Complete store buld kara na . Or sales b laya Google ads sa
@rahatshah90027 ай бұрын
Sir GMC ne mere two Shopify store ky product approved kr diye ha ..ab ye logo ko show honge...ya muje es products k liye google adds be lagne hoge.... MTLb sir agr GMC humare products approved krde tu bs es pe ab traffic khud ayge ya humy adds be run krne honge
@ishfaqalikhan6 ай бұрын
Sir, GMC (Google Merchant Center) mein aapke Shopify store ke products approved hone ka matlab hai ke aapke products Google Shopping pe dikhai denge. Lekin, agar aap zyada traffic aur sales generate karna chahte hain toh aapko Google Ads run karna honge. Approved products ka benefit yeh hai ke aap Google Shopping campaigns run kar sakte hain, jo aapki visibility aur reach ko badhate hain. Isliye, ads run karna zaroori hai taake aapke products zyada logo tak pahunchein aur aapki sales barhein.
@makhdoomproduction10 ай бұрын
brother agar koi site bani hoe hai to uski data feed file kasay banai gay plz guide.
@ishfaqalikhan10 ай бұрын
In next vedio
@maviya_098 ай бұрын
Bhai Jo HTML wali link thi use phone s kaise add kare apne them me jaker kyuki usme wo edit code show ni ho rha h
@alikhalid77797 ай бұрын
Bhai GMC ma Misrepresentation issue q aata hy?
@ishfaqalikhan6 ай бұрын
Bhai, GMC mein misrepresentation issue is liye aata hai kyunki logon ko information accurately aur honestly provide karna zaroori hai. Agar kisi ne galat ya misleading information di toh, wo misrepresentation kehlata hai. Yeh issue credibility aur trust ko affect karta hai, is liye GMC isko bohot seriously leta hai.