Video Kafi se ziyada helpful rhe hai. Thanks for uploading video
@zaheerelectric Жыл бұрын
But shukriya janab.dont forget to subscribe apko or b but c videos dekhny ko milti rahy gi
@NareshKumar-qp3tb7 ай бұрын
Ap guide achhaa karte hain.. ❤
@NareshKumar-qp3tb7 ай бұрын
Very informative video.. ❤
@NareshKumar-qp3tb7 ай бұрын
Thanks for making this informative video.. ❤
@ahsanjadoon4886 Жыл бұрын
Very helpful and easy way of understanding ❤
@zaheerelectric Жыл бұрын
Thanks alot don forget to subscribe
@SajidHussain-ho8ou7 ай бұрын
Very informative video sir
@nadeemkhanchhutta8866 ай бұрын
Nice sir
@bilalahmedmustafa2286 Жыл бұрын
Great man
@muhammadsalahuddin83179 ай бұрын
Hyundai gernator ka self start button kasa change karain woh video bana Hain plz
@zwerainshyyytrdeikh6296 Жыл бұрын
Bhout khub bhai g
@zaheerelectric Жыл бұрын
thanks alot
@naveedimran3731 Жыл бұрын
Zabardast
@JahangirKhan-dv7no11 ай бұрын
Ya relay sab se best sistem ha ha k k genatar ke supply foren se cut of
@zaheerelectric11 ай бұрын
G foran cutt off hogi agr choti relay or bari relay ka connection same 2 same isi tra krain gy to
@HanzalaKhan-b4iАй бұрын
Nice
@haiderkhattak5956 ай бұрын
Bohat informative video ha aap ki. Kindly ye batain Agar Mai load 3 phase wiring ko dena chahta hon generator ka to Wapda ka kon sa phase dön generator ko or load Mai kaisay kaisay nikalon 3 phase wiring ko q k is relay Mai to ye aik input Wapda ka lay raha ha or aik load day raha ha. Load ko Mai jump wire bhi de sakta hon magr jab Wapda wapis aye gi to phir to 220 ki Jaga 440 day ga. Kiya har phase k liye alag relay lagani paray gi? AAP ki bohat mehrubani ho gi meri ye confusion door Karnay per.
@zaheerelectric6 ай бұрын
Answer detail say samjhny wala hai to WhatsApp py message krain phir main ko detail say voice py samjhata hon
@zaheerelectric6 ай бұрын
03175603686
@muhamadwaheed18175 ай бұрын
❤❤❤❤❤
@toptech59516 ай бұрын
Bhai Saab mein india se hu. Jo aapki inter locking soch hai na laajawab hai. Bas isme yek Kami hai, agar jab grid available hoga thab genset ko ON karke kuch testing karna hai tho, genset ON hi nahi ho ga. 8pin relay ke coil mai janewali grid line mai yek switch dekar usko off raknese hum jab cheye genset ko ON & OFF karsakte hai, ore relay ki life bhi badegi. Grid off hone par jab hum genset ON karenge thab bina bhule ohh switch ko ON kar dhena hai, nahi tho gentset auto OFF nahi hoga
@zaheerelectric6 ай бұрын
G bilkul yeh b kr sakty hain.
@Refine_the_Soul5 ай бұрын
Agr ham generator py coil ko trigger krty hn to is ka matlb h agr kisi b vja sy choti 8 point relay genrator ko auto off ni krti to wapda k hoty hoay b ghr ka load generator py e rhy ga......?
@zaheerelectric5 ай бұрын
G agr relay jal jati hai to wapda any py generator band nai hoga. Or yeh realy 2 3 sal tak chalti hai
@aishanadeem646227 күн бұрын
Agr auto on ,off 2no hon phr kabhi Generator ko manual start krna ho to is system ko generator se kese cut of karengy. Zain karachi
@zaheerelectric25 күн бұрын
Yeh sirf auto off hai. Is main on nai hai. Auto on off main switch lgta hai us main built in function hota hai
@SamsungGalaxyS-br8be5 ай бұрын
Brother what is the name of that 8pin relay?
@zaheerelectric5 ай бұрын
Dono hi 8 pin hain. Choti realy ko 220 volt 8 pin relay kehtay hain or bari ko auto change over relay ya phir power relay b kehty hain.
@sahibzadaaftab8844 Жыл бұрын
Sir Ready bord prise
@zaheerelectric Жыл бұрын
4500
@FAStudio90 Жыл бұрын
Is main auto start option nahe hai
@zaheerelectric Жыл бұрын
Nhi.yeh sirf auto off hai
@prismservices5 ай бұрын
vocational training institute taxia
@zaheerelectric5 ай бұрын
Main 2nd batch ka student hon isi institute say.
@prismservices4 ай бұрын
aur main ABDUL MANAN apka class fellow. mashallah achi grow ki hy yt pe. khushi howe hy