Ma sha Allah bht khub jazak Allahu khyr bhai jaan we love u😀
@EMAMkaStudent3 жыл бұрын
mashallah Hafiz bhai bohat achi bat hai ye jo ap ne btai hai aj is chiz ki bohat zarorat hai humary mashry ke liy
@knowourislam73873 жыл бұрын
Naso good man very important message ❤️❤️💖💖 But nowadays finding such girl is not easy
@HafizNaumanAkbar3 жыл бұрын
Sad reality 🥺 But inshaAllah when you do find one, she would be the one who would not only honor you but also your next generation will be honoring the elders, inshaAllah
@naziyashaikh30903 жыл бұрын
Masha Allah Allah hum behno ko ammal karne ki toafeeq ata kare
@HafizNaumanAkbar3 жыл бұрын
Ameen Summa Ameen inshaAllah
@MuhammadSahilAli3 жыл бұрын
السلام علیکم ورحمة الله وبركاته استاذي
@Islamic-Ideology3 жыл бұрын
نعمان پلیز رابطہ کریں میں بہت کوشش کر رہا ہوں لیکن رابط نہیں ہو پا رہا
@HafizNaumanAkbar3 жыл бұрын
Apnai kaisai contact Kya hai? Email 📨? Social media ? And what's your name please?
@HafizNaumanAkbar3 жыл бұрын
??
@HafizNaumanAkbar3 жыл бұрын
Apko Kafi replies kiye magar apki Taraf sai koi Jawab nahi aya!
@Islamic-Ideology3 жыл бұрын
Kdr reply kr rahay hain Nauman Bhai?
@HafizNaumanAkbar3 жыл бұрын
@@Islamic-Ideology Bhai aapnai Kaha Kay aap rabta Kar rahai hai. Kindly tell me kaisai aur Kaha rabta Kya apnai? Apka koi question ❓ to nahi aya mujhey
@muhammadayancv32133 жыл бұрын
Assalam u alaikum Ek website hai Jisme logo ki pics likes kren ya unko follow kren toh pesse milte Hain ab yeh pesse jaiz hai ya nahi Jawab zrorr dain please
@HafizNaumanAkbar Жыл бұрын
Assalamualaikum waRahmatullah brother, Surah Maida, Ayah #2, Mai Allah Tala nai aik important guideline bata Dee hai Kay har woh kaam Jo acha hai aur taqwa Wala hai usmai aap participate Kar saktai hai, help Kar saktai hai, join kar saktai hai - lekin har woh kaam jismai Kuch bhee buraye hai Allah, RasoolAllah Alehisssalam, ya Deen k khilaf to usmai kisi Qisam ki participation bhee allowed Karna allow nahi hai. Based on this Hukam from Allah, Aap Kisi bhee aisee picture ko like ya share Kar saktai hai jismai Kuch Bhee Haram ya Makrooh nahi hai. For example, if it's a girl or model who has exposed herself even though it might be minor exposure - I cannot like that for money 💰 It's almost like someone pays me to write a good Google review for a product that is NOT good 😊 I am sorry for posting this reply after so long - I literally am reading your message just now about 3/4 minutes ago 😢 - forgive me please Best Regards, Hafiz Nauman Michigan USA
@muhammadayancv3213 Жыл бұрын
@@HafizNaumanAkbar jazak Allah khair
@suhaildhudra3 жыл бұрын
السلام و علیکم نعمان سر کیا شہوت کی وجہ سے مذی کے قطرات underwear پر لگ جائیں، تو کیا underwear اتار کر دھویا جائے گا یا اس پر پانی چھڑک لینا کافی ہے؟
@HafizNaumanAkbar3 жыл бұрын
WalaikumSalam waRahmatullah Brother, I recommend that we should wash it, at least once from that spot! Yani, aap mazi spots ko Pani sai Kam sai Kam aik Baar dho Lai. Hadith Mai Pani sprinkle karnai ka recommendation hai magar Sprinkling does not clean it these days! Extra cautious honay Mai afiyat hai. Lekin bar bar dhona aur weham Karna Shaitani waswasa hai. WallahuAlam
@EliarsHussain-vq4qf Жыл бұрын
Ye to hamesha aurat ke khilaf hi wakalat Karne wala hai
@HafizNaumanAkbar Жыл бұрын
Astaghfirullah - this comment is not only incorrect but also opposite to what I do for my sisters. If you visit my town, ask my community, and then they will tell you inshaAllah what I do for our sisters. Mai apnai mu sai khud ko highlight karnai ko show off Samajhta hu...Lehazaa Therefore: I would urge you to know me first and then judge me (if you like doing that) only based on the Qura'n and Sunnah of Nabi ﷺ Thank you 😊