HAZRAT ISA Alehissalam ka dobara ana [part 5], maseeh ke munkareen par nuzool azab

  Рет қаралды 3,166

Mufti Kamran Shahzad

Mufti Kamran Shahzad

5 ай бұрын

● hum ne Rasool ko follow karna hai ise lie unki shadiyan b hoe or aulad b
●har Rasool ne shadi b ki aulad b hoe par Isa Alehissalam ki na shadi hoe na aulad hoe
●Isa Alehissalam ki umar kitni thy jab asman par uthe gae
●Isa Alehissalam ne kitna waqt guzara ummat k sath na talwar uthae na shadi hoe na ho aulad
●3 saal tableeg ki bus or phr Asman par utha lia gya
#muftikamranshahzad
#muftikamran
#kamranshahzad
#nuzooleisa
#isa
#isakawapisana
#ghamidicenterofislamiclearning
#23aiterazbygamdhi

Пікірлер: 57
@janmengal6450
@janmengal6450 Ай бұрын
بہت عمدہ بہت مدلل
@mdsadeequemdsadeeque9889
@mdsadeequemdsadeeque9889 3 ай бұрын
Very good explanation sir
@ansariextc1
@ansariextc1 2 ай бұрын
I still find Ghamidi Shahab more logical & convincing. Respect to muft sahab also for presenting in nice way.
@raomanzoorali2993
@raomanzoorali2993 5 ай бұрын
ماشاءاللہ جزاک اللہ خیرا
@user-rw3vz9vo3s
@user-rw3vz9vo3s 5 ай бұрын
Brilliant point about marriage of previous prophets, one more good point. I think no one has presented this before (may be i dont know). But very good and thankful that u mention this point.
@Babypinkkkkkkkk
@Babypinkkkkkkkk 2 ай бұрын
As Muslims we believe in the second coming of Prophet Jesus pbuh & eternal afterlife after the death & barzakh life (which we mostly can't comprehend due to time relativity between the heavens (skies) & the al-arz (land) as Prophet Muhammed pbuh relates in hadith he saw people in hell & heaven on his night journey al miraaj ) which are the future events for us & those in barzakh....
@2013year
@2013year 5 ай бұрын
حضرت عیسیٰ علیہ السلام کے لیے متوفی یا وفات کے الفاظ کیوں ۔
@ashfaqueshaikh7807
@ashfaqueshaikh7807 5 ай бұрын
To the best of my knowledge Musa a.s. was Rasool for Firawn. And Isa a.s. was rasool for Bani Israel. So rule of itmaam-e-hujjat applies on Bani Israel only in context of Isa a.s.
@user-rw3vz9vo3s
@user-rw3vz9vo3s 5 ай бұрын
No musa (a.s) is rasool of bani Israel, he says in quran ya qoom. And even bani Israel will tell us them self. Infact its like a sun shine un deniabel fact.
@warisdawood7209
@warisdawood7209 5 ай бұрын
​Amen
@user-rw3vz9vo3s
@user-rw3vz9vo3s 5 ай бұрын
Those who can still think and use brain. They know that nabi isa(a.s) will definitely come back.
@ajazkhan5804
@ajazkhan5804 5 ай бұрын
السلام علیکم مفتی صاحب اللہ پاک اپ کو صحیح سلامت رکھے اور مختصر میری رائے یہی ہے کہ آپ کو ایک بار جاوید احمد غامدی صاحب سے (Ask Ghamidi) میں اس بارے میں پوچھنا چاہیے آپ کے سوالوں کا وہی جواب دے سکتے ہیں وہ تو نرم طبیعت کے مالک ہیں اسے برا بھی نہیں لگے گا اور ہماری بھی اصلاح ہو جائے گی ان شاء اللہ
@smshafique9873
@smshafique9873 2 ай бұрын
5804: Good suggestion ❤
@Hasan...
@Hasan... 5 ай бұрын
Excellent analysis, strong points raised as always... BUT❗.. again it opens more questions and counter-arguments! Mujhe samajh nahi aati ke: 1) Agar talwaar nahi utthayi, aur hujjat tamam nahi hui, to uss qom par rasool Allah ta'ala ne kyun bejha? 2) Agar Isa (as) dobara ayenge to pichhle nasaara to baghair kisi azaab ke bach nikle? 3) Agar Isa (as) dobara aake "Rasool" waale kaam karenge (hujjat tamam,.talwaar, jihaad, etc) to phir Khatam-e-nabuwat Muhammad (saw) se kaise hui? Qur'an se takra raha hay ye argument. 4) Agar Shaadi Bache pehle nahi hue to Allah ta'ala ne past tense mai kyun kaha ke pichle tamam Rasool ke spouse aur awlaad thhi? (baad mai ho bhi jayen to ye Ayat phir bhi valid nahi lag rahi jis waqt ye nazil hui thhi aur abtak) 5) Inni mutawaffika ko kyun ignore kiya jaa raha hay? Ya to aap kehenge ke Isa (as) zinda utthaye gaye (Qur'an 3:55 ke khilaaf) ya phir aap kehenge ke Isa (as) ko wafaat de di gayi thhi aur wapas bhi Allah laynge to ye bhi Quran aur Allah ki Sunnat ke khilaaf jata hay. Every video raises more questions and counter-arguments. . But I appreciate that Multi sahab is sticking to the Quran to solve/address this matter.. and many new points highlighted jo maine pehle nahi sochay thhe. jazakAllah khair! I hope Mufti sahab answers my questions.
@mfvohra101
@mfvohra101 5 ай бұрын
Your point 4 suggests Quranic error? I think!
@drka21
@drka21 5 ай бұрын
Then He said to them, “But now, he who has a money bag, let him take it, and likewise a knapsack; and he who has no sword, let him sell his garment and buy one. For I say to you that this which is written must still be accomplished in Me: ‘And He was numbered with the transgressors.’ For the things concerning Me have an end.” So they said, “Lord, look, here are two swords.” And He said to them, “It is enough.” - Gospel of Luke 22:36-38, NKJV (The above quote from new testament shows that ISA Alaihissalam may have been preparing for "Jihad" or at least armed self defence. However Allah's plan was different)
@IslamicHunter
@IslamicHunter 5 ай бұрын
Thumbnail me "دوبارہ" ki bajaye "دربارہ" likha ha, plz ghalti ko thik Kary warna kuch log eteraz krty ha
@mfvohra101
@mfvohra101 5 ай бұрын
Welcome to Madrasa Education! The center of contradiction and confusion!
@mianzarrar3796
@mianzarrar3796 5 ай бұрын
Where?😂
@mianzarrar3796
@mianzarrar3796 5 ай бұрын
Ghamidi sahab kay dlail tor diye.😊
@smshafique9873
@smshafique9873 2 ай бұрын
3796:😎😄🤗
@AdilRafiqueChohdary
@AdilRafiqueChohdary Ай бұрын
13:32 mufti sahib sary yahood ka zawal phly se kaha chala aa rha hai un me to bohat naik or prhaizgar log b thy or bohat dafa un ko taqat or kamyabi b mili rhi hai. Hazrat isa k aany se phly b wo ak taqatwar log thy or Ap k aany k baad b or jin k khny pe badsha ne hazrat isa ko b saza suna di thi. Ye to Hazrat isa k itmam e hujjat k bawjood inkar ki waja se un pr azab aaya k unki sari taqat jati rhi.
@abdurrahmanqasim6942
@abdurrahmanqasim6942 5 ай бұрын
کاش مفتی صاحب اتنا زور لگانے کے بجائے صرف یہ ثابت کر دیتے کہ رسول کی موجودگی ہی میں عذاب کا آنا ضروری ہے۔ جسے وہ بار بار دوہراتے ہیں بغیر کسی دلیل کے۔ جبکہ دلیل اس کے خلاف موجود ہے۔
@ghazaliteachings
@ghazaliteachings 3 ай бұрын
آپ احادیث سے کیوں استدلال نہیں کرتے مفتی صاحب؟
@RANAKHAN-gb4bi
@RANAKHAN-gb4bi 5 ай бұрын
مفتی صاحب قرآن یا احادیث میں کسی ایک جگہ بھی یہ ذکر نہیں کہ عیسیٰ علیہ السلام "دوبارہ" آئینگے۔ اگر آپ کے پاس مستند دلیل ہے تو پیش کریں ورنہ عوام کو گمراہ نہ کریں۔ شکریہ
@mfvohra101
@mfvohra101 5 ай бұрын
Jesus Christ was not a rasool yet. he was just a nabi according to this mufti! Rip Jesus Christ! Rip Islam!
@ALLAUAKBAR
@ALLAUAKBAR 5 ай бұрын
When did he tell that jesus is only a nabi ?
@Hasan...
@Hasan... 5 ай бұрын
​@@ALLAUAKBAR Agar wo uss Qom ke liye bhi Rasool ke taur par aye thhe to hujjat tamam, sword, jihad etc uss qom ke liye lazmi banti thhi. Yehi confusion hay mujhe bhi. Dobara aye ya na aye, mujhe koi samjhay pichli qom Isa (as) wali, baghair azaab ke kaise bach nikli?
@mfvohra101
@mfvohra101 5 ай бұрын
@@ALLAUAKBAR Mufti explained that nothing of Rasool like happened to Jesus Christ. The more this mufti explains this issue, the more Pandora boxes he opens!
@ALLAUAKBAR
@ALLAUAKBAR 5 ай бұрын
@@mfvohra101 it doesn't mean that he is nabi only, he means jesus has to be return before the end of the times,, and when he will return, he will do every thing that a Rasool does.
@mfvohra101
@mfvohra101 5 ай бұрын
@@ALLAUAKBAR Which means he is not a Rasool yet! He has not performed his duties of a Rasool yet!
@AdilRafiqueChohdary
@AdilRafiqueChohdary Ай бұрын
Hazrat mosa k zamany se ilan tha magar hazrat isa k zamany me 2 groh bn gy na . Jin me se ak nasara or ak yahodi. Yahodi ku k Hazrat Isa ko jutla chuky thy ye hi unka jurm tha ji ki waja se un pr zawal hua nasara pr ni hua. Ku k itmam hijjat jin pe hui un me se jis ne jhutlaya unhi pr azab aana tha . Ap ye kh sakty hain k un pr 2 waja se itna shadid azab aaya 1 hazrat mosa k or bani israiel k sath Allah k is wady ki waja se or dosra Hazra isa AS ki itmam hujjat ki waja se
@user-hi8sd5nl9d
@user-hi8sd5nl9d Ай бұрын
Mufti sahib, you are totally wrong about him not being married. Do you have any evidence from the Qur'aan that he was not married. I can prove you that he was married. Similarly, you have no proof about his age; you are relying on the Bible; but one cannot rely on the Bible for such details.
@majid8077
@majid8077 2 ай бұрын
حضت یحی کی شادی بھی نہیں ہوئی تھی
@sadiqurrahman1691
@sadiqurrahman1691 18 күн бұрын
Wo Nabi they aur Isa ( a.s) Rasool
@RANAKHAN-gb4bi
@RANAKHAN-gb4bi 5 ай бұрын
مفتی صاحب احادیث میں عیسیٰ علیہ السلام کی عمر 120 سال خاتم النبیین نے بتائی ہے آپ اپنے نبی کی بات کیوں نہیں تسلیم کرتے ؟؟؟ اِنَّ عِیْسیٰ ابْنَ مَرْیَمَ عَاشَ عِشْرِیْنَ وَمِائَةَ وَ اِنِّیْ لَا أُرَانِیْ اِلَّا ذَاھِبًا عَلیٰ رَأْسِ سِتِّیْنَ۔ (کنز العمال نیا ایڈیشن جلد 11 ص 479 ،جلد 6 ص 160 راویہ فاطمہ الزہراؓ) ترجمہ: حضرت نبی کریمﷺ نے فرمایا کہ یقیناً عیسیٰ ابن مریم 120 سال تک زندہ رہاتھا۔اور میں غالباۢ 60 سال کی عمر کے سر پر کوچ کروں گا ۔
@AdilRafiqueChohdary
@AdilRafiqueChohdary Ай бұрын
11:36 Iska matlab ap kh rhy hain k Bani israiel ko Hazart Isa k baad jin halat ka samna rha wo Allah k Rasool ka inkar krny un k khilaf sazish kry or Qatal ki koshish krny ki waja se ni thy. Fir un jaraim ki kia saja mili un logo ko jonho ne ye jaraim kiye??
@lonemushtaq8871
@lonemushtaq8871 5 ай бұрын
Mufti sb kitnai confused hai aur ausai zaida to aus kai students bacharai. Kisi episode main mufti sb kai mutabik Hazrat isa nabi sabit hotai hai kisi main rasool aur isi tarah kisi episode main mufti sb kai mutabik hazrat isa wapsi pai kabi Rasool sabit hotai hai kabi nabi to kabi umati.koi iss becharai ko yeh confusions nikalai.
@syedasimali1946
@syedasimali1946 5 ай бұрын
آپ ایسے کیوں بولتے ہیں کہ جیسے لڑائی، مار پیٹ ہو رہی ہو۔ بار بار ہاتھ بھی اسطرح جھٹکتے ہیں گویا پتھر مار رہے ہوں۔ ارے بھئی سکون سے افہام و تفہیم کے انداز میں بات کیا کیجئے۔
@AdilRafiqueChohdary
@AdilRafiqueChohdary Ай бұрын
Mufti sahib bila waja ku krna tha agr Masih AS na aaye hoty to unka Allah ki trf se ye hashar krny ki koi waja ni thi
@AdilRafiqueChohdary
@AdilRafiqueChohdary Ай бұрын
Mifti sahib Rasool ki mojudgai k andar azab aana ya kafiri ka Qitaal hona lazmi ni hai balke aksar Rasool ko phly waha us basti se se nikal lia jata hai fir Azab aata hai. Masih AS k sath b asa e hua hai k phly unko un yahood se wafat k zirye nijat di us k kuch arsa baad yahood pr azaab aaya.
@AdilRafiqueChohdary
@AdilRafiqueChohdary Ай бұрын
Bani Israiel Allah ki muntikhab Qoom hai jin k sath Allah ka ehad hai k agr tum Haq pr qaim ho gy to tm dunya pr ghalab ho gy or agar haq se hat jao gy to maghloob ho jao gy or Allah k azab ki zad me aa jao gy. Masih AS ko na man kr b unho ne Haq ka inkar kia is waja se un ki Quadat to un k baad Qatal ho gai or baki qoom maghlob ho gai or jo ghalib aaye unho wo Masih AS pe imaan le aaye is tra se Masih k man’ny wali ko unka inkar krny walo pr bartari Qaim ho gai jo k aj tk Qaim hai. Is se ye b wazy hai k Masih AS ko man’ny waly b Qayamat tk rhy gu or na man’ny waly b rhyn gy. Kisi k kufar ya shirk se ye frk ni parta unko man’ty hain k ni , sachy iman walo ya durast triky se man’ny walo ki bat ni ho ri balke jesy hum sari ummat ko shirak or bid’at or kifria aqayad k bawjod Mujammad Rasool Allah ki man’ny wala khty hain asy e masihi b Hazrat Isa ko man’ny waly e hain magr aqyad kufriya or mushrikana ho gy hain unky ghalat taveel ki waja se
@AdilRafiqueChohdary
@AdilRafiqueChohdary Ай бұрын
Bani Israiel k liye to Allah ki sunnat ye hi rahi hai k jb b unho ne Rasool ki na farmani ki ya unko qatal krny ki koshish ki ya anbia ko qatal kia to un pr mehkoomi ka azab e aaya or ye hr dfa paighambar ko man’ny walo ki bjaye ghairo ki trf se bi aaya. Misar me bani israiel ki ghulami ko hi dekh lyn . Un par nabi ko man’ny walo ki trf se talwar k zirye na kbi azab aaya na wesy unko halak kia gya
@safirbilal4935
@safirbilal4935 5 ай бұрын
Allah tala tery fitny sy ummat ko bachayay
@hassanenterprises7946
@hassanenterprises7946 5 ай бұрын
Yah qadiyani ha khabess afmi
@mianzarrar3796
@mianzarrar3796 5 ай бұрын
😂 apkay abu hai?
NUZOOL E ISA ALEHISALAM [part -3] Hazrat Isa ka wapis ana Q zarori hai,
32:49
路飞被小孩吓到了#海贼王#路飞
00:41
路飞与唐舞桐
Рет қаралды 75 МЛН
تجربة أغرب توصيلة شحن ضد القطع تماما
00:56
صدام العزي
Рет қаралды 56 МЛН
ЧУТЬ НЕ УТОНУЛ #shorts
00:27
Паша Осадчий
Рет қаралды 4,4 МЛН
Mafia Boy Gets Revenge 🖤
0:38
Alan Chikin Chow
Рет қаралды 26 МЛН
Fun Fun TV short film: 🙏baby save water😍
0:28
Fun Fun TV
Рет қаралды 6 МЛН
Спит с ОТКРЫТЫМИ ГЛАЗАМИ! 😱😴
0:25
Взрывная История
Рет қаралды 3,7 МЛН
Жаз бітетін болдығой😂
0:33
NNN LIFE TV
Рет қаралды 6 МЛН
This or That 🛍️
0:52
A4
Рет қаралды 3,4 МЛН