Interesting video sir ji bus aesa hi video banate rhe
@edisonraj3907 Жыл бұрын
Very well Explained... Possible we can fix Full DC RR unit in old Model Pulsar for DC connection...??
@SAIREPAIR Жыл бұрын
yes , but if you just want to use dc for headlight purposes then you can achieve that without using dc rr unit , video on that is available on channel
@danishraza14492 жыл бұрын
Asalam o alikum sir bht acha andaz hai apky samjhany ka sir myra bike eagle 100 cc hai us ma 4 wires wala regulator rectifier lga hua us k bary ma information daen 4 pin regulator rectifier ka negative or positive terminal or us k connection k bary ma
@mahendradixit42182 жыл бұрын
Nice way of briefing
@harshalbhoir4692 жыл бұрын
Ache tarike se explain kiya..meri b pulsar 150 hai old model....par charging check karne k liye multimetre ko battery se connect kiya to sirf 3 ya 4 volt dikha raha hai....magnet coil naya fit kiya hai....rr unit b naya hai....
@SAIREPAIR2 жыл бұрын
engine running mai battery pai lead laga ke check karo , agar volts 14 to 15 hai phir battery kharab hogi
@harshalbhoir4692 жыл бұрын
@@SAIREPAIR battery nayi hai aur engine running me hi lead lagaya hai....
@SAIREPAIR2 жыл бұрын
@@harshalbhoir469 agar battery new hai to kese 3 se 4 volt dikha raha hai ?? tab to battery volt 12 to milti , aap wiring bhi check kare or headlight ka kya bo ache se jal rahi hai ya nahi , or aapki bike ug2 hi hai analog meter bali ??
@harshalbhoir4692 жыл бұрын
@@SAIREPAIR hua aise k charging problem tha to maine nayi battery daal di...vo time 12 v dikha raha tha...par bike start kare to 14 v dikhana chahiye vo nahi dikha kabi b...fir kuch din baad battery utar gayi...isliye ab sirf 3 ya 4 v dikha raha hai...raise kare to jyada se jyada 6 volt dikh jata hai....aur meri gadi 2003 ki purani pulsar hai gol headlight wali....
@SAIREPAIR2 жыл бұрын
@@harshalbhoir469 ok rr unit ko check karo or magnet coil ko bhi dono videos available hai
@jitendrasinhpadhiyar933 Жыл бұрын
Nice work.... & Tnx
@balakrishna-xk7mz Жыл бұрын
Good information
@nick_chan910211 ай бұрын
Rectifier max voltage?? Pls reply
@manojmushke Жыл бұрын
Forward bias am getting 470 Should I change
@SAIREPAIR Жыл бұрын
if you have no problem then its ok no need to change
@SAIREPAIR Жыл бұрын
@@manojmushke yes you need to replace it
@manojmushke Жыл бұрын
@@SAIREPAIR brother I replaced magnet coil and when I check voltage it is 13-14.60 and when I remove positive wire of battery and check it is 2-4 volts ..is there any problem
@JayzAut07 ай бұрын
@@manojmushkesame problem here
@ajinkyayeolekar20822 жыл бұрын
Meri Activa ki battery charge nahi ho rahi to maine rectifire check kiya , usme white wire AC input hai aur red battery ko jata hai charging keliye DC To mai jab rectifire ko nikal ke separate uske pins check karta hu jaise white jis pin pe aata hai uss pin ko meter ka +ve aur red ko (-ve) lagata hu to 1650 reading aati hai continuity mai forward bias mai , aur reverse mai koi reading nahi aati , muje lagta 1650 reading bahot hai to kya yeh rectifire kharab samje kya?
@SAIREPAIR2 жыл бұрын
sir battery kitni purani hai ?? , rectifier to theek hi lag raha hai
@ajinkyayeolekar20822 жыл бұрын
@@SAIREPAIR battery nayi dalvayi hai 1 week pehle , ho gaya problem solve maine rectifire change Kiya khudse , abb dhire dhire charge ho rahi hai , but muje 1 nahi samja without rectifire headlight kaise chal rahi thi aur usko Jada power mil rahi thi aur wo shayad direct AC mil raha tha karab ho gaya wo bulb
@SAIREPAIR2 жыл бұрын
@@ajinkyayeolekar2082 bina rr ke headlight nahi jalni chahiye , kyuki connect rr se hoke hi headlight tak jate hai , chahe headlight ac ho chahe dc
@ajinkyayeolekar20822 жыл бұрын
@@SAIREPAIR iska reason kya ho sakta hai phir Bina rr se chalne ka 🤔
@SAIREPAIR2 жыл бұрын
@@ajinkyayeolekar2082 wiring short maybe
@jhasketansahu51202 жыл бұрын
Mera pulsar 150 bs2 model ka. Headlight ,meter, indicator, horn nahi chalraha hai. Do din tak kabhi kabhar kam kar raha tha. Apke hisab se maine check kia rr unit ko koi reading nahi aa rahi hai .
@SAIREPAIR2 жыл бұрын
rr unit change karo or magnet coil ko bhi check kare
@JayzAut07 ай бұрын
Bhai mujhe maximum 3.5 volts mil raha hain bina battery ke.....kya mera regular thik Hain????