🙏👌👌👌👌🙏❤🙏bhut accha btaya he thanks for all details
@lokdhunraj72723 жыл бұрын
हर हर महादेव आती सुन्दर प्रस्तुति गुरुजी🙏🙏😍😍🎤🎤🥀🥀वेरी गुड
@NirajYadav-ut8rq3 жыл бұрын
DCCC%
@ShubhamVerma-pw4oz4 жыл бұрын
Aapki video bahut pasand hai humko mai sari video dekhti hu thank you maa ji
@shailendrapratapsingh92416 жыл бұрын
Aap bht achhi baat batai h,,bht kuchh sikhne ko milta h aapse...
@vestigevteam3 жыл бұрын
Thanku Anty ji ap best ho 🙏🙏🙏🙏❤️
@kiranpandey54352 жыл бұрын
Jankari ke liye बहुत-बहुत dhanyvad aapko 🙏🏻
@ashutoshsingh30025 жыл бұрын
Oarnam mata ji teeja udyapan puja ke baf pani kab grahan ksrna chchiye
@AsanZindagi5 жыл бұрын
udyapan puja ke bad ap pani pi skti hai
@archanapandey1756 ай бұрын
Didi aap teej vrat karti hai ki nhi mujhe janan hai please btaiye
@anitadevi52853 жыл бұрын
Kya ham Teej ka vrat chhut gaya hai kya ham isase udyapan kar ke fir se shuru kar sakte hain
@anjusoni98614 жыл бұрын
Apki btai jankari bhut achi hi
@parmanand92792 жыл бұрын
Bahut bahut Danyabad did ji.
@dinanathrai29712 жыл бұрын
Hi mam agar hamare purwajlog tij n kiye ho to kya tij mai kar sakti hun
@AsanZindagi2 жыл бұрын
Agar aapke yaha ye tyohar sahata hai to aap kar sakati hai
@pinapari12853 жыл бұрын
Kuvari ladki vrat ujvani kar sakti hai kya...
@sakshipriya81766 жыл бұрын
Bahut accha , aapka thanks , hum log Ko accha Laga , aapke anushar hamne udyapan kar liya .
@anitaneeraj30266 жыл бұрын
Pranam aunty ji 🙏...apki pichli video jisme apne periods me teej pujan ke bare me jankaari di uske liye bhot bhot dhanyawad.... Mera sawaal yah hai ki agar koi health issue ho jiski wajah se nirjala vrat nhi rakh paa rahe ho tb kya karna caahiye taaki aanewale saalo me teej puja kar sake ....meri maa ki tabiyat kafi dino se karab thi jisme sudhaar to aaya h par av v unhe weakness hai...kripya samadhaan bataye
@AsanZindagi6 жыл бұрын
subh asirvad,aap flahari vart kare,ya udyapan kar deve
@anitaneeraj30266 жыл бұрын
Dhanyawad aunty ji 🙏
@Tanukidschannel17 Жыл бұрын
Vart udyapan karne ke baad bhi vart kr skte 6
@AsanZindagi Жыл бұрын
Udyapan ke baad vrat karana jaruri nahi hai
@minaprasad30534 жыл бұрын
Aur ha Mata jee btaye ki agr Mai krti hu tb kya Kuch anhoni ho skti h kya
@monikabhatia42504 жыл бұрын
pranam maa ye batatete ki teej ke udyapan ke baad falahari vrat kr sakte h to ek baat puchani h ki ye chai paani fal jo lena wo saam ki puja ke bàad lena h ki subah. ya bhi le sakte h
@beautifullife6522 Жыл бұрын
Kaccha anaaz me kya kya daan me de sakte hai
@AsanZindagi Жыл бұрын
Aap gehu ka aata, chawal, daal, aalu, kuch sabji haldi, namak, suddha ghee kuch rupaye, prasad , naariyam ye sab aap daan kar sakati hai
@SonuSahani-h4z6 ай бұрын
Anti ji namste 2024me kajri teej pahli bar udh sakte hai pease hume bataye
@AsanZindagi6 ай бұрын
ji haa
@ayushsharma98474 жыл бұрын
Namaste matajii hum panditjii ko bulai thi udyapan ke liye toh unhone hawan toh nhi karwaye 2agunthi hum dharan kiye or chandi Ka sikka unko de hun or 5fruit bhi nhi de pae ab kya karu mataji
@AsanZindagi4 жыл бұрын
abhi jo bhi pooja udayana ke liye huaa hai sahi haiu, aap abhi chinta naa kare
@ayushsharma98474 жыл бұрын
@@AsanZindagi mataji mujhe chitta ho rhi thi aap ke margdarshan se hi Sab krti ho Dhanawad
@aditi_dwivedi1333 жыл бұрын
kya gurudeeksha liye bina hartalika teej ka udyapan kar sakte hai
@AsanZindagi3 жыл бұрын
Ji haa
@pritimala76483 жыл бұрын
Kya hartalika teej ka prasad pati ko khila sakte hai didi
@priyankatripathi44305 жыл бұрын
jitiya me dhage me jo ganth bandhate hain ..udhyapan ke baad use karna hai..mere pas bahut sare sawal hain..pls aap detail me bataiye
@AsanZindagi5 жыл бұрын
dhage ko baye hath me pehnna hai
@MR.hackergaming2.06 жыл бұрын
Aunti ji kya pratidin sabhi bhagwan ko ashtagandha chandan ka tilak laga sakte h
@Saurabhupadhyay40156 жыл бұрын
लगा सकते हैं
@AsanZindagi6 жыл бұрын
ji ha
@MR.hackergaming2.06 жыл бұрын
@@AsanZindagi thanku
@ayushsharma98474 жыл бұрын
Mataji abhi me agale Saal se kya me falahari vrat rakhu?
@AsanZindagi4 жыл бұрын
agar aap nirajali vrat rakh rahi hai to pahale udyapan kar de fir falahaari vrat ka sankalp lekar aap ye vrat falahaari rah sakati hai
@nehatrivedi50576 жыл бұрын
Ma ji ager vrat nahi raha ja raha Hai to Kya Kare ple. Kuch Rasta bataiye udyapan ho Chuka Hai ple. Jaldi batana maa
@AsanZindagi6 жыл бұрын
ap pura bhojn kar skte hai
@theuntoldlove29646 жыл бұрын
Mam kya hum.teej vrat phir se start kr skte h
@AsanZindagi6 жыл бұрын
ji ha
@theuntoldlove29646 жыл бұрын
Asan Zindagi mai pregnet thi toh mere vrat chut gya tha pichle saal toh restart kr skte h aur kaise kre
@sarbinasharma6967 Жыл бұрын
Udyapan krne ke baad bhi vrt rkh skte hai
@AsanZindagi Жыл бұрын
Udyapan ke baad jaruri nahi hai
@ushakumari10764 жыл бұрын
Anti ji ager tij ke din koi det ker gya aur se bigar hai to kaise kare tija bart bataye
@pratikshapainkra25526 жыл бұрын
Mata ji teej m kya khakar vrat thoda chahiye
@shree315794 ай бұрын
Mataji pati vrat nhi sakte to kya kare?
@AsanZindagi4 ай бұрын
aap vart kare
@shree315794 ай бұрын
@@AsanZindagi dhanyawad mataji 🙏🏻🙏🏻 kuchh problem ki vjh se uddhiyapan karna chahti hun isliye aapka margdarshan chahiye thi mujhe
@anjalivarma50165 жыл бұрын
Maa ji kya ek Baar Teej ka brat chhut Gaya ho to dobara Kiya ja Sakta hai please maa ji jarur bataye
@AsanZindagi5 жыл бұрын
ji ha dubara se teeja kar skte h
@anjalivarma50165 жыл бұрын
@@AsanZindagi maa ji kaise sure kare dobara
@neetikamishra24595 жыл бұрын
Mata ji pranam mera prashan h ki September 2018 ko mera operation hua tha jis karan me teej ka nirajal vart chuth gya bina udhyapan ke to kya is baar falahari vart rah sakte h kyuki meri dwa chal rhi h plz ye bataye ki jo hum nirajal vart rahte the uska udhyapan kare ya bina udhyapan ke falahari vart shuru kare plz jaldi reply dijiye kyuki 2 September ko teej h......pranam mata
@SriDeepakJiMharaj5 жыл бұрын
आपको कितना वर्ष हुआ व्रत को शुरुआत किए
@neetikamishra24595 жыл бұрын
@@SriDeepakJiMharaj pranam 2004 se 2017 tk nirajal vart kar chuke h....
@AsanZindagi5 жыл бұрын
aap flahari vart kar skti hai
@SriDeepakJiMharaj5 жыл бұрын
@@neetikamishra2459 आप फलाहारी व्रत रह सकती हैं
@SriDeepakJiMharaj5 жыл бұрын
@@neetikamishra2459 🙌
@Freefirekrishnaprogaming223 жыл бұрын
Bari ma me pergent hu,aap asirbad de,
@Namrata12153 жыл бұрын
Ma'am,mere husband mujhe chhod ke kisi aur ke sath chale gaye. Meri shadi ko 21 years ho gaye. Maine aaj vrat rakha per ab man nahi ho raha to mai kaie bina husband ke udyapan karu. Aap ne jo samagri batai, itna mai nahi afford kar sakti. Meri chhoti si naukari hai,jyada paisa nahi hai. Please bataye mai kaise karu.
@RohitKumar-dp5yp2 жыл бұрын
Haritalika Teej ka maine udyapan kar diya hai aur mujhe fir se vrat rahana hai bataiye main kya Karun
@AsanZindagi2 жыл бұрын
udyapan ke bad vart nhi rkhte hai
@shivajnumberdar76353 жыл бұрын
Mata ji Mai teeno teej vart ko lekar confusion Mai hun ki haryali teej hartalika teej kajri teej Mai se konsa vart krna chahiye please reply ya fer teeno krni hai ya koi ik please reply ...
@aadarshyadav53402 жыл бұрын
Aunty ji Haratalika Teej mein udyapan ke waqt fulera banaya jata hai ya fir mandap banana hota hai .... Bataiyega jarur aunty
@AsanZindagi2 жыл бұрын
Aap mandap banaye
@aadarshyadav53402 жыл бұрын
@@AsanZindagi Aunty ji aap mandap bna kar dikha dijiye to hum hartalika Teej par vese hi mandap bna lenge ... aunty ji
@kanchandubey10752 жыл бұрын
Jinki sadi nhi hua hai abhi kya wo tij ka vart kr sakti h
@AsanZindagi2 жыл бұрын
ji ha
@kanchandubey10752 жыл бұрын
@@AsanZindagi thanks
@twinklekumari34223 жыл бұрын
Haritalika tij puja jo chhor diya hai wo fir duwara kar Sakti hai
@AsanZindagi3 жыл бұрын
ji haa
@voiceofragini3543 жыл бұрын
Pranam 🙏 meri shaadi k baad se mai hartalika teej ka vrat rakhti aayi hu ..lekin is baar mujhe TB ho jane ki wajah se vrat kaise karu? TB me doctor ne kaha k ek din ki dose khana chhod nhi sakte. .aur mai vrat rakhna chahti hu lekin nhi kar pa rhi hu😞😞 agar mujhe is vrat ka uddyapan karna hoga to ek sawal me mera ye hain k mere pati videsh me rehte hain ..wo pooja me baith nhi paenge. Aise me mai kya akele uddyapan kar sakti hu pandit ji bulakar? Yadi haan...to ye uddyan isi varsh krna hoga jis waqt Mai vrat nhi rakh sakti ya agle saal me karna hoga? Kripya bataye🙏
@vijaysingh-li1hw5 жыл бұрын
Aur Kya presani me Sam ke pujan ke bad pani pi sakte h kya
@AsanZindagi5 жыл бұрын
ji ha pi skte h
@interestgroup44706 жыл бұрын
anti ji pranam maine apko phle b commnt kia h.aanti j meri sadi n hui h or mai vrt rakhti hu.lekn meri halat bhut khrab ho jati h rat m ulti or bhut dikat ho jati h plzz btaye mai kya kru k mera vrt sahi se bite.. please 🙏🙏🙏
@AsanZindagi6 жыл бұрын
subh asirvad,aap flahri vart kare,ya udyapan kar deve..
@Mumma_Vats5 жыл бұрын
aunty ji mein pehle nirjala vrat karti thi aur dusre din mrng mein todti hu but ab mujhebahut difficult lagta hai tabiyat kharab ho jati hai toh mein ismechange kar sakti hu kya qki mujhe pata tha ki teez ka vrat jaise ek baar start karte hai waise hi karna padta hai plz mujhe bataye mein kya karu.....plz aunty
@AsanZindagi5 жыл бұрын
apki tbiyt kharab rehti h to vart ka udyapan kar deve bad me ap flahari vart kar skti h
@Mumma_Vats5 жыл бұрын
Asan Zindagi Thank you so much aunty ji
@seema27225 жыл бұрын
Kya ek bar vrat chhoot gya ho to bhi vrat kar skte hain
@AsanZindagi5 жыл бұрын
ji ha
@seema27225 жыл бұрын
@@AsanZindagi भादौ महीने की जो हरितालिका तीज होती है वो व्रत दुबारा कर सकते हैं क्या हमें बताइए प्लीज़
@bablisharma17426 жыл бұрын
Btaye plzzzz aunty hum vrat chhodna chahate h
@AsanZindagi6 жыл бұрын
ap kar skte hai
@nilamkashyap86503 жыл бұрын
Hartalika teej kha par karna chahiye plz
@rashmibhardwaj37936 жыл бұрын
Mam plz ap ekadshi udyapan vidhi b detail me smjaye
@AsanZindagi6 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/q5-mqalqfatgeK8
@sitakumari81225 жыл бұрын
Didi Teej puja kid din karna hai 1sep Ko ya 2sep ko
@AsanZindagi5 жыл бұрын
2sep ko
@Lata_arya_malva_ki-rasoi4 жыл бұрын
Kiya udyapan ke baad bin me chay pani pi sakte hai
@mamtaguptalife4 жыл бұрын
Teej pujan krne ke baad uska visarjsn kaise kre mandir subah ke time me jana chahiye
@AsanZindagi4 жыл бұрын
aap is tarah ghar par bhi visarjsn kar sakate hai kzbin.info/www/bejne/pGbIgX5mp8t4g6s
@TM.sarita----vlog___2 жыл бұрын
Mam teeja pr jo mandap m गठान कैसे खोलते h
@AsanZindagi2 жыл бұрын
Aap pooja ke dusare din khol sakate hai
@mridularanjan17425 ай бұрын
Humne sirf upbas karti hu puja kabhi nhi ki .to kya udyapan karna jari hai .main 62 ki hu
@PradeepRai-u7h4 ай бұрын
Jin mata ke pati is sansar main na hon wo kis prakar udyapan karain batayen
@AsanZindagi4 ай бұрын
udyapan krna jaruri nhi hai
@shraddhasingh84512 жыл бұрын
Aunty ji pranam aunty ji mere papa ki death ho gayi do saal pehle uske baad meri maa ka teej ka vrat chhut gaya ab wah dubara vrat karna chahti hai teej ki kya wo phalahar kar ke vrat rakh sakti hai
@AsanZindagi2 жыл бұрын
Ji nahi, aise me ye vrat nahi karana chahiye
@rupalyadav33925 жыл бұрын
Mam agar hum bahar hai toh kisi Ghar k vyakti Jo vrat Kar rha ho usse udhyapann Kara sakte hai .. aur udhyapann k baad simple falhar wala vrat Kar sakte hai ? Please suggest
@AsanZindagi5 жыл бұрын
ji ha udyapn kar flahar vart kar skti h
@poojamishra36873 жыл бұрын
Aunty ji agar 12 saal se jyada ho jaye vrat karte huae tab bhi udhyapan kar sakte hai
@shyaam__4 жыл бұрын
राधे राधे कुमारी लड़की कैसे करे उद्धापन
@sangitasarote6391 Жыл бұрын
Mata ji mujhe 8 sal huye Hain tij vrat kar rahi hu lekin ab meri tabiyat kharab rahti hai to mai chhod sakti hu kya
@sangitasarote6391 Жыл бұрын
Please mata ji reply dijiye
@AsanZindagi Жыл бұрын
Aise me aap is baar is vrat ka udyapan kar sakati hai
@bhopal61704 жыл бұрын
Mere pita ji shant ho gye he or unhe suger bp he to unhe vrat krna jaruri he kya
@priyankatripathi44305 жыл бұрын
pls jitiya ke udhyapan ke baare me bhi bataiye kaise krte hain..
@AsanZindagi5 жыл бұрын
jis vidhi se puja hota h usi vidhi se udyapan kare brahmn ko bhojn kra ke vastra dan kar ke kuch paisa dekr udyapn kar skte h
@priyankatripathi44305 жыл бұрын
@@AsanZindagi thank u🙏
@Beauty_jaya3336 жыл бұрын
आन्टी जी रिषि पंचमी व्रत के विधि भी बताए
@AsanZindagi6 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/oKm4aoxorNR_p5I
@minaprasad30534 жыл бұрын
Pranam Mata jee mujhe btaye ki mere sasural me nhi hota tej to kya mujhe nhi krna Chahiye
@AsanZindagi4 жыл бұрын
agar nahi sahata hai to naa kare par agar abhi tak nahi hota hai to app kar sakat hai
@madhavigang88483 жыл бұрын
Thank uu ❤️
@sonastyletipe1345 жыл бұрын
Vrat me jagran kab Tak rakhna chahiye jab Tak visarjan na krde tB tak kya
@AsanZindagi5 жыл бұрын
rat me 12 bje tk
@Shikhasingh-qf6ov3 жыл бұрын
Teej vrat k din kisi ki death ho gyi ...phir vrat khandit ho gya sbne bola phir kuch kha liya...kya dubara vrat suru kar sakte h
@vikashkumarroy56884 жыл бұрын
mam mai pchhle 6 saal se tij ka wart kar rahi hu is saal mari tabyat bahut kharab hai mai kya karu kya mai is saal tij ka wart chhor ke agle saal kar sakti hu kya aisa kiya ja sakta hai kya mera wart khandit bhi hoga mai bahut uljhan me hu kirpya karke mujhe bataiye mai kya karu
@AsanZindagi4 жыл бұрын
agar aapaki tabiyat bahut kharab hai to aap aise me ye vrat is varsh naa kare aap next year ye vrat dubara se kar sakati hai
@vikashkumarroy56884 жыл бұрын
kya aise me mera wart khandit bhi hoga
@kalpanasingspawar88103 жыл бұрын
Pati k nahi rehne pe ye vrat karen ya nahi or udyapan bhi karen to jode se nahi ho payega to keise karen please jali batayen is teej k pehle
@priyankatripathi44305 жыл бұрын
Kya jitiya vrat ka udhyapan bhi kiya jaata hai?
@AsanZindagi5 жыл бұрын
ji ha kar skte h
@priyankatripathi44305 жыл бұрын
@@AsanZindagi pls jitiya ke udhyapan ki vidhi bhi bataiye
@niharikagautam2103 Жыл бұрын
Maam ham phle baat teeja suru krne ke liye such rhi bt mujhe puri full vidhi se aap mujhe batao please 🙏🙏 Aunty ji
@AsanZindagi Жыл бұрын
Vidhi ke liye aap ye video dekhe kzbin.info/www/bejne/i4XbfZpqir2pbac
@vijayNishad-gf3hs6 жыл бұрын
Bahut achha bataya aapne
@pooshpasahani2735 жыл бұрын
Maim haritalika teej aur hariyali teej. Dono alag alag barat hota hai keya aur suhagin mahilaye 2 din barat karengi
@deepikasoni3785 Жыл бұрын
Vrat udyapan krne k baad bhi vrat Kiya jata h kya aur hartalika teej udyapan k baad kya kre vrat kre pooja kre to kya vidhi se kre plz btaiye.
@AsanZindagi Жыл бұрын
Udyapan ke baad vrat vidhi jaruri nahi hai
@bablisharma17426 жыл бұрын
Hello aunty ji mujhko vrat rakhte hue 5 saal ho gaye h abhi mujhe bhut dikkat hoti h vrat rakhne me to kya hum udhyapan kar sakte h
@AsanZindagi6 жыл бұрын
ap udyapan kar skte hai
@khushitripathi68123 жыл бұрын
@@AsanZindagi aunty ji 5 saal baad kr sakte please batiye
@somethingishear35244 жыл бұрын
Mata ji pranam Suhagin aurato ko 11 ya 21 sal teej ka brat karane ke bad udhyapan krr ke fir se vrat karana jaroori hai
@AsanZindagi4 жыл бұрын
ji nahi, udhyapan ke baad vrat karana jaruri nahi hai par aap chaahe to falahaari vrat kar sakati hai
@manansharma76764 жыл бұрын
जय माता दी 🙏 हम भी उत्पादन करना चाहते हैं ओर हमें भी 12. साल से भी ज्यादा हो गया है🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@aadyamishra28544 ай бұрын
Yadi udyapan kar chuke hain tab vrat kaise kare?
@AsanZindagi4 ай бұрын
aap vart na kariye
@SantoshKumar-th5fy6 жыл бұрын
Anti ji jaldi se bataye Bina Nadi talab me bahane wali Pooja please please Mai ghar pr nahi hu bahar me hu or wart rakh rahi hi so please. Please batye
@kaminiraghuvanshi77666 жыл бұрын
Nice video thnx
@AsanZindagi6 жыл бұрын
video de rhe hai
@SantoshKumar-th5fy6 жыл бұрын
Asan Zindagi thank you Anti ji
@priyankapatel78286 жыл бұрын
mata ji rat k 12 baje k bad ann grahan kar sakte he
@AsanZindagi6 жыл бұрын
ji nhi
@mitulmishra80855 жыл бұрын
Aunty Maha shivratri ka udyapan ki bhii same vidhi hai ya Kuch alag Hai..... please batiye
@AsanZindagi5 жыл бұрын
ek hi vidhi hai
@dayamantikumari61896 жыл бұрын
Anti ji aaj ham swapn my bahut pani bahata hua dakhi aur jharna v dakhi phir my kisi Kay yaha gyi aur bha namkin kahany ko diya eska Kay matlab hi aap batya subha ma dakhi hoo
@dayamantikumari61896 жыл бұрын
Ham husband wife dono thy
@AsanZindagi6 жыл бұрын
subh spna hai
@pravinkshirsagar79366 жыл бұрын
maa isbaar ganeshsthapana muhurta kab he, maaa apko happy ganesh chaturthi.jai mata di
@AsanZindagi6 жыл бұрын
13 ko sury uday se sury dubne ke pehle tk kare
@easywaystudy94325 жыл бұрын
Parn kab karna hai
@AsanZindagi5 жыл бұрын
3 tarik ko sury uday ke bad prasad kha kar paran kare
@VikashKumar-ql5sg5 жыл бұрын
Paran kab kare
@AsanZindagi5 жыл бұрын
3 tarik ko sury uday ke bad prasad kha kar paran kare
@RakeshSingh-dg4te6 жыл бұрын
Aunty Kalash ka kya krna chaiye uske Pani ka please btaye
@AsanZindagi6 жыл бұрын
jal visarjan
@sangitachoudhary27183 жыл бұрын
Please bataiye
@MaroKanhaji5 жыл бұрын
Mata ji teej ki katha me likha hai teej ke din jo jeisa khate hai whi janam milta hai jeise ki phal khane wali stree bandariya jal pine wali machali etc.... To fhalahari brat keise kar sakte hai
@AsanZindagi5 жыл бұрын
aap sankalp krke flahari vart kar skti hai
@nehakirade23135 жыл бұрын
aanti ji 1 bar vrta kiya fhir tod diya 4 sal tk ni kiya to ab kya karna chshiye
@AsanZindagi5 жыл бұрын
ap dubara vart kar skti hai
@ankitbhati61215 жыл бұрын
Mne do baar kia ab chodna hai..toh ky chod skte h😕 bataye plzzzzz mataji kripa hogi
@jyotsanatripathi98795 жыл бұрын
Pranam maa Vart k dusre din paran kaise karna subh kya khakr suhag lete time
@AsanZindagi5 жыл бұрын
vart ke dusre din prasad kha kar paran kare
@jyotsanatripathi98795 жыл бұрын
@@AsanZindagi ji maa dhanywad apka ashiwad bana rahe mujhpr
@samriddhistalent94735 жыл бұрын
Simple me jo zarruri ho vo batayi itna sab milna muskil hai
@AsanZindagi5 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/i4XbfZpqir2pbac
@vinitasingh20536 жыл бұрын
Namste..Aunty..ji Mujhe..somwar..ka.udyapan..krna h Khud se.kr.skte h.. Agr..haa..toh..kb..aur.kese.kre. Plss..margdarsan..kre
@AsanZindagi6 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/maXCfnRsmNCBo5o
@reetikasingh78195 жыл бұрын
Yeej vrat ka Paran kaise kre
@AsanZindagi5 жыл бұрын
3 tareek ko sury uday ke bad puja kar prasad kha kar paran kare
@Freefirekrishnaprogaming223 жыл бұрын
Guru ma parnam,Meri bhabhi teej karna chahti hai,pr wo mujhe se sida mang rahi h Kya karu,me Jo daan deti hu wo apni bhabhi ko de sakti hu
@letscookwithankita78574 жыл бұрын
Mai ish baar teej ka fast nhi rakhi q ki mere delivery hui thi ek week pelhae.. Next year continue kr sakti hu? Please reply
@moniverma45295 жыл бұрын
Aunty ji mere papa ab ni hain 2 saal ho chuke magar meri mummy ab bhi teej vrat karti hain aise me unko udyapan karna chahiye ya vrat rakhna chahye
@AsanZindagi5 жыл бұрын
ap vart ka udyapan kar deve
@moniverma45295 жыл бұрын
@@AsanZindagi ji bahut bahut dhanyawad jankari k liye
@kanchanraj1salkebacchekele106 жыл бұрын
Mata ji, mera thij aur guruvar ka dono din upvas pad raha hai , kaese kare
@AsanZindagi6 жыл бұрын
guruvar ka fast na kare
@shikhaahirwarshikhaahirwar20653 жыл бұрын
Agar pandit na mile to udhyapan pujan ki samgree kisko dan kare
@monikabhatia42506 жыл бұрын
Pranam maa Maine pichle saal udyapan kr diya h to is saal falahari vrat krna chahti hoon to kis vidi se kro plz bataeye