ROB approve toh kar diya hai ispar se par umeed nahi hai ki jaldi complete hoga. Shyd Uer2 ke start hone ke baad hi ispar kaam start kren, lekin iske completion ki no guarantee
@omw77Ай бұрын
UER-2 shuru hone ke baad idhar traffic kam ho jayega to inhe bahana mil jayega na banane ka
@sharvankumar-zh7peАй бұрын
यहां underpass की जरूरत है या फ्लाइओवर ब्रिज बनाना चाहिए
@omw77Ай бұрын
Ha ji, bahut jyada jarurat hai, par UER-2 ke ban ne ke baad ho sakta hai kaafi traffic usi side divert ho jaye
@kanhiyavats3846Ай бұрын
Sir in aas pass ke areas me Water logging ek major problem ban gayi h kai logo ko apna residence leave karna pad rha h
@omw77Ай бұрын
Ha ji Sir, water logging bhi aisi hai jo khatam hi nahi hoti
@FarmanWasimАй бұрын
Aap to Bahut Near About Aa Gye Mere Yaha tak.😊 Khair Aaj ye Fathak Open Ho Gya Hai,but Water logging hone Ki Wajah Se Kafi Dikkat Hai, Aaj subha 08:30 am pr hi cross kra hu yaha se
@omw77Ай бұрын
@@FarmanWasim it's great, Mundka me fasne se bach jayege kaafi log
@FarmanWasimАй бұрын
@@omw77 yes.
@tarunkumar-kg1ifАй бұрын
Kya aap Ghevra aur Narela mein ban rhe Bus Depot ki bhi update de sakte hai?
@omw77Ай бұрын
@@tarunkumar-kg1if inki location ka idea do thoda
@tarunkumar-kg1ifАй бұрын
Jo Ghevra se Nizampur road jati hai uspe hai aur Narela wala UER-1 pe hai aapki video mein bhi door se dikh raha hai
@tarunkumar-kg1ifАй бұрын
@@omw77 kya aap Instagram share kar sakte hai?
@ViveksatvikАй бұрын
Sir thank you so much is update ke liye meri car kal nizampur ke pas mud me stuck ho gayi thi ghevra crossing band hone ki wajah se ye jab bhi open ho pls update zarur karna
@omw77Ай бұрын
Sir, aaj khol diya hai ye fatak, bahut pareshan the log iske band hone ki vajah se, bilkul bhi rasta nahi tha, Nizampur wala road jyada traffic jhelne layak nahi hai, isiliye buri halat me hai
@omw77Ай бұрын
forgot to ask you, car fir aage pichhe karke nikal gai kya fir help leni padi aapko
@ViveksatvikАй бұрын
@@omw77 local help se nikal gayi tractor ne nikali thi
@omw77Ай бұрын
@@Viveksatvik ohh, jyada hi pareshan ho gaye
@omw77Ай бұрын
Ghewra crossing is now open from this morning - information shared by Mr Farmaan Waseem
@JyotishTodayАй бұрын
Really Important update
@omw77Ай бұрын
thanks Sir, aaj open kar diya hai is crossing ko
@JyotishTodayАй бұрын
@@omw77 thanks for reply and update..
@deepakvats9545Ай бұрын
Sir, ghevra phatak per flyover kafi samay se kyu nahii hei
@FarmanWasimАй бұрын
Brother 20 Saal se yahi hu or yahi sunta aa raha hu ki Flyover bnega yaha lekin aaj tak kuch bhi nahi bna.
@omw77Ай бұрын
land ka kuchh issue hai, ek side FCI ka godown hai dusri side Indane ka plant hai, jyada try kisi local leader ne ki nahi, last time ke MP bhi Delhi se bahar ke the to vo bhi aware nahi the yaha ki pareshaniyo se, baki ab ummeed UER-2 se hi hai, uska ROB ban jayega to pareshani kaafi had tak kam ho jayegi
@FarmanWasimАй бұрын
@@omw77 your right.
@Trishulacollection7721Ай бұрын
Ham Ghevra se hi h...bhut dikkkat deti h ye fatak
@omw77Ай бұрын
ham log to route change karke ise avoid kar dete hai par aap logo ko to ye sach me bahut pareshaan karne wali crossing hai, pareshaani aur jyada ho jati hai jab vo gas wali train aati hai
@aranga0Ай бұрын
Is fatak ke liye koi flyover nhi ban sakta kya ?
@techstupid3578Ай бұрын
Sir Jo dwarka expressway k pass flyover ban raha hai woh konsa hai aur kaha se kaha connect hota hai
@omw77Ай бұрын
Sir, location ka thoda idea dena plz
@techstupid3578Ай бұрын
@@omw77 jo tunnel se aage se flyover hai dwarka se gurgaon ki taraf us raste pe
@goutamraoshab3777Ай бұрын
Flyover hona chahiye
@deepakvats9545Ай бұрын
Bilkul hona chahiye
@NakuldhullsinghАй бұрын
bhai jitnae rupae mai flyover banega utnae mai toh . 5 lakh outsiders ki vote free bijli pani dekae kharid lega kejriwal. baniya admi alag tarikae sae sochta hai. isliyae pichlae 10 sal sae koi khass development ni hua . kyonki vote lenae ka tarika dusra hai
@omw77Ай бұрын
flyover ki to yaha bahut demand hai par land ka issue hai idhar, jagah kam hai, UER-2 ke flyover ke shuru hone ke baad is par load kam ho jayega aur aane wale time me yaha se UER-1 ke ban ne ki ummeed hai, tab jarur banega flyover
@NakuldhullsinghАй бұрын
@@omw77 outer delhi mai 4 5 jageh broad connecting road and flyover ki jarurat hai . tabhi yha growth hogi. sunnae mai aya hai ki bawana ki neher wala road bhi thekedar nae apnae paisae sae banaya hai . itni bhi kya gareebi dikha rhi hai aap govt. . yeh bjp aap ki ladai locals ko buri treh pareshan kr rhi hai
@NakuldhullsinghАй бұрын
@@omw77 outer delhi ki growth potential atleast sonipat sae toh jyda hi hai . phir bhi govt dhyaan nhi dae rhi .
@EcomMonkАй бұрын
Kuch solution nhi ho skta kya is paani ka Kejriwal ne kuch nhi kiya Delhi me , isme bhi modi ka fault h kya Yeh sb ke sb ek h ander se Bjp wale nehru ko blame krte h 😂
@deepaksher1155Ай бұрын
😂
@deepaksher1155Ай бұрын
Kitne saal hogye yah Rowley over bri😢kyo ni bante ☹️
@omw77Ай бұрын
bhai, its nature, nature se ham nahi jeet sakte hai
@rohitmann9180Ай бұрын
Bhai khera khurd ka rasta ban rha hai kal he video bnado ... Cement ban rha hai ... From rohini sector 29 to khera bhut log preshan ho rhe hai kaam chal rha hai
@omw77Ай бұрын
ok bhai, aaj aata hu vaha
@OyeHappyHappyOye1Ай бұрын
mai fasa tha 11th ko bhi band tha.......
@deepaksher1155Ай бұрын
Aur mein Saturday ko😢boht bura haal h road ka nizmpur k. Bi rohtak road k bi bwana kanjlwla sb kair jharoda sb bekr tute pde ha nass krdia khujliwal ne
@omw77Ай бұрын
bahut pareshaani thi, alternate route ke option bhi nahi hai paas me
@NaseemKhan-ju8bvАй бұрын
Good job
@omw77Ай бұрын
Thanks Nassem bhai, aaj open kar diya hai is crossing ko