یہ جو بندگان نیاز ہیں۔ یہ ہیں تمام وہی لشکری جنھیں زندگی نے اماں نہ دی تو تیرے حضور آ گئے
@goldeneyes84975 жыл бұрын
Urdu is Awesome language. . . No need to translate into other languages. ... Urdu has so deep meaningful words .... which can directly touch the Heart ...
@usalahmed37226 жыл бұрын
دنیا کو غزل مل جاتی ہے اور دل پہ وبال آجاتا ہے 😢😢😢😢
@ridashams33896 жыл бұрын
Jo Utar Ke Zeena-E-Shaam Se After descending from the staircase of dusk Teri Chashm-E-Khush Mein Samaa Gaye In your parched eyes they were parked in Wohi Jalte Bujhte Se Mehar-O-Maah Those blazing snuffed-out sun and moon Mere Baam-O-Dar Ko Sajaa Gaye Embellished my roof and door Ye Ajeeb Khel Hai Ishq Ka This is a strange play of love Main Ne Aap Dekhaa Ye Mojza I myself have witnessed this miracle Wo Jo Lafz Mere Gumaan Mein The Those words that were in my thoughts Wo Teri Zubaan Par Aa Gaye They came out of your tongue Wo Chiragh-E-Jaan Kabhi Jis Ki Lav That lamp of my life, the flame of which Na Kisi Hawa Se Nigun Hui Was undisturbed by any breeze Teri Bewafai Ke Vasvase The unreliability of your infidelity Use Chupke Chupke Bujhaa Gaye Quietly quietly extinguished it Wo Jo Geet Tum Ne Suna Nahin Those ballads to which you did not listen Meri Umar Bhar Kaa Riyaz Tha Were the rehearsals of my entire life Mere Dard Ki Thi Daastaan Was the saga of my agony Jise Tum Hansi Mein Udaa Gaye Which you dismissed with your laughter Wo Tha Chand Shaam-E-Visaal Kaa Was that the moon of the eve when we met Ke Thaa Roop Tere Jamaal Ka Or was it a facet of your beauty Meri Rooh Se Meri Aankh Tak From my soul to my eye Kisi Roshni Mein Nahaa Gaye In some radiance I was drenched Ye Jo Bandagaan-E-Niyaaz Hain These worshipers of desire Ye Tamaam Hai Wo Lashkari They are all like an entire army Jinhein Zindagii Ne Aman Na Di Whom life did not grace with peace To Tere Huzoor Mein Aa Gaye So they assembled in your attendance Teri Berukhi Ke Dayaar Mein In the aspect of your indifference Main Havaa Ke Saath Havaa Huaa I was dissipated by the winds Tere Aaine Ki Talaash Mein In the search for a mirror for you Mere Khwaab Chehra Ganvaa Gaye My dreams lost their identity Tere Vasvason Ke Fishar Mein In the pressure of your unreliability Tera Shehar-E-Rang Ujad Gayaa Your city of colors was ruined Meri Khwahishon Ke Ghubaar Mein In the dust-cloud of my desires Mere Maah-O-Saal-E-Vafaa Gaye My months and years of faithfulness disappeared Wo Ajeeb Phool Se Lafz The Those were strange flower like words Tere Honth Jin Se Mehak Uthe The ones that perfumed your lips Mere Dasht-E-Khwab Mein Door Tak In the wilderness of my dreams far beyond Koi Baagh Jaise Lagaa Gaye Some garden as if bloomed away Meri Umr Se Na Simat Sake By my lifetime, they were not confined Mere Dil Mein Itne Sawal The In my heart there were so many queries Tere Paas Jitne Jawaab The The many responses you had with yourself Teri Ek Nigaah Mein Aa Gaye In your one gaze, they were revealed away
@Vladmir-Putin6 жыл бұрын
Translation was excellent!
@ridashams33896 жыл бұрын
@@Vladmir-Putin thanks
@beowolf21236 жыл бұрын
Aray mam..Thanx alot😍
@ridashams33896 жыл бұрын
@@beowolf2123 your welcome bro!
@KitabeMaazi6 жыл бұрын
Kia Hum jaan skte hain ye translate ap ne khd ki hai ? Bht Achi lagi Humain . Bht Bht Shukriya
@Zaheenuddeen332 жыл бұрын
Bahut pyari gazal he background music bhi bahut khoob surat hai..
@niteshrastogi95786 жыл бұрын
Yeh ajeeb khel h ishq ka maine ap dekha ye mojza... 😍😍 Wo jo lafz mere gumaan mein the wo teri zubaan par aa gye... 😍😍 Kya khoob kha h Sukriya kitaab-e-maazi.... 😊😊😊👌
@faisalimran30895 жыл бұрын
Mery drd e dill ki thi wo dastan jisy tm hnsi mn uda gae...
@aneesharis46616 жыл бұрын
Lafzon ka istamal great amjid islam amjid se Acha koi b nahi, Jis Tarah gazal me great ahmad faraz hain. Humain as Pakistani Allah pak ka shukar ada karna chahiye k in legends ka taluq Pakistan se hai
@ahmedamjad81146 жыл бұрын
Hamara Urdu adab hai hi itna Kamal ka Kay jis ki misaal nai (alhamdulillah )aur hamarey shairoon nay is ko apni shairi see char Chand laga diyay
@FlashFeed-96 жыл бұрын
Right bro.
@jtamta915 жыл бұрын
Absolutely right hamari adab , tehzeeb , ka hum isteqbaal karte hai aur rahenge
@dillkeaas92975 жыл бұрын
ryt
@mithileshkumarprasad37765 жыл бұрын
Yes you are absolutely right. I love urdu.
@mandydhillon13215 жыл бұрын
i love urdu.. bht nazakat hai is language mein...
@tabinda716 жыл бұрын
What a galaxy of luminaries V have in Urdu literature but sadly our 24 hour tv channels have no time for such extraordinary personalities and their unmatched work. We have already lost many such precious people and now very few are left. Our next generation doesn’t know about any of them. Plz listeners and readeRs launch a campaign and force TV channels to give ample time to our own writers, scholars and adeebs and let our next generation know about them and their work.
@mrnoyan83966 жыл бұрын
You are special in whole comment section...just because of your name.....TABINDA...
@abdulsalambhatti2756 жыл бұрын
Molana tariq jameel often uses this poetry in his Bayans hence I love it more as it makes me recall his way.
@Krishnashares6 жыл бұрын
Wo Jo geet tumne suna nahi, meri umr bhar ka riyaaz tha... Tere pas jitne jawaab the, teri ik nigaah me aa gaye!! Waah waah waah.. Kamaal
@SASA621804 жыл бұрын
💔
@mdsalimshaikh41435 жыл бұрын
Jitni Mohabbat utni taklif ....per fir b sukun hai ......ye ulfat......
@fatimakhan6316 жыл бұрын
Amjad Islam Sahab can make you cry with his words.
@Storytellingadvices3 жыл бұрын
Wo jo geet tum na suna nhii Mere umer bar ka riyaaz tha. Wah
@rupajha97116 жыл бұрын
Ek ek lafz nashtar ki tarah dil-o-dimag main Utar gaya. Rooh bheeg gayi dard se, aankh pani se Kitni umda nazm kahi hai, iska gumaan ho gaya
@abuzarusmani97496 жыл бұрын
Ye gumaan yaqin me bhi tabdeel Ho jayega
@shaziaarif3025 жыл бұрын
No doubt beautiful thaughts
@rehanabaloch16716 жыл бұрын
تیری بے رُوخی کے دیار میں ___ میں ہوا کے ساتھ ہوا ہوئی ___ تیرے آٸینے کی تلاش میں ___ میرے خواب چھرا گنوا گۓ ___
@TheOra531146 жыл бұрын
واہ
@rehanabaloch16716 жыл бұрын
@@TheOra53114 آپکا شکریہ
@mubashirahmad21046 жыл бұрын
Wah
@rehanabaloch16716 жыл бұрын
@@mubashirahmad2104 آپکا شکریہ
@aqeelkhan726 жыл бұрын
Rehana BaLoch
@vinodrai18786 жыл бұрын
By far most amazing work of Amjad sahab...... Yeh jo bandgan e niyaaz hai..... My most fvrt one.....
@sandeepbeniwal39005 жыл бұрын
Wo jo Geet Tumne suna nahi Meri umer bhar ka Riyaz tha Awesome
@animeshsingh27626 жыл бұрын
बहुत खूब.. आपकी आवाज़ में बहुत जान है.. अहसान भाई
@SirAQIB.REHMAN5 жыл бұрын
wo jo Geet tm ne suna nh hai... meri umar bhar ka Riaz tah... mere dard ki thi wo dastaan jise tm Hansi me ura gaye... wah ...❤
@amanabibi79036 жыл бұрын
لاجواب میرے وطن کے نگینوں کی خداسلامت،رکهے،آمین ثم امین
@Saimanaz08125 жыл бұрын
Apni apni muhabbaton k azab jhelein to log samjhe to log samjhe in👏👏👏👏👏👏
@technicalinformationytc2985 Жыл бұрын
grate yar main ap ke fan ho gi bilkul yeh real life hy dil main itna dard hy ap k same
@ashrafbhutto60484 жыл бұрын
Wo ajeeb phool se lafz the, tere hont jin se mehk uthe, Mere dasht-e-khuab me door tak koi bagh jese laga gaye This mesmerizing couplet is missing!
@dillkeaas92975 жыл бұрын
zbrdst vo jo geet tm ny suna nae meri umr bhr k riyaz tha owesm nd kmllllll voice heart tching
@sameeraKhan-sy2cz6 жыл бұрын
This is the true urdu .incredible! Just incredible! !
@masoodmeena78114 жыл бұрын
چلو اب سنا دو مین سن رھی ھون 🥰😘🍀💕🌺🌸
@mqofficial53066 жыл бұрын
Barish ka mausam sath main eak cup tea or ye poetry wallah 💔
@VivekKumar-nb9rg6 жыл бұрын
Meri rooh se meri aankh tak, kisi roshni mein naha gaye - Kuchh aur kehna zaroori hi nahi hai ab
@nasheemjaved61506 жыл бұрын
बहुत ख़ूब जवाब नहीं ...लाज़वाब
@ankitkaushal94786 жыл бұрын
Bhot hi khubsurat lines he
@PankajKumar-gy6fl6 жыл бұрын
Awesome,,apke poetry mere pain ko bahut rahat deti hai,,thank you sir,,
@iffatttahira12564 жыл бұрын
Heart touching passion of love really blessing poet
@rajamazhariqbal52606 жыл бұрын
زبردست کیا انداز ہے۔ دل کو چھو گیا
@ghulammustafashibli71965 жыл бұрын
ap bht ache andaz main parte hain. bht khoob suna rhe hain. bht achi awaz hai.
@Professor_psr6 жыл бұрын
Aapke sabd mere dil ko bhaa gaye...awesome
@kashmirkaur86916 жыл бұрын
Woh jo geet tumne suna nahi meri umer bhar ka riyaz tha.Bahut khoob.awesome
@shaziagulzar69054 жыл бұрын
Kitab e mazi main jetni bhi poetry hai sub kamal hai
@drfarya52875 жыл бұрын
It always tears me full - that association i had with this poetry 😢 is heart breaking
@rehanrizvi53586 жыл бұрын
Wahh.. Mza aa gya Bht hi ala darje k shayri
@bluefire58964 жыл бұрын
👍👍👍Bht acha parha hai
@jgshaikh19104 жыл бұрын
*बहोत बढिया
@zahidsalwanisofficial49586 жыл бұрын
Bohat Aaaala, payedar Ashaar or Takhual
@sadiashahzadi88086 жыл бұрын
مجھکو سیاہ رنگ سے الفت بلا کی تھی؛؛؛ پھر یوں ہوا کہ بخت میں کالکھ بکھر گئ۔۔۔!!!
@usmanahmad94766 жыл бұрын
Wah lajvab
@Dr.AmrapaliTrivedi6 жыл бұрын
Bahot hi roohani.... dil bhar aaya sun kar... video upload karne ka shukriya
@masbi14546 жыл бұрын
سانس لینا__کوئی دلیل نہیں...!!! میں نہیں مانتا زندہ ہوں میں...!!! جون ایلیا
Ufffffffffff teri itna hard line!! Sach kahu to Dil me utar gaye
@noumanahmed92446 жыл бұрын
Bohat bohat bohattt umdaaaa yar
@akashthomas35804 жыл бұрын
Salute to u kitaab e maazi.doing tremendous work.to bring urdu shayari familiar to us.
@shakeelhasan9233 Жыл бұрын
Heart touching
@usmanganisiddiqui6 жыл бұрын
Wah bhoot khoob kya baat
@musharratkhan26646 жыл бұрын
Mere umer sy na simt ske mere Dil m itne sawal the....
@safarmusafir22612 жыл бұрын
Simply soooper and no words to describe. This lyrics and it's music together literally pulles out my soul and takes somewhere so far.
@javeria8996 жыл бұрын
Me ne amjad sahb ki beshmar ghazals on ki zuban s suni h i love his poetry ye ghzal b sni thi bht phle ono n jlte bhjte se chiragh hi prha h any ways i like ur sweet effort
@KitabeMaazi6 жыл бұрын
Ap ne suni hai on ki zabani to charagh he hoga. Sorry . :)
@zaidsiddiqui8246 жыл бұрын
Dil bhar aya sun k
@theprofessor4516 жыл бұрын
Bahut khoobsurat.
@ayeshasarwar74616 жыл бұрын
Tere bewafai k waswasey usey chupke chupke bhuja gaye🖤💔💔
@amitpathak58826 жыл бұрын
Wakai Its heart touching..... Thanks dil se
@-indira72366 жыл бұрын
बहोत खूबसूरत है
@zahedahmed86386 жыл бұрын
Mashallah Bahot khubsurat
@poppery49196 жыл бұрын
Bohat àchi hai ❤
@commonman16766 жыл бұрын
Apki awaz me bahut dard h...bar bar sun ne ko man karta h...
@danishamrohvi54456 жыл бұрын
Bahoot umda amjad sir
@prernadahiya8575 жыл бұрын
Please add difficult words meaning on poem ..or some translation.. it vil be really helpful to appreciate these beautiful poems...for people like us whose Urdu is not so strong.
@hisarahmad7843 жыл бұрын
Learn urdu if you want to taste it.
@Piyush_Gupta.102 жыл бұрын
@@hisarahmad784 typical radical islamic comment
@Piyush_Gupta.102 жыл бұрын
@@hisarahmad784 if the target audience was just ones who know Urdu then why did he add the description in English
@shuaib-ms1we Жыл бұрын
@@Piyush_Gupta.10 he might sound rude or we don't know what his intention was. translation of urdu words dose not do perfect justice with the poetry.
@knightwolf8850 Жыл бұрын
Kuch arse mein kuch log isku kahenge ye to kisi non muslim ka likha hua hai... isiliye ab Darr lagta hai jhoote log se... Allahabad ku Prayagraj karne Walo ne barbad kardiya mithaas ko
@razajafri71846 жыл бұрын
Andaz e bayaan buhat khubsurat ha. Nazm mai behr or tallaffuz ka pura khayaal rakha gaya ha. Behtreen. 1 aat jaga tallafuz mai masla ha Jaisy law ki pronunciation ghalat ki ha.
@sajjadmohd6121 Жыл бұрын
One of the best
@waheedanwar37064 жыл бұрын
wha g wha bot achay
@fatimakhan6316 жыл бұрын
Wah! Koi jawab nahi!
@rukhsaarfatima2596 жыл бұрын
Voice n the background music are awesome
@safarmusafir22612 жыл бұрын
It seems you are truly a music lover, am i right?
@3Dfact.6 жыл бұрын
Mar dala kasm se kay kamal ki ghazal ha yar
@nighatiqbal10476 жыл бұрын
Right
@saurabhsrivastava5456 жыл бұрын
Bahot umdaa👍.
@rabiasaeed22063 жыл бұрын
BEAUTIFUL KALAM 💝
@faizananzar6 жыл бұрын
میرے درد کی تھی وہ داستان ... جسے تم ہنسی mein...😢😢.
@sandeepkumawat10536 жыл бұрын
I just love ths poetry 😍 और जो ख़ूबसूरती आवाज़ ने जोड़ी, हमारे दिल के होशोंहवाश उड़ा गए, आराम ढूढ़ने आये थे यहाँ, पर बेहोशी ख़्वाबों में कब्ज़ा जमा गए 👏👏 kabil e taarif presentation sir..
@KitabeMaazi6 жыл бұрын
Bht Bht Shukriya Janab
@sandeepkumawat10536 жыл бұрын
@@KitabeMaazi Bring more like this sir 😊😊
@riazuddinsheikh41486 жыл бұрын
Waaah maze bandh diye
@sadafalam36566 жыл бұрын
bohot khoob 👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻
@devjeetbaghel34316 жыл бұрын
thanks kitab e maazi
@Leo_Harris6 жыл бұрын
Bohot bohot khoob
@GAbg-ct1px6 жыл бұрын
heart touchin'... 😢
@hamzajahan89286 жыл бұрын
Wao bhttt achi ghzl
@savitaarora89945 жыл бұрын
Very heart touching poetry and good voice
@mohammadaakibdar48936 жыл бұрын
Speech less😭😭😭😭😭😭
@atfanoor58136 жыл бұрын
Subhanallah .....
@sumaiyaansari53606 жыл бұрын
Waah bhot khoob...
@taruntripathing5 жыл бұрын
Wow!!👌👌 one of the best on the channel..
@faramoshi.5 жыл бұрын
Bahot khub sahab
@poojachahar17855 жыл бұрын
Love this one 😍
@musiclovermusiclover62706 жыл бұрын
Wow❤ im speechless........
@gazalajavaid33586 жыл бұрын
Heart touching ❤
@hasanrehan31836 жыл бұрын
Kamal ke alfaz hai ek ek bool hazar wakiye bayan karta hai