Farming Quails Soaking Eggs at Home | Quail Breeding & Chicks at home | Small Breeding Setup at home

  Рет қаралды 263,341

Practical Farming

Practical Farming

6 жыл бұрын

In this video i will show you How a Farming Quails Soak their Eggs at home. and explain about a farming Quails & Forest Quails & Home Breed Quails.
It is Possible to get some Chicks from a Farming Quails at your home in smalls setup.
if you like the video please like video, share this video and please subscribe our channel for more helpful videos about Birds & pets Breeding tips.
Top Related searches:
Japanese Quail Hatching Eggs
Indian Quail Breeding
How a Quail laying eggs
Quail Laying Egg at home
breeding and hatching quail at home
quail sitting on nest at home
Farming Quail sitting on her own eggs
Farming Quail vs Home Breed Quail
quail egg production at home
quail chicks hatching incubator
Quail Eggs Incubation Experiment
quails bluff
quails bluff apartments
quails birds
quails baby
quails bible
quails breeds
quails bluff lake wales florida
quails bergenline
quails band
quails bluff apartments lake wales fl
quails clothing
quails corner
quails california
quails crossing
quail's crossing park
quail's covey
quails care
quails call
quail creek
quails cage
quails diet
quails digging holes
quails driving
quails driving facebook
quails diseases
quals direct
quails dromore
quails dictionary
quails deutsch
d j qualls
quails eat
quails eggs for sale
quails eggs recipes
quails eggs benefits
quails eat ticks
quails eggs canapes
quails eating habits
quails eating their own eggs
quails eggs hatching time
ebay quails
quails freehold
quails forever
quails fly
quails for sale near me
quails food
quails from the sea
quails facts
quails freehold nj
quails for sale in texas
quails for sale in california
quails gate pinot noir
quails garden
quails gate chenin blanc
quails garden city
quails gate wines
quails gate wine prices
quails gate chardonnay
quails gate winery wedding
quails gate optima
quails hatching
quails high hopes
quails habitat
quails high hopes lyrics
quails hatchery
quails hours
quails hollow golf course
quails house
quails high hopes mp3 download
quails in arizona
quails in utah
quails in the bible
quails in california
quails inn
quails in washington state
quails in nevada

Пікірлер: 278
@farhanquraishi5748
@farhanquraishi5748 11 ай бұрын
Salam mere pas batair hein or andy diye hwy hein kafi din se bs ye bata dein k kab tak nikalty hein ando se bachy matlab kitny din bad ???
@jesminblogs
@jesminblogs 2 жыл бұрын
MashaAllah MashaAllah... Shukriya for this honest review... I will try this... 👍🏻💜💜💜
@PracticalFarming
@PracticalFarming Жыл бұрын
My pleasure 😊 inshallah very soon more videos about birds we are going to upload.
@gunsnroses1750
@gunsnroses1750 2 жыл бұрын
I like your cage ideas nature 🥰🥰
@PracticalFarming
@PracticalFarming 2 жыл бұрын
Thank you
@dawadawa9785
@dawadawa9785 4 жыл бұрын
Thank you bhai jankari dene ke liye
@PracticalFarming
@PracticalFarming 4 жыл бұрын
thanks for watching our video hopefully we will upload more videos very soon about pigeons and some other birds. i will share my all experience about this field with all of you. thanks again.
@AmranMir7187
@AmranMir7187 Жыл бұрын
Great information brother
@muhammaddanishkhan2724
@muhammaddanishkhan2724 Жыл бұрын
Informative video
@mohlatkhan3698
@mohlatkhan3698 Жыл бұрын
Farmy Bater NY mere gar me bachy diya hai
@king.fishing.group.
@king.fishing.group. 3 жыл бұрын
Sahi hai bhai shukriya video ke liye
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
You welcome
@malikoffice6389
@malikoffice6389 3 жыл бұрын
Mashallha
@khan-xz2zy
@khan-xz2zy 4 жыл бұрын
Wah bhai wah. Meri tu ankhain kholdin ap ne. Main tu yehi samajta tha k batair kabhi andon pe nhi bethtey. Jiyo bhai mashallah. Main apne walon ka setup bnata hun
@PracticalFarming
@PracticalFarming 4 жыл бұрын
G boht shukriya bhai jaan apke saamne hi he.
@khan-xz2zy
@khan-xz2zy 4 жыл бұрын
@@PracticalFarming Ap or banao video. Agey batao kia hua.
@bushraqueen-bh6mw
@bushraqueen-bh6mw 2 жыл бұрын
Nice room
@murtazaumar5420
@murtazaumar5420 4 жыл бұрын
Mashallah
@PracticalFarming
@PracticalFarming 4 жыл бұрын
JazakAllah thanks for watching my videos.
@asmatullahali2188
@asmatullahali2188 4 жыл бұрын
From Daska
@PracticalFarming
@PracticalFarming 4 жыл бұрын
from near to Sahowala Sambrial thank you for watching my video
@tilakhan7914
@tilakhan7914 2 жыл бұрын
Nice g
@dowel6643
@dowel6643 3 жыл бұрын
walaikum assalam from Bangladesh
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
Thanks Bro, God Bless you Best wishes for you. from pakistan
@tasminnaharlushi9552
@tasminnaharlushi9552 2 жыл бұрын
Me to
@ershahnawaz8634
@ershahnawaz8634 5 жыл бұрын
Nice...
@PracticalFarming
@PracticalFarming 4 жыл бұрын
thanks
@armaan5742
@armaan5742 3 жыл бұрын
بہت اچھی ویڈیو
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
Thank you very much bro
@zahrakhan767
@zahrakhan767 Жыл бұрын
Kitne Ande deta h ye ak Bater or kitne din me Bache deti h
@UniversityofBirds
@UniversityofBirds 4 жыл бұрын
Informative
@PracticalFarming
@PracticalFarming 4 жыл бұрын
Thanks
@PracticalFarming
@PracticalFarming 4 жыл бұрын
Thanks bro
@bushraqueen-bh6mw
@bushraqueen-bh6mw 2 жыл бұрын
Nice room 😗😙😛🐇🕊🐤🐣
@PracticalFarming
@PracticalFarming Жыл бұрын
Thank you! 😊 now we updated everything. thank you for watching our videos
@brijfarmingsocialwork1032
@brijfarmingsocialwork1032 Жыл бұрын
Janab most valuable information request to share feed video also I am also doing farming
@mubsherrajput3653
@mubsherrajput3653 4 жыл бұрын
Very nice
@PracticalFarming
@PracticalFarming 4 жыл бұрын
Thanks
@shahzadjaved4230
@shahzadjaved4230 2 жыл бұрын
best
@imranbaloch7711
@imranbaloch7711 4 жыл бұрын
Merry pas bye
@hammadjaatsumra6478
@hammadjaatsumra6478 Жыл бұрын
Ghar Thora saf Kar Len Bhai baqi sab best hy
@PracticalFarming
@PracticalFarming Жыл бұрын
g Boht shukriya pyare bhai . ak ak cheez saaf kr di huwi he. Mashallah se ab idar Tripple story Ghar bana liya huwa he.
@Rays1534-u7f
@Rays1534-u7f 4 жыл бұрын
Good vedio
@PracticalFarming
@PracticalFarming 4 жыл бұрын
Thanks
@akilkhan7477
@akilkhan7477 Жыл бұрын
Good
@mohdsahil5346
@mohdsahil5346 Жыл бұрын
Bhai hum masheen se Bachhe nikalte hai lainkin 2 din Baad sab mar jate hai
@prakashmunda9587
@prakashmunda9587 4 жыл бұрын
Thanks sir
@PracticalFarming
@PracticalFarming 4 жыл бұрын
You too
@islamiqdeeptv3884
@islamiqdeeptv3884 3 жыл бұрын
bahut acha wat hy 250grm
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
Thanks
@padmakarlobhi9188
@padmakarlobhi9188 Жыл бұрын
5 femal ke sath kitane male rakhane chahiye
@ferihakhan9851
@ferihakhan9851 2 жыл бұрын
Aap Tel ke pipe kaat k rakhe ya fal baali pethi
@PracticalFarming
@PracticalFarming Жыл бұрын
jo marzi rakh lo tail wale pipay ya phal wali paiti . bus inko chup chup k dekhna mat nahi to bethien ge nahi ando par
@ferihakhan9851
@ferihakhan9851 2 жыл бұрын
Bhai meri Bater ne ege diye hai to jaha diye Mene baha se utha Kar ek pipe me ghaas me Rakh diye usi jagha mujhe kya karna cahiye bhai
@PracticalFarming
@PracticalFarming Жыл бұрын
wese to female jis jaga ko choose kray wo safe or private ho yaani male ko pata na ho. yani jahan wo dosro ko to daikh sakay lekin kisi ko uska pata na chalay to is tarha ye khud ko safe samajte hien ur jaldi eggs pr b beth jatay hien.
@mnibu007
@mnibu007 3 жыл бұрын
Layer feed बन्द कर देने से ही बैठेंगे क्या सर
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
no broiler feed
@syasimedia9713
@syasimedia9713 Жыл бұрын
Sir love from ksa... Sir yahan mere pas bajra available nhi he to mn in ko kiya alternative healthy ches khalao Please reply🙏🙏
@PracticalFarming
@PracticalFarming Жыл бұрын
pyare bhai kisi kisam ka dana b ho inko mix kr k dhaal skte ho. ur ghar ki sookhi rooti bigho kr rakh do wo b khaa lien ge. bajra , gandam , murgiyo wali farm ki feed kuch v dhaal skte ho.
@junidsiddiqui973
@junidsiddiqui973 Жыл бұрын
Bhai please mujhe koi btaao mere burai baar baar jaa kai andr nest m baith jaate h or thode der k baad baahr aate h pr ab tk andaa nhi diyaa usnai please mujhe btaao vo dege yaa nhi yaa bs drama krrhi yaa Dr k baith jaate h yaa fir or kuch btaao mujhe please reply me ok 👍
@popcorn861
@popcorn861 5 жыл бұрын
How to make incubetor
@PracticalFarming
@PracticalFarming 5 жыл бұрын
Bhai is ke liye aapko kuch cheezien chahiye hoti hien. jese k. 1- Box 2- Transformer 12volt 5 ampare 3- Fans 4-wires 5- Humidity Meter 6- Thermostate (Heating & cooling Controler 7- Timer Relay for Auto Trays Rotate(Optional) 8- Bulbs 9-Small 220volt motor Slow in sub cheezon ko setup mien configure kiya jata he wiring ki jati he. ur bus Thermostate ki setting krni hoti he. yoon samaj lien ke agar cheezien apko mill jayien to wiring wagera k liye aap youtube se videos dekh lien. sub asaan ho jaye ga.
@sameerrashid3709
@sameerrashid3709 3 жыл бұрын
Mashallah sey ap ka set up bohat acha hai apney replie nahi kiya syed rashid walay comment par lekin ab kardein is walay comment par woh wali id email band ho gai hai Jo sawal kiya tha usee ka jawab dein please please
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
Bhai jaan sorry mene apka comment dekha nahi aa dobara pooch lien
@asifzahoor8891
@asifzahoor8891 4 жыл бұрын
Nice video sir
@PracticalFarming
@PracticalFarming 4 жыл бұрын
thanks
@allahditta7499
@allahditta7499 3 жыл бұрын
بھای صاھب مشین دیکھا دیتے،،مشین چلانے بچے نکالنے کا طریقہ بتا دیتے،،،اپکی تفصیل اچھی لگی ھے
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
جی بہت جلد مشین بنانے اور استعمال کرنے کا طریقہ آپکو ہمارے چینل پر مل جائے گا
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
جی بہت جلد مشین بنانے اور استعمال کرنے کا طریقہ آپکو ہمارے چینل پر مل جائے گا
@e.pdogspoints4573
@e.pdogspoints4573 4 жыл бұрын
Home made machine kon c hy ap ky pas jis sy bachy niklwty ho us py koi video bnao
@PracticalFarming
@PracticalFarming 4 жыл бұрын
G Inshallah boht jald video aa jaye g machine ki
@syednizamuddin3260
@syednizamuddin3260 2 жыл бұрын
Kya ham ine sab teetar se alag rakh sakte hai kya Ek Jodi hai alag rakh na ya sirf maada??? Please boleye
@PracticalFarming
@PracticalFarming 2 жыл бұрын
Maadu ko sirf jub wo eggs Dene band kr de
@yip245
@yip245 Жыл бұрын
Pl maintain cleaning
@hamidqayyum1450
@hamidqayyum1450 2 жыл бұрын
Sir nar or mada ki kaya pehchan ha.Or kaya different colour Kay batair apas ma jora laga lete Hain?
@PracticalFarming
@PracticalFarming Жыл бұрын
bhai in mien different type ke colors or breeds hoti hien. wese to ak hi nasal k batair ki mada ur nar ka color thora mukhtalif hota he. jub aap lene jao to dukandaar se pooch lo unko pata hota he. ak baar apko pata chal gaya to poochna nahi paray ga. shukriya
@sahilop4320
@sahilop4320 3 жыл бұрын
Bhaijan kya sachme farm k bater egg ke upar baith te hai? If yes to plzz merko thoda tips dijiye bhaijan kaise farm k bater se hatching karwate hai 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 plzzzzzz
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
g bilkul bethte hien apke saamne he. ye subhi farmi hien. tip yehi he k inko aesi jaga rahien jahan pr ye ghoom phir lien. maadian jab ak ya 2 month tak eggs de lien ur rest pr aa jayien to males ko elehda kr dien. agr male female ak sath rahien ge to males cross krte rehte hien. jesa k video mien mene eggs laying k liye Bricks k sath chotay chotay khaane banaye huwe hien is tarha jaga bana k rakhien jider females eggs de skien. jahan pr female eggs de rahi ho females ko wahin usi jaga pr rehne dien ur kuch eggs wahan pr rakh dien. bas males ko kisi ur jaga shift kr dien. umeed he k eggs pr bethna start kr dien g. wese to mostly log incubator ki madad se hi in ke bachay lete hien. females se bachay lena thora difficult hota he. lekin na mumkin nahi.
@AbdulWaheed-jk1zv
@AbdulWaheed-jk1zv 4 жыл бұрын
Bhai gin andon pr Ap ka batair batha tha kya woh hatch hoa tha please reply
@PracticalFarming
@PracticalFarming 4 жыл бұрын
pyare bhai maada andon par bethi thi ur anday hatch b huwe thay. lekin dosray male Batair marte hien bachon ko is liye unko alehda rakhna parta he. behar haal agar aap andon se bachay hatch krwana chahtay hien to incubator ka use kro wo sub se easy ur best method he.
@riyapal3742
@riyapal3742 3 жыл бұрын
New born quila ka eye open hote he kiya
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
yes jese hi chick eggs se nikalta he khushq hote hi bhaagna start kr dete hien.
@sameerrashid3709
@sameerrashid3709 3 жыл бұрын
And how to make a incubater at home low price
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
Inshallah is ki b video bana kr upload kr dun ga video mene banayi thi but upload nahi ki thi.
@khawajaharoon8574
@khawajaharoon8574 3 жыл бұрын
Kindly upload incubator video
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
@@khawajaharoon8574 Incubator video is coming very soon in 1 or two days that you can watch in our other channel
@SA47shorts7
@SA47shorts7 3 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/rZa7gaGNfs2Lbbc
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
@@khawajaharoon8574 Incubator video kzbin.info/www/bejne/qXS8f2VjYsiYeJo
@talhaidrees2576
@talhaidrees2576 3 жыл бұрын
Bhai meri batairy nay 14 eggs lay kar biy Hai to uss ko kon si feed dalon 9 num feed nahi milti to kon si dalon
@talhaidrees2576
@talhaidrees2576 3 жыл бұрын
Bhai eggs jahan diyan hai uthar hi rahnay do kay utha lo pleas jaldi reply kar day na
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
Bhai aap ak male k sath kum se kum 3 ya 4 female choro ur koshish kro k ak ya do khaane banao jahan wi eggs lay krien. Agr aap dekho k female eggs dena ban kr gayi hien mean rest pr hien to wo andon pr aese hi ja kr bethi rahien g. Aap eggs ko wahin rehne do. Starting mien jo eggs dien wo beshak aap khaal liya kro
@hayaabeer2021
@hayaabeer2021 3 жыл бұрын
@@PracticalFarming o
@m.madnibardsloverofficial791
@m.madnibardsloverofficial791 3 жыл бұрын
Aapka batar kitne Dinon bad under per aaya tha
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
8-12 weeks mien btair female eggs lay krne lg jate hien
@afsaarmallik5033
@afsaarmallik5033 3 жыл бұрын
kiya pehly din se bater apny andy pr beth jati he ya andy rkny k bad ..?
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
maada btair jub ak ya 2 month anday de leti he to phir wo bethna start kr deti he. lekin us ke liye us ko safe jaga milay phir. privacy ur sath male btair na ho. kyoun k male disturb krte hien females ko
@freefire_lover689
@freefire_lover689 3 жыл бұрын
Ap ney jab dekhaya key bater anday par bathey hoi hai to 2 light colour ki bater aitheyn kiya voh bhi anday par bathteyn hain ya nahi answer please
@sameerrashid3709
@sameerrashid3709 3 жыл бұрын
Apney replie nahi kiya
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
Bhai ziada tar maada eggs de rahi thi us time. because male ur females ak sath hi rehte hien. ur male disturb krte hien females ko ur cross krte rehte hien. is waja se females eggs lay krti rehti hien. wese to jin females ne eggs continuously diye hien 1 se 2 month wo to bethti thi.
@Muqadas79
@Muqadas79 2 жыл бұрын
Meri baterni ande deti hn magar Ando paar nh bethtiii tou kia kre
@PracticalFarming
@PracticalFarming Жыл бұрын
unko privacy do ur jidar female eggs deti he us jaga par male ko na jaanay do. ur baar baar inko dekhna ya inko pakarna ya aesi jaga rakhna jahan ye safe na hun . ye andon par nahi bethte. kaaf mushkil kaam he.
@islamabadbirdspoint2894
@islamabadbirdspoint2894 4 жыл бұрын
Bahi in kay eggs kay liay wohi incubator machine hoti ha jo hen kay egg say chicks nikalti ha
@PracticalFarming
@PracticalFarming 4 жыл бұрын
g bilkul aap koi b incubator use kr skte ho. incubator ka kaam temprature ur humidity maintaine rakhna hota he. almost subhi Birds ke eggs ko hatch honay k liye. 37.5 digree temprature require hota he.
@naumanfarooq8569
@naumanfarooq8569 4 жыл бұрын
aslam o alaikum sir kia incubator ma Australian birds k andy sa bhi chicks nikalty hn
@PracticalFarming
@PracticalFarming 4 жыл бұрын
g bhai bilkul nikal aate hien. mene nikalwaye huwe hien chicks australian birds ke apne incubator mien.
@sahrukhqureishi3040
@sahrukhqureishi3040 4 жыл бұрын
Bayer Ando par kab bet he bhaijaan
@najafhaseeb518
@najafhaseeb518 3 жыл бұрын
Kitnay din mai quail k bachay nikal aatay,
@taswarmehdi6724
@taswarmehdi6724 3 жыл бұрын
16 days
@kalsoombaloch6967
@kalsoombaloch6967 3 жыл бұрын
Mere pass b ghr me 2 faarmi batair hyn pr ye anday nhi dety bhai ap btao enn ko konsa feed dun ap naam btao gy plzzzz
@afsaarmallik5033
@afsaarmallik5033 3 жыл бұрын
ktny din k hen ye ...?
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
bhai ya to apke dono male hun ge ya females. btair 55 se 60 din k baad eggs dena start kr dete hien. feed 11 ya 13 number jonsi marzi aap use krwao it doesn't matter. male female confirm honay chahiye
@mahirali5771
@mahirali5771 3 жыл бұрын
Salam. Bhai agr battir k eggs ko kabutar k nechy raky. Bachy nikaly gy. Ans mee plz
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
yes bro nikalien ge.
@Rays1534-u7f
@Rays1534-u7f 4 жыл бұрын
Inice to much information
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
شکریہ
@minhajzia8755
@minhajzia8755 4 жыл бұрын
Gharelu khane pr batair paal skte hain kyaroti wagarah pr
@PracticalFarming
@PracticalFarming 4 жыл бұрын
full time aap inko gharelu cheezien nahi dhaal skte. sath dana wagera dhalna lazmi he.
@minhajzia8755
@minhajzia8755 4 жыл бұрын
@@PracticalFarming konsa dana
@ahsimir1758
@ahsimir1758 3 жыл бұрын
Bhai kitny andhy deny k bd bateeri andho k upr bethti ha??
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
May be 30 din baad kurk ho jaye ho skta he 3 month baad ho jaye. Jub tak kurk nahi ho g yaani jub maadian kaafi dair tak anday deti rehti hien to unko rest chahiye hoti he. To phir wo ando pr bethna start kr deti hien
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
May be 30 din baad kurk ho jaye ho skta he 3 month baad ho jaye. Jub tak kurk nahi ho g yaani jub maadian kaafi dair tak anday deti rehti hien to unko rest chahiye hoti he. To phir wo ando pr bethna start kr deti hien
@nazimmansoori5846
@nazimmansoori5846 3 жыл бұрын
Bhai ek male or ek female bater kitne ki mil jaayegi reply jaroor karna bhai
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
brother har city mien different rates hien wese apko ye 400 se 500 tak pair mill jaye ga agr aap 21 se 25 din tak ki age mien kisi shop se lete ho to may be 100 pkr mien apko pair male ur female mill jaye. wese young male female 200pkr per piece sale ho rahe hien
@kifayatullah409
@kifayatullah409 5 жыл бұрын
Toton ke sath rakhne par kya bache dain gay
@PracticalFarming
@PracticalFarming 5 жыл бұрын
parrots ke sath rakhne mien masla nahi hota but wo chicks ko maar dete hien.. but ae ap jahan b rakho wahan ziada Batair nahi honay chahiye other wise jo male hotay hien wo inko har waqt taanka lagane ki firaq mien rehte hien . us is waja se hatching mien masla aanay ka dar hota he. ur agar bachay nikal b ayien to maarte hien dosray birds.
@mypets546
@mypets546 3 жыл бұрын
bhai love birds ke saath kyu aap nahi rakha karan batayo kyu ki maine African birds pinjare me rakhna chahata hu esliye please rep me
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
bro kuch samaj nahi ayi apke sawal ki.
@iamgangster4982
@iamgangster4982 Жыл бұрын
Bhai kya better udhte hai
@PracticalFarming
@PracticalFarming Жыл бұрын
ji udhte hien lekin ziada nahi. around 20 se 40 meter door tak. lekin ye bhaag b jate hien fly kr ke
@m.madnibardsloverofficial791
@m.madnibardsloverofficial791 3 жыл бұрын
Sar jawab Jarur dijiyega mere pass bater hai vah andar per Nahin a raha hai
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
Bhai btair 40 se 60 din ke baad eggs dene lg jate hien. Ap check krien k apke btair male female confirm hien naa
@muhammadshariq9757
@muhammadshariq9757 4 жыл бұрын
Kia in main bemari ka ratio hy kisi bhe trah ki
@PracticalFarming
@PracticalFarming 4 жыл бұрын
Bhai jaan in mien boht kum bimaati aati he. Na hone k brabar
@hibbafatima5078
@hibbafatima5078 3 жыл бұрын
Sir mere quail ne ande diye ha magar wo ando par nai bethrhe batatde plz
@afsaarmallik5033
@afsaarmallik5033 3 жыл бұрын
ub bethi ya nh kyky meri bater b nh beth rhi
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
male ko female se alehda rakhien ge to may be jaldi beth jaye. wese to jub females naaga krti hien ya eggs dena band kr dien to male ko alehda kr diya jaye to to female ka focus eggs ko incubate krne mien ho ga. agr male female ak sath rahien to female dobara eggs dena start kr de g
@sahrukhqureishi3040
@sahrukhqureishi3040 4 жыл бұрын
Kudak hone ke baadh bet thi he kya
@PracticalFarming
@PracticalFarming 4 жыл бұрын
G jub lagataar anday deti hien to beech mien wakfaa dalte hien birds
@buildingstips7220
@buildingstips7220 2 жыл бұрын
Sale ni hota ye eska koi solution btao ? Ap lo gai ?
@PracticalFarming
@PracticalFarming Жыл бұрын
payre bhai depend krta he k aap ne just shok ke tor par rakha huwa he ya as business. wese to kisi b Bird shop pr aap isko sale kr skte ho. agr ziada quantity mien hien to aap in ko online facebook ur whatsapp ki groups mien sale kr skte ho. nahi to locally aap kisi b dealer se contact kr k ya hotels mien inko sale kr skte ho.
@johnlenson6719
@johnlenson6719 5 жыл бұрын
hum ne bazarr se junglee batair laaye hai. kya hum un ko breed karwa sakte hum
@latestvideosdownload6413
@latestvideosdownload6413 5 жыл бұрын
yes
@PracticalFarming
@PracticalFarming 5 жыл бұрын
han aap un se breed ke skte ho. But ak baad mind mien rakhiye ga jub tak aap unko Farmi Feed 9# dete rahien ge wo eggs ziada dien ge ur Heat ki waja se Eggs par b beethne lag jayien ge . AAm sa daana dhalne se ak to eggs kum dete hien dosra eggs par bethne ke chances boht kum hotay hien. bus un ko privacy ur acha setup bana kr dein jo dekhne mien Junglee lagay ya azaadana.
@ferdoushussain3378
@ferdoushussain3378 5 жыл бұрын
kiya japanese quail egg par beth te hai
@inayatali8836
@inayatali8836 5 жыл бұрын
Kon si feed sa hm ziada anday la sakta ha plz reply
@PracticalFarming
@PracticalFarming 5 жыл бұрын
meat yaani ghosht wali fee Feed #9 ak ur feed hoti he Layer 13# wo nahi deni aapne
@alhafizk.s2115
@alhafizk.s2115 4 жыл бұрын
اسلام و علیکم میرے بٹیر کے بچے انکوبیٹر سے نکلنے کے 2 سے 3 گھنٹے میں ہی مر جاتے ہیں اس کے لیے رہنمای فرمایں 3 minutes ago
@PracticalFarming
@PracticalFarming 4 жыл бұрын
Bhai aap inko brooter mien rakhien kuch din yaani heat wali jaga
@mehrozkhalid5074
@mehrozkhalid5074 5 жыл бұрын
Bahi yeah kitni age tak andey dena shuru kertay hain
@Humaabbass
@Humaabbass 5 жыл бұрын
55 days after
@anmolanmol6715
@anmolanmol6715 3 жыл бұрын
Tonocal
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
ok
@Ayeshakhan-rq4eh
@Ayeshakhan-rq4eh 4 жыл бұрын
kya batair urhtain hain ..mny unky pas kat diye 😥
@PeshawarPetsBirdsinfo
@PeshawarPetsBirdsinfo 4 жыл бұрын
G bhai udty hain
@Ayeshakhan-rq4eh
@Ayeshakhan-rq4eh 4 жыл бұрын
dusra sawa inko khany m kya don
@PeshawarPetsBirdsinfo
@PeshawarPetsBirdsinfo 4 жыл бұрын
Bhai meaun to 13 number feed deta hu ...or result best aaraha he .....bajry par b acha result ,aata he ... check my channel
@PracticalFarming
@PracticalFarming 4 жыл бұрын
bajra gandum ya poltry feed. wese to ye kuch b khaate hien.
@afsaarmallik5033
@afsaarmallik5033 3 жыл бұрын
urh jaty hen ye
@akbartarar9281
@akbartarar9281 4 жыл бұрын
Bhai Mera batair Ando par nahi bath raha
@PracticalFarming
@PracticalFarming 4 жыл бұрын
male nahi bethay ga lekin female beth jati hien. lekin agar male female ak sath chore huwe hien to male female ko cross krta rahe ga ur eggs par nahi bethne de ga.
@daniyalking3180
@daniyalking3180 5 жыл бұрын
Bhai hamare bateer k sare baal gir rahe Hain to please batae k Kya karen
@PracticalFarming
@PracticalFarming 5 жыл бұрын
batair ya to old ho ga. ya phir feed achi naa milne ki waja se ho raha he aesa. agar Sir yaani head ke upar se ghanja ho rahe hien to koi masla nahi dosray Male Batair Females ko head se pakrte hien ur mating krte hien. is waja se females ke sir ke baal ur jate hien aesa male dosre males ko marte hien ur un ke b ho jate hien. agar head sir ke baaloun ke ilawa koi masla he ke poori body ke baal gir rahe hien to apne setup ko achi tarha se dekhien kis cheez ki kami he. feed ki ya safayi ki ya maar kutayi krte hien.
@arbazvirk5388
@arbazvirk5388 3 жыл бұрын
Mera pass aik month ho gya bater egg nahi da raha plz reply
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
55 se 65 din k baad eggs dete hien. please aap check krien k male ur female ka pair he naa. may be apke dono male ho ya females
@UniversityofBirds
@UniversityofBirds 3 жыл бұрын
کیا یہ خود انڈوں پر نہیں بیٹھ سکتے؟
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
bethte hien lekin is ke liye mahol in ki marzi ke mutabik hona lazmi he. ziada tar paaltu btair eggs pr nahi bethte kyoun ke male females ko tang krte hien ya mahol unki marzi ka nahi hota.
@sahrukhqureishi3040
@sahrukhqureishi3040 4 жыл бұрын
Bater Ando par kab bet ti he bhaijaan
@PracticalFarming
@PracticalFarming 4 жыл бұрын
bhai jub madiyan takreeban ak month tak continuously eggs deti rehti he to kuch madian andon par beth jati hien rest k liye lekin jub male sath houn to wo inko rest nahi krne dete ur zabardasti mating krte hien.
@royalpoultryfarm6692
@royalpoultryfarm6692 2 жыл бұрын
Sir khana kya dete ho
@PracticalFarming
@PracticalFarming 2 жыл бұрын
Poultry feed
@dibakarbaro815
@dibakarbaro815 4 жыл бұрын
Vai qual kitna din ma egg dena suru karta hai ?
@PracticalFarming
@PracticalFarming 4 жыл бұрын
Afyer 3 months
@dibakarbaro815
@dibakarbaro815 4 жыл бұрын
@@PracticalFarming haa... thank you vai...
@dhiaurrahman1221
@dhiaurrahman1221 3 жыл бұрын
Can I buy your parrot please 😍😍😳
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
sorry bro ab mere paas parrots nahi hien. bimari ayi thi us waja se kaafi expire huwe so chor diye.
@usamarajpoot6838
@usamarajpoot6838 3 жыл бұрын
Bhi mara batar na ak anda diya hai or oper nhi bath raha
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
ye ak do month eggs dene ke baad maada par depend krta he k jo weather mahol apne us ko diya he agr to wo us ke liye best he to wo khud hi upar bethna start kr deti he. lekin male sath naa ho tub
@gurvirsidhu2626
@gurvirsidhu2626 4 жыл бұрын
Bai punjab ch market kithy a as di
@PracticalFarming
@PracticalFarming 4 жыл бұрын
Yr apko ye kisi b birds shop se mil jayien ge
@manojreddy5317
@manojreddy5317 5 жыл бұрын
Bhai muja quail birds chaiya Bhai daatha bhhai
@PracticalFarming
@PracticalFarming 5 жыл бұрын
Bro ye asaani se kisi bird shop se apko mill jayien ge.
@islamabadbirdspoint2894
@islamabadbirdspoint2894 4 жыл бұрын
Bahi aik male kay sath kitni female laga sakty hain
@javaidghafoor9272
@javaidghafoor9272 4 жыл бұрын
3 females = 1 male
@javaidghafoor9272
@javaidghafoor9272 4 жыл бұрын
3 females = 1 male
@praveencreation5517
@praveencreation5517 Жыл бұрын
Sir mujhe kuch bater mil sakta
@kidgamer9642
@kidgamer9642 4 жыл бұрын
BHAI MEREI VIDEO DEKHE AUR BATATIN KE MAIN IN ANNDOO KA KIYA KRO YANIE KE ME IN SE KESE BATAIR NIKALOO
@chuchoo7834
@chuchoo7834 4 жыл бұрын
I also want to know plzzzz*
@PracticalFarming
@PracticalFarming 4 жыл бұрын
bhai agr aap inke bachay nikalwana chahtay ho to best yehi ho ga k aap incubator use kro.
@mantashakhanhy8773
@mantashakhanhy8773 3 жыл бұрын
anda jb
@shabanrangrezz9409
@shabanrangrezz9409 3 жыл бұрын
Mera bater ando par nahi beth rha kiyo
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
maada btair jub ak ya 2 month anday de leti he to phir wo bethna start kr deti he. lekin us ke liye us ko safe jaga milay phir. privacy ur sath male btair na ho. kyoun k male disturb krte hien females ko
@mypets546
@mypets546 3 жыл бұрын
cat will not attach these birds please rep me
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
OH Bhai kya yaad dila diya. Cat ne to mere itne Btair maare thay k kya btaoun. ur Aseel Murgi ke pathay b thay unho ne b boht khaaye btair ke chotay chotay bachay. Cat's to kuch b nahi chorti bhai g. bus moqa milne ki dair he.
@rejaulkhan1968
@rejaulkhan1968 2 жыл бұрын
Bater ketnaanda detahai
@PracticalFarming
@PracticalFarming Жыл бұрын
depend krta he k iski feed konci he. agr feed achi ho to ye ak month se ziada tak b anday dete rehte hien. agr pair ho to kum dete hien . ak din mien ak anda ur phir ak din chuti
@bungushkhan1075
@bungushkhan1075 5 жыл бұрын
Onion or hara danhia nhi dal sakhte
@nadeemrasheed2425
@nadeemrasheed2425 4 жыл бұрын
Dal skate hai
@PracticalFarming
@PracticalFarming 4 жыл бұрын
g hara koi b ho khaate hien . aap palak , dhaniya , lusan, koi b sabz chaara wagera dhaal skte hien.
@m.madnibardsloverofficial791
@m.madnibardsloverofficial791 3 жыл бұрын
Aapka bater kaun si nasl ka hai
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
Coturnix Quail or Japanese Quail
@rohanchishti7281
@rohanchishti7281 4 жыл бұрын
Bhai ap tote na palo ,. Tote paalna gunaah h,,,
@PracticalFarming
@PracticalFarming 4 жыл бұрын
G thanks bhai mujhe nahi pata tha. Wese b chor diye huwe hien.
@skrakib5749
@skrakib5749 3 жыл бұрын
how to buy quile egg
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
you can buy eggs from any quail farm or from hatchery. they have quails or eggs. you have to find them
@anyfarmingtvanyfarmingtv5974
@anyfarmingtvanyfarmingtv5974 4 жыл бұрын
Bhai Jan mere batair khrab Andi den rahi han
@PracticalFarming
@PracticalFarming 4 жыл бұрын
Aap nar ya maafi change kr lien
@zeshansial9253
@zeshansial9253 3 жыл бұрын
fazul bolty jarhy kaam ki baat ni kr rahy
@PracticalFarming
@PracticalFarming 3 жыл бұрын
G theek. Advise dene ka shukriya
@pramodjadhav3863
@pramodjadhav3863 4 жыл бұрын
Kya batair ki nikli huyi haddi kam ho sakti hai
@PracticalFarming
@PracticalFarming 4 жыл бұрын
hadi kisi b bird ki nikali ho theek ho jati he. ye sokhay yani sokra jis ko bolte ki nishani hoti he. jis ko ye masla ho aap. G5 serup ya phir cetrus ki goli do. ya ciprofloxacin tablet ka 4tha hisa daily raat ko do theek ho jaye ga. ur feed mien halki phuli khurak do.
5 Easy Tips to Breed QUAILS Naturally
6:53
Mr. Aviary
Рет қаралды 157 М.
Scary Teacher 3D Nick Troll Squid Game in Brush Teeth White or Black Challenge #shorts
00:47
HAPPY BIRTHDAY @mozabrick 🎉 #cat #funny
00:36
SOFIADELMONSTRO
Рет қаралды 18 МЛН
Gym belt !! 😂😂  @kauermtt
00:10
Tibo InShape
Рет қаралды 14 МЛН
How to make incubator at home
11:58
Pets Life TV
Рет қаралды 10 МЛН
Big Egg Cracked In My Hands - Just as I was about to drill it
15:05
A Chick Called Albert
Рет қаралды 7 МЛН
Quail/Batair Chicks Brooding 1st Day Care  | Batair k Chuzo ko Kesy Pala Jaye
15:45
Modern Livestock And Agriculture Farming
Рет қаралды 27 М.
The Tiniest Bird You've Ever Seen - Zebra Finch Hatching
12:20
A Chick Called Albert
Рет қаралды 27 МЛН
Quail Chick Agia 😀 Experiment Successful
9:29
Beauty Birds
Рет қаралды 32 М.
Scary Teacher 3D Nick Troll Squid Game in Brush Teeth White or Black Challenge #shorts
00:47