lajawb bilkul thik awr perfect ye hi hai kolkata biryani ka original masala 👍👍👍👍👍
@ayeshahumayun17325 жыл бұрын
Sahi bola apne ham bhi aise hi banate Hain
@annushaw7881 Жыл бұрын
Main aapke bataega recipe se Biryani banaya bahut hi lajawab banaa tha thank you.
@soumibiswas72935 жыл бұрын
Apne jaise bataya hain, bilkul wohi measurement se sab ingredients leke biriyani masala banai hain maine . Bohot khusbudar masala bana hain. Apke almost sab recipes ko main try karti hoon aur wo sab bohot hi tasty bante hain. Thank u dear.
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
Most welcome dear
@ankitnewatia62364 жыл бұрын
Maine yeh masala banaya Ghar pe, bhot hi Khusboo daar masala Bana hai, thanks
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Welcome dear ♥️♥️
@avishekdutta92254 жыл бұрын
This masala is really awesome! Kept it in an air tight container for future use! Thank you ma'am for sharing this!
@MDneyazMDneyaz-ml2hz4 жыл бұрын
M app ki dada boudi Biryani try ki or masala v bahut acha bana thanks
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
JazakAllah dear ♥️
@Kehkasha6545 ай бұрын
Mai UP se hu ap ka kolkata biryani masala bna k rakha hua bhot zabardast biryani masalaa h....
@sharmisthadebnath26724 жыл бұрын
Maine aapka vdo dekh kar masala banaya or kal maine us masale se biriyani banayi bht hi test hua biriyani ka.....thank u so much masale ka recepi share karne k liye😊🌹
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Welcome dear ♥️
@anandsharma86545 жыл бұрын
excited for dada boudi biryani recipe...
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
Coming soon
@kolkatadailylifevlog54975 жыл бұрын
Bahut Shukriya mam Kolkata biryani masala share karne ke liye
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
Most welcome
@prettilaad28343 жыл бұрын
Shukriya mam.... Bhothi bdhiya... 🙏
@md.waquarahmad81275 жыл бұрын
Wow very nice and perfect 👍
@jahanara85532 жыл бұрын
Brilliant masala
@ranikhatoon87114 жыл бұрын
Authentic
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Thank you dear
@swapna92114 жыл бұрын
Aapka bohot shukriya ..aap jis tarah se detailing karte ho apni recipes ki ..bohot helpful hota hai humare liye!
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Thank you so much dear
@payelkarmakar32524 жыл бұрын
Absolutely brilliant Masala. Totally in love with your intuitive understanding of slight variations of various Mughlai masalas . Love you Zeba didi 🙏🏼
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Thanks dear ♥️♥️
@tushar478845 жыл бұрын
Khub sundar
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
Thank you so much dear
@AkramKhan-hb8gi4 жыл бұрын
I missed a lot kolkata briyani.
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Thanks dear
@muhammadtariq86873 жыл бұрын
Lajawab
@AkramKhan-hb8gi4 жыл бұрын
khoob bhalo......
@sobiaanjum3 жыл бұрын
Tried ur other recipes also, phirni, kolkata kathi roll, chatpata sukha chicken al turned out to be excellent. Next on list is chicken razala.
@Abhishekkumar-ir8rz4 жыл бұрын
Very good process ☺️🤠
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Thanks dear
@assuredaccess33704 жыл бұрын
Best biryani Arsalan
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
U r right
@shamaparween36315 жыл бұрын
Mujhe aap ka har ek respi bahut achchi lag ti h aur mai tarai bhi karti hu bana ke bahut testi banti h
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
Shukriya sweetheart
@sultanakausar34225 жыл бұрын
Superb masala
@prasad3252 жыл бұрын
Mom jaiphal ke badh me kya hai
@afshanyasmin40695 жыл бұрын
Thank you briyani masala ke liye aap bahut achchi hain 😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
Or aap pahot hi pyari hain
@minatijena27883 жыл бұрын
Excellent mashala
@smithap6533 жыл бұрын
Can you please mention as subtitle and specific how much grams each. Please
@dilkashbegam39193 жыл бұрын
Wwww
@swagataghosh8076 Жыл бұрын
dalchini kitna dena hain?????
@antarasen97753 ай бұрын
Kolkata white paneer butter masala recipe please
@myamazingchannel4you1255 жыл бұрын
Perfect recipe
@muhammadtariq86873 жыл бұрын
Good work
@nikhatzahra40024 жыл бұрын
Jazak Allah, super mom super chef
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Shukriya dear....
@nikhatzahra40024 жыл бұрын
@@LazeezDastarkhwan you deserve it 💕
@AfsarAli-iy2lr2 ай бұрын
White aur Black pepper corn dono use karna hai? Please clarify. Thsnk you.
@hijabifarz7 ай бұрын
Assalam o alaikum behen aapke recipes bahot hi perfect utarte hain Maa shaa Allah. Please mujhe kollata ke chicken roll and beef roll ki recipe chahiye .
@hawkthegamer87144 жыл бұрын
Gulab ki patti kahan milti hai pls bataie
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Amazon per
@mustafaattarwala66063 жыл бұрын
Excellent
@tabassumparveen96513 ай бұрын
Appa aapka har recipe bahut achcha hai bahut hi testi hota hai bus ek request hai ki aap nalli Biryani ka recipe kab denge
@aninditasingh2254 жыл бұрын
From where I can get dry rose...can uh pls help
@shaheenkausar6664 жыл бұрын
👌🏼👍🏻👌🏼👍🏻❤🥰
@chatursagar10785 жыл бұрын
I m waiting for dada boudi biryani recipe
@Kehkasha6545 ай бұрын
Ye masala spoon se btae kam quantity me ...ek bar ki biryani k liye
@sobiaanjum3 жыл бұрын
Asakm, made this masala. Turned out to be so aromatic. Made biryani with this, it was yummylicious n exactly restaurant style. Super happy. Thank you for this original recipe. I msgd u earlier as well u dint reply
@LazeezDastarkhwan3 жыл бұрын
Walaikum salam dear.. thanks 🙏
@TechnoGamerz01_h3d3 жыл бұрын
Kolkata ke roll recipe btay plz
@TechnoGamerz01_h3d3 жыл бұрын
Kitni biryani ki recipe h. Masala
@nadiakhan84365 жыл бұрын
Assalamualaikum maine apke khichda aur zarda recepie try kiya tha alhumdolillah bhut acha Bana tha.mein apki bhut badi fan ho gayi hoon.jazak Allah Khair aisehi acchi acchi recepies share Karti rahiye.
@noorjahabegum60324 жыл бұрын
V nice
@naghmahashmi4292 жыл бұрын
Assalam o alaikum.. Aap please bata sakti hn 5 kg rice aur 5 kg mutton me garam masala kitna padega
@LazeezDastarkhwan2 жыл бұрын
200 gm biryani masala
@abulhossain11263 жыл бұрын
Mam iye kitna kg rice ka masal app banae hai ?
@hajiali62923 жыл бұрын
7kilo chicken biryani banane ka list bolye
@LazeezDastarkhwan3 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/nJfNl5ulpLZgetk....yeh video aap k liye help full hogi
@upagna13 жыл бұрын
Long and darchini kinta quantity
@amina31553 жыл бұрын
Ap spoon k hisab se ingredients bataiye jaldi pls..
@kitchenwitchen10763 жыл бұрын
Go to Channel Mazedar Dastarkhwan......For perfect recipe
@krittwikakar75205 жыл бұрын
Brilliant ! I came to your channel for the first time and its sooooooooo amazing ! I love you di !.....aap ka naam batiye di plz
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
Most welcome dear.... My name is zeba kausar
@Trendingfashion77645 жыл бұрын
Mashallah testy hai
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
Thank you sweetheart
@krishnendukundu64465 жыл бұрын
This my favorite KZbin cooking challen..... Ek din apka million subscriber hone Bala.... Usdin najdik aa gaya...... Aap ye masala box Kolkata ki Kon sa dukan ya market se kharida
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
Oh so sweet dear...u aur my favourite subscriber....... God bless you....... ... Thank you so much..... Please try this recipe......krishnendu kundu ji kya aap ko pata h ki main jab bhi video dalti hun aapka comment Ka intezar rahata hai.....again thanks
@krishnendukundu64465 жыл бұрын
@@LazeezDastarkhwan welcome dr.... I am also w8ing when u uploaded a delights
@rajibraha71303 жыл бұрын
#lazzezdastarkhan ma'am rose petal agar nehi mile to?? Apki pehle Jo masala o wala try Kiya akdm perfect Hai.. Mai isse try karna chahata hu..
@LazeezDastarkhwan3 жыл бұрын
Okay dear
@rajibraha71303 жыл бұрын
@@LazeezDastarkhwan rose petal na du to chalega??
@LazeezDastarkhwan3 жыл бұрын
Haan
@kayenatparveen64912 жыл бұрын
Aap sab restaurant ja kar recipe leti h kiya
@duaauzmakhanalii19125 жыл бұрын
MASHA-ALLAH Bhot he asan msale btae ap ne meri ap se rquest he k ap sirf kolkta k he khane sikhae jo dely bunte he jese sabzi achar nd pulao thanx
@krittwikakar75205 жыл бұрын
fir aap ye channel zarur dekhiye kzbin.info/door/N7d-v9iGGf0Ocov0ub2n4w ye ek jethima ki hai.....unhone Bengali or lost recipe me phd karke rakkhi hai ji .......Bangla samajh me nehi aye to English subtitle dekh lijiye ......
@Cookingandvloggingwithsalmajam5 жыл бұрын
Aapko original recipe kaha se milti h
@hawkthegamer87144 жыл бұрын
Rose dry Flower kahan milega pls bataiye
@ajstyle88493 жыл бұрын
Allah Aapko Bohot Tarakki de Bahen
@LazeezDastarkhwan2 жыл бұрын
Ameen
@fatmaafreen2 жыл бұрын
Dry rose kis market mei milega mam please rply
@LazeezDastarkhwan2 жыл бұрын
Agar aap Kolkata se h to New Market se le sakte h,yaah fir kisi bhi supar market se le sakte h, online bhi aap ko mil jayega
@fatmaafreen2 жыл бұрын
@@LazeezDastarkhwan Thnx for information... Mam kolkata ki daal pori ki recipe pe video bnaana..
@anasqureshi31635 жыл бұрын
Vegetable ki recipe bhi share kariye
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
Special ke aapke liye zarur share karungi
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
Paneer kaleja restaurant style... Yeh veg recipe main ne share ki hai aap jarur try kijiye.....
@MDneyazMDneyaz-ml2hz4 жыл бұрын
Sahi tukra ki recipes bataye
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Video uploaded h dear
@satpalchhabda88513 жыл бұрын
Mam please give recipe of mutton masala and chicken masala
@anjita-64 жыл бұрын
Where will I get dry rose
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Organic Purify Dry Rose Petals|GULAB Patti 100GM www.amazon.in/dp/B07PZ7PJ3R/ref=cm_sw_r_cp_apa_i_G0ffFbQCYVHDE
@anjita-64 жыл бұрын
Thank you so much. Today I’m making your recipe of biryani. I’ll tell you how it turns out.
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Okay dear
@FoodStoriez4 жыл бұрын
Chandan powder??
@batsman57452 жыл бұрын
Dalna kab hai mam ise plz reply
@LazeezDastarkhwan2 жыл бұрын
Biryani baithate waqt yaani k bum se pahle
@batsman57452 жыл бұрын
@@LazeezDastarkhwan thanx a lot keep up the good work
@fasihanadeem20633 жыл бұрын
Aap heart de deti hain to question hai uska reply kigiye black golmirch hai ya kababa chini
@LazeezDastarkhwan3 жыл бұрын
Kabab chini
@fasihanadeem20633 жыл бұрын
@@LazeezDastarkhwan thank u aapki recipe achchi hoti hai or original hoti hai isliye follow karte hain
@LazeezDastarkhwan3 жыл бұрын
Thanks dear 🙏
@rasadkhan20404 жыл бұрын
ye briyani masala kitna kilo chal or kitna kilo chicken ke liye ?
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
8 kg Biryani ke liye
@awayrnus45462 жыл бұрын
Kya yeh ekdum zam zam jaisa masala hoga?
@LazeezDastarkhwan2 жыл бұрын
Yah Kolkata restaurant ka Biryani ka original masala hai aap banakar TRAI karke mujhe zarur bataiyega
@awayrnus45462 жыл бұрын
@@LazeezDastarkhwan matlab biryani masala ek hota hai .bas banane ka tarika se alag hojati jaise ke zam zam ka or dada boudi ka
@BlushBlushlove4 жыл бұрын
Mam plz ek achhi veg biriyani ki recipe bataiye
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Of course dear
@vinaykumar9247 Жыл бұрын
Hey Ye kitne killow mutton ka biryani masala hai ? Wo to bataya hi nahiiiiiii?😮
@ritwikachatterjee57924 жыл бұрын
Ghar mein rose petal dry kar sakte hain
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Yes
@maheshpoddarmujhebhikarnah97764 жыл бұрын
Masala katappa bahut achha hai
@Xp-Sam2 жыл бұрын
Can I get the rose leaves from kirana shop?
@LazeezDastarkhwan2 жыл бұрын
Ofcourse dear
@riyabhattacherjee80394 жыл бұрын
Hello. Mujhe aapke recipe bahut pasand aye. Please mujhe bahut zyada quantity main yeah masala banana hain. Jaise 50 kg biryani ke liye. Toh aap plz bataye ki yeah masala banane ke liye kitni quantity chahiye.
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Okay dear
@sanjitpal67424 жыл бұрын
1kg chicken biryani me ketna tbsp masala dena parega
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Chicken chawal donon milakar 1kg h KY...plz tell me
@sanjitpal67424 жыл бұрын
@@LazeezDastarkhwan Do no milakar 2kg
@sanjitpal67424 жыл бұрын
I am waiting
@kolkatadailylifevlog54975 жыл бұрын
Madam nargisi tikiya kab Banega
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
Zarur
@faridabegum7905 жыл бұрын
Thnx . These recipes r just devine
@inshalnaz87865 жыл бұрын
Aapne.. Khiddirpore ki B.S.W ki biryani khaayi hai.... Wo to sbse zyada lajawab hai...
@shamiyarashid32424 жыл бұрын
Apka spice box bahut acha laga mujhe kaha se milega?plz reply
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Maine mall se liya tha
@anasqureshi31635 жыл бұрын
Zaroor batana main Intezar karungi
@Jojos4692 жыл бұрын
Baji one kg meat AUR 750 kg rice me ye masala kitna dala jaye ga?
@LazeezDastarkhwan2 жыл бұрын
1.1/2 tbspn,
@Jojos4692 жыл бұрын
@@LazeezDastarkhwan JazakAllah
@rajaghosh94694 жыл бұрын
Without kebab chini how made kolkata biryani masala..
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Kabab chini Nahin Dali jaati hai..
@dilkashbegam39193 жыл бұрын
Bhabi khushbu yhanaarhi hai
@KhushbooKumari-gl8cr4 жыл бұрын
Mam dry rose petals na mile to kya kar skte h... Skip kiya ja skta h kya usse taste me bahut zda frk ayega kya...?
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Skip kar sakti hain
@KhushbooKumari-gl8cr4 жыл бұрын
@@LazeezDastarkhwan thank you for your reply 😘
@freshhub29094 жыл бұрын
Ingredients likha kare
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Zarur...
@yusufahmed46285 жыл бұрын
Jazak Allah... May Allah rewards you😘.. Take care of you and your family first and then upload your valuable recipes.. No hurry🏃. I cn understand as being a housewife I 2 face these problems. God bless
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
Shukriya dear....
@nilotpalphotography4714 жыл бұрын
Super
@parveendingankar88845 жыл бұрын
Table spoon se bataye plzz kivki ye sab hamare ither hai to Kaisa gram se lenge
@RajKumar-xi8qg4 жыл бұрын
Mam keora water or food colour kaha se milega
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Kirana dukaan yaah Amazon
@skahmad9055 жыл бұрын
Nice
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
Ok
@yusufahmed46285 жыл бұрын
Bana liya masala just now... Smells very good. Ek baat aur bataye 1 kg rice ki biryani me ye kitna tsp use krna h?
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
Aap mujhe theek se bataiye Kitna kg khana banana hai 1 kg chawal lenge uss k hisab se ghost Kitna lena hai aalu Kitna lena hai.....
@yusufahmed46285 жыл бұрын
@@LazeezDastarkhwan 1 kg hi gosht lenge and half kg k kareeb aloo
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
Totall 30gm Biryani masala. Lena h...... 15gm biryani masala yakhni men dalna h.......or 15gm dum men dalna hai
@yusufahmed46285 жыл бұрын
@@LazeezDastarkhwan Jazak Allah dear. Take care
@FerozeKhan-dd4dg5 жыл бұрын
Aapne dry rose flower ka se laya
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
Amazon.... General store
@iffat.a3 жыл бұрын
As Salaamu Alaikum wrwb sister Zeba. Ur all recipes are awesome. Can you please explain what do you mean by white gol mirch and black gol mirch. I got confused when you wrote black gol mirch as kebab chini in one of the reply..
@LazeezDastarkhwan3 жыл бұрын
Kabab chini alag hota h....long Ki hi Tarah usme bhi ek patla sa stick nikla hota h.. or gol mirch ( black paper) zeera k Saath peesi jaati h Safed gol mirch (white paper) alag hota h .... Inshallah Kisi video me main sab masale ke bare Mein bata dunga
@iffat.a3 жыл бұрын
@@LazeezDastarkhwancan you please clarify whether in this masala have you used black pepper or kebab chini?
@LazeezDastarkhwan3 жыл бұрын
Okk
@humajaved20085 жыл бұрын
Assalamo Alaekum....please yeh bataiey ke is masale ka istemal kese karna hai yani 1 KG rice men kitne tea spone garam masala powder dalna hai....please bataiey zaroor.....bahot shukria....khush rahiey
@LazeezDastarkhwan5 жыл бұрын
2. 1/2 tablespoon..........Use Krna h,
@humajaved20085 жыл бұрын
Bahot shukria.😘😘
@atanumal60034 жыл бұрын
Lazeez Dastarkhwan madam is this 2.5 table spoon u want to mean??
@Hali19804 жыл бұрын
Biryani Queen, Thank You Dear for sharing this Masala. Please tell me, this quantity of Masala will be used in how much Kg of Biryani.
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
6 kg biryani
@Hali19804 жыл бұрын
@@LazeezDastarkhwan Thank You 🙏🙏
@mdsarfraznawaz3094 жыл бұрын
Assalam alykum yeh masala dada bodi ki hai kya mam
@LazeezDastarkhwan4 жыл бұрын
Walaikum salam...... Yah restaurant wala masala hai.... Ek bar aap try kijiye FIR mujhe zarur bataiyega