Bhai maine aapki video kal bhi dekha tha aur dubara dekh rha hu
@rahulhiwale73502 жыл бұрын
Kya baat hai Guru bahut badhiya Guru
@technicalbishnu46642 жыл бұрын
Dhanewad sir 🙏
@shanuguptaattitudeboy4736 Жыл бұрын
Thanks sir 😊
@amanelectrictech2 жыл бұрын
Nice👍👍👍
@djprincemohwadiya10025 ай бұрын
Mere 1 generator me 170 voltage per helogen chal raha hai lekin yadi hum resistance se 200 ya usse adhik karte hai to halogen band ho ja raha hai aur wahi halogen dusre generator se 230 per bhi chal raha hai to alternator me kya fault ho raha hai ,please sir
@PerfectEngineer5 ай бұрын
Frequency check kro
@djprincemohwadiya10025 ай бұрын
@@PerfectEngineer sir ji frequency set engine ke speed ke hisab se hoga kya
@PerfectEngineer5 ай бұрын
50 frequency Rakho fir voltage set karo 220 se 230 k aaspaas
@djprincemohwadiya10025 ай бұрын
Frequency meter kahan se khariden mere market me nahi mil raha hai, koi link ho to bhejiye@@PerfectEngineer
@arjungkp16712 жыл бұрын
❣️❣️
@susheelvishwakarma.541062 жыл бұрын
Sir Frequency to engine ke speed kam jayada karne se honge na aure voltege feild ke voltege kam jada karne se genrature ke volteg kam jada hoge na sir please btao sir please
@PerfectEngineer2 жыл бұрын
Yes but voltage up down hote hai to situation change ho sakti hai
@vikrammalviya7917 Жыл бұрын
Engineer mistri ki video nhi dekhte h .
@Bhaskarhandique Жыл бұрын
Plus may hoga ya minues pay lagta hay sir
@PerfectEngineer Жыл бұрын
Kiss me Bhi laga skate ho
@Bhaskarhandique Жыл бұрын
🌹🌹❤❤❤
@anupamelectricartoflife59142 күн бұрын
Kya laga sakte hai kisame@@PerfectEngineer
@pawanrajput34842 жыл бұрын
सिविल के ऊपर एक बिल्डिंग की वीडियो बनाइए
@anandtidke378 Жыл бұрын
60 k v a D G me laga sakte hai kya
@Krishnayadav-cm8db8 ай бұрын
Ragi tension ka clemp dur ya pass karne se kya fark padta h
@shahbazkhan80508 ай бұрын
Dur karne se voltage kam hoga our pass karne pe voltage jada hoga
@Krishnayadav-cm8db8 ай бұрын
@@shahbazkhan8050 thank you sir aur eltanetar me taibord kaise lagate hai is par bhi video banaiye
@Mr.sipu49 Жыл бұрын
Sir 200 ohm ki jagae 300 ohm lagane se kya hoga
@PerfectEngineer Жыл бұрын
No problem
@Rohitbajpaii6 ай бұрын
Wattage kam ho jayegi resistance ki jisse Heat jyada karega
@ShitalDj Жыл бұрын
Bhai mera janretar me Speed jada Ho gaya he our volltage bhi jada dikha raha hai 28ampier ka janratr he 7'5 kV ka to usper kitne ampier ka MCB lagega Lekin turant treep hona chahiye please batana Bhai
@t-seriescoverdigitalalbums2660 Жыл бұрын
Kahan ki video hai Bhai Mera inverter hai government ki supply se 110 Volt se bhi charge hota hai Lekin generator se 220 volt se bhi charge nahi ho Raha battery
@SureshPatel-rx9le Жыл бұрын
Fild coil gante do gante me discharge ho jati he, kya problem ho sakta he
@unknowncoder2037 Жыл бұрын
Bhai mere pass frequency meter nahi hei me kaise frequency 50 hz per set Karu engine kaa
@ManojKumar-zn1bp2 жыл бұрын
Meraj bhai rajistense garm hone se rajistense ka taar garm hoker toot nahi jayega
@PerfectEngineer2 жыл бұрын
No
@rajayoyo9721 Жыл бұрын
Genrater 210 volt bna rha h or 170 volt bna rha h ye kese problem h