Faiz bhai.. masallah bhot ache ustad hai ap.. ye LP HP ka work and wiring thodi details me bnaea..
@thetechhvac6 ай бұрын
insha Allah ✅⏰
@saleem87456 ай бұрын
Assalamualaikum Bhai
@thetechhvac6 ай бұрын
waalaikumassalam 🤝💚
@azizkhan98856 ай бұрын
Vaijan a meter se kiya capacitors check hotahe..please answer me
@thetechhvac6 ай бұрын
nahi. uske liye ek alag meter aata hai
@harisansari41566 ай бұрын
Bhai VRV 3 me ham log Test mode Kyu use karte Hain
@thetechhvac6 ай бұрын
kyonki ham apne system ko check / test karne ke liye ki system main sab kuchh theek se work kar raha hai ki nahi ye ek type ka technician friendly option hai ki
@tejasb32604 ай бұрын
Mere pas 2007 model made in japan hai😅
@BWUSTAD6 ай бұрын
Bhai ik machine ha uski ice nhi jti bht dfa usko dho lia 2 3 don bd ice ajti hitachi ki machine ha
@3Dhvac6 ай бұрын
Bhai gas kitne h dekho.. fir filter dekho jm ni na ho gya change kro ya pipe me kuch kchra ni na h dekho..
@Mf.technical.universal6 ай бұрын
Sir york packege unit ka 9 baar arror solve nahi ho raha please help me
@thetechhvac6 ай бұрын
pcb board main top par connector lage rahte hain As jumper kya wo connector sahi se connect hai ?
@riyancomputer54006 ай бұрын
App kam malom nahi package ac ka.agar kam malom hota to boltatha mene kinte sms diya posatha package ac thermostat me sensor nahi to thermostat kese room cold honega bat Compressor auto off hotahe.Honeywell thermostat.
@thetechhvac6 ай бұрын
😀.OK Bhai mujhe jahan tak yaad hai maine shayad jawab diya tha aap ek baar comment ya whatsApp check kar len . baherhaal main dobara bata deta hoon ki thermostat ke andar hi ( inside remote) sensor laga hota aapko alag se lagane ki jaroorat nahi