Wah wah mashaAllah sir.. u r perfect chef.. plz mri request h 1 enternship rkhain .. jo bakery k basic students hn or professional chef bnna chte hn..
@Rajnikant2344 жыл бұрын
What a sweet human and respectable approach in teaching...loved watching you...thanks
@foofooblenda7343 жыл бұрын
dont eat him like that
@CookwithJB5 жыл бұрын
Bahut hi badiya video 👌👌👌. Maine aapka puff pastry banane wala video bhi follow kiya aur bahut hi zabardast Croissants banaye. Ab mai ye shortening bhi banake rakhunga. Thanks so much 🙌
@mehmoodahmedkhalidi44564 жыл бұрын
First time apki video dekhi r apk khuloos sy apka fane hogya ... ALLAH PAK hmesha khush rkhy apko ameen
@qurratulain85674 жыл бұрын
Masha Allah Sir g 💞 boht achy tareeky sy smjhaty hein ap. Allah Pak apko sehat o tandarusti wali lambi Zindagi atta farmayen or apka saya hmesha hmary siro py qaim rakhen. Aameen
@LiladharBhusal-w6t10 ай бұрын
Aap ka samjhaneka tarika bahut bahut achchha Thank you sir
@gulzarioptical5 жыл бұрын
Subhan Allah sir Allah pak app ki zindagi mein or asanian fermai Amen App hamari zindagi mein asani laa rahaye hain
@nomanaliansari38454 жыл бұрын
Wonderful best Baker food recipe item ideas Mr Arshad shef :Duane aap ke sath From Mohammad Ali Ansari Karachi
@sumerakhan44003 жыл бұрын
Boht khoob...zabardasttttt😍😍😍
@mehwishabid91213 жыл бұрын
Sir isko butter creams mein Hagan crisco use hoti hai wahan use kar sakte hain?
@musaratmalik88865 жыл бұрын
your program is very good. kya isko desi ghee se banaya ja sakta hai
@cakenco9415 жыл бұрын
Desi ghee say nhi bany ga Sirf vegetable ghee say banta hy
@jamilaabbas49135 жыл бұрын
Bohat Umda Jazak Allah Allah Tala Taruqee de.
@sabaKhan-dd9gz5 жыл бұрын
Sir you are best Masha Allah
@PriyankaKatiyar4525 жыл бұрын
Deshi ghee se bn jayega??
@shoaibazam49733 жыл бұрын
ap bhot great ho sir ap say many bhot kuch sekha h thanks sir
@MM-bg4pc4 жыл бұрын
Great explanation..thankyou..please load more videos of Mithais recipes and marketing biscuits
@abdullahmughal80995 жыл бұрын
U r grt sir Arshad 💕💕
@MrSheikhshabbir4 жыл бұрын
Sar many mix nhi ki pani my dal kar rahk di t phr kia karo
@benazirchaudhry92253 жыл бұрын
Puff pastery making mein blue band margerine use ker skty unipuff ke jga
@wardaali31445 жыл бұрын
Assalamoalaikum sir Yeh kis hisaab se use hogi puff pastry main mera matlab k quantity kya hogi cups main bataeyega main aj try krne lgi hun please guide kijiyega aj hi.
@nithya86073 жыл бұрын
So, nicely explained witout foregetting anything, thankyou from India
@sadiashahidvlogs Жыл бұрын
Butter cream me use kr sakte hn cakes ki decoration k lye?????
@vishivani821 Жыл бұрын
Thank you so much for this great video brother🙏 so helpful video you have share us
@stitchingdesigningwithtahi9882 жыл бұрын
Aslamo Alyqum sir es shorting sa puff pastry sahi bny gi
@raahimaliraahimali32552 жыл бұрын
Assalm o alaikum sir kya cream or uni puff ko bna electic beatr k beat krny ka treqa bta skty hain plzzzz sir
@mburhan52573 ай бұрын
Sir jahan bhi baking mein butter use hota hai uski jagah per use kar sakte hain
@anumadnan51375 жыл бұрын
Butter cream icing mai use hojayega ye?
@malikkanwal05934 жыл бұрын
Kashmir ghee packet main b danedar hota hai kya wo use kr sakty plzzz replyy
@bismaabrar11474 жыл бұрын
Sir isay butter cream Mai use Kar saktay hai
@muhammadamiramir92083 жыл бұрын
👑 ur the king of baking . Thumps up.
@abdullahzahid29742 жыл бұрын
Ap bta dein lahore me konse store se mile ga khula danedar ghee
@muhammadirfanbaig24333 жыл бұрын
السلام علیکم Sir agar cake may sirf shortning hi istaymal kary to us say cake sahi banay ga?
@humanforhumanity29343 жыл бұрын
Kia hum issei puff pastery dough bna skte hei..??
@MEETGOLAKIYA4 жыл бұрын
kya sir ise hi vegetable oil shortning kahte hai ? please answer sir i waiting for your great answer
@Shanzay-134 жыл бұрын
Sir app ne ko Uni puff banaya hai is ko use bhi kar ke dekhaye plz because mujh say ye soft ho jata hai
@qurat-ul-ainshahzad77465 жыл бұрын
God bless u thanks for sharing ur recipies
@rafiatariq21494 жыл бұрын
Magarine sa puff pastry bnana sikha dn?? Blueband magarine istamal kar sakta hain ??
@ranjitvirdee70554 жыл бұрын
Thank you so much just wanted to know how to store it and for how long it can be stored
@sumerakhan44003 жыл бұрын
Salam chef mne uni puff bnaya hy jb mne ussy squeeze kia to pani achy se ni nikla hathon k temperature ke waja se phr se melt hona start ho gya mne us m se pani nikala to tha but phr ussy fridge m rakh dia...ab phr se ussy squeeze kron to uska result kaisa ay ga???kindly mjy guide krn
@sachininamdar62553 жыл бұрын
kya isse khari bana sakte hai ?? can we make khari biscuits out of this without using margarine
@najmashafiq4532 Жыл бұрын
Desi ghee danedar ho to uni puff bana sakte? Jwab zurur dena
@MahiSyedOАй бұрын
Konsa gee use Kia hai?
@usmanmalik8895 Жыл бұрын
Sir December ky month main ghee jamny ka kia ya hee tarika hu ga
@duahussain63364 жыл бұрын
Choclate banay ki.recipe bta dain plz jo bazar se milti ha
@pinakbaidya49583 жыл бұрын
Janaab mere locality main dalda ghee nahi milraha magar jama hua normal white dalda ke pieces milrahe hain toh isko melt karke jaise ap ne bataya waise bana sakte hain ? Plz bataye majn bare preshani main hu ki kya karu
@samraimdad-q4p4 ай бұрын
Pure lucky tofee bnany ka method bta dy plzap ki recipes bhot achi h
@samraimdad-q4p4 ай бұрын
Purani wali pure lucky tofee bnany ka tarika share kr dn jo ghee r makhn r dood etc sy bnti a
@ghanoabdul5 жыл бұрын
Zaberdast thanks for sharing Allah bless you always Ameen ❤️ ❤️
@cakenco9415 жыл бұрын
Ameen
@cakenco9415 жыл бұрын
Jazakallah
@marriamskitchen54505 жыл бұрын
Cake n Co sir plz reply mainy kuch puchna hai plz
@cakenco9414 жыл бұрын
@@Waeeha4 es me ghr wala use nhi ho ga
@cakenco9414 жыл бұрын
@@Waeeha4 yeh ghee say bany ga jo es me btaya hy
@sumaiyashaikh11913 жыл бұрын
Shortening ko kitne month tak use kar sakte hai pls bataye
@cookingwithseemastyle3 жыл бұрын
Thank you for sharing this recipe 👍👍👍👍👍👍
@arshiaqeel1144 жыл бұрын
Shortning ko hm butter say bhi bana sakty h plz bata dy
@reshmabegum49023 жыл бұрын
Assalamualaikum wrwb.. Cn we use dalda
@sobiawaheed6459 Жыл бұрын
MashaAllah,aap nay bohat accha or easy way bataya.aap say poochna tha keh 1kg ghee say kitna butter banay ga?
@cakenco941 Жыл бұрын
Moisture add ho jaey ga to 1.3 kg bany ga
@Akaza123454 жыл бұрын
Isse puff pastry Mai room temperature pe he istimaal karna hai ya fridge Mai rakh kar
@vandanabengani68114 жыл бұрын
Hum jo ghee laate hai wo dane dar nahi hota to kya usse bana sakte hai? Plz plz reply kijiyega
@ujalanaveed4 жыл бұрын
butter ki jaga unipuff use ho sakta ha ya butter alag n unipuff alag use hoga
@Fantasystories7863 жыл бұрын
Sir convection oven mein baking krna sikha dein
@nidashakir70345 жыл бұрын
Bnany k bad isko air tight container m rakhna lazmi h? Ar yeh b bta den k isko kitna arsa store kiya ja skta h? Ar isko store fridge m krna h ya kitchen k cabinet m rakha ja skta h??
@cakenco9415 жыл бұрын
Zrori nhi hy ap es ko kese bhi bartan me rakh sakty han 6 month tak kharab nhi hota
@nidashakir70345 жыл бұрын
@@cakenco941 jazak Allah respected sir.
@Marinashah123454 жыл бұрын
Mai me banaya tha but wo sticky as hai mai freezer mai rakhhdia but uski smeel ghee ki arahii hai ghee freez huta hai tu kindly guid kardain aur wo soft bhi tha hard nahi tu freezer mai rakha hai
@zaintahir51574 жыл бұрын
Isko kha use krty hn . Mean kis dish ma use hota hi plz tell me
@pallavichowhan28794 жыл бұрын
Sir ghar ka ghee le sakte hai ??ya dalda ghee le??
@Abdulsamad-ly9ou4 жыл бұрын
Masha ALLAH bht achi recipe bnate hn ap ALLAH apko or kamybi de.ameen. or sir plz mri request h ap farsi puri banana bta den plz plz jo bakris pe milti h
@neelamr21263 жыл бұрын
dalda ghee ya shudh ghee lena h
@fatimahsadia20495 жыл бұрын
Sir ye unipuff h?? Isi sy cream puff bna skty hn?? Home made butter use kr skty hn cream puff m. Plz rply
@cakenco9415 жыл бұрын
G ap es say cream puff bna sakty han or cream puff me home made butter bhi use kr sakty han
@fatimahsadia20495 жыл бұрын
@@cakenco941 thnx sir
@khankhalil76084 жыл бұрын
Ye hum desi ghee se bana sakte ha ya nahi?
@bushraabid1665 жыл бұрын
Please tell me which butter should I use in baking and frosting. Can I use white butter available on Metro or carfour
@rehanashaikh61725 жыл бұрын
Ye Ghee jo aap ne use kiya hay vo desi ghee ha ya vegetable ghee??
@kanwalshahid6521 Жыл бұрын
Good work chef
@sohaibsvlogsandcomedygamin35675 жыл бұрын
Allah bless u sir. U r doing great job for us stay blessed
@nishatsaba4754 жыл бұрын
As..kum bhai daanedaar desi ghee se bana sakte he bataiye plz
@asmaahmad27405 жыл бұрын
Shortning bnaa kr kitne time tk use kr sakty hn or fridge m rkhn ya bahr plz reply
@cakenco9415 жыл бұрын
6 month tak rakh sakty han fridge me
@qaisrajaved11944 жыл бұрын
Assalamoalekum ye kitni dear k lea save kia ja sekta hy
@zaintahir51574 жыл бұрын
Isko melt kr k use krty hn Kya biscuits ma
@asalamsaeed56863 жыл бұрын
Aoa bhai kia shortning sy cake bnaskty hain
@biyaandme5 жыл бұрын
Ghee apney dalda tin wala use Kiya h ya khula hoa??? Jo 2.5 kg tin me Ata h wo wala??
@innocentaaila43515 жыл бұрын
Issi shortning ko fondant m use kr skhty
@ChefAnjaliKumari4 жыл бұрын
Sir kya isse hum as a margarine cream frosting bana sakte hain cake k liye
@noor50184 жыл бұрын
A.o.a sir ji great.kia hum is sy cake or biscut bana sakty hain? Kindly ans dy dijy
@heenashaikh5944 жыл бұрын
Esse cake soft Banta hai kya please reply me
@honestreviews41004 жыл бұрын
Margarine cake me butter ke alter e use Kar sakte h
@uzmasaleemi19255 жыл бұрын
Sir puff pastry bnatay huway ye leak ho jata hai jab us ko bailtay hain
@uroojkhan65555 жыл бұрын
Sir Ghr ki balai yani boiled milk ki cream k andr cream of tartar daal k beat kr k cake decorate kr skty han?
@sairaashraf9093 жыл бұрын
Aoa sir ap plz is ko complete shape m kr k dkha dain m n isy v first time banana h
@nabilaluqman4344 жыл бұрын
Sir ye danay dar ghee kahan is se milay ga. Ap kis company ka use kr rhe hain.
@madhavichinchmalatpure4793 жыл бұрын
Deshi ghee ka kar sakte hai kya
@kafiamemon27395 жыл бұрын
Salam Sir is ko hum buttercream forsting mai use kar skta hai?
@aamrasarwar58263 жыл бұрын
Sir half half kese use Karna ha cake main ? Grams main Bata dain
@mariasiddiqui5884 жыл бұрын
Sir maine first time shortening bnany ki koshish ki hai...first time jab wo melt hony k baad ice add karty hain tpu us waqt wo hard hogaya tha,,maine ghee crush nahi kia tha....kia dobara sahi ban sakta hai usi ghee say...kindly answer
@muhammadtalha41358 ай бұрын
Bahi jb ghee dalna braf waly pani me to bowl ko room temperature pe rkhna ya phr firj me plz ye bta de
@cakenco9418 ай бұрын
Bhr rakhna hy
@muhammadtalha41358 ай бұрын
Shukria bahi
@ehsankhan67113 жыл бұрын
Sir excellent but hamara puff soojta ya phoolta nahi please sir why
@cakenco9413 жыл бұрын
Folding sahe nhi ho rhi
@eshalkhan8080 Жыл бұрын
Sir me ap ki class join karna chahti hon karachi mean plz guide karen gy
@Sara-lf7wm4 жыл бұрын
I have a question ? What did you put on the snow is it margarine?
@redrosered55395 жыл бұрын
europe main dalda ghee nai milta phir kia kren sir
@rubinasaeed18984 жыл бұрын
Desi ghee ko use ker sakty hyn?
@nailarizwi22563 жыл бұрын
Sir is ko frezer me kun ni rkhna .agr ham ny isi save krna ho .phr khn rkhen is ko ? Plzzz bta dain
@ambersdomain58004 жыл бұрын
I wish you hit 1 million subscribers soon, InshaAllah
@adeelraza514 жыл бұрын
Chef plz tell me iss ko kitni dair tak ice mein rakhna hay
@shazaibalikhan73475 жыл бұрын
Sir main ne bhi esi trnan banaya h lekin mera shotli narm h boht ziyada to main ose dobara pighla kar ice main dalon ya phir esey hi baraf main rakhon
@faizanazhar19755 жыл бұрын
Sir petit four ki recipe bhi share karain please
@cookingwithshaheenazra77363 жыл бұрын
Thankyou for this recipe
@iqranadeem87185 жыл бұрын
Assalam.o.alaikum Sir! Mene kal raat ko shortening bnane k lye baraf wale paani mein ghee daal k rkha huwa tha abb wo bohat ziada naram hai. Baraf daal k paani se alag to kia hai magar kafi mushkil se. Kya yeh khrab ho gyi hai meri shortening?
@cakenco9415 жыл бұрын
Walekum assalam Yeh kharab nhi hota naram ho jaey to baraf add kr de agr bhut zyada hard ho jaey to ose pani me kuch ghanty k ley chor de khud he set ho jata hy
@cakenco9415 жыл бұрын
Naram ho jaey to pani say nhi nikale baraf or add kr de jb baraf khatm ho jaey or pani thanda ho to jb nikal le phir zyada time nah de
@iqranadeem87185 жыл бұрын
Bohat naram hogya tha. Baraf se bhi hard nhi ho rha tha. Na he us mein se Sara pani nikla
@sharukhcakechef2 жыл бұрын
Assalamalaicum sir kya spanch better banane me oil ke jagah ye use kar sakte hai kya
@cakenco9412 жыл бұрын
Walekum assalam G es ko garam kr k use kr sakty han mgr bhtr hy oil use kren Yeh thanad ho kr Sponge ko hard kr dey ga