Homemade Anda Bhurji Recipe | Egg Bhurji Recipe | How To Make Egg Bhurji

  Рет қаралды 815,931

Street Food Zaika

Street Food Zaika

Күн бұрын

Пікірлер: 854
@Kirankiran-tn9wp
@Kirankiran-tn9wp 4 жыл бұрын
aslamwalaikum ammi....main hindu hu pr main allahtala ko bhut maanti hu roje rkhti hu mtlb aadhi muslim ban chuki hu😊😊😊muje aapka shw bhut psnd hai bhut tsty khana banati h aap😘😘😘😘aur ha main aapki new subscribr hu❤❤allahtala aapko aur aage tk le kr jaaye😊
@StreetFoodZaika
@StreetFoodZaika 4 жыл бұрын
Ameen ❤😊👍
@nabilaansari3384
@nabilaansari3384 4 жыл бұрын
Ameen aur Allah tallah aap ki har dili tamanna puri kare ameen
@arifabegum4491
@arifabegum4491 3 жыл бұрын
Maashallah
@rukhsarsayani3059
@rukhsarsayani3059 3 жыл бұрын
Aap puri tarha Islam qubul kar lo phir dekhna Mera rab aapse sada k liye razi ho jaye ga ,ا ن شاء الله عز وجل
@imanfalak7356
@imanfalak7356 3 жыл бұрын
Plsss muslim hojaonaaa🙏🙏🙏🙏
@sahidrangrej7252
@sahidrangrej7252 4 жыл бұрын
Super bhurji ammi ki to Har recipe mein Jaan hoti hai Love you ammi😘😘😘
@tabassum6743
@tabassum6743 4 жыл бұрын
Assalam walekum bhai khairiyat ande ki bhurji mujhe v pasand hai 😋😋😋auntyji maza agaya 😋😋😋
@Asmairfan-20
@Asmairfan-20 4 жыл бұрын
Asw ammi aapki recepi to mashaallah sab achchi hi hoti hai bt aap ka hasna sara tention door krta hai aap yaqeen mano mai aapki recepi nahi balke aapke hasne ki wajhe se aapko delhti hu allah aapko hamesha ayse hi rakhe aameen
@farhanaaz7865
@farhanaaz7865 3 жыл бұрын
Allah apki Umar lambi kreh Masha Allah apkeh jehsi bhurji banai toh mere Husband bole hotel jehsi achi Burjhi bani To Thank you Anty plz hamein ehsahi achi achi recipe bata teh rahiyeh
@farheensayyed3616
@farheensayyed3616 4 жыл бұрын
Mashallah Bina dekhe hi like kar diya meri bhi demand thi bhurji banaye thank you so much very much Allah tala aapko aur tarkki ata Kare ameen summa ameen 🥰🥰🥰🥰😊😊😊😊😊😊☺️☺️☺️
@StreetFoodZaika
@StreetFoodZaika 4 жыл бұрын
Ameen
@guruji9657
@guruji9657 4 жыл бұрын
Ammi j.se ap smile krti h w.se hi meri ammi b har waqt smile krti h or apki recipe itni achi rhti h sb 😋😋😋
@riffatsultana1596
@riffatsultana1596 3 жыл бұрын
Ammi jan ye me ne beh bani teh bohattt zabardast bani teh Masha Allah♥️🤲♥️🤲♥️🤲♥️🤲♥️🤲♥️👍👍👍👍
@poonamkarira5602
@poonamkarira5602 3 жыл бұрын
Aaj egg bhurji aapke style mein banayi.... Bahut tasty bani thi... Loved it.. thank for lovely recipe ❤️❤️❤️
@arshikhan6398
@arshikhan6398 4 жыл бұрын
Masha ALLAH bohot badhiya bhurji 😋😋😋👌👌👌
@fehminakhan5951
@fehminakhan5951 4 жыл бұрын
Allah aap MashAllah boht achi surat ka mazedar khana banati h muh m pani aa jata h Allah bless
@zehrafirozrupawala8765
@zehrafirozrupawala8765 4 жыл бұрын
Wah .Kitni achi bhurji banai wow 👌👍
@husnashaikh2452
@husnashaikh2452 4 жыл бұрын
Meri mummy bhi same aise he bhurji banate hai 😋😋😋
@humerafatima1553
@humerafatima1553 4 жыл бұрын
Wow bhurji bht pasand ayi Mai b zaroor bnaugi
@farheenqureshi7355
@farheenqureshi7355 4 жыл бұрын
Bhut mazedar recipe aunty 😋😋👌👌👌 Pakistan main isko Anda keema bultay hein
@KhanAyesha-m
@KhanAyesha-m 4 ай бұрын
Allah tala aapki zindagi lambi daye 👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👍👍👍👍🤩👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍
@KhanAyesha-m
@KhanAyesha-m 4 ай бұрын
Mashallah 👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌
@sf3343
@sf3343 4 жыл бұрын
Kali miri bhukki....mast.baaqi zabardast 👌.... Mashahallah.... Jazakallah...love u ....mother Nd son......... Allah Hafiz
@StreetFoodZaika
@StreetFoodZaika 4 жыл бұрын
Ty😊❤
@sameer01234ful
@sameer01234ful 4 жыл бұрын
MashaAllah ami g love your smile r khana to 1no.banate h ap👌👌👌👌
@ImranKhan-cn3rv
@ImranKhan-cn3rv 3 жыл бұрын
Masha Allah bhot achee bhurjee h mai jarur banunga aisee bhurjee Jazzakh allah khairan.m
@Naazkitchen
@Naazkitchen 4 жыл бұрын
MASHALLAH bnai aap ne .mai piyaz ko thoda aur brown kr k bnati hun aye se hi😊👍👍👍👍👍#naazkitchen
@raziaali3187
@raziaali3187 3 жыл бұрын
Allah Pak ap ko or taraqi atta farmayen Ameen 🕋🤲 Super👍👌
@sumeragowhar1292
@sumeragowhar1292 4 жыл бұрын
Asklm...sahii bole ap..mera..sath b aishee huwa tha...jab se single..bowl.mai.daltii Huu...😊😊nice recipe 👍👍👌
@ULFAT_QURESHI
@ULFAT_QURESHI 4 жыл бұрын
Ek no ammii....bht mst recipe ...bht maza aaya dkh k 🥰🥰🥰
@kitchenwithmuntaha2067
@kitchenwithmuntaha2067 4 жыл бұрын
W.salam ammi g apny achi bt💐 khae hai me bhi apni vedio me🌟⭐🌟 yahi batati hn ek ek andha💐💐 torna chayay mashaallha💐💐 achi💐💐 resipe😊😊😊 banai💐💐 h apny ❤ ❤ ❤ ❤
@shizaayeman1506
@shizaayeman1506 3 жыл бұрын
Bahot achchi banaye aapne khala jaan 👌👌👌😋😋😋
@sunilsable1435
@sunilsable1435 Жыл бұрын
बहोत अच्छी रेसिपी👌👌👌
@shizranoor7323
@shizranoor7323 4 жыл бұрын
Masha allah..bhot acha banae ☺☺ Aunty...
@shafikamirza7493
@shafikamirza7493 3 жыл бұрын
Is gujji mpe toda sa podina our kachcha jira bhi dalo bahut khusbu ati he,, jakiya baji aap sabhi khane achhe se banate he kiyo ki mujhe bhi khana banann our khilauna pasand he🌹🌹🌹❤️❤️❤️💚💚💚👌👌👌🕋🇾🇪
@kayeenaatsha7863
@kayeenaatsha7863 4 жыл бұрын
Ammi app bhoat accha banati ho dishes apko kisi adwayes I zarurat ny hai uohi huner naziya me aya uobi perfect cooking karti hai Allah app sub log ko khus rakhe oir taraqhi de
@StreetFoodZaika
@StreetFoodZaika 4 жыл бұрын
Ameen
@pathanafreen3947
@pathanafreen3947 3 жыл бұрын
M aaj bnaungi sehri m mza aata Aap ki dishes dekh k mza aajata 👍👍👍
@ZoyaKhan-xc9em
@ZoyaKhan-xc9em 4 жыл бұрын
Bohat achi receipe hai aunty Aaj subha maine bhe issi tarah burji banai Mashallah bohat tasty bani thi and Jo upar se kothmir Ka taste bohat zyada acha laga 👍
@Safaliansari-q8x
@Safaliansari-q8x Ай бұрын
Assalam walekum ammi main Shabnam Maine aapki recipe dekha aur banaya bahut lajawab hai aap aise hi video banate rahe aur hamen sikhate rahe thank you mama❤😊😊😊😊
@nikhatamir4407
@nikhatamir4407 4 жыл бұрын
Addd copped garlic and ginger bht Accha lagta hai wo b😍
@farheenkhan373
@farheenkhan373 3 жыл бұрын
Yr aanty aapki smile bht acchii mtlb aap hafte hue itna acchi lgti hai ki mere face pr smile aa jati hai khud hi😍
@tanvi8808
@tanvi8808 Жыл бұрын
Thank you.....apke mutton n bhurji dono recipe ache hai....tasty ❤❤❤
@ShabazUme
@ShabazUme 4 ай бұрын
Masha allah my to aap ke sare pakwan banati hu bhahuth achcha hota hai TQ ❤
@nousheensultana7763
@nousheensultana7763 2 жыл бұрын
Assalamualaikum bohot achcha aap ney banaya JazakAllahkhair
@kahkashanshahab2060
@kahkashanshahab2060 4 жыл бұрын
Wah!! Mashaallah lajawab bahot he achchi egg bhurji banai hai daikh kr maza aa gaya maan bete dono ki jodi bani rahe bahot he achcha style hai dishes banane aur baten karne ka esi tarah nai nai dishes banati rahiye👌👌
@rekhamathur8011
@rekhamathur8011 3 жыл бұрын
आप के बताने का तरीका बहुत अच्छा है बिल्कुल घर जैसा है । तो अच्छा लगता है।
@sallauddinkhokher1581
@sallauddinkhokher1581 2 жыл бұрын
Aunty ap best ho no of cheif sab kch itna achse samjhate ho banate ho jisko nhi ata apse sikhjate hai 😊
@nikhatfathima3788
@nikhatfathima3788 4 жыл бұрын
ma sha allah ....nice bhurji....mouthwatering...
@user-kb4gd4fz5u
@user-kb4gd4fz5u 4 жыл бұрын
Assalam walaikum ammi... Thank u bhurji receipi k liye... Q k mujhe bhurji thikse banana nhi jamta nhi tha aj proper receipi sikhi bahot shukriya... Aap bahot achche ho saaf dilke ho ye chiz sabse achchi baat hai
@javedchoudhary4320
@javedchoudhary4320 3 жыл бұрын
Masha Allah Ammi Bahut ache se banaye
@shaniasultana8480
@shaniasultana8480 4 жыл бұрын
Aunti your recipe ek number aur Naziya di ko salaam kehna
@hamiyabaig2883
@hamiyabaig2883 4 жыл бұрын
Bhut yammi lag rahi hi abhi mai bana kar khane ja rahi hu 😘😘
@shaikhsaba1203
@shaikhsaba1203 4 жыл бұрын
Chachi k vds bole toh zabrddst...main Bina dekhe like karti Hu because mujhe pta h vd outstanding hone wala h.. MashaAllah MashaAllah Allah paak chachi ko Bht Khush rakhe aur tarraqqi de Allah Aapko...chachi chicken Ka recipe btao na Kuch mujhe chicken bht psnd h...love u alottttt Bhai n chachi... subscribe Kiya h maine gazab h aap dono
@syedparvez7178
@syedparvez7178 4 жыл бұрын
Ap.ka.potra.yusuf.ko.nai.dekhaie.
@StreetFoodZaika
@StreetFoodZaika 4 жыл бұрын
😊❤👍
@prachik2594
@prachik2594 4 жыл бұрын
My favt.. finally bhurji ki Recipe aa hi gayi 😍👌
@tanmay_6363
@tanmay_6363 2 жыл бұрын
Merii Murgii🐔💕💕 bhag gyii😭🤧😣🐇
@Zainuvlogs6
@Zainuvlogs6 3 жыл бұрын
Assalamualaikum..egg ko alag dish me todne ka jo bataye uske liye thanks aunty.. inshaallah me same waise hi krungi..nice recipe 😘
@chandnikhankhan8486
@chandnikhankhan8486 4 жыл бұрын
Aapki bnayee ande ki bhurji mast he mai v aaj bnaongi isi trah
@rajshah7918
@rajshah7918 3 жыл бұрын
You are a genius cook as well as frank person. Your method deserves appreciation.
@szppathan8187
@szppathan8187 5 ай бұрын
To yummy 🤤 recipe aunty just abhi try ki h thank you so much for lovely recipes,😘😘❤️
@geetamarsale4687
@geetamarsale4687 2 жыл бұрын
बोहत बढिया बनया धन्यवाद भेंजी भगवान आपको खुश रखे 👌👌👌😊😊
@40humaira
@40humaira 2 жыл бұрын
Asalam Allaikum, thanks bhout acha hai. Inshallah juldi banaoun gi .
@kavitasharma598
@kavitasharma598 Жыл бұрын
Maine try ki aapki tarah mere husband ko bhot pasand aayi.. thank you
@fauziyashaikh6988
@fauziyashaikh6988 4 жыл бұрын
Are untyji maza agya ap jis tarha se batate huo wo hi muje bahut pasand hai 👌👍stay happy😘😘
@varshanimbkar
@varshanimbkar 2 жыл бұрын
Wow.mvery simple n testy burji 👌👌👌👌
@aliyasayyed4463
@aliyasayyed4463 4 жыл бұрын
Waaaao testy 😋 bhot achha bny aap ne I will try INSHAALLAH
@rizwanabbasi4003
@rizwanabbasi4003 3 жыл бұрын
Mashalla bahut testy bhujiya banai Hai Aap ne
@deepti8770
@deepti8770 3 жыл бұрын
Aunty aap ki smile bahot achi hai. Aur aap ki recipe bhi 👌
@CrazyHuman1366
@CrazyHuman1366 2 жыл бұрын
Mai toh Ghar se door rehta hoon.. lekin chaachi ke vedios dekhkar Ghar ka khaana jaise dishes baanaleta hoon.. Thank you to you guys. !!!
@alifiyarangwala4220
@alifiyarangwala4220 3 жыл бұрын
Walekum As salam aunty All recipe is very nice Alhamdolillah aur dhaniya to meta bhi favrit he me bhi Bahut dalti hu jo bhi banavi ha Alla hafiz
@prajaktatatkari8570
@prajaktatatkari8570 4 жыл бұрын
Very nice apke her recipe mai jan hai
@vishwajeetsamal8868
@vishwajeetsamal8868 4 жыл бұрын
Bahut achhi hai aunty...new style
@tabbu8400
@tabbu8400 Жыл бұрын
Assalamualaikum Ammi🥰 mene Aapka first time video dekha lekin fir bhi muje aapko Ammi bolne ka dil kiya❤️ aap bahot jyada ache ho. Allah salamat rakhe aapko 🤲😊
@shandarzaika2588
@shandarzaika2588 3 жыл бұрын
Main aisi hi tareeke se banati hu ammi❤️❤️😘
@rameshchandranayak5567
@rameshchandranayak5567 4 жыл бұрын
अम्मी आप इतने प्यार से समझाते हैं, जो कारण रहते हैं, उसे आप इतने ढंग से समझाते हैं, ऐसा लगता है कि हम खुद ही भोजन कर रहे हैं, आप के लम्बी उम्र की कामना सहित, आप का धन्यवाद.
@amarthapa1136
@amarthapa1136 3 жыл бұрын
Aap ne bhi mere dil ki baat kahi
@afrozsiddiqui9051
@afrozsiddiqui9051 4 жыл бұрын
Ammi ap bhut cutie🥰 hai apki sb recipes bhut achi hoti h
@kiranpawar2406
@kiranpawar2406 3 жыл бұрын
Maine aapke tarike se banayi aur husband ko pehli baar jo chahiye tha vaisi bani....Thank u so much....u both r very sweet👌👌
@scientificgamer0727
@scientificgamer0727 4 жыл бұрын
Aunty aapne Jo aapki story batayi same mere sath bhi waisa hi hua tha . Bas uske bad se maine bhi same yahi trick shuru kardi. Ande alag se phodkar dalna .😃😃.. Masha Allah bhurji zabardast lag rahi hai,,😋😋
@livingdamera8609
@livingdamera8609 3 жыл бұрын
Mumma I like ur bananeka tharika and nice explanation.
@Bangalorevlogs585
@Bangalorevlogs585 2 жыл бұрын
Asalamualaikum aunty aur riyaz Bhai ajse my apki new subscriber ☺️egg burji search Kari toh apki video mili easy recipe tq❤️
@jhpmobil8148
@jhpmobil8148 2 жыл бұрын
So genuine and was able to fix what I was doing wrong thanks aunty
@apexlegend7147
@apexlegend7147 4 жыл бұрын
Aunty bhurji best thi to 👍👍👍
@fatimaalgary4605
@fatimaalgary4605 3 жыл бұрын
ammi app ka Salam Karen ka andaz boot Acha ha
@Safaliansari-q8x
@Safaliansari-q8x Ай бұрын
Sorry mummy main aapke har ek video dekhti hun per follow nahin kiya tha per Aaj se Maine follow bhi kar liya hai aapko aapki ek tahiri ki recipe dekhkar maine banaya tha aur bahut lajawab bani thi mere husband bahut khush hue the❤ thank you mama
@theCook12
@theCook12 4 жыл бұрын
Walikum assalam .....nice recipe aunty jee ❤💗❤💗❤💗💗❤
@noorjahan1524
@noorjahan1524 4 жыл бұрын
Thank u so much aunty .yeh recipe bahut tasty or easy recipe hai. mujhe banana nahi aata tha ab me first time aapki recipe try kar k banaungi .
@StreetFoodZaika
@StreetFoodZaika 4 жыл бұрын
😊❤👍
@pandalover4362
@pandalover4362 3 жыл бұрын
Masha Allah Kitna acha Khana banate hain app ammi
@yasminchowdhury3986
@yasminchowdhury3986 4 жыл бұрын
Vaaleykumassalsm...... Masha Allaah nice Recipe I luv Bhurji pav 👌Mamma mujhe toh Keema Ghotala yaad aagaya aaj bhurji dekh kr, lagta hey .....Mere Mamu bohat particular hey khaney mey ....👍isliye sab khaney or pakaney k shaukin he Ghar pe Masha Allaah se...... 😘Luv from Yasmin Chowdhury from Navi Mumbai
@StreetFoodZaika
@StreetFoodZaika 4 жыл бұрын
😊❤👍
@rubinainamdar631
@rubinainamdar631 3 жыл бұрын
Aap ke sabhi tarike ka khana bahut accha hai hamare ammi ku pasand hai
@nidashamoon1055
@nidashamoon1055 4 жыл бұрын
Zabardast recipe ammi again 👍🏻👍🏻
@7874-i7w
@7874-i7w 3 жыл бұрын
मैं ने आपके बहुत से वीडियो देखी है आप बहुत अच्छा खाना बनाती है
@ahbhomecooking5731
@ahbhomecooking5731 4 жыл бұрын
Wow yummy Mashallah Mashallah very tasty. Amme sopr👍👍👍👌👌👌💓💞💞😘😘😘🌹🌹🌹😋😋😋😋
@deepalipatil760
@deepalipatil760 3 жыл бұрын
Hii ,,,,, Mi pan banvly hoty,,,tumchi ricepi bagun kup mast jaalti Anda Bhurji😊😊
@rubinanaeem7598
@rubinanaeem7598 4 жыл бұрын
Thank you so much hum hi anda bhurji ayse he banate hai bas hum yeh dekhna chahte the ke aap kaise banate ho bas hum haldi nahi dalte bahut bahut shukriya 🙏🤗🤗🤗❤️
@snehaanvekar8496
@snehaanvekar8496 Жыл бұрын
App bhote testy kana banate Ho MA app ki recipes dekh thi hu aur banati hu testy ban thi hai
@np6356
@np6356 4 жыл бұрын
👌👌 superb yummy bani Shukriya aunty.
@shivanimalhotra6692
@shivanimalhotra6692 4 жыл бұрын
salaam ammi, is recipe ke liye shukriya
@salmashaikh9744
@salmashaikh9744 3 жыл бұрын
Assalam walekum aunty aapne Jo sukhat ki chatni banae the main use pehli Baar banaya tha bahut acchi Bani mere Ghar mein sab Ko pasand thank you so much main aapki video dekhti aapki baten mujhe bahut acchi lagti hai aap hanste hue bahut acche lagte ho aapke bete bhi hanste hue acche lagte aap donon hamesha khush rahana 🥰🥰🥰🥰
@nileshgaikwad2343
@nileshgaikwad2343 3 жыл бұрын
Zabardast bana hain yeh recipes thanku so much
@skarifa.
@skarifa. 4 жыл бұрын
Assalamualaikum Ek dum mast recipe 😋😋😋😍👌👌👍
@babuparmar3567
@babuparmar3567 3 жыл бұрын
बहुत ही अच्छी है 👍👌
@aslamansari8392
@aslamansari8392 4 жыл бұрын
Lajawab - Bhurrji aur Aapki khusmizazi Mashallah bahot achha . Baji salamti ho Aap par.
@shazimateen8453
@shazimateen8453 4 жыл бұрын
Asslamalikum mai aaj banai MashaAllah maze ka dekha
@khoobsuratzone4001
@khoobsuratzone4001 3 жыл бұрын
maasallah aunty mera or ammi jaan ka mooh mai pani agaya
@nidayousuf2600
@nidayousuf2600 3 жыл бұрын
mashallah aunty ap acha samjhate hai
@habibapasha8598
@habibapasha8598 3 жыл бұрын
Same aisey hi banatey hum log bas kali mirchi nahi daltey or kotmir to jaan hai bhurji ki aap ki zyadatar recipe hamarey ghar k khaney sey bohat milti julti hai merey purey ghar walo ney aap ka channel SUBSCRIBE kiya huwa hai jab bhi aap ki recipe dekhtey hai to boley gey arey apney jesach banaye 😃 aap isi tarah tarakki kartey jao bohat mehenti log ho aap allah aap ko or bhi kamyabi dey aamin
@supriyagholap1487
@supriyagholap1487 2 жыл бұрын
Wow mast ek number 😍😍 thanks 👍👍👍for this recipe
@nilavantiwankhade2621
@nilavantiwankhade2621 3 жыл бұрын
आंटीजी आप खाना बहुत अच्छा बनाते हैं लगता हैं अपने घरमे बन रहे हैं और हम खा रहे हैं
@aapkipasand2348
@aapkipasand2348 3 жыл бұрын
Ma sha allah zarur banaygy in sha allah
@husnamohsinniazi8959
@husnamohsinniazi8959 Жыл бұрын
Allah aap ma beta ka mohabbat me nazer na lage,Ameen. Recipe ke saath aap logon ki andaaz bahot achchi hai mashallah se.
Hum ne Kya Kiye ? | Kyu Alag Hua ? | Comments Ke Jawab
28:38
Street Food Zaika
Рет қаралды 30 М.
JISOO - ‘꽃(FLOWER)’ M/V
3:05
BLACKPINK
Рет қаралды 137 МЛН
Вопрос Ребром - Джиган
43:52
Gazgolder
Рет қаралды 3,8 МЛН
24 Часа в БОУЛИНГЕ !
27:03
A4
Рет қаралды 7 МЛН
"Идеальное" преступление
0:39
Кик Брейнс
Рет қаралды 1,4 МЛН
ШАКШУКА - Настоящая Королевская Яичница!
12:43
В гостях у Гарика
Рет қаралды 1,7 МЛН
Mutton Keema Recipe | MUMTAZ SPECIAL RECIPE | How To Make Mutton Keema
18:59
JISOO - ‘꽃(FLOWER)’ M/V
3:05
BLACKPINK
Рет қаралды 137 МЛН