Pending handover ma delevry boy ka Number Minta Hai Kya? polly bag cheya
@thecrushedhub9193 Жыл бұрын
Bro ...lebal to samaj mai aaya but invoice kon se printer se niklega...invoice b to hme material k sath send krte hai ?
@SellerStudy11 ай бұрын
Yes aap kar sakte ho
@priyankachauhan191 Жыл бұрын
Bhaiya mene apka Chennal subscribe Kiya he
@SellerStudy Жыл бұрын
Thank you 🙏😊
@storytailor5990 Жыл бұрын
Thank for information
@SellerStudy Жыл бұрын
Welcome 😊 and keep watching
@shivShankar-wn4pn Жыл бұрын
Aapka tharmal printer ka model ky hai
@Radhika_6456 ай бұрын
Sir ek seller account se sabhi tarah ke categories product ko sell kr sakte hai .... Jaise ki electric 💡 light aur... Clothing 2:15 ???
@SellerStudy6 ай бұрын
Kar sakte ho but gst me add karna hota hai
@quotation_officials Жыл бұрын
Bhai meesho or flipkart pr monthly sell or return kese check please 1 video bnao
@SellerStudy Жыл бұрын
Okay banata hu
@nadeemSkamal7 ай бұрын
Thanks ❤
@AuliyaeSaharanpur6 ай бұрын
RTD kar diya tha kal... Lekin Abhi tak Nahi le kar gaya... Handover me hi pada hai product... Kya karu??
@bangalorecocks37164 ай бұрын
Product leliya kya
@AuliyaeSaharanpur4 ай бұрын
@@bangalorecocks3716 nhi
@apexoperation40554 ай бұрын
Customer ko invoice print karke packet me dena mandatory hai kya? Agar ha to thermal se kare ya normal se? Pls reply
@SellerStudy4 ай бұрын
Hanji mandatory hai invoice aap dono printer se nikal sakte ho
@av3280111 ай бұрын
Flipkart ke shipping label kha se le skte hai??
@khushboogautam-tz9nj23 күн бұрын
Sir ye online business kaise start karana hai
@Athfuel9 ай бұрын
bhai thermal label pr nikalna jaruri hai kya? ya fir normal A4 paper bhai use kr sakte hai?
@SellerStudy9 ай бұрын
Mandatory hai
@LalitLalit-fe1yj Жыл бұрын
Sir tharmal roll kya Flipkart ke authorised vendor se lena jaruri hai or barcode toh apne btaya he nhi jo primary package per lagta hai
@SellerStudy Жыл бұрын
Aap Flipkart ke authorised seller se bhi le sakte hai aur normal market se bhi but label waterproof 💦 hona chiyhe
@LalitLalit-fe1yj Жыл бұрын
@@SellerStudy thanks sir mujhe apna seller account Flipkart par kholna hai mujhe pta nahi chal raha ki merey area main Flipkart ki product ship service hai ya nhi sir Maine sant nagar burari Delhi-110084 mein belong karta hu please Help 🙏
@Caspian33785 ай бұрын
Bina Invoice ke bhi order Dispatch kar sakte hain kya??
@Lerocci10 ай бұрын
thank you for this but i want to ask that........ print out k liye yellow paper use kar sakte hain pls fast reply sir ??
@SellerStudy10 ай бұрын
No only tharmal printer with Tharmal roll
@trueway6979 ай бұрын
Sir ek seller account se sabhi tarah ke categories products ko sell kar sakte hai kya
@SellerStudy8 ай бұрын
Ji kar sakte ho
@iftikharahmad437810 ай бұрын
flipkart k lable ko crop karnai k liye koi softwere batao sir please
@arshadalisiddiqui56496 ай бұрын
Sir Flipkart per khud se Flipkart courier tak pahucha sakte hai kya
@priyankachauhan191 Жыл бұрын
Bhai me filipcart pr sell krti thi tab only shipping label invoice hi a4 sheet par print krbake lgati thi mere pass printer nhi tha me shop se adjust kar leti thi abhi mera kam band he me phir se start krna cahati hu me Theremal ka printer abhi nhi le sakti bahut costly he kya normal printer se a4 sheet par print krke shipping label lga skte he?
@SellerStudy Жыл бұрын
Hanji mam but aage aapko lena padega
@Khushiji11222 күн бұрын
Hello sister mujhe bhi apna small business karna hai to kya computer aur thermal printer Lena jaruri hai please tel me
@Khushiji11222 күн бұрын
Iske bare me mujhe koi idya nahi hai ki kaise kya karu mere paas only phone hai aur me isi se kar sakti hu to kya online selling kar sakti hu
@priyankachauhan19119 күн бұрын
@@Khushiji112 ha kr skti ho mene to phle phone se hi kiya tha bad me laptop liya tha or printer bhi nhi tha mere pass
@movieslocation089 Жыл бұрын
Jo he thermal printer se naa karke ham normal printer se order label print kar skte hai 😊
@SellerStudy Жыл бұрын
Abhi kar sakte ho baad me aapko tharmal printer lena hoga
@movieslocation089 Жыл бұрын
@@SellerStudy bro agar me thermal wala roll leke normal printer me mere hisab se adjust karke kar skta hu
@Athfuel9 ай бұрын
bhai flipkart ki packing me dena necessary hai kya? I mean mere pass plain packaging hai jis pr kiss brand ka naam ni hai or me Meesho ke liye wahi use karta hu
@SellerStudy9 ай бұрын
Kar sakte ho but jada din ke liye nahi
@funexpress52165 ай бұрын
Sir abhi mein start kar raha hoon, Kya Direct Thermal printer use kar shakte hai ya transparent tharmal printer lena hoga??
@sanjaysoni-ko1bc4 ай бұрын
Kuch Mt lo bhai abhi just start Kiya hai to normal printer use karo
@JavedUllakhan-z4c3 ай бұрын
@@sanjaysoni-ko1bc hello Bhai aap Kay seller ho Flipkart ka me bhi karna chata hu tho Kay mujhe thermal printer our pakiji g ka saman me paise inwest karna chahiye .. bhai auger aap seller ho tho aap se baat ho jaati tho acha raheta ❤
@sanjaysoni-ko1bc3 ай бұрын
Yes brother ❤
@sanjaysoni-ko1bc3 ай бұрын
Aap normal printer lijiye aapka kaam ho jayega, usi me steaker Wale paper me print out lekar aap abhi start kar skte hai
@JavedUllakhan-z4c3 ай бұрын
@@sanjaysoni-ko1bc thank you so much ❤️
@TheLifeOfTravel1023 Жыл бұрын
Sir ye gst bill apne ape bra ga gst site pe (matalb sir hume dubara gst berna ki jarurat nhi ha )
@SellerStudy Жыл бұрын
Nahi
@deepeshjaiswal1248 Жыл бұрын
Bhiyya me shopsy pe new seller hu mera packing pe thumbal printer or shipping label k liye budget nhi me is situation me kya kru aap suggest kijiye
@SellerStudy Жыл бұрын
Aap mujhe instgram par dm karo
@skblogs012 Жыл бұрын
To normal printer me chipkane wali 4 lebal shit lga kr nikal lo
@Khushiji11222 күн бұрын
Hello Bhai
@chetansaxena2420 Жыл бұрын
Very good video sir thanks
@SellerStudy Жыл бұрын
Most welcome 🤗
@PritamBiswas-eo9lz11 ай бұрын
Sir up mujhe personal thora sikha shakte hai mutlab me sikna chata hu ar mere pass koi seller account nahi hai
@rohitdas399411 ай бұрын
Sir aap to invoice nhi deya packet ke under?
@SellerStudy11 ай бұрын
Aap invoice dal sakte ho wase customer ko mail aur Flipkart app par mil jata hai okay 👍
@pranavpatil1808Ай бұрын
@@SellerStudysir kya invoice Dena jaruri he aur nahi diya to kuch ho skta he kya plz reply sir mere pass sab chiz ready he bus shuru kr rha hu problem naa ho is liye puch rha hu plz answer 😢
@lifejiyo7509 ай бұрын
Bhai ye kese pata kre ki mere pincode pr flipkart order rcve krne ki facility h ki nhi seller k liye k
@SahilVasava-m3z Жыл бұрын
Selar account ki link Sher kar sakte he ya nahi
@SellerStudy Жыл бұрын
Kar sakte ho aap
@devsaini8014Ай бұрын
Apka office kaha hai
@gurmansinghshorts3 ай бұрын
flipkart ke polly online lu , new saller hu , keya Delivery boy packaging provide kardenge
@PandeyJiFacts3 ай бұрын
Nhi khud lena pdega delhi se ho to sadar bazar se lelo wrna online lelo
@elyricssco11 ай бұрын
Sir mera order large item & small item hai packing ka packet & box kaha se milega? Flipkart dega / mujhe kharidna hoga ?
@SellerStudy11 ай бұрын
Aapko kharidna hoga
@KuldeepRaghuwanshi9 Жыл бұрын
Bhai main filikart par kuch sell karna chahta hu iske liye main seller account to bana liya hai iske baad ke karna padega
@SellerStudy11 ай бұрын
Aap instgram par follow karo and dm karo
@Shree_Radha_Rani235 ай бұрын
Bhai picklist ke sath lable kese nikalege??
@techieharshofficial Жыл бұрын
Shopsy order ke liye barcode packaging material kaha se purchase kare
@ritikkr.76928 ай бұрын
Bhai ye jo "pending service" naam ka ek box hai uska kya matlab hota hai?
@somvirsaini8010 Жыл бұрын
Printer ka price kya hai brother
@Biku701Ай бұрын
bro mere pass kuch nahi hai mujhe kuch nahi pata mai flipkart pe sale karna chahta hoo to kya kya lagega beginners kaise start karega online selling.kaise qr scanner banayega or packaging meterial kaise milega.a to z information chahiye bro video banake batao
@khatu_shyam_ladla_officalАй бұрын
Mujhe pata hai saba kuch
@Khushiji11222 күн бұрын
Online selling ke liye kya computer aur thermal printer Lena jaruri hai mere pass only phone hai me usi se karna chiti hu to kya manage ho jaega please tel me 😢
@khatu_shyam_ladla_offical20 күн бұрын
@@Khushiji112 ha
@khatu_shyam_ladla_offical8 күн бұрын
@@Khushiji112 ho gya ga trick laega bas
@True-Striver Жыл бұрын
I'm new on Flipkart. Sell bhi bhut km hai. Ab 10k ka printer bhi lu? Kya mandatory hai??
@SellerStudy Жыл бұрын
Yes mam bilkul mandatory hai but aap abhi thoda Rukh kar le
@songs_1990 Жыл бұрын
Packing material kaha milta hai??
@SANJEETKUMAR12395Ай бұрын
Philip card se I'd kaise le
@IndreshKumar-m7k Жыл бұрын
Thermal printer kitne ka mil jaega sar
@SellerStudy Жыл бұрын
Mene video banai Hui hai aap jake dekh lo
@durvaskoli4346 Жыл бұрын
aap kya sell kar rahe hai
@SportsMedia- Жыл бұрын
Bhai gst number ka kya kharch hai ek sal ka
@shaguftakhan459410 ай бұрын
Saal ka kharch nhi hota monthly filling hoti hai jitne ki bhi sale Hui ho, jitna maal kharida hota hai or jitna becha hota hai us hisab se monthly filling hoti hai or gst lagta hai
@NalayakBeta-x5c2 ай бұрын
Bhaiya mujhe apne yaha job rakhoge kya mujhe ❤❤
@ranjankapoor8687 ай бұрын
Bhai 299 ka bechha 6 mahine mai 3 order aaye 1 wapsi commission kat sirf 105 de rahe hum kya bachaye kya rakhe
@arjunrajput16462 ай бұрын
Kya sach me
@ranjankapoor8682 ай бұрын
@@arjunrajput1646 hmm
@Neha.k608 ай бұрын
Flipkart pe sel kaise kare
@SellerStudy8 ай бұрын
Aap mere channel pe new video dekh lo
@Dee.yadav882711 ай бұрын
Sab Kuchh batao tumhare pass printer kaun sa hai computer laptop scanner kaun sa hai Koi Bhi Koi chij Ho Jo istemal karte ho Sabhi Ke Naam price
@TechBarrel Жыл бұрын
Sie ek Flipkart agent ne mujhse business improvement related query ki ticket bnwaya and fir 4719/- ka payment krwaya. Ye kya hota hai pls btaye.
@SellerStudy Жыл бұрын
Aap mujhe instgram par follow karo and dm karo
@PritamBiswas-eo9lz11 ай бұрын
Please sir reply Dena
@dewanaraj69205 ай бұрын
Bhai jin product Ka L- w - H jayeda hai yani 26 inches / 26 inches h 5 inches sab calculate CM m karne k baad... flipkart access nai karta hai itne bade product ki.... Agar odder aane k baad hum kase dispatch karege kon trike se Unki Delevery kase hogi
@raghulakhawat36203 ай бұрын
भाई तुम जिस तरह कंप्यूटर पर दिखा रहे हो tume sochna chahiye की इस स्मॉल word में किसको दिखेगा ये सब,,,, तुम जो क्लिक कर रहे हो कुछ भी नही दिख रहा हे,,, ये तुम ही समझ रहे हो क्लिक करके बस ,,,