pbuh) in our lives.
@mjhassanshaik96282 жыл бұрын
May Allah open the door of knowledge to you
@mazhartarar91322 жыл бұрын
Welcome from Pakistan Banglaali Brother. You are our brother. I'm Punjabi but my some relatives are residing in Bangladesh. May Allah bless you.
@MdKalimUddin-me5he Жыл бұрын
0
@MdKalimUddin-me5he Жыл бұрын
@@mazhartarar9132❤
@Mohammed-197869 ай бұрын
Ye Mere Rasool e pak s.a.w ka zikar hai Mere Allah ne Buland kiya hai hamesha rahega qayamat tak..aur Qayamath ke baad bhi Insha Allah.. Alhamdulillah.. 2024 ki Kya bat hai Aur Kya auqaat hai.
@coolaamir162 жыл бұрын
Kia zabardast Qawalli hai , my wife doesn't understand urdu but she says this give her goosebumps and she asked me what was being said , ab na ese Qawal hain na esi qawallian ne qawalli sunne aur samjhne walay , zabardast
@rajiapreferiti42502 жыл бұрын
MasaAllah
@adeebmohd444 Жыл бұрын
This is farsi not urdu
@saadtalks92 Жыл бұрын
@@adeebmohd444 only the chorus is arabic. baaqi is urdu, kalam written by ambar warsi. Chorus is by shaikh saadi
@little_photon Жыл бұрын
Allah uss shakhs ki duniya aur akhirat dono Roshan kardijiye Jo Nabi paak ki tareef bayan kre
@mkkhusro3770 Жыл бұрын
Beshak ❤️
@filmcentreofindia8820 Жыл бұрын
Beshak
@liteclasher9990 Жыл бұрын
Aameen bhai❤️
@shakilqureshi5103 Жыл бұрын
Ameen
@shahalamshaikh5039 Жыл бұрын
Aameen
@tibbimashwarytariqmehmoods1252 жыл бұрын
کمال کر دیا کلام لکھنے والے نے۔اورعروج کی انتہا کو پہنچا دیا غلام فرید صابری مرحوم نے
@coffeeshop12682 жыл бұрын
Urooj ki inteha ko pohchana kisi bashar ke bas m nahi..... ALLAH. Hi jane MOHAMMAD ka martaba
@muhammadfaizan5022 Жыл бұрын
@@coffeeshop1268 m
@ll.xrv7 Жыл бұрын
Masha Allah Aap ne Tareef ka Haq Ada Kar Dia....
@zubairhussainparacha6105 Жыл бұрын
بے شک
@arunjain72234 жыл бұрын
सलाम कुबूल फरमाइए। तकरीबन चालीस साल पहले आपके बारे में सुना था, आज सुना तो यह एहसास हुआ कि जो सुना था वो कम सुना था, इतना प्यारा संगीत इतना मीठा , हर्फ नहीं है बयां करने के लिए
@arunjain72234 жыл бұрын
@makhbool ahmed जी आपने सही फ़रमाया, पर हम बचपन से ही ख़्वाजा मुईनुद्दीन चिश्ती साहिब के यहां होने वाले कव्वाली और कोल में शरीक होते थे, और यह तो उस परवरदिगार की बंदगी की एक अदा है, जो वो ही किसी किसी को बख्श करता है, साबरी ब्रदर्स बहुत नसीब ले कर आए है, आप हमें अगर मतलब समझाएंगे तो मेहरबानी होगी
@arunjain72234 жыл бұрын
@makhbool ahmed Bhai Jaan, bahut shukriya, meharbani,
@shsolankisolanki5814 жыл бұрын
Bhai jaan apko wo najriya khuda ne bkhsa 2020 me sun rha hu kwali me inka koi jwab nahi kwali king
@abi02024 жыл бұрын
@@arunjain7223 bhai sahab app ka andaz itna khubsoorat hai kai aak bhar ai, sada khush rahain
@drishfaq92233 жыл бұрын
Lp
@epicshop1058 Жыл бұрын
When Sheikh Saadi was writing Balaghal ula bi kamalihi, he couldn't find the forth line for this. He spent his whole day thinking of it but he only managed to write first three lines. At that night our Prophet(SAW) came to his dream and asked him to add "Sallu alaihi wa alihi" as the fourth line of the poem. The poem was chosen by Muhammad (saw) himself. Thats why its so special and still living in our hearts❤❤
@HammadAwan-d7g2 ай бұрын
@@epicshop1058 yes but these two poetry are kufr e sareeh 1st : Sadma e Hijr Khuda se bhi bardasht na hua (Astaghfirullah in this poet poet is saying (Not Shaikh Saadi but the one who has added this) that Allah Pak majboor tha aur uss se Muhammad Peace be Upon him ki doori bardasht na hui hai wo majboor mohtaj tha Maazallah aur Dusra Hawas thi deed ki Miraj ka bahana tha Kufr e Sareeh)
@muhammadimranwaseem88992 ай бұрын
INSHALLAH yeh Kalam Sabri Brothers ki Bakhshih ka sabab bany ga .. Allah innko Jannat mein Aalla Muqam Atta farmaye
@saheefaahmedjamali1854 Жыл бұрын
I never thought of listening this on KZbin. My baba used to put this on his speakers while driving me t9 university. A few days ago he died and we siblings were missing him so much that we started to sing this out of the pain we are going through. Less we knew that we all have memorized this just because he used to put this on his speakers and while traveling to university and school unknowingly we all learnt this by heart. I miss you baba ♥ There are no words that can help us go through this pain
@Eagle-eye-112 Жыл бұрын
Lucky children of a Blessed father. Allahummagfirli...
@izharkhan49155 ай бұрын
May Allah Pak grant him the company of Rusoolullah (saw)
@sherajoshi3663 ай бұрын
My mother and I used to hear this qavvali every night 🌃🌉 , today my dear mother is not here , but I am remembering her while listening to it . Mummy , this is for you , with love .......
@younasazhar24063 ай бұрын
اللہ سبحانہ وتعالیٰ اپ کی امی جان کی کامل مغفرت فرمائے آمین یارب العالمین
@Studycorner0001112 ай бұрын
Ameen
@shaher_e_hyderabadi10 ай бұрын
May today this blessed night shab e meraj bring peace in Palestine
@mdbashir269610 ай бұрын
Aameen 🤲♥️
@affanhashmi38372 жыл бұрын
ya Allah is kalam ki barkat se sabri brothers ko huzur ki shafa'at naseeb farma Ameen
@LollypopStudio2 жыл бұрын
Ameen
@meesamabbas83342 жыл бұрын
Ameen
@babajaan0112 жыл бұрын
آمین اللہ
@musttryfusion Жыл бұрын
Dil chahta hai sunta rahe insaan .. itni khubsurat tareeqy se tareef ki Sarwar e Kainat Sallal lahi alaihe wasallam ki. Buht khubsurat awaz aur spiritual lyrics. Ma Sha Allah. Allah Sabri brothers ko Jannat me aala muqaam farmai. Nabi Sallal hu alaihe wasallam k saamny naat parhny ki toufeeq ata farmai aur sunny ki Nabi Sallal lahu Alaihe wasallam k darbar shareef me. Aameen
@reasoning893 жыл бұрын
Ali zafar ne bhi achcha padha . But this is pure gem .Sabri brothers ne emotion se padha hai Bachapan se isi version ko suna hai aur ye unmatchable hai .
@nadeemakram94612 жыл бұрын
واااااااااااہ 🌹 کمال ااااااااااست سبحان اللہ ۔۔ خاتم النبیین کی تعریف و توصیف اور افزاں کن تاثرات نہایت اعلیٰ ظرفی سے بیان کیے گئے ہیں ۔۔ سبحان تیری قدرت
@mahnoorarifmansoori14584 жыл бұрын
Mashallah.. Yeh Alfaaz Nabi saw ki mohabbat ka muh bolta saboot hain. Allah pak darjaat buland krein sabri brothers and amjab sabri bhai ke ameen
@irfanbeloskar30934 жыл бұрын
Mashallah
@sarthakverma70333 жыл бұрын
Farsi Ae khatm-e-rusul kaaba-e-maqsood tuyi O Last of the Prophets, you are the Kaaba [we] seek Dar soorat-e-har che hast maujood tuyi Within the form of everything that exists, you are present Aayaat-e-kamaal-e-haq ayaan ast ba-to The signs of the perfection of the Truth [God] are made clear in you Aan zaat ke dar parda nihaan bood tuyi That essence which was hidden behind the veil was you Urdu Suhaani raat thi aur pur-sukoon zamaana tha It was a beautiful night and the age was full of tranquility Asar mein dooba hua jazb-e-aashiqana tha The loving attraction was fully engulfed in effect Unhein to arsh pe mehboob ko bulaana tha He [God] had to call His beloved to the heavenly throne Hawas thi deed ki meraaj ka bahaana tha He longed to see him - the 'ascension' was just an excuse! Sar-e-la-makaan se talab hui A command came from the Placeless Origin Soo-e-muntaha wo chale nabi Towards the final boundary [of the universe], the prophet went Ye kamaal-e-husn ka moajza This is the miracle of the perfection of beauty Ke firaaq haq bhi na seh saka That even the Truth [God] could not bear separation Shab-e-meraaj liya arsh-e-bareen par bulvaaye On the night of ascension, He called Muhammad to the Sublime Throne Sadma-e-hijr Khuda se bhi gavaara na hua The pain of separation was intolerable even for God Sar-e-la-makaan se talab hui A command came from the Placeless Origin Soo-e-muntaha wo chale nabi Towards the final boundary [of the universe], the prophet went Koi had hai un ke urooj ki Is there any limit to his ascent? Balaghal-ula bi-kamaalihi He reached the highest place through his perfection Arabic Khair-ul-wara sadr-ud-duqa najm-ul-huda noor-ul-ula "Best of creations, epitome of subtlety, star of guidance, light of the highest place Shams-ud-duha badr-ud-duja yaani Muhammad Mustafa Sun of morning, moon of night" - as in, Muhammad Mustafa Urdu Koi had hai un ke urooj ki Is there any limit to his ascent? Aaqa rawa saalaar-e-deen O lord and lawful chief of the religion Ya rehmatal-lil-aalameen O mercy for the worlds Aa muqtada-e-mursaleen O prevailing leader of the messengers Aa peshwa-e-ambiya O premier of the prophets Farsi Jannat nishaan-e-koo-e-to Heaven is a sign of your street Wash-shams-e-eemaan roo-e-to And the sun of faith is your face Wal-lail wasf-e-roo-e-to And the night praises your face Khoobi ye rooyat wad-duha The morning is the goodness of your face Ism-e-to ism-e-aazami Your name is the greatest name Jism-e-to jaan-e-aalami Your body is the life of the world Zaat-e-to fakhr-e-aadmi Your rank is the pride of mankind Shaan-e-to shaan-e-kibriya Your glory is the glory of the Almighty Urdu Koi had hai un ke urooj ki Is there any limit to his ascent? Jo gaya hai farsh se arsh tak He who went from the ground to God's Throne Wo Buraaq le gaya be-dharak He took up Buraq fearlessly Tabaq-e-zameen waraq-e-falak Surface of the earth and page of the heavens Gaye neeche paaun se pul sarak Streets and bridges went out from under his feet Laten zulf ki jo gaeen latak As the locks of [his] hair dangled To jahaan saara gaya mehek The entire world became fragrant Hueen mast bulbulen is qadar The nightingales were intoxicated to such an extent To ye ghunche bole chatak chatak That the rosebuds broke open and bloomed Koi had hai un ke urooj ki Is there any limit to his ascent? Gaye ghar se char ke Buraaq par He left home having mounted Buraq Shab-e-vasl rukh se hui seher On the night of union, his face brought about dawn Ye safar tha khoob ka khoobtar This journey was better than the best Yahi tha har ek ki zubaan par This is what was on everyone's tongues Koi had hai un ke urooj ki Is there any limit to his ascent? Balaghal-ula bi-kamaalihi He reached the highest place through his perfection Yahi ibtida yahi intiha This is the beginning, and this is the end Ye farogh jalwa-e-haq-numa This brightness is the manifestation of the truth-revealer Ke jahaan saara chamak utha Such that the entire world rose shining Kashafad-duja bi-jamaalihi He drove out the darkness through his beauty Rukh-e-Mustafa ki ye raushni This is the illumination of Mustafa's face Ye tajalliyon ki hamaahami This is the boastfulness of splendors Ke har ek cheez chamak uthi Such that every single thing rose shining Kashafad-duja bi-jamaalihi He drove out the darkness through his beauty Na falak na chaand taare na seher na raat hoti Neither sky nor moon, nor stars, nor daybreak would have existed Na tera jamaal hota na ye kaainaat hoti If not for your beauty, this universe would not have existed Ke har ek cheez chamak uthi Such that every single thing rose shining Kashafad-duja bi-jamaalihi He drove out the darkness through his beauty Wo saraapa rehmat-e-kibriya That incarnation of the Almighty's mercy Ke har ek pe jis ka karam hua He whose generosity reached everyone Ye Quraan-e-Paak hai barmaala He [Muhammad] is the open Qur'an in front of all Hasunat jameeu khisaalihi Beautified were all his characteristics Ye kamaal-e-haq-e-Muhammadi This is the wonder of Muhammad's dominion Ke har ek pe chashm-e-karam rahi That the eye of mercy remains on everyone Sar-e-hashar naara-e-ummati On Armageddon, the chant of his followers Hasunat jameeu khisaalihi Beautified were all his characteristics Wohi haq-nigar wohi haq-numa It alone is the truth-guarder and truth-revealer; Rukh-e-Mustafa hai woh aaeena The face of Mustafa is that mirror Ke Khuda-e-Paak ne khud kaha Such that Holy God said Himself, Sallu alaihi wa aalihi "Send blessings upon him and his family" Mera deen ambar-e-warsi My faith is an inherited fragrance Ba-Khuda hai ishq-e-Muhammadi By God, it is the love of Muhammad Mera zikr-o-fikr hai bas yahi My only utterance and thought is, Sallu alaihi wa aalihi "Send blessings upon him and his family" Farsi and Arabic (alternating) Che kunam bayaan-e-kamaal-e-oo What can I say about his perfection! Balaghal-ula bi-kamaalihi He reached the highest place through his perfection Che farogh karda jamaal-e-oo What brightness his beauty has created! Kashafad-duja bi-jamaalihi He drove out the darkness through his beauty Man hairatam za-khisaal-e-oo I am amazed by his characteristics! Hasunat jameeu khisaalihi Beautified were all his characteristics Dil-o-jaan-e-ma baa-khayaal-e-oo Our hearts and lives are occupied by thoughts of him! Sallu alaihi wa aalihi Send blessings upon him and his family Ae mazhar-e-noor-e-Khuda O manifestation of the divine light of God Balaghal-ula bi-kamaalihi He reached the highest place through his perfection Maula Ali muskhil-kusha Master Ali, resolver of troubles Kashafad-duja bi-jamaalihi He drove out the darkness through his beauty Hasnain jaan-e-Faatima Hassan and Hussein, the two dearest of Fatima Hasunat jameeu khisaalihi Beautified were all his characteristics Yaani Muhammad Mustafa Meaning, Muhammad Mustafa Sallu alaihi wa aalihi Send blessings upon him and his family
@farookhhaneef26473 жыл бұрын
very beautifully translated those who don't understand farsi and arabic it is very helpful
@shaqeebahmedkhan81203 жыл бұрын
Thank you so much for this translation i cant be any more thankful to you it just amazing and truly magnificent Thank you so much 🙏🙏🙏
@mohammedakramperviz39093 жыл бұрын
Very good translation sir. May the Almighty bless you.
@shaikhamaan94113 жыл бұрын
Shukriya sir very beutiful 🙏🙏 may Allah bless you
@goldengaming50512 жыл бұрын
Respect Sir/Mam☝😊
@amirsuhail5821 Жыл бұрын
Ya Allah mujhe namazi banade... Apne pyare nabi ko jo gift me namaz mili uska pband bna de... Nabi ki sunnato par chalne vala bna de.. ameen
@tabletsking9295 Жыл бұрын
Ameeeeeen
@princeaftab78632 ай бұрын
हुज़ूर आखिरुज्जमा शहंशाहे दो जहान मालिक कवनोमकान की जितनी भी तारीफ़ करी जाय यहां तक की पूरी कायनात मिलकर कयामत तक सिर्फ़ आपकी तारीफ़ में लगी रहे और आप पर दुरूदो सलाम भेजती रहे, उसके बावजूद भी उनके मर्तबे और शान के ज़र्रा बराबर भी तारीफ़ ना हो पाएगी।। क्यों की नबी करीम सिर्फ़ नबी ही नहीं नूर से भी आगे एलननूर हैं।। और सारी कायनात के लिए रहमत हैं।।। बस ये खुदा का कर्म है की उसने मेरे मां बाप की दुआओं को कुबूल फरमाया, जिसके सिले में मैं पैदा हुआ और नबी पर दुरुद शरीफ़ पढ़ने का मौका मिला।। खुदा सबके गुनाहों को माफ़ करें सदके रसूले मकबूल जनाबे मोहम्मद मुसतफ़ा स, अलहे व स के सदके से।। आमीन ❤
@sayraquadri888Ай бұрын
Ameen
@princeaftab7863Ай бұрын
@sayraquadri888 शुक्रिया आपका 🌹
@AsifKhan.1Ай бұрын
❤
@KarachiMarketUpdates3 жыл бұрын
Ali Zafar is a Good Singer! But Sabri Brothers se bhetar ye Kalmaaat koi nahi phaar sakta :) Always Love and Respect Sir!
@khushalkhan97503 жыл бұрын
So you haven't heard AZIZ MIAN yet
@Batool-kf2pu3 жыл бұрын
@@khushalkhan9750 no...
@affankhan32343 жыл бұрын
@@khushalkhan9750 is kalaam ko koi sabri brothers se accha nhi padh sakta,..aziz miya choodo, nusrat sahab ka naam suna hai, "aastan hai yeh shahi zeeshan ka" dono ne gaya hai, Sabri brothers nd Nusrat sahab, lekin usme nusrat sahab ki takkar nhi, kalam kalam ki baat hote hai bhai
@arsalanhakeem873 жыл бұрын
Ali Zafar also did a good job. This is a gem composed by legendary Sabri Brothers. Jazakallah-U-Khair ❤️
@abdulhameed48733 жыл бұрын
Sew rqwqwq to of
@arsalanhakeem873 жыл бұрын
@@BoringMadam of course no deniel in that.
@jusabhingora14752 жыл бұрын
@@BoringMadam 💯
@jusabhingora14752 жыл бұрын
true 🤞🏻💯
@daouddogardogardaoud27122 жыл бұрын
Mulalawasali Abad dun abada
@moneykontrol3 жыл бұрын
Abba Ka Purana Radio Aur unki chair par baith Kar is Qalaam ko Sunna Ameen Bhai mujhko bhi apne Abbu Yaad aa Gaye ... Dil me tees si uth gayi ..Ab khud Abbu ban Gaye to bachcho ke saamne Ro Nahi Sakta ...lekin Zindagi be Noor hai walid ke Baad .. Zindagi kat jaati jee Nahi jaati.. Allah us Sar parasti ke liye mere walid ko Jannat Ul Firdaus ata kare Aur Nabi ki shafat aur Allah Ka deedar ata karey Ameen ..Dil se aasu aa Gaye
@FayazAhmad-gu5dx3 жыл бұрын
Mere dil ka haal Aap bata gaye
@debtanudas36103 жыл бұрын
Mere aur mere abbu ka favourite he yeh! Long live Sabri brothers
@OvaisTabassi54753 жыл бұрын
Asalamalaikum bhai mera bhi naam Ovais hai,,,, mere Walid bhi Allah ke pas hai,,,, Allah pak apke Walid Sahab ko jannat e ferdous me Aala maqam ata kare Ameen.
@salmanbinahmedbamasdoosbam2753 жыл бұрын
Aameen summa aameen
@nazkhan61903 жыл бұрын
الہی آمین
@sikoskills110 Жыл бұрын
Koi Had Hai Unk Aroooj Ki.. Its gives Goosebumps
@ghulamsarwar23394 жыл бұрын
مجھے عشق ہے ان سے جنہیں موضوع بیان کیا۔ میں روزانہ سونے سے پہلے سنتا ہوں۔ سبحان اللہ۔ کیا کلام ہے۔
@musejidoctor805610 ай бұрын
I am listening today. MasaAllah.
@CreativeMinds7864 жыл бұрын
With this Qawwali I remember my Abbu Jaan ..who is resting in heaven... qassam se abbu k sath wala bachpan yad agaya wo sunte the stereo m caste dal kar
@aftabrai24224 жыл бұрын
Allah kareem un ke darjaat buland farmaye
@syedgilani99384 жыл бұрын
sahi bat h mere baba bhi cassette se sabri bros. ki qawwwali sunte the ALLAH UNHE JANNAT M ALA MUQAM DE
@salimx4 жыл бұрын
Khuda ki kasm Abbu ki yaad aagyi kai saal bad bhot khul ke rona hua hai. Allah Tammam marhoom ki magfirat farmaaye.
@zeenatevakhan98734 жыл бұрын
We had the Sabr brothers at our house and it was the most spiritual journey a teenager could have May Allah grant the highest places in Jannat
@AltafKhan-qh2zg3 жыл бұрын
Saira انشاءاللہ He is watching you from heaven and smiling on his daughter for remembrance and memories I use to enjoy as kid with my grandpapa nana on the cassette players he too resting in his grave it brings tears always when this qawali plays
@ak4zaFFx.10 ай бұрын
10 saal se fav hai ❤️abbu ka or mera bhi ❤️
@AJusticeWarrior3 жыл бұрын
Iss Naat ko Roye baghair koi sun hi nahin sakta !! Allah Jannat naseeb kare Sabri Brothers ko.
@sajeelabbas20923 жыл бұрын
Aameen
@ismailwarsi65233 жыл бұрын
AMEEN
@englishwithfock3 жыл бұрын
Ameen
@abdullahazzam32443 жыл бұрын
علی ظفر نے اچھا خراج تحسین پیش کیا ہے لیکن اصل پھر اصل ہی ہوتا ہے ۔ اس کا لطف ہی کچھ اور ہے! سبحان اللہ
@rohinton333 жыл бұрын
Sabri brothers have a class. Have been listing to them for over 35 years. Yes... most listeners must have landed after listening to the new version.
@coolaamir16 Жыл бұрын
Last night i listened this , then i ran and stood up for namaz, this poetry generates so much love for Prophet Muhammad SAW and it forces me to do what Huzoor SAW emphasized the most that is Namaz
@haziqkhankhan709 Жыл бұрын
Misraaa ki last line salu alaihi wa alyhi hamary nabi saw ny mukamal krwaya sheikh sadi rh ko khwaab mn 🥰
@aathenextrafi9583 Жыл бұрын
Sallallahu Alaihiwa sallam
@asifmumtaz8035 Жыл бұрын
@@haziqkhankhan709 killing lollipop lollipop OK (ill) OK k😮kolo
@AbdulGaffar-ce3yz Жыл бұрын
❤
@mdsazzadhossain8404 Жыл бұрын
900😊pu0@@@haziqkhankhan709jo
@noreenn654 жыл бұрын
Subhan Allah. Nabi Sallal lahu alaihe wasallam ka zikr karny wala jahannum me nhi sakta. Sabri brothers spent there whole life to praise Rasul Allah SAW. Jannat me aala muqaam par faez hongi Sabri brothers.ameen
@aziz990564 жыл бұрын
Ameen
@kdansari12013 жыл бұрын
Bachpan se sunta aaya hu ab v sunta hu aur ga v leta hu.Allah saabri brothers ko zannat me Aala muqam ata kare.aameen.
@aabidKhan-fp4no3 жыл бұрын
Ameen
@Sayyed_musharaf_shah2 жыл бұрын
Masha allah kaise kaise here the jin ko humne nhi dekha mgr jbb bhi inka padha howa kalaam sunte hain to iman taza hojata hai
@vickyy4402 жыл бұрын
Masha Allah Mairaj kaa din aur ye Kalam suna Jaye Subhan Allah. Sabri brothers were blessed. Sallu Alehi wa Ale hi
@shahbazsultan26683 жыл бұрын
KINGS of qawali. May ALLAH bless them and give them place in Jumah. Ameen. They were the Lagents never to be born again. And beautiful qalam of umbar warsi. Evergreen qawalies of Sabri brothers.
@sameerakb52584 жыл бұрын
Balaghal ulabe kamalihi Kashafatdujja be jamalihi Hasanat jami u hisalihi Sallu alayhi wa aalihi
@sheikh_sahab013 жыл бұрын
💚
@abdulsattarfdnaxhxgd17734 жыл бұрын
ماشااللہ بہت ہی خوبصورت اور دل کو چھو جانے والا کلام جسے بار بار سننے کو دل چاہے۔۔اللہ پاک صابری برادران کو جنت الفردوس میں اعلی مقام عطا فرمائے آمین ثم آمین
@RustamAli-u8mАй бұрын
,, ما شاء اللہ بہت خوب 40 سال یاد دہانی کرا دے
@Hudha5045 жыл бұрын
In jaise na koi qawaal hai na aane wali kai pidiyon tak honge. Mere parents ke time se sun rahi hoon aur beshak mere aage ki pidi bhi usi dilchaspi se sunti hai. Golden Voices with Golden Heart filled with love of Khuda and his Nabi!
@shaikmustafasm72393 жыл бұрын
Beshak
@mohammadkhisal39425 жыл бұрын
Ye kamale "HAQ-E-MOHAMMADI" k har ek pe chashm-e-kamar rhi Sare hashar nara-e-ummati Hasnat jamio khisalhi Shubhan Allah
@doctorharam42643 жыл бұрын
meri mama ye naat bht sunti thi....Allah pak janat main unko jaga day ameen.....
@nazeemuddinshaikh97713 жыл бұрын
Ameen....
@rajaharoon35032 жыл бұрын
اللہ کریم اس طرح عروج دیتا ہے۔ ۔۔۔۔۔۔۔ لکھنے والے پر لاکھوں کروڑوں سلام اور صابری برادران پر بھی ۔۔۔۔۔۔ میرے نبی کے نام میں قربان ۔۔۔۔
@shahidmehmood1791 Жыл бұрын
Beshk
@Parachute8804 жыл бұрын
بھائی سیدھی سی بات ہے اب نہیں بنے گی ایسی قوالی ، لکھنے والے لکھ کر اور پڑھنے والے پڑھ کر چلے گئے۔۔۔۔ اللہ پاک صابری برادران کی مغفرت فرمائے۔۔ آمین
@amajadkhan20584 жыл бұрын
Amjad Khan
@7khero2204 жыл бұрын
Beshake iss Mai koi shak ki bt nhi Allah paak in bhayon k darjat buln kary aameen
@riazjadoon26783 жыл бұрын
HQ💖💯👈
@TahaKhan-er1ln3 жыл бұрын
WALLAH Aap nay bilkul theek kaha
@muhammadasgharhussain22354 жыл бұрын
سدا بہار کلام، بے مثال اواز۔ صابری برادران کو اللہ تعالی جنت الفردوس میں اعلی مقام عطا فرماے۔ (امین) میرا دین عنبر وارثی، با خدا ہے عشق محمد ی۔ میرا ذکروفکر ہے بس یہی ۔ صلو علیہ والہ ۔ اصغر۔
@riazjadoon26783 жыл бұрын
AMEEN💖💖💋💯👈
@sajeelabbas20923 жыл бұрын
Aameen
@waseemsaqlaeni2623 жыл бұрын
Ammi bta rhi thi ek din humare nana radio pe suna krte the ye ALLAH humare nana ko jannat ul firdous me ala maqam ata farmye or unki magfirat farmaye aameen
@chishtiyadiwana59503 жыл бұрын
ameen
@aabidKhan-fp4no3 жыл бұрын
Ameen
@faizankhan85663 жыл бұрын
Summa ameen
@sayemsayyed3 жыл бұрын
Ameen
@ghazalanaheed79603 ай бұрын
Sadma-e- Hijar khuda sae bhee Gwara na howa.......whenever hear this lyric.....goosebumps r there to feel .......AllahPak sabri brothers kee magferat farmaey aur Janat ul Firdous mai Alla Mukam atta farmaey (ameen)...
@HammadAwan-d7g3 ай бұрын
Ye Bhai kufriya poet hai Ke Allah majboor hogaya Huzoor ki judai main aur Allah mohtaj hogaya Huzoor ke deedar ka aap tajdeed e Iman karo Yu Keh kar ke ae Allah Maine Jo ye sher suna, padha, Pasand kiya isse kufriya Jaan kar iss se bezari aur tauba karta hu phir Dusra Kalima tarjame ke Saath padh Len aur Tajdeed e Nikah bhi karen agar Shadi Shuda hain to
@marwarajpoot44622 жыл бұрын
ماشاء اللہ روح میں اترنے والے الفاظ اللہ تعالیٰ مرحومین کو جنت الفردوس میں اعلی مقام عطا فرمائے آمین ثم آمین
@babajaan0112 жыл бұрын
آمین اللہ۔
@asifhusain98178 күн бұрын
Aameen
@khanrazasaqibi19169 жыл бұрын
salam ya rasool Allah karam hum gareebo faqiro par wah wah kya qawwali hai shabri brothers both u beuty nobody can replace shabri brothers true lover of aqa saw maslake raza zindabad
@cartoonworld56947 жыл бұрын
khan raza saqibi Bilkul thek kaha
@cartoonworld56947 жыл бұрын
khan raza saqibi Maslak E Raza zindabad
@eshalahmad788410 ай бұрын
Shab a mairaj mubarak ❤
@hamzachaudhry509410 ай бұрын
Khair Mubarak sir ❤
@farooqueazam30492 ай бұрын
Main is naat ko bachpun se sun raha hiun.Waqayi sunne ke daoraan rooh taazgi se bhar jaata hae.Sabri brothers ki awaaz me yeh behtareen naat hae,jo Persian me hae.Subhan Allah.
@zohebsiddique41923 жыл бұрын
No onee can beat sabri brothers...love from india
@mohdsabir3104 жыл бұрын
Sabri brothers ki shan me alfaz nhi Duniya me koi jawab nhi In the history of qawwali
@dolli48664 жыл бұрын
Sary la makan se talab hui Soiy muntha wo chaly Nabi(sAw) Subahanallah Ay Allah hamen hr trah k azab se nijat ata farma Ameen
@matlubalikhan13193 жыл бұрын
Ameen
@mirnawab93573 жыл бұрын
Aameen
@sheikh_sahab013 жыл бұрын
Ameen.
@sahibzadamanzoor2652 Жыл бұрын
اے غلام فرید مرحوم و مغفور تجھے اللہ پاک کروٹ کروٹ قبولیت و قربت بخشے تو نے غلامیئے فرید رحمت اللہ علیہ میں کیا کچھ نہ پایا ھوگا۔۔تیرے مرتبہ میں کتنا اضافہ ھوگا میری اوقات ادراک نہیں۔۔ماشاءاللہ جزاک اللہ زھےنصیب یہی ھے نماز عاشقاں مجھے بھی کوئی کاش پڑھا جائے۔۔۔۔
@MunirAhmad-yn1fw Жыл бұрын
Ameen
@MunirAhmad-yn1fw Жыл бұрын
Ameen
@AbdulHameed-fg5pd9 ай бұрын
میرے نبی کی کیا کوئی مکمل تعریف کر سکے گا ان کی شان کی کوئی حد نہیں ہم حد مقرر کر ہی نہیں سکتے بس تعریف کیے جاؤ
@ParvaizAhmed-zt6vq6 ай бұрын
😊
@munwerhussain55325 ай бұрын
❤❤❤❤❤❤
@Saint-xn9jv4 ай бұрын
Ap sab 2 no Muslima hai, Munafiq hai sab
@sunnysha10004 ай бұрын
bdjjffjgkyyyy
@sunddarkamaal49744 ай бұрын
@@Saint-xn9jv کیا مطلب ہے آپ کی بات کا خان بھائی۔؟
@FaisalKhan-ri3hf3 жыл бұрын
1992 ki bat h hum jab subha uthte the isi kawali se har subha hoti thi hamare Abba roz yeh gazal sunte the.aur ek kawali aur thi dekh tamasha lakdi ka.
@baqirmalik21183 жыл бұрын
Mr yay ghzal nhi
@parveenshaikh29933 жыл бұрын
I think we need to understand the difference : The Original and The Ali Zafar version both are indeed "the masterpiece" in their respective ways .. Ali Bhai composed this beautiful theme according to contemporary music and taste of audience in todays era..! there can't be a comparison both are magnificent and splendid .. we need to simply accept and respect both the forms expressing The Greatness of our beloved Prophet PBUH.....
@ansarpathan803210 ай бұрын
Shab e meraj Mubarak ❤
@gohermushtaq88843 жыл бұрын
اب ایسے لوگ کیوں نہیں پیدا ہوتے؟ ایسی محبت بھری شاعری اور نہ ہی عقیدت جھلکتی گائکی میں۔ بس شہرت کی طلب ہر کسی کو۔
@naeemrauf42203 жыл бұрын
True
@mianwaliartfolder2373 жыл бұрын
Kya Kamal ki tarif hy mery Pyary Muhammad akherio zaman ki .
@sajidanasreen90304 жыл бұрын
Subhan Allah.. Koi had hn unk arooj ki... Allah sabr brother ki magfrat kre aur jannat ull firdous mn alla muqam ata kre.... Ameen
@shafiqueshaikh89504 жыл бұрын
Subhan Allah
@aziz990564 жыл бұрын
Beshak. Koi had nahi sarkar ke urooj ki
@hameednoor5992 Жыл бұрын
Masha allaha Aap ki sabhi kawwaliya jabbhi me sunta hu mera bachpan yaad aajata he kiuki mere walid sahab ko kawwali sunne ka sok tha wo aksar aap hi ki kawwaliya rediyo par sunte the chaae wo chle ya nahi chale masahallha fhir bhi sunte the❤
@amtulsami73313 жыл бұрын
Mare abu bht shooq say sunty the allah un ko janat naseeb kary ameen
@umairbokhari8493 жыл бұрын
Aameen
@syedrasool73703 жыл бұрын
Ameen
@syed78723 жыл бұрын
Ameen
@mohd.alimansari78123 жыл бұрын
Mere waliden bhi ❤️❤️ Aameen
@sajjadanwer89086 жыл бұрын
I love Sabri Brother , you will always be live millions"s Muslim hearts , My grandfather used to play this Qauwwali, he was fan of Sabri Brother , He passed away 22 years ago when i was 7 years old , since then whenever I listen to Sabri Brother , remember my Grand father . May Allah give them all Janattul Firdos . Ameen.
@newoneishere Жыл бұрын
ameen
@chandanishahzad63082 жыл бұрын
Bhut dino ke baad ruh ko sukun mila ..ise sunn kar
@meesamabbas83342 жыл бұрын
Excellent performance on Shab e Miraj, Allah Sabri Brothers ko Jawahar e Masumeen mein Jagah Atta Farmaein., Ameen
@jamfarhan4043 жыл бұрын
In the world of Qawwali, no one can compete Sabri Brothers.
@shameemohilaly51673 жыл бұрын
Agree absolutely !
@shameemohilaly51673 жыл бұрын
No one to match the grand masters , Ghulam Farid and Maqbool Sabri .
@jeemedicoeducare67123 жыл бұрын
Bhai Azizi miya ko nahi suna hoga
@fatimarehman59623 жыл бұрын
Yup
@hamzaqureshi23963 жыл бұрын
Nfak ko suna hai?
@HonestReactionsReal7 жыл бұрын
reminds me of my Childhood, esp Ramzans of winters. my father would tune into Radio and we all would listen to this Qawwali before Iftari.. #Nostalgia
@aztrix91873 жыл бұрын
This qawali took me in past it was the best expirence
@reckz223 жыл бұрын
Winter ramadans ... that would be in early 2000s
@HonestReactionsReal3 жыл бұрын
@@aqeelkhan7962 kis qadar choti soch k jahil shaks ho
@usmannabha6115 жыл бұрын
یا اللہ پاک اس کلام صدقے ان بھائیوں کی مغفرت فرمائے اور کروٹ کروٹ جنت عطا کر۔ آمین
@saadkazi33165 жыл бұрын
Ameen
@laiqahmedsameerkhan7284 Жыл бұрын
Jitni Bar Suno Har Bar Lagta H Pehli Bar Sun Rha Hu Mashallah
@reckz223 жыл бұрын
It's quite strange, just like many other users posted below. This qawwali for some reason reminded me of my late father and how I used to listen to this qawwali during our travel between Abu Dhabi & Sharja by car in early 80s. May Allah have mercy on all our departed family members and give long life and health to those who're alive.
@pakhtoon1233 жыл бұрын
سہانی رات تھی اور پرسکوں زمانہ تھا۔ اثر میں ڈوبا ہوا جگ پر عاشقانہ تھا۔ انہیں تو عرش پہ محبوب کو بلانا تھا۔ حوس تھی دید کی معراج کا بہانہ تھا۔ صلی اللہ علیہ وسلم۔۔۔۔صلی اللہ علیہ وسلم
@mohammadrabiulla68353 жыл бұрын
Allahu Akbar Yaa Rasoolallah Allah in dono hazraat ki maqfirat ataa farma❤️❤️ Love from 🇮🇳🇵🇰
@syedafzal25373 жыл бұрын
Ameen
@El1te_El1te11 ай бұрын
This video was made 10 years ago, and people still return to this day to hear this out of world qawwali, just shows what level the sabri brothers reached
@bhadwamodi829411 ай бұрын
The audio is more than 40 years old.
@shaniell.mathur63725 жыл бұрын
Best qawaali. No one comes even close . One and only . SABRI BROTHERS
@sammysame3 жыл бұрын
Ali Zafar just released his version an hour ago and this still sounds like the best one so far!!
@Ahmed-kl2cc3 жыл бұрын
Couldn’t agree more
@foodforthought62603 жыл бұрын
I don’t agree to be honest. I think what Ali Zafar did with this Qawali is amazing. This is also great. But I liked that one better. We have this idea where we think that the older versions are better than what’s done in this day and age. But Its not always like that. Sometimes the things done now are a bit better than what was done previously and I think that’s exactly the case with this Qawali. Ali Zafar took it a notch above❤️
@fatimachaudhri56553 жыл бұрын
@@foodforthought6260 Nah
@shahriyarkhan60774 жыл бұрын
Karachi ke Mashoor Sufi Buzurg Hazrat Amber Shah Warsi ka Kalam. Ustad Qawwal Bhaiyon ki zabani. Allah in sab ko Jannat naseeb farmaiey Aameen.
@saiqakhan41483 жыл бұрын
Ji betay magar 4 lines Hazrat Shaykh Saadi of Shiraz ki hain
@MuhammadBilal-kz5wv2 жыл бұрын
اللہ تعالیٰ ان دو لیجنڈز کو جنت الفردوس میں جگہ عطاء فرمائے آمین 🤲
@simranjain99496 жыл бұрын
Kiya words hai dil cheer rahe hai I Love your Muhammad sahab
@faseehbhatti43926 жыл бұрын
Simran Jain 99 ALLAH PAK IN KO JANNATUL FIDOS ME JAGAH DY
@mushtaqali44785 жыл бұрын
Beshaq
@AhmedAhmed-mb9de3 жыл бұрын
Reminds my chilhood... Daddy jaan Allah aap ko janat farmaye AMINE...🙏🏽
@malikyasir62183 жыл бұрын
Ameen ♥️
@wagdyhard42403 жыл бұрын
Amin
@MajidKhan-uy8um3 жыл бұрын
Aameen
@sheikh_sahab013 жыл бұрын
Ameen.
@thekhanfamily57293 жыл бұрын
Ameen
@niyazshaikh85583 жыл бұрын
Mere ammi jaan bhi baht suna karte the bahot hi pasnd thi unko ye allah unhe bhi jannat naseeb kare ameen
@OvaisTabassi54753 жыл бұрын
Ameen
@syedkamran4603 жыл бұрын
Ameeen
@moosvihasan88543 жыл бұрын
Ameen 🤲
@MohsinKhan-bg8gy3 жыл бұрын
Summa ameen
@salmanbinahmedbamasdoosbam2753 жыл бұрын
Aameen summa aameen
@azammahmood39517 ай бұрын
May Allah SWT grant both Sabri brothers Jannatul Firdous. Ameen.
@ethos27817 ай бұрын
Ameen💚
@mushfiqshihab264 жыл бұрын
Translation: Farsi اے ختمِ رسل کعبۂ مقصود تویی ae khatm-e-rusul kaaba-e-maqsood tuyi O Last of the Prophets, you are the Kaaba [we] seek در صورتِ ہر چہ ہست موجود تویی dar soorat-e-har che hast maujood tuyi Within the form of everything that exists, you are present آیاتِ کمالِ حق عیان است بتو aayaat-e-kamaal-e-haq ayaan ast ba-to The signs of the perfection of the Truth [God] are made clear in you آن ذات کہ در پردہ نہان بود تویی aan zaat ke dar parda nihaan bood tuyi That essence which was hidden behind the veil was you Urdu سہانی رات تھی اور پر سکون زمانہ تھا suhaani raat thi aur pur-sukoon zamaana tha It was a beautiful night and the age was full of tranquility اثر میں ڈوبا ہوا جذبِ عاشقانہ تھا asar mein dooba hua jazb-e-aashiqana tha The loving attraction was fully engulfed in effect اُنہیں تو عرش پہ محبوب کو بلانا تھا unhein to arsh pe mehboob ko bulaana tha He [God] had to call His beloved to the heavenly throne ہوس تھی دید کی معراج کا بہانہ تھا hawas thi deed ki meraaj ka bahaana tha He longed to see him - the ‘ascension’ was just an excuse! سرِ لا مکان سے طلب ہوئی sar-e-la-makaan se talab hui A command came from the Placeless Origin سوئے منتہا وہ چلے نبی soo-e-muntaha wo chale nabi Towards the final boundary [of the universe], the prophet went یہ کمالِ حسن کا معجزہ ye kamaal-e-husn ka moajza This is the miracle of the perfection of beauty کہ فراق حق بھی نہ سہ سکا ke firaaq haq bhi na seh saka That even the Truth [God] could not bear separation شبِ معراج لیا عرشِ بریں پر بلوائے shab-e-meraaj liya arsh-e-bareen par bulvaaye On the night of ascension, He called Muhammad to the Sublime Throne صدمۂ حجر خدا سے بھی گوارہ نہ ہوا sadma-e-hijr Khuda se bhi gavaara na hua The pain of separation was intolerable even for God سرِ لا مکان سے طلب ہوئی sar-e-la-makaan se talab hui A command came from the Placeless Origin سوئے منتہا وہ چلے نبی soo-e-muntaha wo chale nabi Towards the final boundary [of the universe], the prophet went کوئی حد ہے اُن کے عروج کی koi had hai un ke urooj ki Is there any limit to his ascent? بَلَغَ الْعُلا بِكَمالِهِ balaghal-ula bi-kamaalihi He reached the highest place through his perfection Arabic خیر الوریٰ صدر الدقة نجم الهدیٰ نور العلا khair-ul-wara sadr-ud-duqa najm-ul-huda noor-ul-ula “Best of creations, epitome of subtlety, star of guidance, light of the highest place شمس الضحىٰ بدر الدجیٰ یعني محمد مصطفیٰ shams-ud-duha badr-ud-duja yaani Muhammad Mustafa Sun of morning, moon of night” - as in, Muhammad Mustafa Urdu کوئی حد ہے اُن کے عروج کی koi had hai un ke urooj ki Is there any limit to his ascent? آقا روا سالارِ دین aaqa rawa saalaar-e-deen O lord and lawful chief of the religion یَا رَحْمَةً لِّلْعَالَمِین ya rehmatal-lil-aalameen O mercy for the worlds آ مقتدیٰ ئے مرسلین aa muqtada-e-mursaleen O prevailing leader of the messengers آ پیشوا ئے انبیا aa peshwa-e-ambiya O premier of the prophets Farsi جنت نشانِ کوے تو jannat nishaan-e-koo-e-to Heaven is a sign of your street والشمسِ ایمان روے تو wash-shams-e-eemaan roo-e-to And the sun of faith is your face واللیل وصفِ روے تو wal-lail wasf-e-roo-e-to And the night praises your face خوبی ئے رویت والضحىٰ khoobi ye rooyat wad-duha The morning is the goodness of your face اسمِ تو اسمِ اعظمی ism-e-to ism-e-aazami Your name is the greatest name جسمِ تو جانِ عالمی jism-e-to jaan-e-aalami Your body is the life of the world ذاتِ تو فخرِ آدمی zaat-e-to fakhr-e-aadmi Your rank is the pride of mankind شانِ تو شانِ کبریا shaan-e-to shaan-e-kibriya Your glory is the glory of the Almighty Urdu کوئی حد ہے اُن کے عروج کی koi had hai un ke urooj ki Is there any limit to his ascent? جو گیا ہے فرش سے عرش تک jo gaya hai farsh se arsh tak He who went from the ground to God’s Throne وہ براق لے گیا بےدھڑک wo Buraaq le gaya be-dharak He took up Buraq fearlessly [beyond the] طبقِ زمین ورقِ فلک tabaq-e-zameen waraq-e-falak Surface of the earth and page of the heavens گئے نیچے پاؤں سے پل سڑک gaye neeche paaun se pul sarak Streets and bridges went out from under his feet لٹیں زلف کی جو گئیں لٹک laten zulf ki jo gaeen latak As the locks of [his] hair dangled تو جہان سارا گیا مہک to jahaan saara gaya mehek The entire world became fragrant ہوئیں مست بلبلیں اس قدر hueen mast bulbulen is qadar The nightingales were intoxicated to such an extent تو یہ غنچے بولے چٹک ِچٹک to ye ghunche bole chatak chatak That the rosebuds broke open and bloomed کوئی حد ہے اُن کے عروج کی koi had hai un ke urooj ki Is there any limit to his ascent? گئے گھر سے چڑھ کے براق پر gaye ghar se char ke Buraaq par He left home having mounted Buraq شبِ وصل رخ سے ہوئی سحر shab-e-vasl rukh se hui seher On the night of union, his face brought about dawn یہ سفر تھا خوب کا خوبتر ye safar tha khoob ka khoobtar This journey was better than the best یہی تھا ہر ایک کی زبان پر yahi tha har ek ki zubaan par This is what was on everyone’s tongues کوئی حد ہے اُن کے عروج کی koi had hai un ke urooj ki Is there any limit to his ascent? بَلَغَ الْعُلا بِكَمالِهِ balaghal-ula bi-kamaalihi He reached the highest place through his perfection یہی ابتدا یہی انتہا yahi ibtida yahi intiha This is the beginning, and this is the end یہ فروغ جلوۂ حق نما ye farogh jalwa-e-haq-numa This brightness is the manifestation of the truth-revealer کہ جہان سارا چمک اٹھا ke jahaan saara chamak utha Such that the entire world rose shining كَشَفَ الْدُّجىٰ بِجَمالِهِ kashafad-duja bi-jamaalihi He drove out the darkness through his beauty رخِ مصطفیٰ کی یہ روشنی rukh-e-Mustafa ki ye raushni This is the illumination of Mustafa’s face یہ تجلیوں کی ہماہمی ye tajalliyon ki hamaahami This is the boastfulness of splendors کہ ہر ایک چیز چمک اٹھی ke har ek cheez chamak uthi Such that every single thing rose shining كَشَفَ الْدُّجىٰ بِجَمالِهِ kashafad-duja bi-jamaalihi He drove out the darkness through his beauty نہ فلک نہ چاند تارے نہ سحر نہ رات ہوتی na falak na chaand taare na seher na raat hoti Neither sky nor moon, nor stars, nor daybreak would have existed نہ تیرا جمال ہوتا نہ یہ کائنات ہوتی na tera jamaal hota na ye kaainaat hoti If not for your beauty, this universe would not have existed کہ ہر ایک چیز چمک اٹھی ke har ek cheez chamak uthi Such that every single thing rose shining كَشَفَ الْدُّجىٰ بِجَمالِهِ kashafad-duja bi-jamaalihi He drove out the darkness through his beauty وہ سراپا رحمتِ کبریا wo saraapa rehmat-e-kibriya That incarnation of the Almighty’s mercy کہ ہر ایک پہ جس کا کرم ہوا ke har ek pe jis ka karam hua He whose generosity reached everyone یہ قرآنِ پاک ہے برملا ye Quraan-e-Paak hai barmaala He [Muhammad] is the open Qur’an in front of all حَسُنَتْ جَميعُ خِصالِهِ hasunat jameeu khisaalihi Beautified were all his characteristics یہ کمالِ حقِ محمدی ye kamaal-e-haq-e-Muhammadi This is the wonder of Muhammad’s dominion کہ ہر ایک پہ چشمِ کرم رہی ke har ek pe chashm-e-karam rahi That the eye of mercy remains on everyone سرِ حشر نعرۂ امتی sar-e-hashar naara-e-ummati On Armageddon, the chant of his followers [will be] حَسُنَتْ جَميعُ خِصالِهِ hasunat jameeu khisaalihi Beautified were all his characteristics
@mushfiqshihab264 жыл бұрын
The rest: وہی حق نگر وہی حق نما wohi haq-nigar wohi haq-numa It alone is the truth-guarder and truth-revealer; رخِ مصطفیٰ ہے وہ آئینہ rukh-e-Mustafa hai woh aaeena The face of Mustafa is that mirror کہ خدا ئے پاک نے خود کہا ke Khuda-e-Paak ne khud kaha Such that Holy God said Himself, صَلّوا عَلَيْهِ وَآلِهِ sallu alaihi wa aalihi “Send blessings upon him and his family” میرا دین عنبرِ وارثی mera deen ambar-e-warsi My faith is an inherited fragrance بخدا ہے عشقِ محمدی ba-Khuda hai ishq-e-Muhammadi By God, it is the love of Muhammad میرا ذکر و فکر ہے بس یہی mera zikr-o-fikr hai bas yahi My only utterance and thought is, صَلّوا عَلَيْهِ وَآلِهِ sallu alaihi wa aalihi “Send blessings upon him and his family” Farsi and Arabic (alternating) چہ کنم بیانِ کمالِ او che kunam bayaan-e-kamaal-e-oo What can I say about his perfection! بَلَغَ الْعُلا بِكَمالِهِ balaghal-ula bi-kamaalihi He reached the highest place through his perfection چہ فروغ کردہ جمالِ او che farogh karda jamaal-e-oo What brightness his beauty has created! كَشَفَ الْدُّجىٰ بِجَمالِهِ kashafad-duja bi-jamaalihi He drove out the darkness through his beauty من حیرتم زخصالِ او man hairatam za-khisaal-e-oo I am amazed by his characteristics! حَسُنَتْ جَميعُ خِصالِهِ hasunat jameeu khisaalihi Beautified were all his characteristics دل و جانِ ما باخیالِ او dil-o-jaan-e-ma baa-khayaal-e-oo Our hearts and lives are occupied by thoughts of him! صَلّوا عَلَيْهِ وَآلِهِ sallu alaihi wa aalihi Send blessings upon him and his family اے مظہرِ نورِ خدا ae mazhar-e-noor-e-Khuda O manifestation of the divine light of God بَلَغَ الْعُلا بِكَمالِهِ balaghal-ula bi-kamaalihi He reached the highest place through his perfection مولا علی مشکل کشا maula Ali muskhil-kusha Master Ali, resolver of troubles كَشَفَ الْدُّجىٰ بِجَمالِهِ kashafad-duja bi-jamaalihi He drove out the darkness through his beauty حسنین جانِ فاطمہ Hasnain jaan-e-Faatima Hassan and Hussein, the two dearest of Fatima حَسُنَتْ جَميعُ خِصالِهِ hasunat jameeu khisaalihi Beautified were all his characteristics یعنی محمد مصطفیٰ yaani Muhammad Mustafa Meaning, Muhammad Mustafa صَلّوا عَلَيْهِ وَآلِهِ sallu alaihi wa aalihi Send blessings upon him and his family
@mohsinaansari80204 жыл бұрын
Great Effort... Thank you. JazakAllah khair
@mushfiqshihab264 жыл бұрын
@@mohsinaansari8020 I picked it up from a blog on the internet. Credit goes to that person.
@mohsinaansari80204 жыл бұрын
@@mushfiqshihab26 Any way thanks for posting it
@aziz990564 жыл бұрын
Thanks alot for translating
@Infoprisoned6 жыл бұрын
یہ قوالی آپ بغیر آنسو بہاۓ سن ہی نہین سکتے ۔۔ دریا بہادے آنکھوں سے یہ کلام
@yusuf786baig4 жыл бұрын
Eid without this qawalli in the air skips the nostalgic effect....
@badarsiddiqui97724 жыл бұрын
Sure does
@ameenkhamisani11863 жыл бұрын
Agreed 💯
@Islamic_status.23 жыл бұрын
Same here .. ♥️♥️
@AbdulWaheedMeharviWaheedmeharv12 күн бұрын
شاعر نے ایک شاہکار تخلیق کیا ایسا محسوس ھوتا ھے کہ پورا پورا عشق میں ڈوب کر ایک ایک موتی پرویا ھے اور صابری برادران نے ( اللہ پاک درجات میں بلندیاں عطا فرمائیں) نے اپنی خدادا د آوازوں سے اس کو آخری حدوں تک پہنچا دیا
@abbu958 жыл бұрын
frankly Speak...i dont have Words for........ Just say "Subhan ALLAH
@zeenathkhanamzeenathkhanam9113 жыл бұрын
Assalamualaikum warahmatullahi wabarakathu Subhanallah Alhamdulillah mashallah bahut bahut khoob qawali shukar h allah ka hume abi bi sunne bahut acha lagta h
@FaisalKhan-xc4vz3 жыл бұрын
Walekumassal warahmatullahi wabarkatu
@asifhusain2603 жыл бұрын
Waleykum assalam
@Ubu2v3 жыл бұрын
Lots of childhood memories belongs to this Masterpiece,Ali Zafar re-create this ,but this is MORE THAN WOW...
@aniruddhamahajan83603 жыл бұрын
I am not here after Ali Zafar's version, I like it though. I have been listening this version of Sabri brothers from last four years. This is highest level of music and emotions.
@saramustafasara46793 жыл бұрын
I have been listening this kalaam for last 13 years
@mohameduzaif39866 жыл бұрын
Aallah Sabri brathers ko jannnat firdous m jaga aat firmaye
@janeallam89805 жыл бұрын
Aamin
@sajeelabbas20923 жыл бұрын
Aameen
@HKVLOGS-w7r7 ай бұрын
Subhan Allah Allah in ki maghfirat farmaye and dono ko jannat ul firdous mai Alaa maqaam ata karay Ameen
@saleemmohammadmalik49766 ай бұрын
SubhanAllah nice kalam Allah sabri bro ki maghfrat frmay Ameen
@hansikhan3333 жыл бұрын
Sehri time and this voice full of ishq e Rasool SAAW ,blessed feelings ❤️
@najimmalik38603 жыл бұрын
Listining this daily at the time of suhoor❤💯👌
@missmomal4 жыл бұрын
This poetry of Saadi Sherazi is the best of all the Naats ever ❤. Kamal hai. It touches heart like no other.
@sultanchannar64323 жыл бұрын
Jab ham boht choty the tab Mere chacho In ki Qawali Dek men Full Awaz men chalaty the or boht maza ata tha
@neurofonorsay5358 Жыл бұрын
aap ko sun ker aise lagta hai keh janat zamin per a gie hai, shehansha e Qawali alla aapko or bhi aroj de, shukria