Har Har mahdev ma'am paryatiganesh kartika Ramesh priyanka nice video
@uttranishad-fi1qs2 ай бұрын
Bahut acha btaya thankyu didi 😊
@SapnaSingh-li4zv2 ай бұрын
Thank you di❤❤
@freefiregamer25122 ай бұрын
Har har mahadev.pooja survase
@FinanceGyan-g6t2 ай бұрын
Purush bhi is vart ko kar sakte Hain..?
@bhavyatiwari66482 ай бұрын
Didi ek sawal tha... Jis haldi ki gaanth, aur supari se maa parvati aur ganesh ji ko banate hai to pooja ke baad unka kya kare? Please jawab jarur dijiyega🙏
@Pujaflavors2 ай бұрын
Di mai raat bhar jagran nhi karti hu... Agle din naha kr normal puja kr ke visarjan karne ke baad paran kr leti hu... To plz bataeye ki jagaran karna jaruri hai kya.. Or ek baat puchna tha ki is puja me kahi kahi kheere me kajal v parte hai.. To ye vidhi kb or kaise karni chahiye.... Shaam me ya subah me...
@rajkumar-qj8tu2 ай бұрын
Agar sindhora pass me na ho toh teej kr skte h ya nhi
@spiritualwoman792 ай бұрын
Bilkul reh sakte hain teej ka सिंहोरा se कोई मतलब नहीं हमारा खुद के सिंहोरा का पता रता नही कहां गया जल्दी शादी हो gyi thi use सम्हालने का समझ नही था
@akshatab52572 ай бұрын
@@spiritualwoman79 Kya kunwari kanya ko bhi sindoor daan karke pooja ke ant me mata se suhaag lena hai? Aur kya hum vrat me jarurat padi toh jal/ fal kha sakte hai? Aur yadi raat bhar jag naa paaye toh 6 sep ko shaamko pooja karke bhagwaan ka visarjan shaamko hi karna chahiye? Aur phir chauki kab uthani chahiye? Vrat kya kha ke aur kab chodna hai usi din ya agle din subah?
@susheelayadav65992 ай бұрын
@@spiritualwoman79मेरे साथ भी यही हुआ है
@khantdaksha44072 ай бұрын
Thank you didi
@Authentic-world-f6w2 ай бұрын
Dii pooja m hldi nhi h or la ni skte pooja ka time ho gya h to plss btaiye n kya kr skte h???
@spiritualwoman792 ай бұрын
पिसी हल्दी उपयोग करें।मांग लें उधार किसी से
@meenakshikashyap86632 ай бұрын
Didi, mai masik shivratri vrat krti hu aur pradosh bhi krti hu meri tabiyat bhuuuut jyada khrab h maine jaise taise pradish vrat kiya bt aaj himmat nhi h shivratri vrat krne ki kyuki pet me bhhuuuut dard h dr. Ne sabhi fruits bnd kiye h mere andar itni energy nhi h jo vrat kr saku?? Agr m aaj ka vrat chhodti hu to kya mera vrat khandit ho jayega pllllllz reply soon 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
@spiritualwoman792 ай бұрын
Kisi aur se karwa sakte hain Na karwane par Ha khandit to ho jata h Par... Fir sukha anaj aadi daan kar praysachhit karwaya ja skata h
@meenakshikashyap86632 ай бұрын
@@spiritualwoman79 thank u didi🙏🏻
@animexbasics2 ай бұрын
Kya pradosh ka vrat utha sakte hai
@khantdaksha44072 ай бұрын
Didi hamare gar narmadeshwar shiv ling he to hame mitti wale shiv ling banana chahiye
Ha bilkul mandir me kar sakte hain Oar Banana sikiye Insaan sab kuch kar skata hai
@vinitakumari13722 ай бұрын
@@spiritualwoman79 thank you diii mujhe reply dene ke liye🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@KarishmaSah-to9eu2 ай бұрын
Didi havan subah krege ya sham ki puja m hi havan krna h or suhag subah lena h ya puja ke bad sham ko hi suhag lege please btaye didi 🙏
@spiritualwoman792 ай бұрын
बहन सुबह केवल नॉर्मल पूजा करनी हैं शाम की पूजा में ही सब विधि करना है और बताया भी तो है इस वीडियो में सुनिए तो वीडियो को
@KarishmaSah-to9eu2 ай бұрын
@@spiritualwoman79 Thankyou didi😊
@SapanaYadav-cy6hr2 ай бұрын
Jo chdaye h suhag ki samgree vahi daan dete h ya dusri
@manishapandey31252 ай бұрын
दीदी, मेरे 16 सोमवार के व्रत चल रहे है लेकिन इस सोमवार मेरा पुलिस के लिए physical test है... और मै किसी दूसरे शहर मै हूँ... व्रत कैसे करू... कृपया मार्ग दर्शन कीजिये
@spiritualwoman792 ай бұрын
Vrat me jitna khate hain utna kha ke vrat kar lijiye Mansik prabhu ko yad kar ke Baki ak extra bhi vrat kar lijiyega
@spiritualwoman792 ай бұрын
Aaj video bnaya h yatra me vrat ka usko dekh lijiyega detail jankari ke liye Mansik kya kais karna h
@manishapandey31252 ай бұрын
😊😊
@Sneha_suman1152 ай бұрын
Didi paran ka vidhi batayiye
@archanaverma64972 ай бұрын
Period mai teej kaise kre didi Kuch upay btaye
@Niti_trivedi2 ай бұрын
Didi Phool belpatra Puja ke 1 Din pahle hi Manga Kar Rakh sakte hain kya
@spiritualwoman792 ай бұрын
बेलपत्र तो नियम के अनुसार भी चल जाता है कई दिनों का । पर फूल बासी हो जाते हैं
@Niti_trivedi2 ай бұрын
@@spiritualwoman79 achha
@kamnapandey48002 ай бұрын
Period main daan dachina nikal sakte hain
@spiritualwoman792 ай бұрын
Nikal to sakte hain Dilwa den pati se ya bachho se
@kamnapandey48002 ай бұрын
Pranaam dhanyawaad 🙏
@rajbahadurgupta45652 ай бұрын
Kya ham mulatani mitti se shivling bana sakte hai
@spiritualwoman792 ай бұрын
Mitti to koi bhi le sakte hain Par multani mitti... Bina milwat h asli dharti ki hi mitti h ya aur kuch pta nhi Isliye nahi keh sakte Q ki kyi mitti hoti h Jaise chini mitti jiska cup bnta h PR HR mitti to mitti nhi
@Niti_trivedi2 ай бұрын
Didi aap Miti ka jo Shivling Banai Hai wo Kaun Sa Mitti ka Banai hai saphed miti ya lal miti ka
@Niti_trivedi2 ай бұрын
Please didi reply mi
@AnitaKumari-cd6fz2 ай бұрын
Koti koti pranam Mata ji🙏mai banglore me rahti hun mitti nahi milta aaha sudh ghar me narmadeshwar shivling rakhi hun kya usme hi puja kar sakti hun n? Kripya margdarshan kijiye🙏
@spiritualwoman792 ай бұрын
Jee majburi me kar sakte hain
@AnitaKumari-cd6fz2 ай бұрын
Ok thanks 🙏
@VandnaSingh-g7q2 ай бұрын
Didi ji mera brat chhut gaya hai kya phir se rakhh sakte hai please ripple
@spiritualwoman792 ай бұрын
Ha ji
@VandnaSingh-g7q2 ай бұрын
@@spiritualwoman79 thanku
@PriteeVishwakarma-sq2un2 ай бұрын
Didi amavasya 2 September 5:21 se shuru ho rahi hai to kya ham pipal vruksh ki Puja aur parikrama 4:00 se kar sakte hain
@spiritualwoman792 ай бұрын
कर सकते हैं थोड़ा टाइम पूजा में lgta hai TB TK 5 bhi bj jayega Waise jab tithi h tab hi karen तो ही अच्छा है
@PriteeVishwakarma-sq2un2 ай бұрын
Didi ye TB TK tithi kya hai kuchh samajh nahin a raha hai
@rakhisingh50172 ай бұрын
Didi mere yha teej kuch 40 50 saal se nhi hota kisi k death hui thi usdin aisa mummy batati h but mai kuwari hu muje acha rishta nhi mil rha kya koi upay h jo is din kr skte h agar haa toh kon sa upay pls reply muje wait h apka reply ka
@jyotisnarao83962 ай бұрын
6 ko tritiya 3 bje smapt ho jayega.to puja saam ko kre ki subh me.....kuki hum puja saam ko hi karte h
Jee ha bas piche talwe me bina jode lagati hain Jaise Kanya lagati h waise lgaye
@muskanrajput4412 ай бұрын
Dhaga se Gathbandhan kiya ja sakta hai Mauli chota pad jata hai 7 baar nhi ho pata
@muskanrajput4412 ай бұрын
Aunty ji kuvari ladki bhi 24 hour nirjla upvas karti hai ?
@spiritualwoman792 ай бұрын
Ha beta..kunwari ke liye bhi sabhi wahi niyam hain
@neetadixit30242 ай бұрын
पिछले साल ही मुझे सुगर हो गई, तो निर्जल व्रत कैसे करूं क्योंकि सुगर बहुत कम हो जाती है,
@spiritualwoman792 ай бұрын
जैसी तबियत हो वैसा संकल्प करे बोलें की यथाशक्ति उपवास करूंगी फिर जो लेना हो फल इत्यादि से व्रत कर लें भगवान का प्रसाद लेकर यथाशक्ति मतलब jaise shakti rahegi waisa vrat karungi aisa sankalp karen
@Niti_trivedi2 ай бұрын
Didi aap jis jagah puja ki usi jagah pe paran bhi kr li to jutha nhi hua
@spiritualwoman792 ай бұрын
Vida bhi to kar diye na bhagwaan ko to wo chale gye na ab kar skate hain Hamre yha aise hi karte hain sabhi mhila wahi par Paran karte hain
@Niti_trivedi2 ай бұрын
@@spiritualwoman79 wo🙏🙏
@Niti_trivedi2 ай бұрын
Per didi aap Puja kis side baithkar karti hai Mujhe dekhne se lagta hai jis side aap Bhagwan ka tasvir rakhte Hain Usi Side baithati bhi hai